Support Me India

  • ब्लॉग
  • ब्लॉग्गिंग
    • वर्डप्रेस
    • ब्लागस्पाट
    • वेब होस्टिंग
    • ऐडसेन्स
    • एफिलिएट मार्केटिंग
    • ईमेल मार्केटिंग
    • डोमेन रजिस्ट्रेशन
  • एसईओ
  • टेक्नोलॉजी
  • लाइफ सक्सेस
  • पैसा कैसे कमायें
  • अधिक
    • इन्टरनेट
    • बिज़नस स्टार्टअप
    • यूट्यूब
    • एजुकेशन
    • दिलचस्प तथ्य
    • सोशल मीडिया
    • सिक्यूरिटी टिप्स
  • सवाल पूछें
मुख्यपृष्ठ / ब्लॉग / ब्लागस्पाट / Blogspot Blog Me HTTPS Mixed Content Errors Ko Fix Kaise Kare

Blogspot Blog Me HTTPS Mixed Content Errors Ko Fix Kaise Kare

By: Jumedeen KhanLast Updated: 16 Aug, 2018

Blogger platform form google ki service hai or google ne example.blogspot.com ke sath free HTTPS ki security di huyi hai ya fir aap SSL certificate buy karke security lete ho. But isse blog par kuch mixed content errors jaise common issue show hote hai. In this post, main aapko blogger par se HTTPS mixed content errros ko fix karne ke bare me step by step bta raha hu.

HTTPS Mixed Content Errors

Agar aap blogspot blog user hai or apne blog me HTTPS security enable karna chahate hai to aap humari Blogger Blog Ki Security Ke Liye HTTPS Enable Kaise Kare post read kare. Isme maine iski importance or ise use karne ke bare me details se btaya hua hai.

विषय-सूची

    • Mixed Content Errors Kya Hai ?
    • HTTPS Mixed Content Errors Ka Pata Kaise Kare ?
  • Blogger Blog Me Mixed Content Errors Ko Fix Kaise Kare ?

Mixed Content Errors Kya Hai ?

Jab koi web page SSL certificate se secure hota hai or https ke sath open hota hai but https green color me nahi hota hai to page none secure ke sath open hota hai. Aese me blog par mixed content errors issue show hota hai.

Iska reason hota hai aapke blog ke content me http k hona. Jab koi link HTTPS:// ki jagah HTTP:// ke sath open hota hai to blog par mixed content error show hota hai. Ye aapke blog ki post content ke links, scripts, style sheets, videos, images me ho sakta hai.

Isse blog par negative effect padta hai. Agar aapko is problem ko solve karna hai to aapko blog ki template ki HTML coding, layout gadget and other place se ye source code change karne honge.

HTTPS Mixed Content Errors Ka Pata Kaise Kare ?

How to identify mixed content error ? Iski process bahut si simple hai. Aap apne internet browser se iska aasani se pata laga sakte ho. Main yaha aapko chrome browser ke step bta raha hu.

  1. Chrome browser ko open kar apne blog ko open kare.
  2. Ab chrome browser ke right side me URL bar ke samne three point wale menu icon par click kare.
  3. Ab More tools >> Developer tools par jaye.
  4. Ab Console par select karke Cntrl+Shift+J key button dabaye.
  5. Ab jo javascript open hogi. Yaha par aapke blog ke mixed content erros show honge.

Mixed Content Errors

Yaha par aapko insecure script request and usecured URLs ki list mil jayegi. Agar aapne blog par HTTPS security enable kar rakhi hai to ek bar aap apne blog par check kar le ki kahi aapke blog par mixed content errors show to nahi ho raha hai.

Blogger Blog Me Mixed Content Errors Ko Fix Kaise Kare ?

