Support Me India

  • ब्लॉग
  • ब्लॉग्गिंग
    • वर्डप्रेस
    • ब्लागस्पाट
    • वेब होस्टिंग
    • ऐडसेन्स
    • एफिलिएट मार्केटिंग
    • ईमेल मार्केटिंग
    • डोमेन रजिस्ट्रेशन
  • एसईओ
  • टेक्नोलॉजी
  • लाइफ सक्सेस
  • पैसा कैसे कमायें
  • अधिक
    • इन्टरनेट
    • बिज़नस स्टार्टअप
    • यूट्यूब
    • एजुकेशन
    • दिलचस्प तथ्य
    • सोशल मीडिया
    • सिक्यूरिटी टिप्स
  • सवाल पूछें
मुख्यपृष्ठ / ब्लॉग / एसईओ / Blog Post Topic Ke Liye High Quality Keywords Kaise Search kare

Blog Post Topic Ke Liye High Quality Keywords Kaise Search kare

By: Jumedeen KhanLast Updated: 07 Jun, 2018

Niche blog jis par high quality ki 100 posts ho wo search engine se 500+ post wale low quality content blog se kahi jyada traffic recieve karta hai. Iske bare me mai apni post Get 100,000 Visitors Per Month From High Quality 100+ Articles me bta chuka hu. Aaj hum bat karne wale hai ki high quality post title kaise create karte hai. Uske liye top ranking keywords kaha se pata karte hai. Agar aapko apni website par search engine se traffic increase karna hai t ois post ko carefuly padhiye.

High Quality Keywords Post Topic Kaise Banate Hai

Bina keywords use kiye aap 100 post bhi apni site par share kar doge to bhi aapko search engine se traffic nahi milega jitna aapko 10 best quality article se mil sakta hai. Isliye ye bat sabse important hai ki Blog SEO ke liye high ranking posts kitne jaruri hote hai. Agar aap blogging me kamyab hona chahate ho to blog seo ke bare me aapko basic jankari jarur honi chahiye. JIsse aap Black Hat SEO Vs White Hat SEO ki mistakes karne se bach sako or apne blog ko search engine friendly bana sako.

  • Backlinks Kya Hai or Ye Blog SEO Ke Liye Kyu Jaruri Hote Hai

In my case blogging ke shuruaati dino me mujhe iske bare me pata nahi tha. But aaj mai blogging SEO ko itna jan gaya hu ki SEO par books likh sakta hu. Mai chahata hu ki mera har ek visitor success blogger bane isliye me apne 3no blog hindi.mozedia.com, https://www.supportmeindia.com or mozedia.com par sabse jyada blogging SEO ke bare me article likhta hu.

But afsos tab hota hai jab koi post ko dhyan se nahi padhta hai or post me allready di gayi jankari ko commnet me dohrata hai. I love commnets but tabhi jab aapki commnet wakai require hogi or aap ost ko ache se padhne ke bad hi commnet box use karoge.

  • Success Blogger Banne Ke Liye Ye 5 Tips Follow Kare

By the way mai bat kar raha tha blogging seo ki to mere sabhi readers ko mai recommend karta hu ku ki blogging me sabse jyada jaruri blogging seo ko samajhna hota hai. Bina seo ki jankari kr post likhna bilkul wesa hi hai jaise bina battery ke andhere me chalna hota hai. So blogging ki tourch SEO ko kabhi bhi miss kna kare or iske bare me jitna ho sake jankari recieve kare.

  • Blog Ko Bing Webmaster Tools Se Submit Kaise Kare

High quality keywords hona blog post topic me jaruri hai. Aaapki post me jitne high ranking keywords honge aapko search engine se utna jyada traffic milega. Isliye apni har ek post me kam se kam 1000 words jarur use kare. Jisse search robot ko aapki post me jyada keyword mil sake or wo aapki post ko jaldi index kar sake.

