Jab aap apne blog par koi post publish karte ho to koi use copy kar ke apni site par bhi publish kar sakta hai. Bahut se log aysa kar karte hai. Isse copy karne wale ka to nuksan hi hai sath hi aapki site ki search ranking par bhi asar padta hai. Kyuki kei bar search robot copy karne wale ki post ko originol samajh leta hai or aapki post ko copyright. Is case me aapki post ki ranking kam ho jati hai or copy karne wale ki post high rank me aa jati hai.
Agar aapke sath aysa ho raha hai or aapko lagta hai ki aapki site ka content koi copy kar raha hai to aap copy paste diasble kar ke apni site ko copyrighting se bacha sakte ho.
Blogging me most hindi blogging me copy paste ki problem bahut jyada hoti hai. New blogger jo apne aap ko smart samajhte hai dusro ki copy karna shuru kar dete hai. Unhe kuch din ta ksearch engine se traffic bhi milta hai but jaise hi search engines team ko iske bare me pata chalta hai to unki site usi waqt search engine se block kar di jati hai. So agar aapse bhi ye galati ho rahi ho to jald apni galti sudhar le. kyuki aap aysa kar ke sirf apnaa waqt barbad hi nahi kar rahe to balki apna future bhi kharab kar rahe ho. Agar kisi ne aapke khilap report kar di to aapki site internet par se ban bhi ho sakti hai. or agar aysa hua to aapke pas kuch bhi nahi bachega.
Ho sakta hai aap ki koi pst copyright ho to uske bare me pata karna bhi jaruri hai. Kyuki kisi or ka talent bhi aapke likhne ke tarike se match ho sakta hai. Isliye mai aapko suggest karunga aap ek bar iske bare me ache se pata kar le. Iske liye aap humari Website Copyright Content Check Karne Ki Top 10 Free Tools post padh sakte hai. isme jo copyright checker tool btayi gayi hai. Wo aapko btayegi ki aapki post other kis kis site se match ho rahi hai. Pata chalne par apni post content ko edit jarur kare.
Blogspot Blog Par Post Content Copy Paste Disable Kaise Kare
Agar aapka blog WordPress par hai to WordPress par ye bahut hi aasan hai. Kyuki WordPress par copy paste ko disable karne ke bahut sare plugins mil jayenge. Iski adhik janlari ke liye aap humari dusri site mozedia.com par ja kar iske bare me post padh sakte hai.
Agar aapka blog blogspot blogger ke free platform par hai to don't worry mai aapko iski bhi ek choti si trick btaunga. jise aap aasani se follow kar sakte ho.
Step 1:
Sabse pahle aap ye code copy kare.
<script type='text/javascript'> if (typeof document.onselectstart != "undefined") { document.onselectstart = new Function("return false"); } else { document.onmousedown = new Function("return false"); document.onmouseup = new Function("return false"); } </script>
Step 2:
- Apne blog ke dashboard par jaye or layout par click kare.
- Ab add a widget par click kar ke HTML/Javascript par click kare.
- Ab upar diya gaya code paste kare.
- Save par click kare.
Finaly save management par click kare. ab ek bar apne blog ko open kijiye or check kijiye ki aapki site par copy paste disable hua hai ya nahi. agar koi problem aaye to niche commnet me mujhe btaye.
- Youtube Par Subscribers Kaise Badhaye Top 20 Tarike
- Online Paise Kaise Kamaye: Internet Se Paise Kamane Ke 20 Tarike
Is trick se aap apne blog par copy paste option ko disable kar ke apne blog post content ko copy hone se bacha sakte hai. Aapko ye post kaisi lagi iske bare me commnet me 2c lines jarur likhe or is post ko social media par share kar ke humari bhi help kare.
Apne WordPress user ke liye trick nhi btaya...aur apki dusri site pe nhi h ye trick.
Pls WordPress user ke liye plugin btaye content chori hone se kaise bchaye.
WordPress par aap plugin se copy pasting disable kar sakte ho.
Plugin naam kya hai. Aur kaha se hoga agr plugin nhi h to
open this link http://WordPress.org/plugins/wp-copyprotect/
Sir mai jab bhi.....koi html add a karta hu to undifiend aajata he aur refresh ke baad thi ho jaata he...? aur mere koi bhi ads show kyu nahi ho rahe he.????
bhi aapka AdSense active nahi hua hai. Maine aapko pahle bhi btaya tha ki jab AdSense aapki site ka review kar raha tha to aapki site work nahi kar rahi thi aap fir se AdSense ke liye apply karo.
me aapki sari post copy kar sakta hu. or mene ye code mere blog par lagaye tab bhi meri post copy ho rahi h. me crome me chala rha hu.
Pawan hum site content ko copy hone se secure kar sakte hai 100% stop nahi kar sakte. Is post me bhi yahi btaya gaya hai.
Dear ek problem ha bahut c websute mere posts copy jarhe hain ek ne ti had hi jardi usne takreeban 40-50 Meri posts copy ki hwi hau
Aor mene jo links posts k darniyan d howi ha woh aor ads jo post k darmiyan men lagay the us k blog par bhi show hote hain us copy krne wali ki post per ads per jo click jarta ha meri earning increase hoti hai kia AdSense disable hone ka khatra hai????
Abdul koi aapki post copy kar sakta hai. Aapke ads nahi. agar kisi ne aapki 40-50 post copy ki hai to don't worry bahut jald uski site delete ho jayegi.
jumedeen aapne lasted update or RECOMMENDED POST FOR YOU ke liye konsa plugin use kiya hai. or aap post ke end me social media ke liye konsa plugin use krte hai
Ye sab option jetpack pluign me hote hai. aap jrtpack plugin use karo. or uski setting me ja kar sharing or extra widget enable karo.
Maine apni 3 post index se
Hone ki bat kahi thi aur
Phir Maine iski vajah khoji
Pata nahi chala lekin
Maine jaise hi uska vahi
Title Jo purana vala tha
Change karke phir likh
Diya Jo ki Maine badal
Diya tha phir Maine dekha
Ki title change karne ke
Kuchh samay bad hi search engine ne use phir
Se index me le liya ye
Chakkar kuch samajh nahi
Aaya
Aap jo post ka new title set kar rahe ho wo kisi or se match ho raha hai isliye.
bhaiya kisi bhi website ko hum dekh ke kaise pata karenge, ye kon si platform par hai, ye check karne ka koi tarika,
Online website details check karne ki bahut si websites hai. kisi par bhi check kar sakte ho.
jumedeen aapne code box ke liye konsa plugin use kiya hai.
Crayon syntex
Bro mujhe ek help kare, bro mere AdSense account me koi Bengali language ke blog add kar sakta hu ? baise AdSense bangla language support nhi karta but fir bhi agar me apne bangla blog me AdSense ka ad use karu to mere AdSense ban to nhi hoga ??
Jis language ko AdSense support nahi karta hai. us language ki site par AdSense ke ads nahi laga sakte, agar aapne aysa kiya to AdSense block ho jayega. ye post padho Adsense Kon Konsi Bhasha (Language) Support Karta Hai
Bro but aapke support me india ko apne uc se copy kar raha hu to copy ho raha hai, baise ye sir pc ke liye hai hena ???
Uv browser me copy kar sakte ho. ye trick computer users ke liye hai.