Support Me India

  • ब्लॉग
  • ब्लॉग्गिंग
    • वर्डप्रेस
    • ब्लागस्पाट
    • वेब होस्टिंग
    • ऐडसेन्स
    • एफिलिएट मार्केटिंग
    • ईमेल मार्केटिंग
    • डोमेन रजिस्ट्रेशन
  • एसईओ
  • टेक्नोलॉजी
  • लाइफ सक्सेस
  • पैसा कैसे कमायें
  • अधिक
    • इन्टरनेट
    • बिज़नस स्टार्टअप
    • यूट्यूब
    • एजुकेशन
    • दिलचस्प तथ्य
    • सोशल मीडिया
    • सिक्यूरिटी टिप्स
  • सवाल पूछें
मुख्यपृष्ठ / ब्लॉग / सोशल मीडिया / Facebook Messenger Ki Top 8 Secret Tips and Tricks

Facebook Messenger Ki Top 8 Secret Tips and Tricks

By: Jumedeen KhanLast Updated: 06 Jan, 2018

Facebook messenger se aap sirf messages hi nahi bhej sakte, balki aap isse or bhi bahut kuch kar sakte hai. jaise Video calling, Voice calling. iske liye aapko phone me koi extra plan ya apps dalwane ki jarurat nahi hai. aapko messenger apps me ja kar bas video or phone icon par click karna hai. ye options aapko friends ke name ke right side me dikhenge. to chaliye ab jante hai facebook messenger ki top 8 secret tips ke bare me.

Facebook Messenger Top 8 Secret Tips and Tricks

Agar aapke pas android phone hai or aap facebook user hai to shayad aap facebook messenger bhi istemal karte honge. aaj is post me mai aapko messenger ke bare me kuch aysi bate btane wala hu. jo shayad aap nahi jante honge. facebook team ne FB messenger me kuch ayse features bhi diye hote hai jinhe hum kabhi use hi nahi karte, kyuki hume unke bare me kuch pata hi nahi hota hai. facebook messenger ko download karne ke liye yaha click kare.

  • Online Paise Kaise Kamaye: Internet Se Paise Kamane Ke 20 Tarike
  • Adsense Account Ko Approved Karane Ke 20 Tarike Janiye

विषय-सूची

  • Facebook Messenger Ki Top 8 Secret Tips and Tricks
    • 1) Free Voice Or Video Call
    • 2) Direct Call To Company
    • 3) Money Transfer
    • 4) Sports Memes & GIF Share Kare
    • 5) Location Share
    • 6) Desktop Me Bhi Use Kare Messenger Apps
    • 7) Conversation Ko Mute Kar Sakte Hai
    • 8) Bina Facebook Account Ke Chala Sakte Hai Messenger

Facebook Messenger Ki Top 8 Secret Tips and Tricks

Actually 90% user facebook messenger ko only sms bhejne or pane ke liye use karte hai. but agar aap iske features ko check karoge to isme or bhi bahut kuch mil jayega. jinke bare me jyada log nahi jante. facebook ne kuch ysi free services bhi di huyi hai. jo aap is apps ki madad se kar sakte ho. but iske bare me aapko pahle se pata hona chahiye.

1) Free Voice Or Video Call

Vocie and video call icon in facebook messenger

Messenger se sms send karne ke alawa aap voice and video call bhi kar sakte ho. bas iske liye aap jise call karna chahate ho uske mobile me messenger install hona chahiye or internet connection open hona chahiye. isme aapko friends ke mobile number ki jarurat bhi nahi padti. aap direct call kar sakte ho.

  • Smart Phone Ki Battery Life Badhane Ke 10 Android Apps
  • Apna Adsense Account Approved Kaise Kare 4-5 Din Me

2) Direct Call To Company

Facebook ne kuch retail companies ke sath partnership ki huyi hai. jisse user in companies se messenger se direct bat kar sake. jaise ki aapko in companiyo se koi product (saman) kharidna ho to aap apne facebook account ke throw in companiyo ko order de sakte hai. aapko shoping update aapko messenger apps me hi mil jayegi. abhi ye service sirf everlane or zulily ke sath hi available hai. facebook future me aysi or bhi companies ke sath partnership karne ka plan bana raha hai.

  • Computer Keyboard Ke Top 15 Shortcuts Jo Bana De Aapka Kaam Aasan
  • Computer Me Whatsapp Kaise Use (Chalate) Karte hai

3) Money Transfer

Facebook messenger ke jariye aap apne bank account se direct money tranfer kar sakte hai. iski proccessing bahut aasan hai. sabse pahle messenger ko open kijiye or jis friend ko paise send karne hai. usse chating on kijiye ab thum icon ke right side me bane 3 dots par click kare. ab jo options show ho unme se payment ke options par click kare or jitne paise bhejne hai utne enter kare. iske bad aap apne credit card, visa, master card, debit card se payment kar sakte ho. ye service india me available nahi hai.

