Blog Ko Acha Design Karne Ki 20 Important Tips Janiye Hindi Me

Aaj mai aapko blog ke design ke bare me aysi tips bta raha hu. jinhe follow karke aap apne blog ka most design kar sakte ho. jisse aapka blog bilkul website ki tarah lagega or apni alag pahchan bana sakte ho. or aap ye chahate bhi hai ki aapke blog ka better design hona chahiye. to chaliye is post ko dhyan se padiye or post me btaye step bariki se samajhiye.

Blog ko website me kaise badalte hai - 20 Design Tips

Blog banane ke bad sabse pahla kam hota hai blog ko ache se design karna. kuch log to apne blog ko itna best design karte hai ki koi use blog nahi bta sakta wo puri tarah website ki tarah nazar aata hai. blog ka design jitna standered hoga visitors use utna jyada pasand karenge.

Har koi chahata hai ki uski website sabse alag show ho. isliye apne blog me new design update kar kar ke blog ko or better banane ki koshish karte rahte hai.  wese aap blogger or WordPress dono ke liye paid template bhi use kar sakte ho. but free theme ko bhi aap ache se design kar sakte ho. bas aapko uske liye blog ki coding ki thodi bahut jankari honi chahiye.

In my case support me india ki alexa rank 256,255 global or  18, 518 india me hai. iski sabse badi wajah hai suportmeindia ka simple design. maine bahut se success blogger se puch kar apne blog ko simple design kiya hai.

agar aap chahate hai ki aapka blog top ranking me ho or aapke blog par jyada traffic aaye to blog ko jaha tak ho sake sabse alag or simple desgin kare. jise visitors ko post padne me problem na ho.

Mai is post me aapko blog ko design karne ke jo 20 ways bta raha hu. aapko unmse se jo pasand aaye use follow kar sakte ho. but sabhi step ko follow karke blog me jyada widget add mat kar lena. mai aapko wohi tips bta raha hu jo blogger sabse jyada use karte hai or visitors ko bhi ye design features pasand aate hai.

Blog Ko Design Karne Ke Liye Kya Kya Chahiye

Aapko blog WordPress ya blogger jis par bhi hai. aapko apne blog ko desgin karne ke liye uski coding ki thodi jankari honi jaruri hai. warna aapse kahi koi mistakes bhi ho sakti hai. aksar new blogger ko iska pata nahi hota or wo kei bar apne blog ka dta bhi lost kar dete hai. so aap pahle apne blog ka backup bana le uske bad hi blog ko design karna start kare.

Mai yaha par jaha tak ho sakega. ayse tarike btaunga jinme coding editing ki kam se kam jarurat padegi or aap wo sab aasani se kar loge.

  • Welcome To Support Me India’s Services

Blog Ko Design Karne Ke Kya Fayde Hai?

Jaisa ki maine upar kaha tha ki blog design ko visitors sabse jyada pasand karte hai to ayse me blog ka acha design hona or jyada jaruri ho jata hai. becoz jab visitors ko aapki site pasand aayegi to wo wapis aapki site par aana chahega. isse blog ki traffic increase hogi or aapki site ki value bhi badhegi. ye kuch points aapko or ache se samajha sakte hai.

  1. Best designed blog ko user jyada like karte hai.
  2. sabse alag design hone se user ke mind me aapki site ke design ki chavi ban jati hai or wo use full nahi pata so fir se aapki site par aata hai.
  3. ji visitor ko aapki site ka design pasand aayega, jahir hai wo aapki site par kuch time jarur rukega. isse aapki site ki bounce rate badhegi.
  4. site ka design simple hoga to search engine or audience dono aapki site ko pasand karenge. or jaldi samajh sakenge.
  5. site ka acha design hoga to visitors ko ye pata nahi chalega ki ye website hai ya blog.

Blog Ko Website Me Kaise Badale 20 Popular Tarike

Humesha apne blog par new features add karte rahe. aap apni site ko jitna best bana sake, utni koshish kare. jisse aapke visitors ko aapke blog par new features ki jankari milti rahe.

1. Blog Template

Sabse pahle apne blog ke liye apni pasand ki template, theme select kare le jisse aapko bar bar template badlni nahi pade. aage ja kar aap ise design karne wale hai so ek bar ache se soch kar koi fast loading template jo aapko pasand ho choose kare.

2. Blog Header

Blog ke header ko ache se design kare. bilkul website ki tarah. header blog ka sabse important part hota hai or visitors ki nazar me sabse pahle aata hai. so ayse me aapke blog ka header bilkul website ki tarah dikhna chahiye.

3. Website Navigation

Blog me ek top quality ka navigation add kare. jo mobile responsive ho.

Attractive Website Navigation

4. Next & Previous Posts

Visitors aapki site ke home page ko sabse jyada open karte hai. ayse mai home page me layout ke niche Next & Previous Posts option add kare. jisse user aapki or bhi post pad sake.

Next & Previous Posts

5. Use Popular Post , Latest Post Widget

Visitors aapki site ki post padte waqt aapki popular or latest post pad sake. iske liye blog me good stylies popular post widget add kare.

Most popular post

6. About The Author

Blog post me about us form add kare or usme apne bare me likhe. isse visitors ka aap par wishwas banta hai. or wo ye jan sakte hai ki aap kon ho or ye blog aapne kyu banaya hhai.

