Cogratulations: blogger par free blog users ke liye achi khbar hai. ab aapko blogspot par free blog banane ke bad 6 mahine ka injar nahi karna padega. I mean AdSense ne ab india me bhi 6 mahine se pahle blogger ko AdSense se connect karna allow kar diya hai. yani ab aap bina domain register kiye bhi blogger par free blog se 6 mahine se paise kama sakte ho.
January 2024 se google ne blogger ko 6 month tak AdSense se connect karne par laga ban hata diya hai. ab aap blogger par free blog bana kar use AdSense se jod sakte ho or bina domain liye paise kama sakte ho. yani sab kuch muft hi muft sirf aapko mehanat karni hai.
Blogger Par Without Domain 6 Month Se Pahle Paise Kamaye
Ab aap blogger se bina ek bhi paisa kharch kiye income kar sakte ho. maine bahut se blogger dekhe hai jo domain kharidna nahi chahate. ye news un blogger ke liye bahut kaam aayegi.
- Without Domain
- Without Hosting
- Without Any Payment
Blogger par aap free blog bana kar ab bina domain liye paise kama sakte ho. aapko bas blog par post likhni hai or blog ko AdSense se coonect karna hai. isme sabse achi bat ye hai ki aapko bar bar blog ki post me AdSense ke ads ke code paste nahi karne padenge.
Agar aapne abhi tak blogger par free blog nahi banaye hai to sochiye mat Website (Blog) Kaise Banate Hai Online Paisa Kamane Ke Liye post ja kar agle 5 minute me blogger par fre blog bana lijiye or uske bad kya karna hai uske liye aap Blogspot Par Free Blog Banane Ke Bad Kya Kare Full Guide isme aapko ewo sab jankari milegi. jisk blog banane ke bad jarurat padti hai.
- Blog Se Paise Kaise Kamaye 5 Popular Tarike
- Blogging Ki Puri Jankari Hindi Me – Blogging Full Guide in Hindi
Blogger par AdSense earning ka option india me kuch locations par abhi enable nahi hua hai. so agar aapke blog me AdSense earning ka option enble nahi hai to ye koi problem nahi hai. google ne india me ye option important location par hi enable kiya hai.
Isliye agar aapki location par AdSense earning ka option enable na ho to aapko 6 mahine ka wait karna hi padega. ya fir aap domain register kar ke bhi blog par AdSense ke ads kaga sakte ho. iske liye ye post padho Adsense Ads Lagane Ke Liye Kya Blog 6 Months Purana Hona Jaruri Hai. is post me aapko blog se 6 mahine se pahle paise kamane ki puri jankari mil jayegi.
Digital Ocean Par Free Hosting Kaise Kharide Cloudways Se
Agar aap is post ko pahli bar padh rahe ho or aap blogger par free blog bana kar paise kamane ke bare me mujhse koi sawal puchna chahate ho to niche commnet me apna sawal commnet kar ke puch sakte ho. or ha agar aapko ye news isi post se mili ho to is post ko socail media par jarur share kare. jisse or logo ko bhi iske bare me pata chal sake or unki bhi help ho sake.
Mai ek shayar hu , maine ek shayari wala blog free me blogger me banaya hai ,, lekin mujhe shayari ke liye free me achchhi template nahi mil rahi .
Jisme Shayari text ke sath photo bhi ho !!
Please help me !!
Sir main monu Rajasthan se sir kya yha par available h
Blogger dashboard me check karo earning ka option enable hai to aap apply kar sakte ho.
Mere blog par lagbhag 2 se 3 hajar traffic aa rha hai . Leking google AdSense Account me 300 se 400 pageview dikha rha hai .
Kya karan ho sakta hai plz bataye ..
Simple hai, aapki site par ads proper show nahi ho rahe hai.
bhai mene apse he sikhke blogger pe blog bnaya hai blogspot se he adsense k liye apply kiya tha adsense ki taraf se ye msg aaya hai
” your adsense application is still under review you will only see blank ads until your account has been fully approved or disapproved ”
iska kya mtlb hai kya mujhe domain lena padega bhai pls btaye
Iska matlab aap pani site par ad code laga kar rakho google aapki site ka review karega or adsense approve hone ke bad ad show hone lag jayenge.
Sir mera youtube adsense hai maine blogger me blog banaya hai aur mai apne blog me ad lagana chahta hoon lekin mere adsense dashboard me ye likhkar aa raha hai-Your AdSense account is enabled only to show ads on YouTube. If you want to show ads on a different site, you’ll need to provide us with the URL of the site you want to monetize. Please help me and reply
sir meri site ko 12 month ho gaye h lekin m pichle 3-4 mahino se adsense approve karne ki kosis kr raha hu lekin approve ho hi nahi raha h yah massage aa raha h.
Apni site ke navigation menu me apne blog ki post ya pages ke link add karo navigation problem hai.
bahut hi accha post he sir muje pta nhi tha ki bina domain ke bhi adesne approve ho saktha hai
Jume Deen Khan
Aaj Tumne mera dil khush kar diya hai,
mai itne dino se iternet use kar raha hu lekin mujhe pata nahi tha, ki blogger me 6 mahine se pahle AdSense laga sakte hai,
बहुत बहुत धन्यवाद् जानकारी के लिये |
India me abhi bhi 6 month lagte hai
India AdSense policy dekh lo ,
Image bhi post karna ,
Yogendra ji mere blogspot blog me enable hai hai. Google policy fir se change ho sakti hai.
Hello sir meri blog AdSense ko approved nahi ho rahi tab ki abhi tak 1 mahina hua blog bana kar to blog ko AdSense se kaise approved kare
Please help me
e post padho blog se AdSense kaise aproved karaye.
Hello! Sir Me Ek Gaano Ki Site Banake Paisa Kamana Chahata ho.. To Muse Please Bataiye Ki Me Gaane Upload Karke Kaise Paise Kama Sakta ho??..?
Nahi kama sakte. aap sirf apni banayi jankari hi internet par share kar sakte ho. songs ki site banane ke liye aapko songs company jaise hungam, tseries se liecence lena padega. jo ki lakho me milta hai. isliye kah raha hu hum songs ki site nahi bana sakte. mai aapko personaly suggest karunga ki aap ayse kisi ke behkave me aa kar apna waqt barbad na kare.