Hello Friends, Aaj mai fir hazir hu blog SEO ke bare me ek nayi jankari le kar. Jiske bare me bahut kam blogger jante hai wo hai Anchor Text. Anchor text kya hote hai or ye blog seo ke liye kyo important hai. Iske bare me har website owner or blogger ko jankari honi chahiye. Aap is post ko dhyan se padhiye. I pormise aap comment me khud kahoge ki kamal ki jankari hai.
Jab 2023 me website seo me changes kiye gaye to usme ek sabse bada badlav tha website backlink me kiya gaya badlav jise anchor text name diya gaya. Hum jo blog ki post me internal or external links use karte hai. Bas usi se related hai ye Anchor Text. Kitna acha hoga ki aapko post me use kiye gaye links se bhi search engine se traffic mile.
Anchor Text Kya Hai?
Anchor text wo clickable text hai jinhe hum post me apni dusri post ya kisi other post content se related site ka links add karte hai. Anchor text wo hyperlinks hote hai jinhe hum visitors ka dhyan khichne ke liye highlight karte hai or jisse visitors humare dusre web pages par target ho sake.
Simply basha me kahu to blog post me use hone wale internal or extranal links ko hi anchor text kahte hai. But backlinks tabhi good anchor text hote hai jab hu unhe search engine policy ko follow kar ke use kare. Examply aap is post me dekh sakte hai.
Anchor Text Website SEO Ke Liye Kyu Important Hote Hai
Bahut se blogger anchor text use karne me mistake karte hai or sahi words ki jagah galat words use karte hai. Wese agar mai aapko details me btane baithunga to muje post me 10000 words use karne padenge. So mai aapko iske bare me short me hi bta raha hu. Agar meri koi bat samajh na aaye to commnet me puch lena.
- Bad Anchor Text: Jab hum aspni post me koi link add karte hai to link ki jagah hum yaha click kare, more information here, learn more, click kare, click on, click it jaise words use karte hai to ye bad anchor links mane jate hai or search engine inhe ignore karta hai. Jisse inse search engine se hume koi traffic nahi milta hai.
- Good Anchor Text: Jab hum post me other link use kare or links title me keywords use karte huye. us link ka sirf most words hi use kare. to wo good anchor text mane jate hai. Ye seo ke liye bhi important hote hai or hume inse search engine se traffic bhi milta hai. Kyuki search engine good anchor text ko index karta hai.
Man lijiye aap abhi post likh rahe hai or aapke pas "make money online" ke bare me koi dusri post bhi hai ya fir aap kisi other site ka link post me add karna chahate hai to jiska title "How To Make Money Online From Blog" hai to aap apni post me uski jagah "Make Money Online From Blog" Words use karoge to ye good anchor text mana jayega.
Isse aap 2 fayde honge. pahla visitors aapki post par se dusre web page par visit kar sakega or search engine bhi is tarah ke links ko index karta hai. So aapko search engine se bhi acha traffic milega.
Anchor Text Use Kar Blog Ki Search Ranking Kaise Badhaye
Ab aapko ye to samajh aa hi gaya hoga ki anchor text kya hote hai or ye blog seo ke liye kyo important hai. So ab mai aapko blog post me anchor text use karne ke kuch best tarike bta deta hu. Jisse aap apne blog ki search ranking increase kar sakte ho.
- Targeted Anchor Text: Blog post me other links use karne ka matlab ye nahi hai ki aap kisi bhi dusri post ka links add kar sakte ho ya kisi bhi dusri site ka link add kar sakte ho. Aap post me wohi links use kar sakte ho jo aapki post se related ho or aap jo links dusri site ya post ke add kar rahe ho us par bhi aapki post se related jankari honi chahiye. Kykui Anchor Text ek tarah se post keywordfs ka kaam karta hai. Or hum post content se difference keywords use karenge to search ranking low ho jayegi.
- Backlink Anchor Text: Jab koi dusri website me aapki site ka anchor text link add kiya jata hai to usse bhi aapki site ki search ranking increase hoti hai or aapki site ki value badhti hai. Iske bare me aap Backlinks For Blog SEO wali post padh sakte hai.
- One-Way Anchor Text Backlinks: Jab aap apni site me kisi or site link add karte ho or wo aapki site ka link apni site par add nahi karta hai to use One-Way Anchor Text Backlinks kahte hai. Search engine one way anchor text ki sabse jyada mang karta hai or isse aapki site ki Pagerank increase hoti hai. Isiliye mai kahta hu ki post me ek external links jarur add kare.
- Excessive Anchor Text: Jab aap ek page par jarurat se jyada anchor text use karte ho ya alag alag page me same anchor text use karte ho to aap galat raste par ja rahe ho. Iske liye aapko search engine ki taraf se penalty bhi bhugtani pad sakti hai. Jaisa ki maine upar btaya hai ki hum sirf post content se related links hi post me add kar sakte hai. Warna humari site ki search ranking low nahi bahut low ho jayegi.
- Anchor Text Discription: Jab aap post me related links add karte ho or aap links post ka pura title hi use karte ho to use Anchor Text Discription kahte hai. But isse aca aap link post ke sirf keywords hi use karo to better result milta hai.