  • Online Shoping Kaise Kare Ghar Baithe Puri Jankari Hindi Me
  • Internet Se Ghar Baithe Online Paise Kaise Kamaye

4) Sports Memes & GIF Share Kare

GIF or sports memes ka option messenger me pahle se diya hua hai. inse aap apne dosto ko messenger ke throw gif animation, sports memes ke sath or bhi bahut kuch send kar sakte ho. iske liye bhi asapko 3 dots par click karna hoga. 3 dots par click karne se or bhi bahut sare features show hote hai. aapko jo acha lage try kar sakte ho.

  • YouTube Par Video Upload Kaise Karna Chahiye
  • Computer Vs Laptop Kounsa Behtar Hai, 10 Bato Se Samajhe

5) Location Share

messenger se aap chating ke sath apni location bhi share kar sakte hai. jisse aapke friends ko pata chal sake ki aap is time kaha par ho. iske liye aap ko 3 dots par hi click karna hoga or options me se location par click karke apni loaction tag karni hai. aap chahe to apni real ya other location share kar sakte hai. iske liye aapko jaha ki location dikhani hai, wahi par tag karna hoga.

  • Black Hat SEO Vs White Hat SEO Kya Hota Hai
  • Blog Ki Traffic Ghatane Wali 10 Badi Mistakes

6) Desktop Me Bhi Use Kare Messenger Apps

Bahut kam log jante hai ki facebook messenger ko desktop par bhi use kar sakte hai. or messenger ka web apps bhi hai. but mai aapko bta du ke ab aap apne computer me bhi FB messenger install kar sakte ho. or aasani se use kar sakte ho. iski proccessing same android mobile jaisi hai. jis tarah aap phone me ye apps install karte ho same wese hi aap desktop me bhi install kar sakte ho.

  • WordPress Par Free Blog Kaise Banaye in Hindi
  • Hostgator Hosting Par WordPress Blog Kaise Install Kare

7) Conversation Ko Mute Kar Sakte Hai

Agar aap messenger par aane wali notifications se pareshan hai. to facebook ne iska solution diya hua hai. aap conversation ko mute kar sakte ho. iske liye aapko us person ya group ka name tap karna hoga jisse aapko problem ho rahi hai. iske bad notification par click kare. notification par click karte hi aapko mute ka option mil jayega.isme  aap ise kab tak ke liye mute karna chahate hai ka option bhi diya hua hai. aap 15 minutes, 1 hours, 8 hours, 24 hours ya apne hisab se conversation mute kar sakte hai.

  • Digital Ocean Par Free Hosting Kaise Kharide Cloudways Se
  • Success Blogger Banne Ke Liye Ye 5 Tips Follow Kare

8) Bina Facebook Account Ke Chala Sakte Hai Messenger

Ji ha aap without facebook account ke bhi messenger use kar sakte hai. messenger par apne dosto se bat karne ke liye aapko facebook account ki jarurat nahi hai. 2015 ki starting me facebook ne yeh featur shuru kiya hai. jisme users mobile number se bhi sign in kar sakte hai. aap messenger account mobile apps or website dono se bana sakte ho. iski proccessing jyada lambi hai. so aane wale time me iske bare me bat karenge.

  • Website (Blog) Kaise Banate Hai Online Paisa Kamane Ke Liye
  • Blog Ki Traffic Badhane Ke 50 Top 50 Tarike janiye hindi me

I hope aapko ye post pasand aayegi. ho sakte hai is post me btayi tricks aapko pahle se pata ho. but 1-2 tricks ke bare me aapko nahi pata hoga. to chaliye ab comment btaye ki aapko in 8 tricks me se kounsi tricks ke bare me nahi pata tha or aapko uske bare me is post se malum hua hai. sirf 30 second me aap apne thoughts comment kar sakte hai.