विषय-सूची

  • High Quality Keywords Post Topic Kaise Banate Hai Hubspot Blog Topic Generator Se

High Quality Keywords Post Topic Kaise Banate Hai Hubspot Blog Topic Generator Se

Hubspot ek aysi website hai. Jis par online top ranking blog post generate karne ki tool hai. isme aapko sirf keywords enter karne hai or ye tool aapko us keywords ki high quality article title bana kar degi.

Hubspot Blog Tpic Generator

Hubspot tool use karne me bahut hi simple hai or ko bhi new blogger aasani se is tool par apne blog ke liye high ranking topics create kar sakta hai. Isi wajah se mai aapko is tool ke bare me bta raha hu kyuki aksar keywords check karne ki bahut si tools use karne me bahut jyada hard hoti hai or new blogger unhe use hi nahi kar pate hai.

  • Blog Ko Google, Bing, Yahoo Search Engines Se Kaise Submit Kare

Chaliye mai aapko hubspot tool par blog ke liye high rankig post title kaise search karte hai ke bare me bhi bta deta hu. Aap ye step follow kar ke aasani se apni site ke liye ache ache topic generate kar sakte ho.

Step 1:

Sabse pahle aap hubspot ki blog topic generate tools par jaye. Ab aapk jaisi post ka topic banana hai usse related 3 keywords enter karne hai.

  1. Jis tarah maine apni site se related keywords use kiye hai aap bhi apni site se related koi bhi keyword enter kare.
  2. Apna asecond keyword add kare.
  3. Apna tisra keyword enter kare.
  4. Give Me Blog Topics par click kare.

Add high ranking keywords in Hubspot

Step 2:

Ab aapke samne aapke high quality keywords se related 4-5 top ranking post topics show honge. Aapko jo sabse jyada pasand aaye use apni blog par use kar sakte ho.

Hubspot high quality blog post result

Agar aapka blog english language me hai to aapko koi problem hi nahi hai or agar aap hindi blogger hai to bhi aap hubspot ki btayi 4-5 post title me se kisi bhi topic ki hindi karke us par post likh sakte ho.

  • Website Blog Broken Links Check Karne Ki Top 5 Websites

Aapko high quality topic mil gaye hai. Iska matlab ye nahi hai ki aap direct yaha se topic copy karke apne blog par use kar sakte ho. Ye tools sirf aapko high quality cpost topic create karne me help karti hai. Or aap yaha se sirf top post title banane ka idea le sakte ho. Islie sidhe post topic ko copy na kare. Use samajh kar apni post ka high quality title bana sakte ho.

  • Blogger Images Ko SEO Friendly Kaise Banaye

Top ranking keywords ready post topic milne ke bad agar aap apni post me ye soch ke 500-700 words use karoge ki ab to mujhe top ranking post ka topic to mili hi gaya hai. So meri post search engine me first ranking me hogi. Nahi, Bilkul Nahi aapko high quality post title ke sath post me bhi top keywords use karne hai or ek post me minimum 1000 words use karne hai.

  • Blogspot Blog Ko SEO Friendly Banane Ki Puri Jankari

I hope aapko is post me blogging SEO ki helpful jankari milegi. Or aapki blog par new post likhne ke liye topic search karne ki problem solve ho jayegi. Agar mai sahi hu to mai aapse ummid karta hu ki aap is post ko share jarur karoge or post ke bare me commnet me apne thoughts bhi share karoge. Blogging SEO guide ke lie humare blog ko abhi Subscribe kare.

शेयर
  • Share on Facebook
  • Tweet on Twitter

लेखक: Jumedeen Khan

मैं इस ब्लॉग का संस्थापक और एक पेशेवर ब्लॉगर हूं। यहाँ पर मैं नियमित रूप से अपने पाठकों के लिए उपयोगी और मददगार जानकारी शेयर करता हूं। ❤️

आपको ये भी पढना चाहिए

  • Setup KeyCDN on WordPress

    WordPress Blog Me KeyCDN Setup Kaise Kare - CDN Settings

  • UC News Me Site Ki Performance Report Kaise Check Kare

    UC News Me Site Traffic Performance Report Kaise Check Kare

  • robot.txt file

    Robots.txt File Ko Blog Me Kaise Add Kare - Step by Step Full Guide

Reader Interactions

टिप्पणियाँ ( 77 )