About Us

7. Best Comment Style

Apne blog ki comment style ko thoda better design kare. jo visitors ko pasand aaye or dusro ki comment dekh kar wo bhi aapke blog par comment karna chahe.

Stylies Comment

8. Add Top Subscribe Widget

Blog sidebar me ek achi aapke blog ke design se milti julti subscribe widget kare. jisse aapka blog or better lagne lage.

Subscribe Widget

9. Use Better Background

Har ek blog par alag alag jankari hoti hai. ayse mai aapke blog par jis topic par jankar ishare ki jati hai. usse related apne blog ka background choone. jaise aapka blog health par hai to aap health se related background use lar sakte hai. isse visitors or jyada impressive hote hai.

10. Add Ads Fit in Content

Agar aap AdSense use karte ho to apne blog or blog ki post me ads is tarah se lagaye ki ads ki wajah se aapke blog ke design par koi fark na pade. mera matlab blog me ads blog design ke hisab se lagaye.

Ads placement

11. Highlight Author Comment

Bahut se user post ke sath humare blog ki post bhi padte hai. uunhe shayad aapke logo ko kiye gaye reply me apne sawal ka jawab mil jata hai. ayse me agar aap author comment ko highlight kare to user ko aapki comment padne me aasani hogi.

12. Sidebar Widget Style

Blog ke sidebar me blog post layout se matched widget hi add kare. aysi widget add na kare jo aapke blog ke design ko fika karti ho. isi trah ads bhi design ko dekh kar hi add kare. sidebar me aap widget add kar sakte ho. so isme aapko coding ki jarurat bhi nahi hai. ayse me good se good quality ki widget add karke apne blog ka or jyada aakarshak banaye.

13. Top Search Bar

Blog me ek search box hona bahut jaruri hai. jisse aapke visitors direct aapki site par apni apsand ki jankari search kar sake. or ab to aap custom google search engine add karke searching se paise bhi kama sakte ho. custom search engine create karne ke liye ye post pade. Google Custom Search Engine Blog Me Kaise Add Kare

Apne blog ke liye ek logo design kare blog me use kare. isse aapke blog ke design me 4 chand lag jate hai. or visitors ko aapke blog ki pahchan bhi hoti hai.

Supportmeindia logo

15. Blog Content Words

Bahut se blogger or website owner is topic par dhyan nahi dete. but aap ye bat humesha dhyan rakhe ki aapke blog ki post ke words na jyada small ho na jyada big medium ho jise sab aasani se pad sake.

16. Post Images

EK photo 2000 words ke brabar hoti hai. but aapke blog ki post me aysi image ho jise dekhne bhar se log aapke blog ke deewane ho jaye. I mean post content me aysi images use kare. jise dekhne bhar se visitors ko post adhi se jyada samajh aa jaye or wo aapke fan ban jaye.

17. Simple Color

blog me jyada color use karke blog ko adhik colorful na banaye. becoz ek servey ke anusar 80% internet users simple color pasand karte hai. or dusri bat kabhi bhi high color use na kare, jisse user ki eyes par daba pade.

18. Add stylies Footer

Blog ko or jyada best banane ke liye blog me acha jitna aap kar sako better footer add kare.

Stylies footer

19. Add Copyright Details

Blog me footer ke bad blog ki starting year jarur add kare. isse visitors ko ye pata chalta hai ki aapki site kab start ki gayi thi. isse visitors ka aapki site par bharosha banta hai. agar aapne apni site me starting details add nahi ki hai to add kar le, becoz starting details na mile par visitors aapki site ko fake or froud bhi samajh sakte hai.

20. Add Privacy, About Us, Terms Link After footer

Jis tarah footer ke bad starting year add karna jaruri hai. same wese hi visitors ko apni privacy policy, apne bare me or aapki site ke rules ke bare me bhi btana jaruri hota hai.

Blog starting yera and privacy policy

Note:- Mera yaha par apne blog ke design ki photos add karne ka ye matlab nahi hai ki mere blog ka design best hai. ye image sirf aapko exaple dene ke liye add kiye gaye hai.

Is post ko padne ke bad aap apne blog ko website ki tarah design kar sakte ho. by the way agar aapka is post ke bare me koi sawal ho to comment jarur kare or comment me post ke bare me jarur likhe. jisse hume aapke liye new post likhne ki parena mile or aane wale time me hum aapki or behtar help kar sake.

Blogging make money online ka sabse easy way hai. but isme problems bhi bahut hoti hai. so blogging me success hone ke liye nahut sari bato ko dhyan rakhna padta hai. design blog ke liye itna important hai ki users aapki bad post bhi design ki wajah se padna pasand karega.

But agar aapke blog ka design sahi nahi hai to aapki high quality post bhi audience ko achi nahi lagegi. so jitna ho sake apne blog ko modren banane ki koshish kare.

Or ek bar apne blog ko design karke use yu hi na hode. new time ke sath sath apne blog par bhi new features up date karte rahe.

Avatar for Jumedeen Khan

About Jumedeen Khan

I'm the founder of this site and we regularly share useful and helpful information here for beginners. ❤️

Reader Interactions

Comments (179)

  1. Avatar for AnkitaAnkita

    Amazing post and very helpful for me. Thanks to sharing with us.