शेयर
  • Share on Facebook
  • Tweet on Twitter

लेखक: Jumedeen Khan

मैं इस ब्लॉग का संस्थापक और एक पेशेवर ब्लॉगर हूं। यहाँ पर मैं नियमित रूप से अपने पाठकों के लिए उपयोगी और मददगार जानकारी शेयर करता हूं। ❤️

आपको ये भी पढना चाहिए

  • Social Media Pr Business Promote Kaise Kare

    Social Media Sites Par Apne Business Ko Promote Kaise Kare

  • Facebook-Security-Tips-How-To-Safe-Your-Facebook-Account

    Facebook Account Ko Safe Kaise Rakhe 10 Secret Tips

  • Which is Best SEO vs Social Media Marketing

    SEO vs Social Media - Marketing Ke Liye Konsa Tarika Best Hai

Reader Interactions

टिप्पणियाँ ( 85 )

एक टिप्पणी जोड़ें
  1. Deepak dhillon

    10 Sep, 2018 at 10:42 am

    Sir mujhe koi sms karta h chating me to me ye nhi dekh pata ki vo type kar rha h yaa nhi esa kyu
    Phele dikhata tha ab nhi

    जवाब दें
  2. Sunil

    17 Feb, 2018 at 4:16 pm

    Messenger ke home page par Jaha par show hota hai
    Messages Active Groups Calls
    Left hand par friends ka name or Photos ata hai or
    pahale write hand par tick ka mark ata tha par ab us jagar message send ka time ata hai
    but me chahta hu ki us jagah pahle ki tarah hame page par hi pata chalna chahiye ki msg read hua hai ya nhi

    जवाब दें
  3. mohd Aaquib

    29 May, 2017 at 4:21 pm

    Bhai Mai jb bhi msg send karta hu aur agr samne Wala online Bhi Hai to usko msg send nahi hota.

    जवाब दें
    • Jumedeen Khan

      29 May, 2017 at 6:00 pm

      Usne aapko message ke liye block kar rakha hai.

      जवाब दें
  4. abraruddin khan

    19 May, 2017 at 1:35 pm

    If you think you're seeing this by mistake, please likhe kar aa rha ho too add kaise karu sir aapne friend ko

    जवाब दें
    • Jumedeen Khan

      19 May, 2017 at 1:49 pm

      Kuch time bad try karo.

      जवाब दें
      • Vish

        14 Jun, 2019 at 4:49 pm

        Messanger pe ye kaise pta karenge ki kisi specified person se meri baat kab se ho rahi .....agar chating delete ho gaya ho tab

        जवाब दें
  5. vikash

    05 Dec, 2016 at 12:36 am

    Sir ham agr do andrid set se ek hi feacbook I d use kre to koi dikkt aur dono ka messager kam kreja aur ek se massages krne pe dono pe massage turant dekh skte hai

    जवाब दें
    • Jumedeen Khan

      05 Dec, 2016 at 8:37 am

      Koi problem nahi hai. ha dekh sakte ho.

      जवाब दें
    • Nisha

      13 Sep, 2019 at 12:32 pm

      Meri massenger main video calling screen minimize nahi kar sakta

      जवाब दें
  6. Pratik Thakur

    16 Nov, 2016 at 7:49 am

    Bhai kuch aisa Batao ki apki new direct mere email box me ajaye

    जवाब दें
    • Jumedeen Khan

      16 Nov, 2016 at 8:36 am

      blog newesletter ko subscribe karo.

      जवाब दें
      • shashi

        16 Nov, 2016 at 8:12 pm

        Namaste..!! I like it !!

        जवाब दें
  7. Pratik Thakur

    16 Nov, 2016 at 7:47 am

    Bahut achi post hai Bhai

    जवाब दें
    • sapna alawa

      13 May, 2020 at 7:20 am

      Kisi ne messenger se remove kr diya jis karan na samne wala on dikhta h pr fb Pr frnd hai kese hota h ye

      जवाब दें
  8. Aayush Upadhyay

    02 Oct, 2016 at 1:28 am

    Very nice post, sir
    Main SMI ka regular visitor hu, main pahle bhi aapki articles par comment karna chahta tha, but nahin hota tha,
    sir please meri site me dekh kar bataaiye koi problem to nahin.. maine sab apne man se design kiya hai.
    pata nahi kaha sahi hai kaha galat.....

    sabkuchinhindi.tk
    ye mera blog adderss hai

    जवाब दें
    • Jumedeen Khan

      02 Oct, 2016 at 3:13 pm

      Wonderful aapke blog me koi kami nahi hai.

      जवाब दें
  9. kuldeep negi

    16 Sep, 2016 at 2:15 pm

    Khan Sahab aap bhot achcha kaam kar rahe ho hum logo ko internet Ki jaankari dear,
    Mujhe ek baat bataao Bhai please ye Facebook messenger se mai kisi video ko apni timeline pe kaise post karu
    Thanks dear brother

    जवाब दें
    • Jumedeen Khan

      16 Sep, 2016 at 7:51 pm

      1. conversation par jaye or camera icon par click kare.
      2. ab send par click karke thodi der hold kijiye video upload karne ka option mil jayega.

