Google Adsense users ko sabse badi problem tab hoti hai jab google unke adsesne account ko invalid click activity ya other reason se disable kar deta hai. Aese me agar aapki earning ka main source google AdSense hai to aap par iska bahut jyada bad effect padega or kuch log to AdSense ke banned karne ke bad blogging tak chord dete hai.
Actually, google invalid clicks ki responsivbility bilkul nahi leta hai or kisi bhi third party ke aapke AdSense ads par invalid clicks karne par aapke AdSense account ko disable ya permanently suspend kar sakta hai.
- Google Adsense Ke Policy Violation Se Bachne Ki 10 Best Tips
- Adsense Ads Invalid Click Activity Kya Hai or Iska Pata Kaise Lagaye
But fir bhi 1% changes hote hai ki google aapko AdSense ke liye fir se allow kar de or aapke banned, disable and suspended AdSense account ko fir se authority mil jaye. Iske liye aap google ko invalid click activity ki report send kar sakte hai.
What I Do After Invalid Click Activity on My Adsense Ads in Hindi
Google ne iske liye specially ek form banaya hai. Jis par aap invalid click activity ke bare me google team ko bta sakte ho. Shayad aap lucky rahe to aapka AdSense account fir se enable ho sakta hai.
Invalid Clicks Contact Form:
Sabse pahle aap adsense Invalid Clicks Contact Form par jaye or ye step follow karke google team ko invalid clicks ki report send kare.
- Apna name add kare.
- Apna email address add kare.
- apni AdSense user ID add kare. (Name, email bhi wohi hone chahiye jisse aapka AdSense account ho.
- Us site ya blog ka link jis par invalid click huye hai ya ho rahe hai.
- invalid click hone ki date or times.
- Aapko kaise lagta hai ki invalid clicks huye hai. Iske bare me kuch lines likhe.
- Aapke ads par jaha se bad traffic aa raha hai uska IP address, referrals links ya jo bhi ho yaha mention kare.
- Finally, Submit par click are.
Aapke report send karne ke kuch time bad 2-3 ke something aapko google ko reply mil jayega. Yaad rahe haruri nahi hai ki aapko fir se AdSense use karne ki permission mil jayegi.
- Google Adsense Kis Tarah Ke Content Par Ad Allow Nahi Karta
- Adsense Ads Par Invalid Click Rokne Ke Liye Kya Kare 10 Tips
Halanki google ye helping service provide karta hain but isme bhi aapko positive result milne ke bahut kam changes hai. Google ne contact form me sabse upar clear likha hua hai ki aap sirf hume report send kar sakte ho baki invalid click activity ki responsibility aapki hi hogi.
Agar google team ko aapke AdSense account me koi bhi issue milta hai to wo aapko mail reply nahi karenge. By the way, ye post achhi lage to ise social media par share jarur kare.
sir suspended adsense account re-enable ho sakta hai ya nahi
Yes, aap adsense team ko contact karo.
Sir mera blogger blog hai 12 February se AdSense approved hai 28 February tak balance $9.47 hai problem yeh hai lagbhag 20 March se mere AdSense account me estimated earning me only today earning aur yesterday earning hi show ho rahi hai weekly earning aur monthly earning show nhi ho rahi hai aur aaj 1April tak bhi balance $9.47 hi hai
Aisa kyon ho raha hai
Aur iska kya solution hai please help me Sir
इसकी वजह कोई टेक्निकल इश्यू हो सकता है, आप चिंता मत करो गूगल इसे अपने आप ठीक कर देगा।
Mere AdSense se automatic Paisa cut ho raha hai par day samj main nahi AA Raha ky aho Raha hai koi upya bataye Kya kare
Invalid click की वजह से ही earning कम होती है, ad placement सही से करो ताकि invalid clicks ना हो
AICP Plugin adsense Invalid click ke liye ye wali plug in Thik rahegi kya…
plz bataye…check karke…..