  2. Avatar for Ankit yadavAnkit yadav

    sir aap is site me kon si theme use kar rahe hai please bata de

    • Avatar for जुमेदीन खानजुमेदीन खान

      genesis

  3. Avatar for प्रहलादप्रहलाद

    Sir aapne jo blog me fix header jo mobile me left side me toggle menu aur right me search image ye kaise lagaya hai iske code kaha past hote hai aur jo aapka homepage hai vo custom page ya default

  4. Avatar for AfreenAfreen

    Bahut badiya jaankari di hai sir, Thak you 🙂

    Sir agar main image ki quality HD rakhti hu to kya isse website page load time badh sakta hai….Please meri help kare mera page load time kuch dino se kafi badh chuka hai.

    • Avatar for Jumedeen khanJumedeen khan

      Yes image ka size jitna jyada hoga page load time utna hi slow hoga.

  5. Avatar for naveen kumarnaveen kumar

    Add Privacy, About Us, Terms Link
    After footer ya sub tool kaha se milta he

    • Avatar for Jumedeen khanJumedeen khan

      Ye sab aap blogger page se bana sakte ho.

  6. Avatar for pawan kumarpawan kumar

    Sir mera blog 3-month se live hai. Aur maine backup bhi bna Rakha tha. par blog me suddenly aaj error aane se, maine, us website ko uninstall kar diya. Aur at a time phir se dubara install kiya. aur us backup ko install kar ke sabhi post ko publish kar diya. To sar kya aap mujhe ye bta sakte hai ki is se meri pehli walipost ki search ranki wahi rehigi ya nhi. ya phir search ranking down ho jayegi. Please help me sir.

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Agar aapki site down huyi hai to rank down hogi warna wohi rahegi.

  7. Avatar for Pravin KumarPravin Kumar

    Hello sir Ham aapke saath judna chahte hai to please reply back

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Contact me on mai.

  8. Avatar for Sam AnsariSam Ansari

    sir aap mere blog ko check karke bta de ki kya kya kami hai.

    1. or sir mai aapke jaisa same feature add karna chahta hu apne blog me. to uske liye mujhe theme ke alava or kya change karna hoga.

    2.or sir mujhe category add karni hai wo kaise kare

    3. sir genesis theme ko kaise install kare or kaha se

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      1. Aap genesis theme use karo or like SMI child theme design karo.
      2. post likhte time sidebar me iska option mil jayega.
      3. wordpress dashboard par jao or appearance >> theme option par ja kar add new par click kar upload kar activate karo.

  9. Avatar for dakshdaksh

    sir apke site ki post text font kaun si hai jo abi using kar rhe ho like times of Roman,Arial etc?pls btao

  10. Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

    Toda CSS sikh lo fir aap kar sakoge.

    • Avatar for KAUSHAL JHAKAUSHAL JHA

      Sir ye batao mujhe aapke jaise hi home page and menu and search box design karna hain kaise karenge

      • Avatar for जुमेदीन खानजुमेदीन खान

        कोडिंग से

  11. Avatar for tariqtariq

    Hi sir ,
    Maine blog create kiya 20 din pahle aur 3 post publish ki hai to ab main daily publish karunga lekin maine abhi tak kam post ki hai isse aage seo aur other condition me koi fark padenga ?

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      No problem.

  12. Avatar for tariqtariq

    Bhai suppose ke mera blog hinglish – hindi me hai aur maine us par jo post publish ki hai wo kisi english blog ki bhi post hai suppose mera blog quotes ka hai. To kya yeh copyright content me aasakta hai.

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Jab tak english blog wale ko isse problem nahi hogi to copyrighting nahi hogi. Usko problem hai to hogi or koi bhi apne content ko kisi or ko translate karna allow nahi karega. Aap khud se likho jo content kisi or se match na ho bhale hi wo content kitni bhi site par ho.

  13. Avatar for shanushanu

    sir apki jankari bahut hi acchi thi .lekin mujhe apne blog me thofi confusion hai wo me apse poochna chahta hu. mera quetion ye hai ki –

    1- kisi bhi blogger blog me jo layout ke dwara fetured posts add ki jati hai. wo fetured posts ek blog me kitni use kar sakte hai.

    2-kya ek se jyada fetured post blogger blog me use kar sakte hai agar kar sakte hai to kaise.

    3- maine apne blog me Vienna mag template use kiya hua hai.kya ye template apke hisab se accha hai. mera blog news par hai isiye.

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      1. Aap har post ke liye alag lag featured image use kar sakte but ek post me ek hi use karo.
      2. Nahi or iski jarurat bhi nahi hai.
      3. Yes achha hai.

  14. Avatar for rishabrishab

    sir thanks for best theme info.
    me apse ek qjestion popchna chahta hu. me ribbon theme use kar rha hu aur mere blog me maine share buttons add kiya hai lekin me share buttons ko hompage se hide karna chahta hu aur only single post par show karna chahta hu. uske liye aap koi css code bata dijiye.

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Aap CSS coding se kisi bhi content ko hide kar sakte hai. Yaha apake blog ka link nahi hai nahi to main check karke bta deta.

  15. Avatar for rohit singhrohit singh

    Hello sir me apse ek question poochna chata hu please uska answer jaroor dena. Mera questionye hai ki me apne blog me ribbon theme use kar rha hu aaur usme jo single post entry content hai uska border mujhe remove karna hai uske liye aap CSS bata dijiye maine bahut try kiya but wo remove nhi ho rha hai. Please help me

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Aap site ka link mention karte to main check karke bta deta.

