Website Ki Google PageRank (PR) Check Karne Ki Tools

Google pagerank tools me aap apni website ya blog ki google pagerank, domain authority, domain age, global rank, backlinks, EDU backlinks, pagerank quality and or bhi bahut jankari pata kar sakte ho. jisse website ki popularty pata chalegi. google pagerank 0 to 10 tak hoti hai. agar aapke website ki pagerank 1 bhi hai to bahut achi bat hai. actually 1 pagerank me aane ke liye aapke blog par kam se kam 20,000 pageviews per day hone chahiye. so do’t worry aapki site pagerank me na ho to tention mat lena.

Google PageRank Check Karne Ki Tool

Google pagerank 0 to 10 tak hoti hai. google pagerank sabse jyada website or blog ke backlinks par depend karti hai. jis website ki jitni jyada backlinks hogi uski google me utni hi achi ranking hogi. apni site ke liye backlinks pane ke lie aap Website Ke Liye Backlinks Kaise Banaye post padiye.

Google Pagerank (PR) Checker Tools

Is tool me aap google pagerank, domain authority, domain age, global rank pata kar sakte hai.

Apni website ki google pagrank pata karne ke liye checkpagerank site par jaye.

  1. apni site ka link add kare.
  2. capcha code sahi se enter kare.
  3. Check Domain par click kare.

Get Website Insights and Domain Analysis

Ab aapke samne aapki website ka result hoga. jisme aapki site ki details hogi. agar aap apni website ki ranking increase karna chahate hai to aap Blog Ki Traffic Badhane Ke 50 Best Tarike in Hindi post pade. isme aapko blog ki traffic badhane ke ek se ek badhuya tarike pata chalenge. or jab aapki site ki traffic badhegi to ranking bhi badhegi.

Is post me btayi tools se ranking pata karne par agar aapki site not ranking me ho to koi bat nahi. google rank me aane ke liye aapki site ki ek post par ek din me kam se kam 20k pagevies hone chaiye. so iske liye aapko bahu mehanat karni padegi. or jab aapki sie par 500+ post ho jaye to google pagerank me aapki sie aa sakegi.

Avatar for Jumedeen Khan

by: Jumedeen Khan

मैं इस ब्लॉग का संस्थापक और एक पेशेवर ब्लॉगर हूं। यहाँ पर मैं नियमित रूप से अपने पाठकों के लिए उपयोगी और मददगार जानकारी शेयर करता हूं। ❤️

Comments ( 38 )

  1. सुंदर जानकारी आपके द्वारा प्रदान की गई और यह जानकारी बहुत ही ज्यादा उपयोगी है आपको बहुत-बहुत धन्यवाद।

    Reply
  2. App ki website per is hindi me artical se hum logo ko bhute hi helpfull jankariya mili hai aap ki website hindi me aasch jankariya provide karati hai .

    Thanks for your articals .

    Reply
  3. sir mere blog par per day 1000 pageview ho raha h kya mai adsense ke liye aply kar sakta hu

    Reply
    • yes kar sakte ho.

      Reply
  4. bhout achi jankari share ki hai aap ne. aap ki sabse achi baat mere ko lagi ki aap sabhi comment ka answer dete ho. thank you for help. mai bhi aap ki trha ek blogger banke logo ki help karna chahata hun. maine aaj se 2 year phale ek blog banaya tha. google par search karne par lagbhag sabhi post first page par sow hoti hai. par aaj bhi us par page view 500-600 par day hai. kaya aap check karke bata sakte ho ki meri website me kaya kami hai jiske karan traffic itana jyada low hai.

    Reply
    • Welcome and thanks kuldeep blog par sirf content likhne se traffic nahi milega. Traffic ke liye aapko sahi se promotion karna chahiye or SEO optimizing ke sath apne content ko copy paste hone se bhi bachana chahiye.

      Reply
  5. Hello Sir
    mere blog par comment moderation option show nahi ho raha hai matlab koi bhi mere blog par comment karega wo automatically publish ho jata hai mujhe email dawara alert nahi karta hai ictipshindi.blogspot.com is blog par maine khub mehnat ki hain pura design khud hi kiya hai aap mere blog ko kitna number dena chahyenge

    Reply
    • Aap blogger dashboard>> settings>> post and comment settings par jao or Comment Moderation ke samen always select karo.

      Reply
  6. Mujhe ap ye batye
    Me apna YouTube channel kisi dusre gmail par transfer karna chahta hu
    Mujhe ap ye bataye
    Channel transfer karne
    Ke side effects kya he

    Reply
    • nahi YouTube channel jis email id se bana hota hai us par se dusri id par change nahi ho sakta. ha agar aapne google plus par page banaya hai to aap usse bane YouTube channel ko dusri email id par move kar sakte ho. us email id wale ko page ka admin bana kar.

      Reply
  7. Sir hme camtasia ki registration key chahiye waise bina reg. Key camtasia kitne din chal jayega

    Reply
    • 30 ya 15 days.

      Reply
  8. sir me apni blog par aisa kam kar sakta hu
    1-sir me logo design kar leta hu kya me apne blog par aisa kam start kar saktu hu jese log mujhe online pay deker apna logo banba liya
    Agar aisa ho sakta he to me apne blog par aisa kam kese kar paunga log mujhe paise kese denge or mujhe kese prapt honge

    Reply
    • iske liye aapko WordPress par hosting le kar blog banana padega. payment ke liye aapko usa ki ek website ko join karna padega. wo aapke costomer se paise le kar aapke bank account me dal degi. isme uska commission hoga.

      Reply
  9. Nhi sir mene use email per blog ka addres change kiya hai

    Reply
    • agar address change kiya hai to bhi fir se add karna padega.

      Reply
  10. Hi sir mene apne blog ka addres change kar diya hai kya ab mujhe apne blog ka search engen dobara ,karna pdega kya

    Reply
    • agar aapne blog me se old email delete kar diya hai to karna padega. aapne jo new email add kiya hai usse search console me add karke verify karna hai.

      Reply

Leave a Comment