      जवाब दें
  10. Sanjay

    02 Sep, 2016 at 8:13 pm

    Hello sir m jb b apni site achihelp.com open keta hu to iske liye pehle gmail se login karna padta hai. Is se mujhko bilkul bhi traffic nhi mil rha h. Aap ek baar open karke dekhe or plz koi solution bataiye plz

    जवाब दें
    • Jumedeen Khan

      03 Sep, 2016 at 1:51 pm

      logger setting >> other >> adult option me ja kar adult content ke samne no select karo.

      जवाब दें
  11. Mark BK Kushwah

    06 Aug, 2016 at 8:49 pm

    Sir apni website me mujhe comments ka option add karna hai kese karu please aap bata do

    जवाब दें
    • Jumedeen Khan

      06 Aug, 2016 at 9:12 pm

      Aap blogger setting >. post and comment me ja kar who can comment ke samne anyone select karo.

      जवाब दें
  12. Ali khan

    05 Jun, 2016 at 1:36 pm

    Bhai ye btao jo video call or audio call hum fb pay kartay hain kya wo record ho sakti hain ya nai?

    जवाब दें
    • Jumedeen Khan

      06 Jun, 2016 at 6:51 am

      Ha hoti hai. Facebook aapki call record karta hau. Maine aysa news me padha tha. Ab sachahai kya hai kisi ko nahi pata.

      जवाब दें
      • Joginder

        19 Aug, 2020 at 12:43 pm

        Kis kis ne meri story dekhi usme mujhe bhi show kar raha hai iska koi hal hai sir yai hai to jarur batayen

        जवाब दें
  13. manish katju

    25 May, 2016 at 9:02 am

    Bhai ye massanger me number show kyu kr raha nai login krte time number ko not now krke skip v kiya tha fir v number sho kr raha h kya kru

    जवाब दें
  14. teju suthar

    20 May, 2016 at 1:56 pm

    Bhai kya hum fb massenger se gif animation photo send kar sakte hai ??

    जवाब दें
    • Jumedeen Khan

      20 May, 2016 at 3:03 pm

      Ha kar sakte ho.

      जवाब दें
    • Narendra

      03 May, 2020 at 7:20 pm

      Mujhe messenger per hide kiya hua hai kaise pata karen kisi ne bhi personal

      जवाब दें
  15. Sameer

    04 May, 2016 at 11:07 pm

    Thnx*x khan bhai.. jankari dene k liye.. acha laga. Or hum use bhi kiye aapke bataye tarike ko fb messenger app me or hume batiye ki Facebook me like kyse badhya ja sakta hai... iske liye koi app download krna padega ky ? Khan bhai hume Facebook me photos ya status me like or comment badhane k bare me koi trick bataiye..

    जवाब दें
  16. atul

    26 Apr, 2016 at 8:21 am

    Mujhe apne messenger ki image change krni h plese kya krna hoga mujhe btao yr

    जवाब दें
  17. Aarav

    31 Mar, 2016 at 5:50 am

    Nice Tips, Jume. These days, it’s really important to keep up to date using this awesome facebook tricks

    जवाब दें
  18. Deepak

    25 Mar, 2016 at 6:25 pm

    bhai me facebook me kuon sa group me hun kese pata lagaun.plz helf

    जवाब दें
    • Jumedeen Khan

      25 Mar, 2016 at 7:30 pm

      Bahut simple hai us group ka name check karo.

      जवाब दें
  19. peeyush Bhargava

    29 Jan, 2016 at 10:07 am

    Bhai Fb messenger se vidio call ho chuki hai kya unhe Phone me download kiya ja skta hai ya nhi....... AGR ha to keise ???

    जवाब दें
    • Jumedeen Khan

      29 Jan, 2016 at 10:10 am

      Facebook messager se ki gayi call record Nahi kar sakte.

      जवाब दें
  20. payal agarwal

    10 Jan, 2016 at 1:29 pm

    mere phone me google play kam ni karta to me 9apps kam le rhi thi and uc browser me fb chala rhi thi bt aj mene facebook dawnload kiya h bt isme msg ka nishan to h par is pR click karte hi install mesenger nam aa jata h or google play open ho jata h to plz btao me kya kru
    .plz reply

    जवाब दें
    • Jumedeen Khan

      10 Jan, 2016 at 3:12 pm

      aap 9apps se facebook messenger download kar sakti ho. jo ki uc browser me direct download ho jayega.

      जवाब दें
  21. dev

    28 Dec, 2015 at 6:08 pm

    bhyi mene template send kar di he...

