New Website Blog Ko 2 Day Me Search Engine Me Kaise Laye

Website ya blog banane ke bad sabse bada sawal hota hai website ko sabhi search engine me index karana. Iske liye hume bahut sari SEO tips follow karni padti hai. But aaj mai aapko aysi master trick btane ja raha hu. Jisse aap 1-2 day ke andar apni new site or blog ko Google, Bing, Yahoo, Ask or other sabhi search engine me show kar sakte ho.

New Site Ko Jaldi Search Me Kaise Laye

Bahut se blogger or website owner search engine me apni pahchan banane ke liye apni site ko bahut jaldi search result me dekhna chahate hai. Ye post unke liye 101% kaam aayegi. Kyuki is post me btayi tricks se koi bhi site ko aap sirf 1-2 din me hi search engine me index kara sakte hai.

Jab hum new site banate hai to hum chahate hai ki google search engine humari site ko sabse pahle search kare. Lagbhag har blogger ki yahi soch hoti hai. Aapki bhi ho, So kuch aysi trick hai jinki help se aapki site bahut jald search result me show hone lag jati hai. Agar aap site ko google me manualy index nahi karoge to google aapki site ko index karne me 1,2,3 or 5 nahi 1-2 weeks bhi laga sakta hai. But hume sirf 2 day ke andar apni site ko search me lana hai.

Site ko 2 day se pahle search engine me index karne ke liye aapko Micro-Niche Site Kaise Banaye post padh leni chahiye. Uske bad hi aapki site itne kam time me search result me show ho sakegi. Maine Micro Niche Site bana kar unhe 1 day se bhi kam time me search result me index karaya hai.

Website Ko Sirf 2 Day Me Google Me Index Kaise Karaye

Internet par aapko aysi bahut sari website mil jayegi jo website blog ke bare me information share karti hai. Jaise website domain details checker, website SEO chcker, website value checker and other or bhi 100ro site hai. Bas aapko inhi ki jarurat padne wali hai.

Option 1:

Sabse pahle aap website ki information dene wali jitni site ka aap pata kar sako kare or un sabhi sites ke link copy kar ke notepad me add kare. Mai kuch site ke links aapko yaha bta raha hu. Jis me se aapko”yoursiteurl.com” ki jagah apni site ka link add karna hai.

tatlia.com/yoursiteurl.com
cash81.com/yoursiteurl.com
whoisx.co.uk/yoursiteurl.com
statout.com/yoursiteurl.com
worth.im/www.yourdomain.com
nakedweb.org/yoursiteurl.com
georanks.com/yoursiteurl.com
worthlook.com/yoursiteurl.com
peekstats.com/yoursiteurl.com
www.whoisya.com/yoursiteurl.com
webworth.info/yoursiteurl.com
webrapport.net/yoursiteurl.com
www.aboutus.org/yoursiteurl.com
www.cubestat.com/yoursiteurl.com
www.statbrain.com/yoursiteurl.com
statswebsites.com/yoursiteurl.com
www.quarkbase.com/yoursiteurl.com
www.esitestats.com/yoursiteurl.com
www.builtwith.com/?yoursiteurl.com
websiteshadow.com/yoursiteurl.com
websitevaluebot.com/yoursiteurl.com
whois.domaintools.com/yoursiteurl.com
www.who.is/whois-com/yoursiteurl.com
www.robtex.com/dns/yoursiteurl.com
www.quantcast.com/yoursiteurl.com
www.thegetpr.net/site/yoursiteurl.com
www.pageheat.com/heat/yoursiteurl.com
www.aboutthedomain.com/yoursiteurl.com
page2rss.com/page?url=yoursiteurl.com
www.surcentro.com/en/info/yoursiteurl.com
websitevaluebot.com/www.yoursiteurl.com
www.siteadvisor.cn/sites/yoursiteurl.com
whois.tools4noobs.com/info/yoursiteurl.com
whois.ws/whois-info/ip-address/yoursiteurl.com
www.aboutdomain.org/backlinks/yoursiteurl.com
domainsearch101.com/domainsearch/yoursiteurl.com
uptime.netcraft.com/up/graph?site=yoursiteurl.com

Aysi aapko jitni bhi site checker tools mile aap sabhi par apni site ki ranking check kare.

Option 2:

Hum sabhi site par apni site ki ranking check karenge to usme bahut time lag jayega. But iska solution hai URLOpener site ke pas. Ye site aapko aysi tool offer karti hai. Jisme aap ek sath bahut sare links open kar sakte hai.

URLOpener

  1.  URLOpener.com site par jaye or sabhi site ke url is site ke box me paste kare.
  2. submit button par click kare.
  3. Ab aap jaise chaho sabhi links ko open kar sakte hai. My means ek ek kar ke ya sabhi links ko ek sath open kar sakte ho.

Agar aap is tools ko use nahi kar sakte ho to aapse jitna ho sake utni site par apni site ki ranking check kare. I sure aapki site 1-2 day me search result me show hone lag jayegi.

Is post me maine jo trick btayi hai wo 100% work karti hai. Bas aapki new site ya blog par sabhi tarah ki setting ki huyi honi chahiye. Mera matlab aapke site micro niche site honi chahiye.

Avatar for Jumedeen Khan

by: Jumedeen Khan

मैं इस ब्लॉग का संस्थापक और एक पेशेवर ब्लॉगर हूं। यहाँ पर मैं नियमित रूप से अपने पाठकों के लिए उपयोगी और मददगार जानकारी शेयर करता हूं। ❤️

Comments ( 156 )

  1. sir please help me, mj to blog ka kuch b samajh nh ara, link kahan se check karun blog ka?

    Reply
  2. sir! jab main post likh kar publish krta hoo. to search consol me jo sitemap add kiya hoo usme meri post dikhai nahi deti. jab main sitemap delete kr ke dobara se sitemap submit karta hoon to sari post show hone lagti hai. aur phir se naya post likhta hoo to wahi samashya hoti hai.

    Reply
  3. बोहोत ही अच्छा पोस्ट है इंडेक्सिंग के उपर, आप हमारे साथ ऐसे ही जानकारी बाटते रहे

    Reply
    • Sir liked

      Reply
  4. बहुत ही बढ़िया ट्रिक बताया है सर् मैंने खुद आजमाया है आपके द्वारा बताए गए ट्रिक को इससे मेरी साइट सचमुझ गूगल सर्च में दूसरे पेज पर रैंक कर रही है।
    Thankyou

    Reply
    • Website kaise use karna hai

      Reply
  5. Sir,meri ak YouTube channel he.or ak website banana Chahta hu.to YouTube pe or website me same content dalu to copyright Lagta he kya?

    Reply
  6. Sir maine ye trick apnayi aur mera site 12 ghante ke bad search me aane lga thanks sir

    Reply
    • Website pe account create kiye ya fir kaise kiya yaaah baata sakte hai kyaa

      Reply
  7. Great article sir very nice helpful for me

    Reply
  8. यह article मेरे लिए बहुत ही important है।thank you so much sir

    Reply
  9. Sir, मेने एक website creat की है , पर समझ नहीं पा रहा कि पोस्ट कैसे करूँ means किस तरह से अपने काम करु।
    Can you please help me?

    Reply
    • आपने किस प्लेटफार्म पर वेबसाइट बनाई है

      Reply
    • Sir meri website ko lag bhag 2 week ho Gaya he leking abhi Tak search engine me nhi dekhai de rhi he

      Mene sitemap ko bhi create Kar liya he Kya kru

      Reply
  10. bahut hi achha aur helpfull article hai

    Reply

Leave a Comment