Ab aapko ye bhi pata chal gaya ki mixed content error kya hai or blogspot blog me iska pata kaise lagate hai. So mixed content errors ko identify karne ke bat metter hota hai ise fix and solve karne ka to iske liye aapko blog ki template coding, layout widget, posts content and pages me se http:// ki jagah https:// set karna hoga. Iske liye aap ye step follow kar sakte hai.

Step 1: Fix Mixed Content Errors in Blogger Templates:

Iske liye aap blogger dashboard >> temlate >> edit HTML option par jaye or http:// search karke https:// set kar de.

  1. Go to blogger blog dashboard and choose blog for settings.
  2. Click on template >> edit html option.
  3. Click anywhere in template coding and prase Ctrnl+F key button for searching.

replace http with https

Now type http:// and search it then replace it with https:// matlab http:// ko https:// me change karna hai. Carefully editing kare mistake na kare warna setting save nahi hogi.

Step 2: Fix Mixed Content Erros in Blogger Layout Widget / Text area.

Isi tarah aap blogger dashboard >> layout option me ja kar pane blog ki sabhi widgets me http:// search karke use https:// me replace kar de. Blog header, sidebar and footer all widget me se code change karna hai.

Widget me html coding, javascripts me http:// code ho sakta hai use bhi https:// me replace kare. Aap mostly HTML / Javascript gadget me check kare kyuki unhe hum manually coding add karte hai.

Step 3: Update Blogger Post Editor to Fix Mixed Content Errors

Mixed content issue aapke lbog ki post and pages ke content me bhi ho sakta hai. Iske liye aap ye step follow kare.

Aapke blog ki jis post ko open karne par non secure problem ho uske edit option me ja kar HTML  section par click kare or http:// search kar ke sabhi jagah par https:// set kar de.

  1. Go to blogger dashboard >> posts >> edit option and select HTML section.
  2. Ab http:// search karke sabhi place par https:// add kar de.

Fix to Mixed Content Errors in blogger post

Theek isi tarah aap blogger pages me se bih mixed content errors issue ko solve kar sakte ho. Is tarah se aap pane blog ki mixed content errors ki proble mko slve kar sakte ho or blog ki performance better kar sakte ho.

  • Blogspot Blog Ko SEO Friendly Banane Ki Puri Jankari
  • Blogspot Blog Me Advanced SEO Settings Kaise Enable Kare

Finally, blog par se mixed content erros ko fix karne se aapke blog ki performance badhiya hogi or blog web pages ko laod hone me koi problem nahi hogi. Agar aap custom domain use karte ho or SSL certificate se security le rakhi hai to bhi aap in tips ko follow karke mixed content errors ko solve kar sakte ho.

By the way, agar aapko ye post pasand aaye to apna 5 seconds ka time de kar ise social media par share jarur kare.

शेयर
  • Share on Facebook
  • Tweet on Twitter

लेखक: Jumedeen Khan

मैं इस ब्लॉग का संस्थापक और एक पेशेवर ब्लॉगर हूं। यहाँ पर मैं नियमित रूप से अपने पाठकों के लिए उपयोगी और मददगार जानकारी शेयर करता हूं। ❤️

आपको ये भी पढना चाहिए

  • Blogger Label as Category

    Blogger Me Label Kaise Use Kare Post Categories Ke Liye

  • blog me domain kaise add kare

    Blog Me Blogspot.com Ko Hata Kar Apni Pasand Ka Domain Kaise Add Kare

  • Blogger Post Me Dusri Post Ke Link Kaise Add Kare

    Blogger Ki Post Me Dusri Post Ke Link (URL) Kaise Add Kare

Reader Interactions

टिप्पणियाँ ( 57 )

एक टिप्पणी जोड़ें
  1. ashik pathan

    21 Aug, 2020 at 10:01 am

    thanks bhai

    जवाब दें
  2. Deepak Sahu

    26 Oct, 2019 at 8:52 am

    sir mere blog ka homepage non https url ke sath open ho raha hai but jab mai koi post open kar raha hu to wo https ke sath open hota hai. aisa kyu ho raha hai? isko kaise fix kare