    जवाब दें
    • Jumedeen Khan

      28 Dec, 2015 at 8:20 pm

      Ok, thoda wait karo mai jaldi hi template send kar dunga.

      जवाब दें
  22. dev

    28 Dec, 2015 at 4:42 pm

    bhyi mene apke is email par apni template down karke send kar di he plz plz plz plz plz bhayi
    1. usme posted by ki jagah meri site ka link dal dena
    2. Head ke niche meta tag jarur add kar dena kyo ki mughpe galat hota he or aap achi trah se kar doge
    or apni jo jaruri cheeje he unhe b aadd kar dijiyega or agar uspe chuppe style me kisi ka link ho wo hata dena
    bhyi me is help ko zindagi bhar nhi bhulunga. itna to mene socha b nhi tha jitna apne mere liye socha shyad meri liye itna koi nhi kar skta
    bhyi aap chaho to ange itna mat karna me itne me khus hu lekin help ki ummed to ange b rakhunga. kyo ki meri manjil abhi door h..

    जवाब दें
    • Jumedeen Khan

      28 Dec, 2015 at 8:22 pm

      Jaha tak mujhse hoga or jitna mai janta hu, aapki help jarur karunga.

      जवाब दें
  23. dev

    28 Dec, 2015 at 1:24 pm

    bhyi mughe 1 tension hoti h ki kahi apko aisa to nhi lagta ki me apse kuch jayada hi q. karta hu
    agar apko aisa lagta he to aap hi batao me kya karu ab jis kaam ki suruwat ki he use puri to karni hi padegi agar aap mughe nhi bataoge to aap khud hi batao me kisse puchuga imandari se 1 baat bol rha hu aisi help wali bahut site he lekin pata nhi kyo mughe sirf apse hi ummed rhti he or me kisi site se koi q nhi karta kyo ki sach bolu to mughe unpar bharosa nhi he ki wo log hamari help karnege ya shyad nhi . bas aap ke siva.

    जवाब दें
    • Jumedeen Khan

      28 Dec, 2015 at 3:45 pm

      nahi aysi koi bat nahi hai. maine ye site aap logo ki help ke liye hi banayi hai. aap ek kam karo admin@supportmeindia.com par mujhe apni template send karo. mai usme setting karke aapko template send kar dunga. ab to khush ho.

      जवाब दें
  24. dev

    28 Dec, 2015 at 1:16 pm

    chalo koi baat nhi me khud hi kosis karunga
    lekin jitna jyada bata sko utna puri kosis karna bhyi. nhi to kuch time barbad hone ki wajah se thoda hi batate he ab me thode me to nhi smgh skta kyo ki me nya hu...
    apne jitni kosis ki uske liye bahut bahut thansk...

    जवाब दें
  25. dev

    28 Dec, 2015 at 11:17 am

    comment karte time mene code b comment me dale the apko batane ke liye par par comment me nhi dikh rhe mughe agar apko dikh rhe he to aap meri prblm smgh jaoge.

    जवाब दें
    • Jumedeen Khan

      28 Dec, 2015 at 11:58 am

      wo code mene remove kar diye hai.

      जवाब दें
  26. dev

    28 Dec, 2015 at 11:15 am

    "post-author” ye template me 2 place par thi first pe to kaam nhi kiya jab mene dusri place par href ke samne same first wali process ki to post sabhi gayab ho gayi to phir mene phir se use usi trah set kar diya ab btao me kese karu?

    जवाब दें
    • Jumedeen Khan

      28 Dec, 2015 at 12:08 pm

      dev ye kam karne ke liye aapko blogger ki coding ki jankari honi jaruri hai. mai aapko jitna bta sakta tha bta chuka hu.

      जवाब दें
  27. dev

    28 Dec, 2015 at 6:11 am

    sorry bhyi me smgh gaya aoni ka matlab apni ok..
    par bhyi mene posted by search kiya wo meri template me search me nhi mila ab me kya karu bhyi is prblm ka smadhan aap hi kar skte ho bhyi me apse ummeed rkhta hu ki aap meri prblm jarur solve kar doge.

    जवाब दें
    • Jumedeen Khan

      28 Dec, 2015 at 9:35 am

      Aap ache se try karte to mil jata. theek hai mai aapko step by step samajhata hu. template me ja kar "post-author" search karo. or uske samne href="xyz" code hoga. isme xyz ki jagah jo bhi code ho uski jagah apni site ka url add kar do.

