Jab aap apne blog par koi post publish karte ho to koi use copy kar ke apni site par bhi publish kar sakta hai. Bahut se log aysa kar karte hai. Isse copy karne wale ka to nuksan hi hai sath hi aapki site ki search ranking par bhi asar padta hai. Kyuki kei bar search robot copy karne wale ki post ko originol samajh leta hai or aapki post ko copyright. Is case me aapki post ki ranking kam ho jati hai or copy karne wale ki post high rank me aa jati hai.
Agar aapke sath aysa ho raha hai or aapko lagta hai ki aapki site ka content koi copy kar raha hai to aap copy paste diasble kar ke apni site ko copyrighting se bacha sakte ho.
Blogging me most hindi blogging me copy paste ki problem bahut jyada hoti hai. New blogger jo apne aap ko smart samajhte hai dusro ki copy karna shuru kar dete hai. Unhe kuch din ta ksearch engine se traffic bhi milta hai but jaise hi search engines team ko iske bare me pata chalta hai to unki site usi waqt search engine se block kar di jati hai. So agar aapse bhi ye galati ho rahi ho to jald apni galti sudhar le. kyuki aap aysa kar ke sirf apnaa waqt barbad hi nahi kar rahe to balki apna future bhi kharab kar rahe ho. Agar kisi ne aapke khilap report kar di to aapki site internet par se ban bhi ho sakti hai. or agar aysa hua to aapke pas kuch bhi nahi bachega.
Ho sakta hai aap ki koi pst copyright ho to uske bare me pata karna bhi jaruri hai. Kyuki kisi or ka talent bhi aapke likhne ke tarike se match ho sakta hai. Isliye mai aapko suggest karunga aap ek bar iske bare me ache se pata kar le. Iske liye aap humari Website Copyright Content Check Karne Ki Top 10 Free Tools post padh sakte hai. isme jo copyright checker tool btayi gayi hai. Wo aapko btayegi ki aapki post other kis kis site se match ho rahi hai. Pata chalne par apni post content ko edit jarur kare.
Blogspot Blog Par Post Content Copy Paste Disable Kaise Kare
Agar aapka blog WordPress par hai to WordPress par ye bahut hi aasan hai. Kyuki WordPress par copy paste ko disable karne ke bahut sare plugins mil jayenge. Iski adhik janlari ke liye aap humari dusri site mozedia.com par ja kar iske bare me post padh sakte hai.
Agar aapka blog blogspot blogger ke free platform par hai to don’t worry mai aapko iski bhi ek choti si trick btaunga. jise aap aasani se follow kar sakte ho.
Step 1:
Sabse pahle aap ye code copy kare.
<script type='text/javascript'> if (typeof document.onselectstart != "undefined") { document.onselectstart = new Function("return false"); } else { document.onmousedown = new Function("return false"); document.onmouseup = new Function("return false"); } </script>
Step 2:
- Apne blog ke dashboard par jaye or layout par click kare.
- Ab add a widget par click kar ke HTML/Javascript par click kare.
- Ab upar diya gaya code paste kare.
- Save par click kare.
Finaly save management par click kare. ab ek bar apne blog ko open kijiye or check kijiye ki aapki site par copy paste disable hua hai ya nahi. agar koi problem aaye to niche commnet me mujhe btaye.
- Youtube Par Subscribers Kaise Badhaye Top 20 Tarike
- Online Paise Kaise Kamaye: Internet Se Paise Kamane Ke 20 Tarike
Is trick se aap apne blog par copy paste option ko disable kar ke apne blog post content ko copy hone se bacha sakte hai. Aapko ye post kaisi lagi iske bare me commnet me 2c lines jarur likhe or is post ko social media par share kar ke humari bhi help kare.
Sir, mera ek pura article ek blogger ne copy karke uski website pe publish kiya hai. Ye article 4000+ words ka hai. Aur muze tab pata chala jab khud usi ne mere us article pe comment karke backlink banane ki koshish ki. Aur mere wo post top me rank kar raha hai. To ab me use copyright kaise de sakta hoon? Aapke hissab se muze kya karna chahiye.
Hi sir
मैं आपके सभी पोस्ट को पड़ता हु और आपके द्वारा दिए गए जानकारी से मैंने बहुत कुछ सीखा है। सुर मैंने एक ब्लॉग बनाया है ब्लॉगर में but मैं सही से S E O नही कर पा रहा हू कृपा मेरी मदद कीजिये।
Harsh ji aap humari SEO related post padho.
Sir code to kam kr rha hai par jab hm apne blog me koi bhi code add kar rhe hai to wo bhi copy disable ho chuka hai aapke comment ka pre, code wala css bhi add kiya fir bhi nahi kam kr rha hai please help
Jis code par copy enable karna hai usme none ki jagah text likho.
sir me apke tarah copyright code likhana chata hu kase likhu
mene es नियम को flow किया तो मेरे blog से कोए copyright नही कर सकता है लकिन को मेने भी copyright के बारे में post ऐड क्या हु तो में आपकी कोड़े अपने blog में लगा सकते है या नही अगर लगा सहता हु तो जब अपने blog website को खोलता हु जो कोड मेने डाला हु वो कॉपी नही होते है आपके कोए भी post कॉपी नही होते लेकिन कोड कॉपी होते है तो सर में आपके तरह करना छठा हु की कोड कोपी हो लकिन post कॉपी नही हों
Iske liye us code ye sath ye code bhi use kare.
code, pre {
-webkit-user-select: text;
}
bhaijan article ke end me share ke niche jo google ads he usey kaise lagaye ho , uska tarika bata do, mujhe bi lagana ha
Plugin use karo or blogger user ho to share button code use karo.