    जवाब दें
    • जुमेदीन खान

      26 Oct, 2019 at 11:41 am

      Homepage का source code check करो और जो URL http के साथ हो उसे https में replace करो

      जवाब दें
  3. Puran Mal Meena

    16 Aug, 2018 at 3:26 pm

    jankari badhiya hai but bhut si jagah aapne http:// ki jagah https:// likh Rakha hai.Mera Kahne ka matlab bahut jagah aapne https:// ko https:// se hi replace karne ke bare me bataya hai.karpya post ko update kare

    जवाब दें
    • Jumedeen khan

      16 Aug, 2018 at 6:27 pm

      Ek jagah nahi balki har jagah https hi hai, actually site me https enable karne time aesa hua hai, post update kar di gayi hai. thanks btane ke liye.

      जवाब दें
  4. anup lakra

    18 Oct, 2017 at 9:12 pm

    hello sir
    mera blogg se same problem aa rha h
    (
    Editing your theme so it mixes HTTP and HTTPS may affect the security and user experience of your blog when it is viewed over HTTPS. Learn more. Hide warning ) ye bata raha h apke kahe anushar maine (http) ki jagah (https) replace kr diya h but save nhi ho rha h? or layout m kahi v http search krne ka option nhi aa rha h
    so please help me

    जवाब दें
    • Jumedeen Khan

      18 Oct, 2017 at 9:51 pm

      Carefully mixed content ko fix karo.

      जवाब दें
  5. kashif

    30 Jun, 2017 at 8:16 pm

    sir meri ye ek wbsite hai zaykarecipes.com is website ko jab me www.zaykarecipes.com adderess dalkar khlta hun to ye website nahi khulti matlab now www to website khul jati hai but www.zaylarecipes.com nahi khul pati ye problem jab se aai jab mene ssl certificate instal kiya ab aap please iska solution bataiye

    जवाब दें
    • Jumedeen Khan

      30 Jun, 2017 at 9:23 pm

      Aap DNS setting me A record add karo or www ko example.com par point karo.

      जवाब दें
  6. gopal sharma

    09 Feb, 2017 at 5:26 pm

    dear sir

    meri blog post v uska url search engine me show nahi ho paa raha h jab ki usse address baar me dalta hu to waha show ho raha h jab ki mene use 2 mahine pahle hi post karwa diya tha or saath me index b karwa diya tha.

    please tell me reason

    thanks

    जवाब दें
    • Jumedeen Khan

      09 Feb, 2017 at 6:33 pm

      Aapke blog par traffic badhao or site ko GMWT me submit karke rakho to hi search me aayega. Internet par competitor bahut hai. Jo best karega wohi top apr aayega.

      जवाब दें
      • Santu Kumar

        11 Sep, 2019 at 4:30 pm

        But iss process ko mobile me kaise kare please help me

        जवाब दें
  7. Rohit kumar

    08 Jan, 2017 at 6:40 pm

    Sir mere blog ki post ko crome par search karo to search ho jati h Mgr plus.goole.com kaise address hot a meri website kaise address nhi fir use open karenge to meri Google profile open ho jayegi fir waha open karenge tab meri post open hoti h
    Plz help

    जवाब दें
    • Jumedeen Khan

      08 Jan, 2017 at 6:48 pm

      Aap Post content me keywords ka istemal sahi se kare taki wo search engine me top par aa sake.

      जवाब दें
  8. Haider

    25 Oct, 2016 at 6:45 pm

    bro template main mix content error show ho rahi,, agr main AdSense appply kr do to kai AdSense approve ho jay ga?

    जवाब दें
    • Jumedeen Khan

      25 Oct, 2016 at 7:12 pm

      ho jayega.

      जवाब दें
    • Priyanka raj

      26 May, 2020 at 6:34 pm

      Sir mere blog pr subscribe butten error Show kar rha hai kya kare ki sahi ho jaye sir plz help me.............