      जवाब दें
  28. Dev

    28 Dec, 2015 at 5:18 am

    aoni site ka link add karo aoni matlab smgh nhi aya bhyi

    जवाब दें
  29. Dev

    27 Dec, 2015 at 6:05 pm

    bhyi 1 or kripa kijiye jo mere har post ke niche posted by dev likhar ata he us dev par agar koi click kare to wo
    meri site par hi rehe mughe apni site ka hi url add karna he wo mere gmail profile par na ja paye iske liye bata
    do code me kya search karke kya paste karu?

    जवाब दें
    • Jumedeen Khan

      27 Dec, 2015 at 7:47 pm

      blog ke template>>edit html section me jao or posted by search karo. ab uske samne coding me jo href wala link code hai uski jagah aoni site ka link add karo.

      जवाब दें
  30. Dev

    27 Dec, 2015 at 5:27 pm

    thanks bhyi ...
    1) jab mene sitemap genereate kiya tha mene neche dekha usme likha tha ki 22 broken links or 24 post dali hui he abi tak kuch prblm ho gayi kya jo 22 broken link likhakar aa rha he
    2) sitemap.xml yahi to likhna tha agar ham 2 baar sitemap.xml submit karde search console me to koi prblm hogi
    ya sitemap kaam nhi karega ya phir 1 hir 1 hir rakhna he/

    जवाब दें
    • Jumedeen Khan

      27 Dec, 2015 at 5:46 pm

      1. aap un par dhyan mat do or sirf sitemap create karke google console me add karo.
      2. do bar add hi nahi hoga. sirf ek bar hi ho sakta hai.

      जवाब दें
  31. rohit

    27 Dec, 2015 at 5:16 pm

    maine apko post ka title contact form se send kar diya hai ek bar title fir bta deta hu TOP 20 AFFILIATE MARKETING PROGRAM IN INDIA
    ab mai post likhna start karu

    जवाब दें
    • Jumedeen Khan

      27 Dec, 2015 at 5:27 pm

      ok aapki post me kam se kam 1000 words hone chahiye. or post aap admin@supportmeindia.com par send karke mujhe bta dena.

      जवाब दें
  32. Dev

    27 Dec, 2015 at 4:55 pm

    bhyi meri ye smgh nahi aa rha he ki sitemap xml. or sitemap html inme kya difference he or kisko kese apni site me use karu plz reply
    or haa 1k baar meri site check karlo or kya kami he wo batado

    जवाब दें
    • Jumedeen Khan

      27 Dec, 2015 at 5:15 pm

      aapko sirf sitemap.xml use karna hai. sitemap.html par dhyan mat do. site me koi kami nahi hai. sabkuch theek hai. maine seo ke bare me itni post ki hai agar aap unhe pad le to seo ka pura jan jaoge.

      जवाब दें
  33. Suraj Kumar

    27 Dec, 2015 at 3:15 pm

    Aap AdSense ke liye koun sa plugin use karte ho. Mai itne sare plugin dekh k confuse ho ja RHA hu. Aapko experience hai to aap bataye ki koun sa plugin achha rhega. Or han aap ek forum banaye jaha mai apne questions post kar saku or aap rply kr paye ya jinko Bhi pata ho wo bata paye.

    जवाब दें
    • Jumedeen Khan

      27 Dec, 2015 at 3:21 pm

      Mai ads injection plugin use karta hu. thoda wait karo ek din sawal jawab ki bhi better site banaunga.

      जवाब दें
      • Suraj Kumar

        27 Dec, 2015 at 6:52 pm

        Mains wo author box to on kiya hua h. Bt mujhe footor me Bhi ek author box lagana hai jaisa aapne lagaya hua hai.

        जवाब दें
        • Jumedeen Khan

          27 Dec, 2015 at 7:45 pm

          uske liye aap "Meks Smart Author Widget plugin" use karo.

          जवाब दें
  34. rohit

    27 Dec, 2015 at 2:54 pm

    website logo design kese kare aur wo sahi se fit ho jaye
    aap meri posts apni site me publish kr skte ho mai apko guest post dena chahta hu

    जवाब दें
    • Jumedeen Khan

      27 Dec, 2015 at 3:19 pm

      Aap agar image design karna aata hai to kisi bhi photo editer software se kar sakte ho. ha kar sakta hu. but pahle mujhe Contact forum me post title ka name send karna uske bad post likhna.

      जवाब दें
  35. rohit

    27 Dec, 2015 at 11:37 am

    sir meri site me logo sahi se nahi aa rha hai aap mera blog open karke dekho aur ek fix size bta aapne phle btaya tha 16*16 ka aur bhi size the par koi bhi sahi se nahi aa rha hai plz help sir

    जवाब दें
    • Jumedeen Khan

      27 Dec, 2015 at 1:45 pm

      Mai aapko logo ka size bta sakta hu.dedign to aap h. Ko karna padega.