एक टिप्पणी जोड़ें
  1. izharulhaq

    22 Apr, 2018 at 8:51 pm

    jumedeen sir aapne bhut achchi jaankari di hai iske liye aapka shukriya

    जवाब दें
    • Rajkumar singh

      31 Jul, 2019 at 6:18 pm

      Sir me aapke jesa blogger banna chahata hu
      Aap ki post mujhe bahut achchi lagti hai

      जवाब दें
  2. Ram Gupta

    25 Feb, 2018 at 1:48 pm

    बहुत अच्छी जानकारी आपने शेयर की है इससे नए ब्लोगर को SEO फ्रेंडली आर्टिकल लिखने में काफी मदद मिलेगी हमें उम्मीद है कि आप आगे भी ऐसे ही जानकारी शेयर करते रहेंगे धन्यवाद

    जवाब दें
  3. Basant Dhurve

    18 Jan, 2018 at 10:25 pm

    I'm impressed with your post . I have an question.... M hindi m blogging krna chatha hu. Tho kesi hindi likhu post m
    1. Jo abhi likh rha hu vese
    2. या इस तरह की हिंदी best है ।

    जवाब दें
    • Jumedeen khan

      18 Jan, 2018 at 10:31 pm

      Sorry bro is bare me aapko hi sochna hoga.

      जवाब दें
  4. Neeemani Thakur

    22 Dec, 2017 at 12:16 am

    Very informative article love it.

    जवाब दें
  5. Raj

    08 Dec, 2017 at 10:31 pm

    Hello sir hinglish blog kei liye keywords kese findout kre

    जवाब दें
    • Jumedeen Khan

      11 Dec, 2017 at 11:12 am

      Use google.

      जवाब दें
  6. shivaay singh

    28 Jun, 2017 at 5:21 pm

    Hello sir . Main aapka regular reader hu . But sir mujhe ye samajh nahi aa raha hai ki main aapke bataye anusar post ke url ko( www.example. com/3/2017/your-post-url.html ) ea tarah se google console me ggoogle index ke liye add karta hu . But jab main us url par click karke preview karta hu to error 404 ka massage show hota hai .
    Plz kya aap mere help kar sakte hai. Plz aap mujhe yah bataye ki kya main sahi tarike se post url add karta hu ya nahi .

    जवाब दें
    • Jumedeen Khan

      28 Jun, 2017 at 9:50 pm

      Aapko sirf "3/2017/your-post-url.html " add karke URL submit karna hai aapka blog ka link already usme hota hai.

      जवाब दें
      • Shivaay singh

        29 Jun, 2017 at 8:45 am

        Thank you sir aapne mere comment ka answer diya . But sir jaise aap bta rahe hai me waise bhi kar ke dekh chuka hu . But fir bhi error 404 show ho raha hai . Ab kya karu plz help ?

        जवाब दें
        • Jumedeen Khan

          29 Jun, 2017 at 2:49 pm

          Ok aap search console me jao or fetch as google option me ja kar aapne jo URL add kiye hai unka screenshot send karo.

          जवाब दें
  7. Gulshan Kumar

    20 Feb, 2017 at 9:46 am

    Sir main WordPress. Com par blog banaya hai. Lakin search engine Google par search karne par nahi show karta have. Please help me. ...

    जवाब दें
    • Jumedeen Khan

      20 Feb, 2017 at 11:19 am

      Aap Yoast plugin use kare.

      जवाब दें
  8. omkumar agarwal

    15 Jan, 2017 at 7:21 pm

    Sir main meta tag post main use kar sakta hun kya ? Agar han to kaise ?

    Aur kya main AdSense aur bidvertiser dono ke add laga sakta hu kya ?