      जवाब दें
  9. Haider

    23 Oct, 2016 at 9:32 pm

    A O A
    Bhai mery blogg( renewablepowersource.blogspot.com/ ) k template main Main mixes HTTP and HTTPS error show kr rha last week sy main solve krni ke try kr raha but nehi howi ..
    ap ny jo information shear ke mixes HTTP and HTTPS contant k bary wo apply b kr k dekh le but koi fida nehi..
    Kindly Help me .

    जवाब दें
    • Jumedeen Khan

      23 Oct, 2016 at 10:02 pm

      Haider sabhi template me javascript link with http nahi rahte show aap agar http security use karoge to ye error aayega hi. fayda tabhi hoga jab aap kar paoge.

      जवाब दें
  10. Shashi Yadav

    04 Oct, 2016 at 12:08 pm

    Bro ! aap mere comment ka javab kyu nhi de rhe ho ? mera saval hai, ki hamare blog ke template me http and http mixes error hai. Aur mai apne blog me domain add karna chahta hu. to kya mujhe http mixed error ko fix karna chahiye ya fir blogger mere blog me domain ko support karega ? ydi fix karna ho to kaise kare ? help me plz...

    जवाब दें
    • Jumedeen Khan

      04 Oct, 2016 at 8:33 pm

      Aap domain use karoge to aapko ye error nahi aayega. Don't worry aap domain ko blog me add karo.

      जवाब दें
  11. Shashi yadav

    01 Oct, 2016 at 7:48 pm

    Hallo brother ! mai apne blog me domain add karna chahta hu. but sari settings karne ke bad blogger me save karta hu to (We have not been able to verify your authority to this domain. Error 12.) msg sow hota hai. kya iska karn http mixes content bhi ho sakta hai. ydi ha, to is problem ko thik karke blog me domain set karne ke bare me bataye. help me plz...

    जवाब दें
    • Jumedeen Khan

      01 Oct, 2016 at 8:50 pm

      Aap domain site par ja kar domain setting me dns record sahi se add karo.

      जवाब दें
      • shashi yadav

        04 Oct, 2016 at 12:26 pm

        mane dns ki sabhi settings thik tarh se kiya hai. fir bhi error 12 vala msg show ho rha hai.

        जवाब दें
        • Jumedeen Khan

          04 Oct, 2016 at 8:35 pm

          Aap is post me btayi tips follow karo. Blogger Blog Domain Ke DNS cNAME Record Recover Kaise Kare oe fir se blog me domain add karo.

          जवाब दें
  12. Rajesh

    30 Sep, 2016 at 2:18 am

    हेल्लो सर में गुजरात से हु और में एक एड्यूकेशन का ब्लॉग सलता हूं Jobguj.com लेकीन जिसके PC में क्विखिल हो उसमे मेरा ब्लॉग ऑपन नहीं होता तो प्लीज आप मुझे इसका सॉल्यूशन बताएंगे

    जवाब दें
    • Jumedeen Khan

      30 Sep, 2016 at 7:17 pm

      क्विखिल का क्या मतलब हैं.

      जवाब दें
  13. Babita Singh

    26 Sep, 2016 at 12:09 pm

    very useful information about mixed content error. Can you please tell how to customize menu bar in blogger. How can menu items can be automatically linked with labels.
    -khayalrakhe.com

    जवाब दें
    • Jumedeen khan

      27 Sep, 2016 at 9:45 am

      Please learn something about blogger html and CSS coding then you can easily custome menu bar. Read this article blogger menu bar customizing tips

      जवाब दें
  14. Rajesh Kumar

    26 Sep, 2016 at 8:38 am

    Sir Mere Pas Ek YouTube Channel Hai aur mai chahta hu ki use AdSense se jor de lekin meri age 17 years hai to kya mai aapne mother ki ac de sakta hu.