      • Avatar for rohit singhrohit singh

        Sir aap keh rhe hai to me apko link deta hu blog ka.

        http://Www.redmehindi.blogspot.com

        maine abhi apne blog par posts nhi ki hai. Me pehle apne blog ko design karna chahta hu. Design complete karne ke baad posts likhna start karunga. Lijiye mere blog ka link aur bata dijiye only single post, entry content ka border kaise remove kare.

        • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

          Dear rhoit blog par koi post page na hone par main single entry nahi dekh sakta. Aap ye code single entry ki css coding me add karo.
          .single entry-clss{border:0} Isme class change kar lena.

  16. Avatar for Arghya GhoshArghya Ghosh

    Sir Apke Blog Bohat Acha Hai Mujhe To Vohat Pasand Aya, Sir Can You Check My Blog “http://shinetricks.in”, App Akbar Dakho Kya Sab Thik Thak Hai Mere Blog Mai, Please Sir If You Have Time Then Check My Blog Atleast One Time, Aur AK Bad Sir Blog Ke Liye A6a Back Link Kaha SE Milega

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Bahut achha blog hai but post title maximum 65 characters or post thodi long likha karo.

  17. Avatar for shahzaibshahzaib

    nice post sir.
    sir me html coding k bare me pochna chahta ho
    muje blog me share button add karne k liye ye code Mila hai

    ye code k niche paste karna hai lekin jb paste karta ho to error ata hai k 1st line me or /> lagaye.kya ye code wrong hai ya me sahih se put nahi karta.
    please sir reply me k niche put kar de
    sorry for long comment.

    • Avatar for Jumedeen khanJumedeen khan

      Yes code me “/>” problem hai. Aap code sahi se copy kar use karo ya koi or code use karo.

  18. Avatar for AkashAkash

    sir me mobile par blogging karta hoo.
    kya me mobile se design kar sakta hoo……or kese?
    plz help me sir..

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Nahi mobile se apako bahut problem hogi.

  19. Avatar for rahulrahul

    sir main ribbon template use karta hu mainne apne blog par apne jo 5 subscrib option batay hai apni post me wo add karke dekhe to wo sahi se work nhi kar rhe hai matlab design nhi a rha hai simple a rhe h. matlb ye hai mere blog me ek bhi widget acche se work nhi kar rha hai maine abhi tak jitne bhi woght ad kiye hai unme se. sir koi aisa code bata ddijiye jise add karne ke baad mere blog par sabhi widgets acche se work karne lage.

    aise hi maine wahi widgets dusre template me try koye toh sabhi acche se work kar rhe h. aisa kyu

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Aap ek bar blog par default template use karo uske bad custome template problem solve ho jayegi.

  20. Avatar for chandan kumarchandan kumar

    Hello sir mujhe aapse ek request hi ki gyanipandit.com kon sa theme/template use kar raha hi batiye please

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Aap kisi bhi wordpres site ki theme or plugins ka wpthemedetector.com site par pata laga sakte ho.

  21. Avatar for rahulrahul

    1- sir mere blog ke sidebar gadgets me solid border add karne ke liye CSS code bata dijiye. please……

    2- aur blog me apke blog jaisa author box add karne ki coding bata dijiye.

    3-aur sir jab me apke blog se copy kiye gay email subscribe option box apne blog ke gadget ki jagah add kar rha hu to wo acche se nhi a rha hai matlab jaisa apke blog par photo me dikhaya gaya hai waisa nhi a rha hai.

    bas sir ye tin question ke answer de dijiye ab aap ye mat kehna ko aap post se related question poocho. apke kehne par hi maine iss posts par ye questions pooche hai. please bata dena …

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Rahul main aapko aki bar kah chuka hu ki aapko site design ke liye thodi coding sikhni hogi. Main coding bta bhi dunga to aap setting anhi kar paoge ye pahle bhi ho chuka hai so please aap design khud hi kare.

  22. Avatar for Aman MorwalAman Morwal

    Bhai css coding se header ka color kaise change karu bhai samajh nhi aa raha bhai…plz help karo na…matlab bhai css header ki coding kaise dhundhu template mai

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      First aap CSS coding samajh lo.

  23. Avatar for Anurag YadavAnurag Yadav

    Sir Mai apne blog me khuch galtiya kar di hai hame hardam yahi lagta hai aap hi bataiye ki sir mai pahle jab naye the to mai kai post ko dusri side se copy kar ke apne side pe publish kar deta tha.
    lekin ab ham kitna sara post likhe hai lekin copy nahi kiye hai to kya mai apne side ko acha sa bana sakta hu ya mai the end ho skta hu
    ..plzzz sir

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Yes bana sakte ho aapne jo psot copy ki hai wo delete kar khud post likho.

  24. Avatar for AmanAman

    Hello bhai,mujhe aapse puchna hai ki maine ab css coding thodi bahot sikh li hai toh bhai mujhe meri site ka header design karne hai par mujhe ye nhi samajh mai aaraha hai ki css coding template mai kaha paise karni hai matlab kaha paste karni hai head ke uppar ya niche.

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Template me already CSS coding hai usme kahi bhi kar do CSS coding head ke niche hoti hai.

  25. Avatar for JishaanJishaan

    Mujhe aapko madad ki jarurat hai
    Aapka haa sunane ke liye besabri Se intezaar hai.
    Email:- viraldotco@gmail.com

    Please please please contact me
    Bade bhai hone ke baare mujhe help karo

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      ok main aapko mail send kar dunga.