    Mujhe AdSense ad lagane se pehle Affiliate marketing ke add hatane honge kya

    जवाब दें
    • Jumedeen Khan

      16 Jan, 2017 at 9:55 pm

      Meta tag aapko ek bar blog me add karni hoti hai uske bad post me use karne ki jarurat nahi.
      Nahi AdSense ke sath bidvertiser use nahi kar sakte.
      Affiliate marketing ko AdSense ke sath use kar sakte ho but first AdSense approve karwa lo tab tak koi or ad use mat karo.

      जवाब दें
  9. imran khan

    29 Dec, 2016 at 8:21 pm

    maine anpna blog banya hai. par mujhe samjh nahi aa raha hai is me view kaise badaue jaye. meri site dekha kar meri dhodi madad karna. paiso ki thodi problem hone ki wajah se jyada internet use nahi kar pata hu.

    जवाब दें
    • Jumedeen Khan

      29 Dec, 2016 at 8:49 pm

      Nice blog ab aap blog ki template change karke blog ko achha design karo.

      जवाब दें
  10. Vishal

    20 Nov, 2016 at 6:06 pm

    Bhai Hubspot se no mere blog article SE related search kar rahu but ek bhi topic sahi nahi mil raha.

    me Google keywords ke bare me Janna chahata hu
    Google chrome me Google keywords planner search karne par Google AdWords Ki site aa rahi hai , pahale login karna pad raha hai
    uske bad type your budget , billing aisa Kush aa raga
    jaise. aapne apne articles be bataya hai vaise hi har article aur YouTube video me bhi bataya gaya hai
    but Google AdWords me tools ka option hi nahi aa raha hai
    ye service band gaya hai kya

    जवाब दें
    • Jumedeen Khan

      20 Nov, 2016 at 6:42 pm

      Aap humari SEO realted post padhe.

      जवाब दें
    • anupam srivastava

      28 Dec, 2016 at 11:04 am

      Apki blog m jo email apne use kiye h usse adword m log in mt kro koi dusri email id se log in kro tb aa jayega tool ka optioin

      जवाब दें
  11. vijay singh

    01 Oct, 2016 at 9:29 am

    sir muje aap yeh betaye ki highquality word kaha se laaye yeh pta kasie chele ki yeh keywird highquality ka hai. plzz sir help me.

    जवाब दें
    • Jumedeen Khan

      01 Oct, 2016 at 9:48 am

      Iss bare me log jyada search karte hai wo high quality keywords hota hai. Ye post check karo Google Me Sabse Jyada Search Hone Wale Top 100 Popular Keywords

      जवाब दें
  12. Nitin

    03 Jul, 2016 at 7:52 pm

    sir answer these questions
    1. sir jab mai google conslance me sitemap ka page kholta hu to vha par 17 pist submit or 10 index dikhata hai.yani ki 7 index nhi hai.maine dobara test or dobara sitemap.xml dekh liye but phir bhi.vhi

    2.sir google conslance me farch as google ke niche 2 options aate hai 1.fetch 2.fetch and render.mai kis par apply karu or fetch and render kya hai.

    जवाब दें
    • Jumedeen Khan

      03 Jul, 2016 at 8:13 pm

      1. Aapki site post me check kar lo kahi copyright content to nahi hai. Nahi hai to jald index ho jayegi.
      2. aap jo option bta rahe ho wo search console me nahi hai. Ache se check karo.

      जवाब दें
  13. Nitin

    03 Jul, 2016 at 7:48 pm

    sir aaj meri bahut badi dikat solve ho gyi hai.mai jab bhi AdSense apply karta tha to continue par click karne ke baad kuch nhi aata tha or aapko bhi iska solutions nhi pata tha. but phir maine computer se google crome ki website se latest google crome install kiya or meri dikat solve ho gyi.sir aap apni post me ye jarur likhe ki AdSense ko banane ke liye pc me google crome ka hi use kare or latest version

    जवाब दें
  14. Hemant Kumar Arya

    12 May, 2016 at 9:51 am

    Hey Jume,
    Thank you a big big time buddy !!! 
    I was looking for something like this for so long. How came I have not seen this post yet?? You are in my bookmark now. Thank a million zillion trillion times!!
    Thanks for the valuable
    input about Keyword research for seo. I will follow these tips.
    Your expertise will help me tremendously.
    Thank You.