- Spammy Anchor Text: Simple bhasha mai kahunga ki blog post me faltu ke links add karna, bina wajah post me bekar ki sites ke links add karna or sirf post words badhane ke liye extra links use karna spammy anchor texts hote hai. Iska sabse bada nuksan ye hai ki aapki site ki search ranking bilkul low ho jayegi or ye Black Hat SEO ki taraf jane ka bahut acha rasta hai. Is tarah ke links aapki site ko harm karte hai.
Anchor title optimize kar ke aap na sirf apne visitors ke liye acha karoge balki aapki site ki search ranking bhi increase hogi. So aap mujhse puche bina apne blog ki post me add kiye haye links ke title change karne ke bare me soch sakte hai.
- Website Copyright Content Check Karne Ki Top 10 Free Tools
- Blog Ki Alexa Rank Kaise Increase Kare Top 10 Tips
Is post ko padhne ke bad aapko achi jankari milegi ye mai aapse post starting me hi kah chuka hu. But fir bhi ho sakta hai mujhse post me koi kami ho gayi ho or aapko isme kuch samajh nahi aaya ho to aap commnet me puch sakte ho.
Agar aapko lagta hai ki ye post aapke liye helpful hai to post ke bare me commnet jarur kare or is post ko social media par share jarur kare.
THANKS Good Information hai
1 .four number me aapne likha hai alag alag page par same anchor tex use karte ho to app
alat raste par ja rahe ho. to kya ek link ko ek hi post me ad kar sakte
2. Related post ko ad karne ke liye post ko edit karke link ad karna padta hai kya koi dura upay jisse hum post me n jakar bhi related post ka link ad kar sake .
1. Nahi kai post me add kar sakte ho but different anchor text ke sath use karoge to SEO ke liye achha hai.
2. Iskel iye plugins bhi use kar sakte ho ya aap manually bhi kar sakte ho.
bahut achchhi post mai kab se Anchor Text ke bare search kar raha tha.. Thank you jumedeen bhai.
ye masage aya tha sir AdSense se
Your AdSense application status
Thank you for your interest in Google adsense. Unfortunately, after reviewing your application, we're unable to accept you into AdSense at this time.
We did not approve your application for the reasons listed below.
Insufficient content: To be approved for AdSense and show relevant ads on your site, your pages need to have enough text on them for our specialists to review and for our crawler to be able to determine what your pages are about.
To resolve this issue, please work through the following suggestions:
Make sure that your pages have sufficient text – websites that contain mostly images, videos or Flash animations will not be approved.
Your content should contain complete sentences and paragraphs, not only headlines.
Ensure that your website is fully built and launched before you apply for AdSense – do not apply while your site’s still in a beta or “under construction” phase or only consists of a website template.
Place the ad code on a live page of your website. It does not have to be the main page, but test pages that are empty except for the AdSense ad code will not be approved.
Provide a clear navigation system for your visitors so that they can easily find all of the sections and pages of your website.
If you’d like to monetise YouTube videos, please apply for the YouTube monetisation program. Note that blogs and websites that contain only videos will not be approved.
Aapke blog par badiya content ki kami hai. Aap blog par achi achi post likho lagbhag ek post me 1000 words hone chahiye or blog par traffic badhao uske bad AdSense ke liye apply karo.
hello sir mene AdSense account ke leye 2 month me apply keya or bo disapprove ho gya kya me fir se try karuga to bo approve ho sakta he
Aap mujhe AdSense ke disapproved ka message dikhao. Mia use dekh kar aapko suggest kar sakta hu.
Sir maine genesis ki premium theme buy ki hai blog check karke bataye kya sabkuch proper hai.
Acha design hai. Simple hai ise hi user jyada pasand karte hai.
sir help me :
sir maine template lgayi thi or jab hum koi post open karte hai to to comment box ke niche admin koi other person show ho rha hai.mai kaise apni image or apni detail du help me...
Mujhe aapke blog par aysa koi option nahi mila aap screenshot dikha sakte ho.
Thanks for giving response on my comment
भाई में जब अपने ब्लॉग पर new post लिखता हु तो उसकी पोस्ट में अपनी दूसरी पोस्ट का लिंक ad करता हु
लिंक text में उस लिंक का title कॉपी करके डालता हु
और पोस्ट एक last में
read more या related पोस्ट लिखकर लिंक ad करता हु ये सही है या गलत ।
और fb पेज like करने के लिए भी fb page link ही ad करता हु text में page का नाम लिखता हु
क्या fb likes बढ़ाने का ये तरीका सही है
Aapke dono tarike sahi hai. Not problem but aap agar is post me btaye tips follow karo to aapko jyada fayda mil sakta hai.
Sit thanks for valuwbke information about ancor link
But ise add kaise karte hai bog me.
Pankaj post ko pura padho or ache se samajho.
wa nice post sir dobara puchne ki jarurat hi nahi padi sab kuch ek hi baar padne me samajh aa gaya thank you sir
Thanks ammi bro.