  26. Avatar for AjinkyaAjinkya

    1) Hello sir me apni blog ko dusri new blog par transfer krna chahta tu, wo bhi sare posts ke sath to kaise krna pdega,
    2) aur isse copyright ho sakta he kya
    Please help me Sir

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      1. Blog ka backup le kar new blog me import karo.
      2. Blog transfer kar old blog ka data delete kar dena.

  27. Avatar for utsav zamareutsav zamare

    sir mera blog ka name kindthink hai . maine jb blog bnaya tb simple template set kiya hua hai. (kindthink)ko center me lana hai only. jaisa apka suportmeindia hai. kaise kre

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Iske liye aap thodi CSS coding sikh lo.

  28. Avatar for utsav zamareutsav zamare

    sir maine blog bna liya he,usme basic ,serch prefrece ki seting bhi kr di hai,aur simple tmplate bi choose k hai, lekin muze smz nhi aa rha k mai apne blog ko aur acha look kaise du. fb, twiter ye media ache font k sath apke alog pe dikhti hai, o mai ek look k sath kaise dikhau. kya ye blogger pe desin hote hai,ya aisi template lagana hoga jisme ye apne ap hote he, 2)apke bloggng,you tube ,make money,WordPress aise alag categery he niche jispe click krke uske bareme sari post open hoti hai ye kha se kre. 3)coment box kaise show kre, 4) newsleter sign up kaise kre 5)subscribe link ,6)about author k upar photo kaise dale 7) mere blog ka name (kindthink) tmplte me left me he, centr me kaise lau ,use desin kaise kru

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Utsav aapki comment me bahtu jyada spelling mistake hai so don’t do this again.
      Blog me in sabke option diye hote hai aap jab add a widget par click karoge to aapko blogger ki di huyi 100+ widget mil jayegi. Usm aap category ki jagah label use kar sakte ho. Thoda sa care karke try karo kar sakoge.

  29. Avatar for shubhamshubham

    Mujhe meri blog site theek kar k do same aisi bna do Mai online payment kardeta hu apko Send me you Are number

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Aap mail ID par mail send kare.

  30. Avatar for utsav zamareutsav zamare

    sir apke blog ka name suportmeindia ,apki site kholte hi center me big font our colour words bda acha dikhta tha,waisa muzse mere blog ka ho nhi rha. pahle ka set kiya hua small font me red clolour me left side hai.mai ye design kaise kru. usk steps btaye.

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Iske liye aap thodi HTML and CSS coding sikh lo.

  31. Avatar for NareshNaresh

    Sir mera ek sawal hai? Mein diligent theme use karta hu.. lekin usme logo add karne ka koi option nhi hai fir mene CSS code mein */logo-title-area.
    Mein logo ka url add kiya to logo laptop mein to show ho raha hai lekin mobile me nhi… esa kyu?
    Or kya inpect element se asa ho sakta hai …. site me kuch bhi change kar sake… mene try kiya kuch change karke lekin use save kiya enter press karke lekin nhi hua to ab me logo mobile mein kaise show karwau….
    Iski jaankari muje ek dum vistaar me samjaayiga sir thanks..

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Aap blog dashboard >> appearance >> customize par jao or or check karo ki header image ka option nahi hai. Agar nahi hai to aap koi dusri theme use karo.

  32. Avatar for PradipPradip

    Hello sar ji ham jab blogs open karta hu tab muje reboot a problem kiyo aata hai

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Aap mujhe error message dikhao.

  33. Avatar for anuj singhanuj singh

    Hello sir, Maine ek story blog banaya hai jisme mene chitika ads daale hai. But ye ads computer me show hote hai but mobile me nahi. Asia kyu please bataye or me kaise ads ko mobile me show kar sakta hu.

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Mobile me chrome browser me site ko open karo.

  34. Avatar for Mohd. Ahasan SiddiquiMohd. Ahasan Siddiqui

    sir, maine aap se prerna pakar abhi hal hi men apna blog banaya hai aur jab mai apna blog google serch se khlta hun to sare widget aur post edit kyun aate hain aise to koi bhi meri post ko edit kar sakta hai pls mujhe batayen mai kya karun

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Aap blog ki template change karo.

  35. Avatar for AjinkyaAjinkya

    Hello sir meri blog open hone me problem Aa rahi he jab me blog open karta hu to ‘server DNS address could not be found’ aisa ata he aur pc me bhi blog open nahi ho rahi,
    Please sir batayiye kaise ye problem solve karu

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Ye error dns record change karne ki wajah se aata hai. Abhi aapka blog sahi se open ho raha hai.

  36. Avatar for Abhishek KumarAbhishek Kumar

    sir free ki template use karne par uski website ka naam niche aane lagata h kya ise remove kiya ja sakta h

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Ha kar sakte ho blog template me jao or html coding me uska name search karke delete kar do.

  37. Avatar for ShezaanShezaan

    Assalam Alaikum Bhai
    Bhai mujhe ye bataiye k mera domain & hosting Kuch nhi hai
    As a beginner mujhe free blogger par arricle likhna chaahiye, agar haa to kyaa isme chances hai k aane wale Dino me agar mujhe web Leni huyi to kyaa ye article export ho jayenge aur kyaa free blogger website par bhi monetization ho sakti hai?
    Mai education or career k baare me likhna chaahta hu.
    Mera ek page bhi hai mere shaher k naam par us page par more than 3K + likes hai and engagement kaafi zyada hai, so what to do? Is there any option or tab creation tool which I can do on my Facebook page where my blog would be connected? Aur meri city related post par Jo engagement aur reach hoti hai woh 15k+ cross hoti hai aur 70%+ out of India yaani gulf countries se hai qki kaafi log gulf countries me hai us shaher se, Kuch idea de Bhai
    Warna mai sochta hi rah jaunga life time. Long comment hai maafi chaahta hu

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      W/a ha bilkul ho jayenge. bilkul ikh sakte ho. Iks sabke bare me maine post likhi huyi hai wo check kar lo.