    जवाब दें
  15. SHASHI KANT VERMA

    22 Mar, 2016 at 12:31 am

    SIR EDUCATION SE RELATED BLOG KE LIYE KEYWORD KAISE SEARCH KARE

    जवाब दें
    • Jumedeen Khan

      22 Mar, 2016 at 7:29 am

      google adwords use karo.

      जवाब दें
  16. Md Barkat

    18 Feb, 2016 at 5:03 pm

    main kya apne blog ko WordPress.com par move kar Sakta hu.

    जवाब दें
    • Jumedeen Khan

      18 Feb, 2016 at 5:18 pm

      Ha kar sakte ho. Ye post padho Blogspot Blog Ko WordPress Par Trasfer Kaise Kare

      जवाब दें
  17. AMIT

    13 Feb, 2016 at 3:42 pm

    1.WO 4-5 ranking genrate me ati hai uska kya karna hai. 2.aapne bataya ki JYADA keyworld use karo. means me samja nahi kunsa keyworld aur kaha pe use karna hai

    जवाब दें
    • Jumedeen Khan

      13 Feb, 2016 at 4:33 pm

      Jo word internet par sabse jyada popular hote hai. wohi keywords hote hai. Ab aapko bhi pata hoga ki intermnet par sabse jyada kounsi jankari share ki jati hai. Mai iske bare me bhi post likhne ki koshish karunga.

      जवाब दें
  18. AMIT

    13 Feb, 2016 at 12:48 pm

    1. me post hindi me likhta hu.to 4-5 ranking post generate me ate hai to uska kha upyog karna hai. 2.aapne last me bataye ki top keyworld use karna hai 100 world ye muje samaj nahi aye.

    जवाब दें
    • Jumedeen Khan

      13 Feb, 2016 at 2:54 pm

      1. "4-5 ranking post generate me ate hai" aap kiske bare me bat kar rahe to details me btao.
      2. yaha amera matlab hai ki aapki post me jitne jyada keywords honge aapki post ki utni achi search ranking hogi.

      जवाब दें
  19. Mo Aziz

    12 Feb, 2016 at 12:46 pm

    Bhut badya post hai isse kafi top keyword milenge
    bahut acche jumedeen bhai

    जवाब दें
  20. AMIT

    12 Feb, 2016 at 10:55 am

    1 blog me comment box kaise lagate hai 2 post me shuru me share baton kaise lagaye

    जवाब दें
    • Jumedeen Khan

      12 Feb, 2016 at 2:22 pm

      Blog me commnet box lagate nahi hai. commnet box allready rahta hai. share button lagane ke liye ye post padho Blog Post Ke Niche/Upar Social Share Buttan Kaise Lagate Hai

      जवाब दें
  21. mahaveer jain

    12 Feb, 2016 at 10:47 am

    Brother Ye Apke Blog Par Heart Shape Ke Kuch Widget Aa rhe hai ye Kaise aate hai Please New Me Knowledge do

    जवाब दें
    • Jumedeen Khan

      12 Feb, 2016 at 2:19 pm

      Iske liye maine valentine day ka plugin use kiya hai.

      जवाब दें
  22. Ravi Kumar

    11 Feb, 2016 at 8:43 pm

    kisi bhi blog ka title aur mere blog ka title sem ho,
    but andar ka contant bilkul alag ho, kya w/o post copyright hogi,

    जवाब दें
    • Jumedeen Khan

      11 Feb, 2016 at 11:31 pm

      Jab title hi same hai to content to copyright hi hoga.

      जवाब दें
  23. Ramesh Singh

    11 Feb, 2016 at 7:19 pm

    sirji keywords ko blog me kaha aur kaise use kare. please help me

    जवाब दें
    • Jumedeen Khan

      11 Feb, 2016 at 8:08 pm

      Iske bare me bahut jaldi details se post karunga wo padh lena.

