Youtube Ke Bare Me 20 Interesting Facts Amazing Jankari Hindi Me

Youtube video share karne ki sabse jyada popupar website hai. Youtube par daily hazro videos upload kiye jate hai. Shayad hi ko ihoga jisne YouTube ko use na kiya ho or kabhi YouTube par video na dekhe ho. Aaj is post me mai aapko YouTube ke bare me kuch interesting facts or amazing jankari bta raha hu. Jinhe bare me aap shayad hi pahle jante ho.

Youtube interesting facts and amzing information in hindi

Youtube ek aysa place hai jaha par aap music video, movies, funny and other har tarah ki quality ke video dekh sakte hai. Aaj to YouTube par har tarah ki ivdoe bana kar aap apne online business ko promote kar sakte ho. Jaise aap blogger ho to aap apne blog ke liye video bana kar YouTube me upload kar sakte ho. Isse aapke blog ka promotion bhi hoga or aapki YouTube se earning bhi hogi. Maine YouTube ske bare me kuch post likhi hai. Aap chaho to apni pasand ki YouTube se related post padh sakte ho.

Youtube Ke Bare Me 20 Interesting Facts Amazing Jankari Hindi Me

To chaliye ab mai bat karta hu YouTube ke bare me interesting facts ki yani YouTube ke bare me kuch rochak information.

Facts 1: Youtube Founder:

Youtube ko Chad Hurley, Steve Chen, and Jawed Karim ne 2005 me banaya tha. Youtube ke ye teeno founder pahle Paypal ke liye kaam karte the. Hurley paypal ke liye logo design karne ka kaam karte the.

Chad Hurley, Steve Chen, and Jawed Karim

Facts 2: First video

Youtube par sabse pahla video Saturday April 23rd, 2005 ko YouTube ke co-founder Jawed Karim ne upload kiya tha. Jawed Karim ke dwara upload kiye gaye YouTube ke first video ka title “Me at zoo” hai.

Facts 3: Most Poplar video

Youtube par sabse jyada bar dekha gaya video Gangnam Style hai. Ye video ab tak 2,574,112,457 se bhi jyada baar dekha ja chuka hai.

Facts 4: Upoading Per Second Videos

Youtube par har ek second me 100000 se bhi jyada vidoes dekhe jate hai.

Facts 5: Uploading Per Minute Video

Youtube par har ek minute me 100 hours se jyada time ke video upload kiye jate hai.

Facts 6: Uploading High Quality Video

Youtube par sabse jyada HD quality ke video upload kiye jate hai.

Facts 7: Time Watch all Videos

Youtube par video dekhe gaye time ko agar joda jaye to 17,00 to 18,00 year time banta hai.

Facts 8: Available Countries and Languages

Youtube is time me world me 60+ country me available hai or YouTube par 75+ difference language ke video uplabad hai.

Facts 9: Youtube all Users

Youtube ke apne 1 billion se jyada user hai. Yani internet chalane wala har tisra user YouTube use karta hai.

Facts 10: Global Popularty

Youtube google ke bad duniya ka dusra sabse bada search engine hai. Yani ye bing, yahoo, ask and other sabhi search engine se aage hai.

Facts 11: Youtube headquarters

Youtube ka early headquarters pizzeria and Japanese restaurant San Mateo, California me the.

Facts 12: Most Unlike Video

Youtube par sabse jyada bar na-pasand kiya gaya video “Justin Bieber – Baby ft. Ludacris” hai. Jis par 6,164,908 bhi jyada unlikes hai.

Facts 13: Most Blocked Video

Youtube ke 60% most popular videos Germany me block kiye huye hai.

Facts 14: Top Earning Channel

Youtube ke sabse jyada popular channel US$2.5 million se le kar US$10 million kamate hai.  Yani lagbhag 668149500.00 indian rupees.

Facts 15: Most-Watched Non-Music Video

Youtube par bina music wala sabse jyada bar dekha gaya video “Charlie Bit My Finger” hai. Jis par is waqt 839,402,962 veiws hai.

Facts 16: Most superhero of YouTube

Youtube par sanse jyada popular superhero Batsman hai.

Facts 17: Monthly User

Youtube ko 1 mahine me 1 billion se jyada people use karte hai.

Facts 18: Length of Video

Youtube par sabse jyada 7,000 hours tak ke full=length movie and shows video upload hai.

Facts 19: Most Popular Channel

T-series YouTube ka sabse jyada popular channel me se ek hai. is par total 10,462,653 subscribers or 8,449,312,961 veiws hai.

Facts 20: Domain name

Youtube.com domain ko Valentine’s Day in 2005 ke din register kiya gaya tha or starting me iska name “Universal Tube & Rollform Equipment” tha. Bad me ise change karke “UTubeonline” or fanally YouTube kar diya gaya.

Now, I hope aapko is post me YouTube ke bare me real me interesting facts pata chale honge. By the way, Agar aapke pas YouTube ke bare me koi or amazing information hai to aap comment me humare reader ke sath apni jankari share kar sakte hai.

Agar aapko YouTube ke bare me ye post achi lage to ise social sites par apne friends ke sath share jarur kare.