  38. Avatar for shahid afrideeshahid afridee

    OK Sir batane ke liye thanks Lekin Agar aap koi achha sa free or seo friendly and mobile friendly Template Ka name bata dete to bahut achha hota

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      $100 hone par

  39. Avatar for Shahid AfrideeShahid Afridee

    Sir Maine kai baar Template Ko upload karke try kiya hai aur Dusre blog Par try kiya hai phir bhi aisa hi hota hai

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Aap koi or template use kar sakte ho.

  40. Avatar for Shahid afrideeShahid afridee

    Hello Sir Mai ‘Riboon Template use karta Hu ‘Riboon Template post Open Karne Se side me kuchh sabd cut jate hai yani nahi dikhayi deta hai Jisse post padhne me dikkat hoti hai Iska kya upay hai

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Aapne CSS coding me galti ki hai aap ek bar template ko remove karke fir se upload karo.

  41. Avatar for nazmulnazmul

    Hello Sir Mare blog me about author or bi bohot kuch add kia lakin kuch bi show nahe ho raha hai,or sir mari logo bi lagaya ta o bi show nahi ho raha please help

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Aap lease pahle apni pasand ki template choose karke use blog par set karo.

  42. Avatar for Sankrit SinghSankrit Singh

    Sir aap kaun sa free theme apne website par use karte hain . kya apne is theme ka koi child theme bhi banaya hai.

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Ye free theme nahi hai ye genesis frame work + magazine pro paid theme hai.

  43. Avatar for AmanAman

    Bahot achi tarah explain kiya aapne.Thank you

  44. Avatar for veerendraveerendra

    jume deen bhai mai chahata hu aap mere blog ko dekhe aur meri kamio ko bataye jise mai sudhar saku “thanks”

    • Avatar for Jumedeen khanJumedeen khan

      Koi kami nahi hai sab theek hai.

  45. Avatar for AbdulAbdul

    Website ka starting date or about us after footer ke bad kaise set karenge option ka hints sir

  46. Avatar for KiranKiran

    Bro..mere blog me mobile version achhi tarrah se dikhta he lekin web version me sabhi content Post aur Page chhote chhote aur right side me dikhte he left me kuchh nahi dikhbraha blank dikhai de raha he kya karu center m Post lane k . Liye?
    Pls anS. Bahot Paresan hu

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      ap blog ki tempalte change karo.

  47. Avatar for Rohit singhRohit singh

    bhaiya, mere paas ek WordPress theme ki zip file hai lekin uske ander koi bhi xml file nahi hai toh use me WordPress par kaise install karu?

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Agar theme crack nahi hai to kar sakte ho.

  48. Avatar for Rajat VaishnavRajat Vaishnav

    Sir muje meri website ke footer ke niche likhe gooyabi template or sora template wali lines ko delete karna hai kese karu please

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Blog ki template > edit html me ja kar jo delete karna hai wo search karo or delete kar do.

  49. Avatar for AjinkyaAjinkya

    Hello sir meri blog me kuch problems aa rahi he please help kijiye
    Jab main blog me edit HTML me kuch changes kar raha hu to waha pe aisa likha aa raha he
    (Whoops, that’s an error! (bX-wpsucg)
    This is what you can do:
    Try reloading the page
    Find other solutions
    If you need further help, you can report a problem and visit our support forum.)

    Aur iski wajah se main koi gadget add or remove bhi nahi kar pa raha hu, isko kaise fix karu please help me sir

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Aap bina coding jane ye sab nahi kar sakte pahle aap coding ke bare me sikho uske bat template edit karo.

  50. Avatar for bitu rajbitu raj

    Sir mujhe WordPress par koi accha sa theme ka name bataye jo simple or website ki tarah dikhta ho.

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      aap mythemeshop ki koi theme use karo.

  51. Avatar for AjinkyaAjinkya

    Hello Sir mujhe post me image ki size ki problem aa rahi he me 1080 *500 size ki image dalta hu to wo bahut choti ho rahi he to kya karna padega please batayiye
    Or aap kitni size ki image upload karte he post me.

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Ye aapki template problem hai, koi or template use karo.

  52. Avatar for sunilkumar jagasunilkumar jaga

    Main jyada kuch ni janta but kuch aacha kam karna chahta hu so plz mujh ebatay ki main kya karu

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Aapko jis kaam me jyada interest ho wo kaam karo.

  53. Avatar for Rahul guptaRahul gupta

    Sir vo hi to widget add nhi ho rhe vo sare ek hi jagah place ho ja rhe h left m baki beech m aur right m ho hi nhi rha h

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Rahul kyo nahi oh rahe hai problem kya hai.

  54. Avatar for Rahul guptaRahul gupta

    Sir blogger ke footer ko aap jaisa footer banane ke liye kaise customize kare sir please bataye.

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Rahul simple hai footer ka color black karo or usme widget add karo.