    2. Kya Jab AdSense proved hone ke bad kiske nam se AdSense pin bhejega kya wo jiske nam se ac jai use nam se ya mere nam se.

    जवाब दें
    • Jumedeen khan

      26 Sep, 2016 at 8:59 am

      1. Ha bana sakte ho.
      2. haa usi ke name se bhejega jiske name se aap AdSense account banaoge.

      जवाब दें
      • Rajesh Kumar

        26 Sep, 2016 at 9:23 am

        Kya Mai Jab Meri age 18 ho jayegi to kya mai AdSense account name and bank account change kar sakta hu?

        जवाब दें
        • Jumedeen khan

          26 Sep, 2016 at 11:40 am

          Haa kar sakte ho.

          जवाब दें
  15. dilip

    26 Sep, 2016 at 8:05 am

    Bro jab me template me page lavel ka cade add karke save karta hu to save nhi hota hai or likh k aata h ki kya apne xml ko sahi se band kiya hai lekin me jab code add karta hu tabhi likh k aata h or code bhi bilkul sahi use karta hu

    जवाब दें
    • Jumedeen khan

      26 Sep, 2016 at 8:58 am

      Aap page levle ad code apne blog ki widget me add karo work karega.

      जवाब दें
      • dilip

        26 Sep, 2016 at 11:33 am

        Page lavel ad code blog k layout me jakar sidebar me lagaye ya footer me

        जवाब दें
        • Jumedeen khan

          27 Sep, 2016 at 9:43 am

          Kahi par bhi widget me add kar do work karega.

          जवाब दें
          • dilip

            27 Sep, 2016 at 9:55 am

            mene sidebar me lagaye lekin show nhi hue or na hi error likh k aaya

          • Jumedeen khan

            27 Sep, 2016 at 10:14 am

            Mobile me check karo.

  16. vikash

    25 Sep, 2016 at 9:43 pm

    Hello sir bhut aachi but muje html me show ho rha hai wp per

    जवाब दें
    • Jumedeen khan

      25 Sep, 2016 at 9:53 pm

      usme bhi aap http ki jagah http set karo.

      जवाब दें
  17. Aryan

    25 Sep, 2016 at 9:02 pm

    sir AdSense ki taraf se ek mail aya iska matlab bata dijiye kya hai

    "
    The survey takes 15-20 minutes to complete.

    जवाब दें
    • Jumedeen khan

      25 Sep, 2016 at 9:09 pm

      Ye servey message hai. Mujhe ye fake lagta hai. But AdSense ka message bhi ho sakta hai. Aap ise avoid kar do AdSense ka hoga to AdSense par homepage pe show hoga.

      जवाब दें
  18. Yasir khan saqlaini

    25 Sep, 2016 at 6:27 pm

    Bhai bahut hi acha article hai. Aur bata du ki ap sach me bahut hi ache writer ho aur motivate karte ho hmsha
    Apka blog se sikha kar hi maine blog banaya par bhai search engine se traffic kyu nahi aa raha chk krke bta do kya kami h

    जवाब दें
    • Jumedeen khan

      25 Sep, 2016 at 6:49 pm

      Its my pleasure yasir, Aap abhi blogging se related or post padho or better post likho.

      जवाब दें
  19. shahadat khan

    25 Sep, 2016 at 5:37 pm

    Masha allah very beautifull post thanks for good help about bloggers

    Dear kaise pata chale ki kisi ne meri site par click kya hai Add To laga diya hai woh bhi 4 _ 5 koi mushkil to nahi hogi AdSense mein aur mein pehle bhi aapko bataya tha traffic ke bare mein jab woh blog islamic tha but ab with domain ke health2hindi se chala raha hun kafi achha likhne ki koshish karta hun par day 200 to 400 visitor page wiv hi ho pate hain

    Pehle se to kafi changing hai khair har post ko be carefull hokar padhta hun but abhi bahut ziyadah mehnat ki zarurat hai but full time nahi milta hai

    Mein abhi saudi mein hun agar koi meri site ke add par koi click karega to benefit ziyad hoga ?