      जवाब दें
  36. Deepak shrivastav

    26 Dec, 2015 at 8:56 pm

    Hi,
    Jume deen Bro..
    Mai Animated image create karna chahta hu...apne blog post ke liye to kaise banau kya aapko pata hai...
    agar pta ho to please jarur btana..
    and
    happy New 2016 for you and your family

    जवाब दें
    • Jumedeen Khan

      27 Dec, 2015 at 12:21 am

      First aapko bhi happy new year 2016 animation images banane ke liye ye post pado Animation Image Kaise Banate Hai

      जवाब दें
  37. Suraj Kumar

    26 Dec, 2015 at 8:52 pm

    Aapne apne blog ke bottom me Jo blog author box lagaya hai wo kaise kiya hai. Mai Bhi aap Hi ka theme use karta hu. Mera blog self hosted WordPress pe hai 🙂

    जवाब दें
    • Jumedeen Khan

      27 Dec, 2015 at 12:27 am

      apne blog ke dashboard>>ribbon par jao or single post setting me author box enable karo. uske bad user>>edit profile me ja kar biography me apne bare me likho.

      जवाब दें
  38. dev

    26 Dec, 2015 at 6:50 pm

    Bhayi to me kya karu jisse meri site 1st page par ho uske liye me kya karu 2 min kam se kam sochkar batana Usi step ko me follow karta jaunga.

    जवाब दें
    • Jumedeen Khan

      26 Dec, 2015 at 7:17 pm

      Top List Articles Se 1 Month Me 100,000 Visitors Kaise Paye is post maine to tarike btaye hai wo ache se follow karo aapki post first ranking me hogi.

      जवाब दें
  39. rohit

    26 Dec, 2015 at 4:25 pm

    domain me identity verify karna jaruri hai
    maine znetlive se domain kharida hai my billing par click krke dekho toh delevy in process aata hai.
    Domain generate hone me 24 hours lgte hai kya

    जवाब दें
    • Jumedeen Khan

      26 Dec, 2015 at 6:21 pm

      Ha domain active hone me 1-3 days bhi lag sakte hai. wait karo aapka domain activate ho jayega.

      जवाब दें
  40. Dev

    26 Dec, 2015 at 4:22 pm

    bhyi jab ham apni post me image dalte he to us image ki image properties me me do option hote he title text to usme to ham batate he ki image kis baare me he
    2nd jo dusra option hota he ALT Text ka usme kya likhna hota he plz bhyi isko thik se batado?
    Ex-meri image (Saturday Special Offer:Get Flat 90% off On products from firstcry) Ye first wale option me likh dunga
    Alt Text----- me isko kese likhuga (----------------------) Plz bhyi jarur batana is tarah se likhkar batana ki traffic bad jaye.. phir me likh liya karunga.

    जवाब दें
    • Jumedeen Khan

      26 Dec, 2015 at 6:23 pm

      alt tag se search engine or visitors dono ko image ko samajhne me aasani hoti hai. exaple aap meri kisi bhi post ki image par mouse le jayiye. 2 second rukne par kuch words show honge yahi alt tag hote hai.
      alt text option me aapko image ke bare me do shabad likhne hai.

      जवाब दें
  41. Rohit Kumar

    26 Dec, 2015 at 2:16 pm

    mere do sawal hai
    1-sir maine znetlive se domain liya hai usme
    delevery in process aa rha hai account se paise toh kat gaye hai
    ek mail bhi aayi hai usme likha hai ki automatic registration failed Manual processing initiated iska kya mtlab domain puchase hua ki nahi
    2- mere blog me location newyork ki dikhai deta hai agar kuch bhi publish karo toh time india ka nhi aata hai new york ka aata hai

    जवाब दें
    • Jumedeen Khan

      26 Dec, 2015 at 3:12 pm

      1. pahli report ke anusar aapka donain abhi processing me hai. dusri report ke anusar domain register nahi hua hai. aapne jis site se domain liya hai us par log in karo or apni profile me check karo ki domian register hua hai ya pending me hai.
      2. apne blog ke dashboard me jao. Click "Settings" or "Language and Formatting" select karo. ab drop-down menu me +5:30 set karke setting save karo..

      जवाब दें
  42. rohit

    26 Dec, 2015 at 12:34 pm

    sir aap meri site goole aur bing me submit kar do mai bohat kr chuka hu par mujse ho hi ni rhi aap ki submit wali sari post bhi padhi hai tab bi ni ho rha

    जवाब दें
    • Jumedeen Khan

      26 Dec, 2015 at 1:52 pm

      post me btaye step ache se follow karo or fir bhi error aaye to mujhe btao kya error aa raha hai.