  55. Avatar for FarhanFarhan

    Sir, Blogger Par

  56. Avatar for FarhanFarhan

    Sir maine aisi site banayi hai jis pr main games aur apps upload karta hun,
    To main ye janna chahta hun ki jaise maine koi do apps upload kiye (1 symbian aur 1 android) to unke label me to main (apps) likhunga but main symbian aur android ki subcatagary kaise create karu (matlb different folder me kaise rakhu)

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Aapne kis platform par site banayi hai. Wo btao jisse mai aapko uske step bta saku.

  57. Avatar for VanitaVanita

    Enjoyed looking at this, very good stuff, thank you.

  58. Avatar for mayank rajmayank raj

    Hi .sir
    Maine aapse facebook parbhi ek sawal puchha gain ..Mera swal hai ki mai ne apnea blog bnaya hai lekin mei use fir se naye sire se banana chahta hu …blog page kaise htahte hai.
    kya mobail se blog ing kiya ja sakta hai .
    please reply sir ……………..thanks

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Ha mobile se bhi kar sakte ho. But choti screen ki wajah se problem hoti hai. Aap posts option me ja kar post ko delete kar sakte ho.

  59. Avatar for afzal aheerafzal aheer

    h1 tag ka jwb ap thek se n bta PAYE Mr jumedeen khan , and next ap se request h k ap mujhe btaye, META OG PROPERTY kia hai aur is ko kaise use kare , chalo is ka jwb thek se bta dijye

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      afzal aheer mai aapko nahi samajha paunga. I am sorry.

  60. Avatar for afzal aheerafzal aheer

    Bro swaal ye h k h1 tag kase add kare seo k liye , HTML ,me ,questions ye n h h1 tag kia h aur kahan hona chaye plz solve tag HTML me kaise add Kare, reason h1 tag missing,

  61. Avatar for afzal aheerafzal aheer

    h1 tag kaise add kare

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Blog ki post ko open karte time first me jo blog post ki title hota hai wo h1 tag me hona chahiye.

  62. Avatar for SAEED SAIYADSAEED SAIYAD

    Jumme deen bhai me apne blog ka heading or nagivation bar add kese karu .
    Plz bataiye

  63. Avatar for deepak mouryadeepak mourya

    sir mara blog haal rha hai uske liye kya karu. jo ki haalna band kar de
    jab blog pura khul jaye to bo haalne lagta hai . plz check my blog.

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      blog ki template change karo.

  64. Avatar for SAIDURSAIDUR

    blog me comment box kaise add karu plz help me!!!

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      logger dashboard > setting > post and comments me ja kar who can commets ke samne everyone select karo.

  65. Avatar for Rajesh SharmaRajesh Sharma

    Aap mera blog dekhkar btaye usme kya changing kru
    help me

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Aap sabse pahle template change karo. Or koi fast loading template use karo.

  66. Avatar for Ganesh GanjraGanesh Ganjra

    sir muzhe mera blog dijain karna hai kaise karu

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Is post me btaye step follow karke kar sakte ho.

  67. Avatar for deepakdeepak

    meko apni website me category add karna he to kese add kru

  68. Avatar for RAMESH SINGHRAMESH SINGH

    bhai mujhe apni site me header menu me dropdown list add karna hai iske liye kya karna hoga plz help me
    meri website ka naam hai.

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      aapke pas 2 option hai.
      1. agar aapko blogger ki coding aati hai to khud dropdown menu bana sakte ho.
      2. ya fir aap aysi template use karo jisme pahle se aapki pasand ke optinons ho.

  69. Avatar for zishan ali gulzarzishan ali gulzar

    bhai mera blog pe mai post show nhi kr rha he,, home page me other sara option show kr rha but main post show nhi krta,, pahle krta tha,, jab category me jake click krte he tb show krta he,,kya kre

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Iske liye aap blogger dashboard>.setting>>post and commnet option par jao or sabse upar show at most ke samne 10 likho or uske samne post select kar setting save karo. agar fir bhi post show na ho to Ye aapke blog ki template problem hai. template change karo.

  70. Avatar for PankajPankaj

    Mera
    blog government-career.blogspot.com
    mere post/ Category me new , hot ,update , stiker kaise laga ye

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Aap koi aysi template use karo. Jisme ye options pahle se ho.

  71. Avatar for ashish dwivediashish dwivedi

    Sir apke usme jo comment box hai aisa Hi comment box mere blog par kaise lagega

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      mera blog WordPress par hai. blogger par aysa comment box nahi laga sakte.

  72. Avatar for shehzaadshehzaad

    Templete ko androidvphine mein kese editbkr me cut past kren plz ye btaye ,mtkb author jumedeen khan h to is ko kese android me templete edit KR k cut saken men me edit HTML se kiya likh sakte hn per dlt Kuch n hota is ko solve KR k dikhao ,mere pas PC lptp Kuch n h tha nk you

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      mobile se blogger ko manage nahi kar sakte, aap computer me hi template ko edit kar sakte ho.

  73. Avatar for aalamaalam

    google analytics par mere blog ka pageview count hota tha jise mai dekh pata tha lekin ab vah kuch
    din se usi par ruk gaya hai ek bhi ank aage nahi badhata . jabki blogger ka stats roj dekhe gaye page
    ko count karke bata raha hai aap bataye ki aisa kyo ho raha hai

  74. Avatar for akshayakshay

    same name ke site banane se kya hota hai

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      aapki site search engine me show nahi hogi. or bahut jald aapko internet se block kar diya jayega.

