Search Engine Me Blog Title Se Pahle Post Title Kaise Show Kare

Aaj is post me mai aapko btane ja raha hu ki google search result me blog post results ko kaise change karte hai. Is tutorial ko follow karke aap apne blog ki post ko chaho jaise google search engine me show kar sakte ho.

Optimize Your Blogger Blog Post Search Results

Search engine optimization ke liye blog post title and blog title dono most important hote hai. But agar aapke blog ki post ka title blog title se pahle search me show hota hai t oaapko jyada organic click milenge. Kyuki aapki post ka poura topic dikhayi dega.

Agar aap apne blog ko success banana chahate hai to aapki site par search engines se traffic aana jaruri hai. Or search engine se traffic pane ke liye aapko SEO ki basic information honi jaruri hai. Maine SEO ke bare me bahut post likhi hai, Jinme blogger ke bare me bhi post mil jayegi. So aap sach SEO ke bare me janna chahate hai to supportmeindia ki SEO se related padhiye.

Google search result me sirf post title ke first 65 characters hi show kartya hai. Baki ke sabhi shabd cut ho jate hai. So agar aap blogger user hai to ye post aapke liye bahut kaam ki hai.

Yaha mai aapko blogger SEO ke ek chote se but bahut important part ke bare me bta raha hu. Jisme aap google search results me apne blog ki post results ko customize kar sakte ho or search engine se jyada traffic pa sakte hai. Iske alawa bhi iski kuch or wajah ho sakti hai. Jinki wajah se aapko ye setting karini jaruri ho jati hai.

  1. Aapke blog ki title search me post title se pahle show hota hai.
  2. Aapke blog ki post title ki jagah par post ka link show hota hai.
  3. Ya fir search me post title ki jagah koi or words show hote hai.
  4. Post ka title first me show hoga to usme aapke main keywords show honge.
  5. Post title pura show hoga to user us par jyada click katenge. Isse aapko jyada beneft milega.

To kyu na is tricks ko try kar liys jaye. Don't worry in teeno hi problem ka solution aapko is article me mil jayega. Aapko sirf apne blog ki templaye me ja kar thodi si coding editing karni hai.

Google Search Me Blogger Title Se Pahle Post Title Kaise Show Kare - Blogger SEO Guide

Agar aap newbie blogger hai or post title ko blog title se pahle show karna chahate hai to aap ye simple step follow kare.

  1. Sabse pahle aap blogger dashboard par jaye.
  2. Drop down menu par select kar Template par click kare.
  3. Now click on Edit HTML
  4. Ab CTRL+F key button daba kar "<title><data:blog.pagetitle/></title>" code search kare.
  5. Ek bar aapko ye code mil jaye to use delete karke uski jagah par ye code paste kare.
<b:if cond='data:blog.pageType == "item"'><title><data:blog.pageName/> | <data:blog.title/></title><b:else/> <title><data:blog.pageTitle/></title> </b:if>

6. Finally Save Template par click kare.

Ba ab sabhi setting h ochuki hai. Ab kuch day bad search engine me aapke blog ke title se pahle post ka title show hone lag jayega.

Agar aapko iske bare me koi or sawal puchna ho to aap niche comment me puch sakte ho. Ya fir aapke pas iske alawa koi or trick hai to aap wo bhi comment me share kar sakte ho.

I hope aapko ye post pasand aayegi. Or agar aap blogger user hai to ye post aapke liye helpful sabit hogi. So plz ise socila media par share jarur kare.

Continue Reading
Avatar for Jumedeen Khan

by: Jumedeen Khan

मैं इस ब्लॉग का संस्थापक और एक पेशेवर ब्लॉगर हूं। यहाँ पर मैं नियमित रूप से अपने पाठकों के लिए उपयोगी और मददगार जानकारी शेयर करता हूं। ❤️

126 Comments

Comments ( 126 )

  1. Nc

    Bhai mere to blog title hi dikha raha hai or ap jo code diya hai bohot bhi nehi dikha raha hai sirf yehi dikha raha hai kaise thik kare

    Reply
  2. suraj singh joshi

    Bhai aapka to zawab nahi yarrr! very nice !!

    Reply
    • Aalia

      Its fabulous,was looking for this..thanks jumedeen sir

      Reply
  3. neelam

    hello sir, maine abhi kuchh hi samy pahle apna blog banaya hai. uske link ko google search console se link bhi kar diya hai, pr Sir mere blog ka title dikhne ke sath hi google search me declaimer aur sabhi post pahle dikhai de rhe hain. Please is problem ka solution batiye,

    Reply
    • जुमेदीन खान

      कुछ समय इंतज़ार कीजिये, आपका ब्लॉग सर्च में सही से आने लग जायेगा

      Reply
  4. ARVIND SAINI

    sir mera ek blogger pr ek blog hai uski post google search me nhi aa rahi hai. Blogger Title show ho rha hai onl.
    mene use google search console me bhi submit kr diya hai.
    please help me...........

    Reply
  5. Nripendra kumar singh

    Sir maine blogger se wordpress par apna blog migrate kiya hu wordpress par blog to migrate ho gaya hai lekin jab post ko google me search karo to 404 page not found bata raha hai.aur permalink bhi save kiya hu.

    Reply
    • जुमेदीन खान

      redirect plugin उपयोग करो और blogger link को new link पर redirect करो

      Reply
  6. Niraj Yadav

    sir aapki jaankaari humesha bahut acchi hoti hai ek blogger ke liye thanks.

    Reply
  7. Santosh kumar

    सर जब मैं ब्लॉग पोस्ट के लिए इमेज बनाता हु तो वो मेरे मोबाइल में बिलकुल सही दिखती है और जब मैं इमेज को ब्लॉग पोस्ट में अपलोड करता हु तो बहोत ही लौ Quality की हो जाती है और मैं High Quality की इमेज नहीं अपलोड करना चाहता मैं मोबाइल से ब्लॉग्गिंग करता हु तो आप मुझे ऐसा सॉफ्टवेयर बताये जिस से मई क्लियर और Low Quality की इमेज बना सकु और मोबाइल से please Help कीजिये मई बहोत ही परेशांन हु सर।

    Reply

Leave a Comment

SEO

Google Adwords Keyword Planner Tool Kaise Use Kare SEO Ke Liye

Use Google Adwords Keyword Plannet Tool For SEO
Jab bhi keywords research karne ki bat aati hai to google keyword planner ka name jarur yad aata hai. Har koi google adwords keyword planner tool ko use karne ka tarika janna chahata hai. But ye simple nahi hai. Iske liye aapko keywords research karne ki basic information honi jaruri…
Continue Reading
AdSense

Blogger Ki Sabhi Post Me Adsense Ke Ads Kaise Lagaye

How to insert ads in blogger post
Blogspot blog ko 6 month se pahle AdSense se connect nahi kar sakte. but blog me custom domain add karke 3-4 din me AdSense account bana sakte hai. but problem ye hoti hai ki hume har post me har bar AdSense ke ads ke code paste karne padte hai. is post me mai…
Continue Reading
BlogSpot

Blogger Blog Ki Security Ke Liye HTTPS Enable Kaise Kare

enable-blogspot-https-security
HTTPS blog ki data security ke liye ek acha tarika hai. kuch important jankari jaise paise transfer karna, forum bharna, personal data saving me https ki security baht jaruri hai. agar aap inme se ek hai to aapko https enble rakhna chahiye. agar aap blogspot user hai to aap apne blog…
Continue Reading
x