      जवाब दें
  24. Ravi Kumar

    11 Feb, 2016 at 11:15 am

    jaise bhaiya aapke site pe koi comment karta hai, agar comments karne wala blogging karta ho, to uske blog pe jane ke liye,uske name pe click karte hai,
    Q.....setting me ye service band karne ki option to hogi,

    जवाब दें
    • Jumedeen Khan

      11 Feb, 2016 at 11:46 am

      Nahi blogger par hum ise band nahi kar sakte WordPress par kar sakte hai. blogger me iska option nahi hota hai.

      जवाब दें
  25. Ravi Kumar

    11 Feb, 2016 at 9:45 am

    Q.1......bhaiya kya hum WordPress ko Android mobile phone se manage kar sakte,
    Q...2.....bog ka widget code aur WordPress widget ka, code dono Sem hai, ya deference,
    Q......WordPress ki puri jankari hame kaha aur kis site pe mil jayegi, w/o site hame mail kar de,

    जवाब दें
    • Jumedeen Khan

      11 Feb, 2016 at 10:00 am

      1. Kar sakte ho but choti screen me mange karne me problme hogi.
      2. blogger or WordPress ki coding alag hoti hai but aap widget me blogger ki coding use kar sakte ho.
      3. WordPress ki jankari ke liye aap mozedia.com par visit kar sakte ho.

      जवाब दें
  26. Raj

    11 Feb, 2016 at 8:46 am

    Brother apki ye post bahut achi he .

    जवाब दें
  27. Ravi Kumar

    11 Feb, 2016 at 8:40 am

    bhaiya aaj se kuchh din pahele maine apne blog pe rebon template use kiya tha, but us template se chrome browser aur computer desktop me screen ghuma hua dikhta hai, but maine jisse link li thi uske blog me problem nahi hoti hai, jubki templates sem hai,
    Q......Kya iska wajah domain to nahi, kyuki wo site. com hai aur mai site.blogspot.com hu,

    जवाब दें
    • Jumedeen Khan

      11 Feb, 2016 at 9:10 am

      Nahi design me domain se koi problem nahi hai. aap blogger blog par WordPress them use kar rahe ho isliye problem aa rahi hai.

      जवाब दें
  28. Aalam

    11 Feb, 2016 at 1:05 am

    Maine apna blogger blog Alexa me submit kiya to global rank to dikha
    Raha hai lekin country rank nahi
    Vahi bhi country name U.S. ka diya
    Hai India ka nahi kyo

    जवाब दें
    • Jumedeen Khan

      11 Feb, 2016 at 8:53 am

      Aapki site abhi kis bhi country me fomous nahi hai isliye. thode din bad aapki site par traffic badhte hi country rank bhi show hone lagegi.

      जवाब दें
  29. Vishal

    10 Feb, 2016 at 10:19 pm

    Jumedeen bro kya aap btaa sakte hai ki achi site kismai manegi hai blogger mai ya WordPress mai. Mere matrab ki mujhe aasan kismai parega blog mai site maana kar ya WordPress mai site maana kar. Blog mai site maana kar fayad Aur nuskan btaa sakta ho. Aise Maine aapki ki site bahut post read kiye hai bahut acha likhte ho bro mai chahte hu ki future mai vi aise post likhte raho.

    जवाब दें
    • Jumedeen Khan

      11 Feb, 2016 at 8:45 am

      blogger ko chandi kahe to WordPress ko sona kahna bura nahi hoga. WordPress no.1 hai but new blogger use use nahi kar sakte. pahle aap blogger par blog banao uske bad jab aapko WordPress ki janakri ho jaye to apne blog ko WordPress par move kar lena. ye post padho Blogpost Vs WordPress Kounsa Platform Behatar Hai

      जवाब दें
  30. Sandeep kumar

    10 Feb, 2016 at 9:34 pm

    Aap mughe batao ki contact us, privacy policy apne niche kaise add kiya hai me kaise add karu batao. please

    जवाब दें
    • Jumedeen Khan

      11 Feb, 2016 at 9:04 am

      apni site ke dashboard par jao or ribbon option par click karo. waha copyright wale box me privacy policy or contact us page ka link set karo.