  75. Avatar for dineshdinesh

    sir aapne btaya nhi …mera blog blogger pe hai jab koi meri post ko open krta hai to ye warning aati hai

    I understand I wish to continue
    I do not wish continue

    sir plz check krke details me btaye plzzz sir

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      maine aapko reply kiya hai. aap check kiya karo.blogger settings me jao or other par click karke adult content ke samne no select karo.

  76. Avatar for SauravSaurav

    1)do alag alag email id hai ek se blog aur dusre se YouTube channel to ek hi AdSense se jod sakte hai ki nahi, jo YouTube wala id se appoved hua hai?
    2)jaisa ki apne bataye hai ki pahle wala id ko delete karke new id use karne ke lia setting me jake delete YouTube channel. To isme YouTube channel delete to nahi hoga matlab jo upload hua hai wo to rahega.

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      1. ha kar sakte ho.
      2. YouTube channel delete karoge to sare videos delete ho jayenge.

  77. Avatar for SauravSaurav

    haa to sir bataye ki kaise main email id ko jisse blog hai wo delete karke new email se usi blog ko oparate kar saku.

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      blogger settings par jao or other par click karo. ab author ke samne edit par click karke apni new gmail id add karo. new id add karne ke bad purani id delete kar do. same ayse hi YouTube ki settings par jao, waha par delete your YouTube channel ka option hoga. us par click karke channel delete kar sakte ho.

  78. Avatar for SauravSaurav

    1)kya apka template paid bala hai?
    2)kya hum ek email id se blog/YouTube channal banakar us email ko change kar new email se operate kar sakte hai blog ya YouTube channel?

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      1. mai mythemeshoap ka free ribbon theme use karta hu.
      2. ha kar sakte ho.

  79. Avatar for Remo kDRemo kD

    mujhe apse kuch puchnah ap apna no.mere email PR send kro ya WhatsApp par msg kro plzzzzz

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      aap mujhse yahi pae apne sawal puch sakte ho. mai whatsapp use nahi karta.

  80. Avatar for devdev

    bhayi apne ye kese lagaya subcribe our site mughe b lagana he apne site me plz bhayi reply jarur karn
    or thoda details me

  81. Avatar for Sandesh guptaSandesh gupta

    Next & Previous Posts 1 2 3 jaise aap navigation bar banaye hai kaise banega

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      aap google me next “previous navigation” lik kar search karo. koi na koi coding mil jayegi.

  82. Avatar for Sandeep kumarSandeep kumar

    Sorry lekin mene apne phone check karke dekha hai meri website to kahi show nahi ho rahi hai

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      google me open ho rahi hai. but direct open nahi ho rahi. aapki site WordPress par hai to hosting team se bat karo. or agar blogger par hai to jaha se asapne domain liya hai. us site ke costomer care me bat karo.

  83. Avatar for Sandeep kumarSandeep kumar

    Sir meri website kal to google me open ho rahi thi lekin ab open nahi ho rahi hai.

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Ab bhi open ho rahi hai. aap sahi se check kar ke dekho.

  84. Avatar for anujanuj

    sir me youthtoearn.com sign up karna chahta hu lekin signup process me ye option aata h cheque pay to(your name) is option me kiya fill krna h mere bank paasbook me jo mera name hai wo yaa phir koi bhi name likh skte h plz ek baar youthtoearn.com visit kijiye phir sign up pe waha pe option aata h plz sir.

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Jo aapka bank aacount me name hai wo hi name add karo.

  85. Avatar for sauravsaurav

    sir mera ek hi gmail se YouTube channel aur ek blog hai but dono main ek hi name show ho raha hai. But main blog ko alag name se operate karna chahta hu kaise karu.

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      blog template par jao or aothorurl ki coding ki jagah apna name add karo.

  86. Avatar for akshayakshay

    kya marathi me blog bana sakate hai
    1] aap ki income monthaly kitani hai
    2] alexa rank jitani utani income hoti hai kya

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Bana sakte ho. but aapko traffic nahi milega. becoz marathi ek limited area ki language hai. or usme se aapko kitne visitors milenge. aap soch sakte ho. dusri bat aap AdSense bhi use nahi kar sakte. meri mano to english ya hindi me blog banao
      1. ye post pado Support Me India Traffic & Income Report – December 2015

      • Avatar for yashyash

        Sir mne cmnt kia ta par mje pta ni h kaha kia ta to kya ap yha mera ans dobara de skte h plz?
        1. Jese m apni site p ata hu to mje bht sare post dikte h lkin vo post tode se hi dikte h pura dekne k liye unpar click kar ke open krna pdta h par mere WordPress p sara blog pure dikte h jisse visitor ko bi prblm hti h apke jese dikana k liye kya karu??

        2. Or sir categories m ek hi category m bht sare post kese add kre WordPress p jese health h to usme sare post health k ho ya fir skin care h to usme sare post skin care k ho?

        PlzPlz plz plz sir help me?

        • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

          Yash plz comment policy ka ullghan mat karo.
          1. Aap apne blog ki theme change karo aapki sari problem solve ho jayegi.
          2. jab aap guest post likho to right side sidebar me category choose kiya karo.

          • Avatar for Avdhesh rathaurAvdhesh rathaur

            Sir hum blog ka template change kiya to view blog par kuch bhi post show nhi ho rahi

          • Avatar for Jumedeen khanJumedeen khan

            Template sahi se install karo.

Add a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

I need help with ...