      जवाब दें
      • Mehro

        13 Oct, 2016 at 10:37 pm

        Jee mujhe ye puchna tha k hum jo fb mesenger per chat ,pics send krna or video call krte hen es ka record fb walo k pas safe rehta he ya hamare delet krne se all delet ho jata he?or hamari send ki gai pics ka delet krne k bad bhi out hone ka koi khatra to nahi hota?pliz tell me about fb mesenger ..is it safe or not?

        जवाब दें
        • Jumedeen Khan

          15 Oct, 2016 at 11:15 am

          Yes bilkul hota hai aapke data delete karne ke bad bhi facebook ke pas aapka data save rahta hai.

          जवाब दें

अपनी प्रतिक्रिया दें। Cancel reply

Primary Sidebar

शुरुआती गाइड

ब्लॉगिंग के माध्यम से पैसे कमाने के 3 तरीका।
#पहला एक ब्लॉग बनाएँ।
#दूसरा ट्रैफिक बढ़ाएँ।
#तीसरा कमाना शुरू करें।
-: पैसे कमाना शुरू करें :-
सिर्फ ₹99/mo में होस्टिंग खरीदें!

नयी पोस्ट

  • घर में बरकत क्यों नहीं होती? (गरीबी की वजह)
  • मिया बीवी का रिश्ता - Miya Biwi ka Rishta
  • सच्चे प्यार के 20 गुण (True Love Qualities in Hindi)
  • Fitness Trainer कैसे बने? इसके लिए योग्यता और सैलरी
  • सारी जिंदगी जवान और सेहतमंद रहने के 10 नियम

अपडेटेड पोस्ट

  • घर में बरकत क्यों नहीं होती? (गरीबी की वजह)
  • मिया बीवी का रिश्ता - Miya Biwi ka Rishta
  • सच्चे प्यार के 20 गुण (True Love Qualities in Hindi)
  • Fitness Trainer कैसे बने? इसके लिए योग्यता और सैलरी
  • सारी जिंदगी जवान और सेहतमंद रहने के 10 नियम

पोपुलर पोस्ट

  • Blog Post Title and Heading Create Karne Ki Top 5 Best Tools
  • नया ब्लॉग बनाकर तेजी से कमाई करने के लिए 10 पॉपुलर टॉपिक
  • आंगनबाड़ी कार्यकर्ता (Anganwadi Worker) कैसे बनें?
  • Mobile Number Aadhar Card Se Link Hai Ya Nahi, Kaise Pata Kare
  • एंड्रॉयड और आईफोन के लिए 10 बेस्ट जासूसी एप्स

टॉपिक चुनें

  • इन्टरनेट
  • ईमेल मार्केटिंग
  • एजुकेशन
  • एफिलिएट मार्केटिंग
  • एसईओ
  • ऐडसेन्स
  • टेक्नोलॉजी
  • डोमेन रजिस्ट्रेशन
  • दिलचस्प तथ्य
  • पैसा कैसे कमायें
  • फेस्टिवल
  • बिज़नस स्टार्टअप
  • ब्यूटी टिप्स
  • ब्लागस्पाट
  • ब्लॉग्गिंग
  • मोबाइल मार्केटिंग
  • यूट्यूब
  • रिश्ते-नाते
  • लाइफ सक्सेस
  • वर्डप्रेस
  • वेब होस्टिंग
  • सिक्यूरिटी टिप्स
  • सोशल मीडिया
  • स्वास्थ्य

Footer

थोडा ब्लॉग के बारे में

यह एक हिंदी ब्लॉग है, जिसका मकसद है लोगो को हिंदी भाषा में विभिन्न जानकारी उपलब्ध कराना।

इसके अलावा हमारा एक Ask SMI फोरम भी है, जहाँ हम नए ब्लॉगर्स की मदद करते है।

अन्य महत्वपूर्ण लिंक

  • ब्लॉग
  • फ्री ब्लॉग बनाये
  • डील्स
  • पैसे कैसे कमाए
  • विज्ञापन दें
  • होस्टिंग कहा से लें
  • अस्वीकरण
  • शब्दकोश

ब्लॉग न्यूज़लेटर सब्सक्राइब करें

हमारी नवीनतम पोस्ट की सुचना पाने के लिए अभी ब्लॉग को सब्सक्राइब करे!

Powered by: Mozedia.com

कॉपीराइट © 2015–2021हमारे बारे मेंसम्पर्कगोपनीयता नीतिसाइटमैपवापस जाएँ।