Agar aap internet use karte hai aur aapka koi gmail account nahi hai to yeh bahut buri bat hai.Chalo aaj hum aapko gmail account banana sikhate hai. Gmail par account bana kar aap isi account se YouTube me log in kar paise kama sakte hai. YouTube se paise kaise kamaye iske liye yaha par click kare YouTube Se Paise Kaise Kamaye Video Upload Kar Ke?
Gmail Account Kya Hota Hai?
Gmail account ek aysi cheej hai jiske dwara aap kisi dusre gmail account wale ke pas msg bhej sakte hai. isme ek username hota hai or ek personal password hota hai. jinki sahayta se hum google ki site par log in kar sakte hai. isse hum youtube par bhi log in kar sakte hai.
- Internet Se Ghar Baithe Online Paise Kaise Kamaye
- Online Paise Kaise Kamaye Internet Se Paise Kamane Ke 20 Tarike
Exam- Jumedeenkhan@gmail.com and Jumedeenkhan@Jumedeenkhan.com
Ab mai aapko aage gmail account banana sikha raha hu. aap bas mujhe follow kijiye.
Gmail Account Kaise Banate Hai
Gmail google ki hi ek service hai or isi liye ise google account bhi kahte hai. gmail account banana bahut hi simple hai. aapko bas itna karna hai ki ap mujhe follow karte rahe.
Agar aapko meri koi baat samajh nahi aati hai ya fir koi or probelm hai to is post par comment kare main aapki help jarur karunga.
Step 1:
- Sabse pahle aap Gmail.com site par jaye.
- Ab Create an Account par click kare.
Ab aapke pc me ek naya form ho jayega jisme aapko apni complete jankari bharni hai.
- Isme aap apna first and last namr dale.
(Exam- mera nam hai Jumedeen khan to mera first name Jumedeen or last name khan hua. - USERNAME me aap apna khud ka name ya koi or name ya apne number bhi bhar sakte ho.
magar aap isme wohi name bhar skate ho jo pahle kabhi bhi na bhare gaye ho>
(Exam- man lo aapka name Rahul hai or Rahul USERNAME dalne par error aa raha ho to aap use thoda sa change kar lo jase : Rahul11, Rahul123, Rahulthegreart etc.) - Ab PASSWORD me aapko ayse word bharne hai jo aap kabhi bhule nahi or sath hi kisi or ko pata bhi na chale. iske liye sabse behtar tarika mai aapko meri agli POST me batunga. filhal aap aysa kariye apne password me( ABC,123.!#*^^.aBc etc.) tarike ke dale yani ki word, number and spcial carracter dale or ha ye password aap achi tarah yaad rakh le taki aapko aage log in karne me problem na ho.
- Isme aapko apni birthday detail bharni hai. yaad rahe ye ek dam sahi bharni hai kyoki future me kabhi aapka account band hone par inki jarurat padti hai.
- Isme aap ko apna gendare bharna hai
(Exam- agar boy ho to mail or girl ho to female) - Isme aap apna mobile number bhare . jisse aap gmail account banana chahate hai.
- Isme upar diye gaye numbero ko achi taraha samajh kar bhar dijiye.
- Isme aap jis country ke bhi hai apni country ka name dal de.
- Gmail ki term of service and private policy ko teek kar de’
- Next par click kare.
Step 2:
Next par click karne ke baad aapke samne ek or new window open hogi.
Ab aapko apna mobile number verify karna hai to Phone Number ki jgah par apna mobile number bhar do ye wohi number hone chahiye jo abhiabhi upar wale form me bhare the.1. ab aapke pas verify karne ke 2 option hai ek SMS ka ek CALL ka aapke liye SMS wala option hi behtar hai.
Ab Continue ke button par click kar dijiye.
Step 3:
Continue par click karne ke bad aapke mobile number par ek massage aayega us massage me kuch password honge jinhe aapko is form me bharna hai.
Note: aapko ye password 15 minitke ander hi verify karne hai warna aapka account expire ho jayega)<
- Aapke pas jo sms aaya hai usme diye gaye passward yaha dal dijiye.
- Ab Continue wale button par click kar dijiye.
Step 4:
Ab jo form open hoga usme aapse google par profile banane ke liye pucha jayega aap chahe to profile bana skte hai.
Magar abhi hum gmail accont par kam kar rahe hai to No Thanks par click kar dijiye.
Aapke No Thanks par click karte hi ek bar fir ek page open hoga aap niche screenshot dekh sakte hai.
Is page me aapka walcome kiya jayega kyuki aapne pahli bar gmail par account banaya hai.
- Is page me aapko Get Start button par click karna hai.
Bas aapka kam khatm ho gaya is tarh aapka gmail account ban gaya hai. Ab aap jab chahe Gmail.com website par jakar log in kar sakte hai aapko bas itna karna hai aapka jo username or password hai wo is website me dalna hai or aapka account aapke open ho jayega.
- Gmail Account Me Galat Email Send Hone Par Wapas Kaise Kare
- Google Adsense Content Policy Violation – Full Guide in Hindi
Agar aapko google par gmail account kaise banaye post achhi lagi hai to is post ko social media par apne sabhi friends ke sath share jarur kare.
sir ji video to mai dalna chalu kar diya hu magar paise mere ko kaha se milega
pize help mi sir ji
Aap humari adsense wali or post padho sabki jankari mil jayegi.
Bhai maine gmail to bana liya hai jisme meri date of birth november 2000 jo meri real age hai hai us hisaab se mai 18 years ka nahi hu ab kya mai ye gmail adsense se connect ker sakta hu koi problem to nahi hogi plzzz answer me…
Try karo ho jaye to achhi bat hai.
sir ek bar gmail me name dalne k bad kitne din bad name change kr skte hain
Email address verify karne ke bad.
sir mai Google par business karna chahta hu merit help kijiye taki mai business start kar saku 0%idea
Check my business start up posts.
sir ..
mene ik gmail account bnaya ta YouTube se paise earning k liye
ab is mein 4 dollar aagye hea
mene AdSense account mein address NIC ka jis ilaqe mein rehte te NIC is ilaqe ka ta
ab mein ne house shift kiya city se baher
ab mein kiya kese chang kro apna adress
national card tu hmara city ka ta
av hum city sa bahir rihte hea …
plz bata de
Nahi ye earning nahi hai. earning ka option alag se show hota hai. Uske smane earnings likha hua hota hai.
Gazab post hai
gmail account ko facebook account se kese connect karte h
Facebook profile me ja kar gmail account add kar do. Bahut simple hai.
Hello sar my google to desabl ho gaya he us fir se kase open karu please halp sar