Avatar for Jumedeen Khan

मैं इस ब्लॉग का संस्थापक और एक पेशेवर ब्लॉगर हूं। यहाँ पर मैं नियमित रूप से अपने पाठकों के लिए उपयोगी और मददगार जानकारी शेयर करता हूं। ❤️

Comments ( 585 )

  1. Google Adsense Account Kaise Banaye , kya ham isse achha paisa kama sakte hai?

  2. Nice Post Sir Thank You Very Much

  3. Mai aapse ek information chahta ho Agar main clothes \ se related site banaye to adsense approved karta haai.

    • Yes karta hai, aesi bahut si site par aap adsense ads dekh sakte ho.

  4. Sir,

    Main bahut paresan hu,kyoki mere samaj me ye nhi aaraha ki mera adsense approved hogaya hai.mene ads unit bhi creat karliya usse blog par bhi laga diya 1 hours me ads ((Status "Active" )) hogaya hai. lekin ads show ho nhi raha hai.agar hamare blog me koi problam hoti to adsense approved nhi hota ,main bahut paresan hu me kya karoo.please help me sir.

    • New ad unit bana kar add karo.

  5. sir,

    Kiya hum uss blog ke liye new adsense account dusri email id se bana sakte hai. jis blog par adsense disable hogaya tha.

    • agar adsense disable hua hai to kar sakte hai aur agar aapke blog ko google ne adsense ke liye banned kar diya hai to nahi kar sakte.

  6. sir,

    mera adsense account approved hogaya ,ad bhi creat kar liya usse blog me implement kar diya ads status (active) hai,but ads blog par show nhi ho rahae hai .kiya kar,pls help me sir

    • ad create karne ke bad show hone me 20-30 minute lag jate hai. uske bad bhi na ho to new ad unit bana kar add karo.

      • मेरा एक पहले से एडसेंस एकाउंट था लेकिन मैने दूसरी चैनल बनाई तब भी सेम एड्रेस वाला एडसेंस बनाया है अब मेरा चैनल monetize भी हो गया है लेकिन गूगल पे पहले वाला एडसेंस खुल रहा है अब में बैंक डिटेल कहा डालू में बहुत ज्यादा परेशान हूं अब में क्या करू आप मेरी मदद

  7. adsense approved ho gaya hai,ad init creat karliya hai ,blog par ads implement bhi kar diya hai .
    But ad show nhi ho raha hai. next step hum kia kare .pls help me sir.

    • wait kuch time bad ad show hone lag jayenge.

  8. sir,

    main aapse ek jankari chahata hu invalid traffic ke bajhe se adsense account disable hone par kia kare.

Comments are closed.