    Please mere blog ko aapne kafi chaik kiya hai but abhi maine add lagaya hai iss liye 1 nazre karam hojae kya add ki jaga galat to nahi add jaise lage hain yeh methodh right ya wtong plz chak

    जवाब दें
    • Jumedeen khan

      25 Sep, 2016 at 6:45 pm

      Thanks shahadat,
      aap AdSense performance report me check kar sakte ho ki kounse ad par kitne click mile hai. Traffic me bare me me kei post likh chuka hu or sabhi me btayi tips 100% working hai.
      Nahi ye visitor ki location par depend karta hai apaki par nahi. Ads aapne sahi lagaye hai koi problem nahi hai.

      जवाब दें
  20. Kuldeep Singh

    25 Sep, 2016 at 5:27 pm

    Thanx Sir, Maine apke wala template laga liya hai. Sir mai apse kuchh puchhna chahta hu

    1. Jaise aapne template ke niche se links hata diye hai jaise mythemeshop or newbloggertheme.com ka to kya ye copyright to nahi mana jata.
    2. Aapne category or author box kaise lagaya hai.
    3. Aapne niche privacy policy, contact, about, sitemap or disclaimer ke links kaise add kiye hai.

    जवाब दें
    • Jumedeen khan

      25 Sep, 2016 at 6:41 pm

      1. Nahi, aap jaise chaho apni template ko design kar sakte ho.
      2. iske bare me post kar chuka hu aa psearch box me search kar lo.
      3. ye post padh Blogger Blog Ke Footer Me Jaruri Pages Ke Link Kaise Add Kare

      जवाब दें
  21. Kuldeep

    25 Sep, 2016 at 4:50 pm

    Hello Sir, aap ek baar meri site goharyana.in khol kar dekhiye isme problem aa rahi hai site pata ni kaha redirect ho rahi hai ise kaise solve karu

    जवाब दें
    • Jumedeen khan

      25 Sep, 2016 at 5:01 pm

      Aap blog ki template change kar osab thee kho jayega.

      जवाब दें
  22. suraj

    25 Sep, 2016 at 4:36 pm

    Sir kya aap muje bta sakte he ki me meri site me kya kya change kru jese
    Ki me jo post dal rha hu uska taital kya mene sahi sahi dale he
    Or jo post me write kiya he bo shi he kya
    Or mene apni site kesi dijain ki he

    Or jo bhi aapko galat lage plz aap bta dijiye me use thik kar duga

    जवाब दें
    • Jumedeen khan

      25 Sep, 2016 at 5:03 pm

      Aap blog ke footer me jaruri widget add karo or sidebar ka background color sahi karo.

      जवाब दें
  23. shashank

    25 Sep, 2016 at 3:54 pm

    Sir bahut hi achcha article h. Mai daily visitor hu supportmeindia ka.

    Ek baat puchna tha --blog me Disclaimer, or privacy policy ka jo page banana padta hai usme bahut sari cheejo ki details likhni padti hai, jo ki kisi kaam ki nahi hoti hai, kya mai esa kar sakta hu ki kisi dusre ke blog ke privacy policy or disclaimer ko copy karke apni site me laga du. esa karne se AdSense copyright to nahi manega.

    जवाब दें
    • Jumedeen khan

      25 Sep, 2016 at 3:57 pm

      Nahi aap aesa nahi kar sakte. Aap khud jaruri pages banao ya kisi online tools se generate karo.

      जवाब दें
      • shashank

        25 Sep, 2016 at 5:30 pm

        sir jaruri pages ko online tool se genrate karne ka matlab mai nahi samjha. ye kya hota hai ?

