Blog ki traffic badhane me achi template (theme) hona bahut jaruri hai. aapke blog ka look jitna acha hoga. utne jada visitors aapke blog par aana pasand karenge. jis tarah aap ache kapde pahnte hai. bilkul wese hi agar aapke blog ki theme achi hoi chahiye. taki jada se jada log use pasand kar sake.
Blog ki template change karne ka tarika mai pahle hi bta chuka hu. aaj mai aapko blogger blog ke liye template dene wali kuch better websites ke bare me bta raha hu. jaha se aap free me apni pasand ki template download kar sakte ho.
Blogger Blog Ke Liye Template Download Karne Ki Top 10 Websites
1. Gooyaabitemplates
is website ki total template seo ready hai. aapko isme bas meta tag add karna hai. google search engine bahut jald aapke blog ko dikhane lagega. isme aapko slideshow,drop down menu, clean, simple, seo ready, social bookmark ready,white, Ads ready, post thumbnails, responsive, 3 columns footer milenge. maine bhi isi site ki template use ki hai. blog ke liye badhiya template download karne ki sabse achi sitew hai.
2. New blogger themes
Is website par aapko 2024 ki new template milegi. templates ka look bahut acha hai. lagbhag sabhi templates me social share option better hai. aap seo, mobile friendly template dekh kar hi download kare.
3. Spicy tricks
is site par magazine, cars, social sharing, iphone, apps ke liye better template share ki jati hai. aap jis topic par blogging karte ho usi topic se related template is site par mil jayegi. jaise aap cars ke bare me blogging karte ho to aapko is site par cars friendly templates milegi. jo aapki post ko aakarshak tarike se show karegi.
4. Btemplates
agar aapko simple template chahiye to aap is site par jaye. puri site simple template se bhari huyi hai. is site par aapko sabhi template free me mil jayegi. or aap website par ja kar check kar le.
5. Sora templates
ye website hi gooyaabitemplates ki tarah bahut hi achi site hai blog template download karne ke liye. iski sari template mobile responsive or free hai. template alag alag style ki hai. aapko stylish template chahiye to aap is site ko try kare.
6. My blogger themes
Agar aapko temlate ke right side ke sidebar me 1, 2, 3, 4 coulum chahiye. to is site par aapko 4-4 coulum support template mil jayegi. aap meri site ki template me 3 coulum sidebar dekh sakte hai.
7. Theme forest
is site par aapko free template ke sath premium template bhi milegi. aap janta hai ki achi template ko koi bhi free nahi deta. so jo better templates hoti hai. wo paid hoti hai. agar aap template charge dene ki hesyit rakhte hai to aap is site se saste me better templates kharid sakte hai.
8. Fresh design web
is site par aapko blogger ke sath sath WordPress or website ke liye bhi templates mil jayegi. iski templates ka look bilkul website ki tarah hota hai. aap apne blog ko website ki tarah banana chahate hai. magar aapko blogger ki coding nahi aati to aap is site ko try kare.
9. Design scrazed
Jaisa is site ka naam hai wesa hi iska kaam hai. aapko is site par behtarin design wali template milegi. aapko full design wali template ki jarurat hai to aap is site par jaye or apni jarurat ke hisab se template pasand kar ke download kar le.
10. Best blogger templates
is site ki template fast loading hai. is par adhiktar minute responsive yani jaldi open hone wali template share ki jati hai. mai aapko bta du ki achi template ke sath sarh template fast loading bhi honi chahiye. kyuki koi vi visitors slow loading site par jana pasand nahi karta.
Sir mujhe blogger ke bare me kuchh nahi pta or mujhe bolgger site banani hai. Google Web stores ke liye please halp me or mujhe reply jaroor karna please sir.
Thenk you….
Sir aapne es post ke title ke niche jo ad lagaye hai Sponsored searches karke.. vo kaha se or kase lagate hai….
Ye adsense links ad hai.
Sir Adsense mein kaha se banaye jate hai ye aap option ke sath bata sakte hai please
very simple, ad create karte time ad type me links ads select kar lena baki process same hai.
Thanku sir
Mere blog ka traffic kam hota ja raha hai aur na koi google me show hoti hai..aur jo post show ho rahi hai vo bahut last me show hoti hai.. sir mujhe kya karna chahiye…help me sir please..
Aap ek baar mera blog dekh kar batenge ki mujhe kya krna chahiye.please
high quality content likho aur quality backlink banao.
mera blog accounting tax gst ke bare me hain to aap ek baar mera blog dekh kar btaye ki mujhe kya kya sudhar karna hain taki me apna blog achhe se use kar sku pls aap meri mail par rply send kardijiye
ap blog par ek achha logo lagao, slider me apna content add karo aur font style change karo.
यह एक Great Post है जुमेदीन जी, मुझे Gooyabitemplates के टेम्पलेट और खासकर Sora Template ही पसंद है. मुझे कई websites के बारे में नहीं पता था जैसे- BestBloggerTemplates और DesighnScrazed लेकिन इस पोस्ट को पढने के बाद मुझे इन्हें भी जानने का मौका मिला.
Sir,
1> aapka blog kiss platform per hai kripya bataye
2> aap apne blog per Kon sa theme lagaye huye hain. Or kaha se lagaye hai.
3>sir agar hum blogger platform per apna blog banate hain to hum apne blog per free theme tatha uske dvara diya gaya domain name per adsence lagayenge to koi samsaya a age chalker hogi
1. WordPress
2. SupportMeIndia Par Konsi Hosting Aur Plugins Use Hote Hai
3. koi samsya nahi hogi.
Sir, gooyaabitemplates website par jo templates available hai, unme se jo template pasand aate h, wahe same template agar, us template ko banana wale company ( like:- Templatesyard) ke website par jakar DOWNLOAD karte he,
To us template ke SEO, Loading speed, Mobile friendlry, etc
Par koi negative asar hoga
Ya aise koi problem nahi hoge, sab same he rahega
Please help
No problem.
Your lot of thanks
Sir plz help
मैने gooyaabitemplates use किया ..
Layout मे जाकर > ‘main menu’ मे
‘Post’ को (edit) करने पर > एक pop-up खुला>
“Configure Link List” इसमे ‘New Site name’ मे, पोस्ट का नाम & New Site URL मे उस पोस्ट का url भरा
और> , ‘view blog’ करके ‘main menu’ पर click करने पर List मे वो पोस्ट तो आ जाती है & Click करने पर पूरी पोस्ट खुलती भी है और उसपर share button show होते है
–but इस पोस्ट मे अगर कोई दूसरा ‘PAGE’, Link किया है तो उसपर Click कर, open करने पर, उस page पर ‘share button’ नही show करते, मैने कई templates try किया..
Please help
Try mozilla browser after deleting cache.