        जवाब दें
        • Jumedeen khan

          25 Sep, 2016 at 6:42 pm

          Ye post padho Blog Ke Liye Disclaimer Page Kaise Banaye aur Ye Kyu Jaruri Hai

          जवाब दें

अपनी प्रतिक्रिया दें। Cancel reply

Primary Sidebar

शुरुआती गाइड

ब्लॉगिंग के माध्यम से पैसे कमाने के 3 तरीका।
#पहला एक ब्लॉग बनाएँ।
#दूसरा ट्रैफिक बढ़ाएँ।
#तीसरा कमाना शुरू करें।
-: पैसे कमाना शुरू करें :-
सिर्फ ₹99/mo में होस्टिंग खरीदें!

नयी पोस्ट

  • बर्ड फ्लू (Bird Flu) क्या है और इससे कैसे बचें?
  • घर में बरकत क्यों नहीं होती? (गरीबी की वजह)
  • मिया बीवी का रिश्ता - Miya Biwi ka Rishta
  • सच्चे प्यार के 20 गुण (True Love Qualities in Hindi)
  • Fitness Trainer कैसे बने? इसके लिए योग्यता और सैलरी

अपडेटेड पोस्ट

  • बर्ड फ्लू (Bird Flu) क्या है और इससे कैसे बचें?
  • घर में बरकत क्यों नहीं होती? (गरीबी की वजह)
  • मिया बीवी का रिश्ता - Miya Biwi ka Rishta
  • सच्चे प्यार के 20 गुण (True Love Qualities in Hindi)
  • Fitness Trainer कैसे बने? इसके लिए योग्यता और सैलरी

पोपुलर पोस्ट

  • Website or Blog Ko Mobile Friendly Banane Ki Top 10 Tips
  • Blogging Karne Ke Fayde or Nuksan (Blogging Pros and Cons)
  • Microsoft Account Me 2 Step Verification Enable Kaise Kare
  • YouTube से पैसे कैसे कमाए पूरी जानकारी
  • Google Me Sahi Jankari Search Karni Hai to Ye 10 Tips Use Kare

टॉपिक चुनें

  • इन्टरनेट
  • ईमेल मार्केटिंग
  • एजुकेशन
  • एफिलिएट मार्केटिंग
  • एसईओ
  • ऐडसेन्स
  • टेक्नोलॉजी
  • डोमेन रजिस्ट्रेशन
  • दिलचस्प तथ्य
  • पैसा कैसे कमायें
  • फेस्टिवल
  • बिज़नस स्टार्टअप
  • ब्यूटी टिप्स
  • ब्लागस्पाट
  • ब्लॉग्गिंग
  • मोबाइल मार्केटिंग
  • यूट्यूब
  • रिश्ते-नाते
  • लाइफ सक्सेस
  • वर्डप्रेस
  • वेब होस्टिंग
  • सिक्यूरिटी टिप्स
  • सोशल मीडिया
  • स्वास्थ्य

Footer

थोडा ब्लॉग के बारे में

यह एक हिंदी ब्लॉग है, जिसका मकसद है लोगो को हिंदी भाषा में विभिन्न जानकारी उपलब्ध कराना।

इसके अलावा हमारा एक Ask SMI फोरम भी है, जहाँ हम नए ब्लॉगर्स की मदद करते है।

अन्य महत्वपूर्ण लिंक

  • ब्लॉग
  • फ्री ब्लॉग बनाये
  • डील्स
  • पैसे कैसे कमाए
  • विज्ञापन दें
  • होस्टिंग कहा से लें
  • अस्वीकरण
  • शब्दकोश

ब्लॉग न्यूज़लेटर सब्सक्राइब करें

हमारी नवीनतम पोस्ट की सुचना पाने के लिए अभी ब्लॉग को सब्सक्राइब करे!

Powered by: Mozedia.com

कॉपीराइट © 2015–2021हमारे बारे मेंसम्पर्कगोपनीयता नीतिसाइटमैपवापस जाएँ।