      जवाब दें
  31. Sandeep kumar

    10 Feb, 2016 at 7:31 pm

    Apki website mozedia.com bahut accha laga.
    1.Aap mughe batao ki contact us, privacy policy apne niche kaise add kiya hai .
    2. Contact us 7 Maine install kar liya hai iske bad kaya karna hai
    3. Aap ki kitni website hai. Please name share kare. Me apko 2 website ko janta hu.

    जवाब दें
    • Jumedeen Khan

      10 Feb, 2016 at 7:48 pm

      Mai kal contact form 7 ke batrer me suipportmeworld par post karunga padh lena. hindi.mozedia.com, india or worls 3 site hai.

      जवाब दें
  32. dev

    10 Feb, 2016 at 6:26 pm

    bhayi aap ki help se shayad me b kamyab jarur ho jaunga kyo ki me kamyabi ki traf badta jaa rha hu bas mughe kabi kabi yahi ye sochta hu ki kahi aap meri traf dhyan dena kam na krdo sach to yahi he ki me hard work to kar hi rha hu par apki help liye bina ange nhi jaa skta or agar jata bhi hu to kafi pareshani or late kaam ho jayega kyo ki mre paas time bahut kam he roj halla khata hu kyo ki mre sbi frnds private job karte he wo kehte he mre sath chalo me hamessha bahane bana bana kar or ruka hua hu sirf site ki vajah se plz bro aap meri help karte rhna bass..

    जवाब दें
  33. Ravindra Thakur

    10 Feb, 2016 at 4:35 pm

    Great job
    Aap ki mehnat to saaf dikh hi rahi hai jab bhi yaha Ata hu kuch naya seekhta hu . SEO ke hisaab se keyword search karne ka achha tarika bataya apne. Lekin jesa apne bataya English keyword ko Hindi me use kar sakte haia to kya Hindi or हिन्दी dono me SEO same work karega ... Sayad aap mera qus samjh gye honge...

    जवाब दें
    • Jumedeen Khan

      10 Feb, 2016 at 5:46 pm

      Ha work karega. but kuch important keywords ko aap hindi me convert nahi kar sakte. jaise How tyo make money online. isme aap make money online keywords ko hindi me convert karoge to SEO par fark padta hai.

      जवाब दें
  34. Vishal

    10 Feb, 2016 at 4:25 pm

    Jumedeen bro aapne Jo WordPress Jo aapne Jo site maani hai jab hum WordPress kholte hai husmai ek option aata hai create website and create blog. Bro aap ne create website mai site maani hai ya create blog mai site maani hai. Bro mujhe aapki help chaiye website baane ke liye.

    जवाब दें
    • Jumedeen Khan

      10 Feb, 2016 at 5:43 pm

      Create blog par se site banate hai. maine apni site WordPress.com par nahi WordPress.org par banayi hai. kaise banayi hai hai uske liye ye post padho. Hostgator Hosting Par WordPress Blog Kaise Install Kare

      जवाब दें
  35. swapnil jambhale

    10 Feb, 2016 at 4:24 pm

    Jumedeen Khan ji blogger me ham agar free template use karte hai to kya google AdSense hame block kar sakta hai kya?

    जवाब दें
    • Jumedeen Khan

      10 Feb, 2016 at 5:41 pm

      Nahi nahi kar sakta. aap koi bhi free template use kar sakte ho.

      जवाब दें
  36. Saurav

    10 Feb, 2016 at 3:24 pm

    sir mere blog ke header par company name ka imgage lagana hai, jaisa aapka supportmeindia hai to kaise karu.

    जवाब दें
    • Jumedeen Khan

      10 Feb, 2016 at 5:41 pm

      Sabse pahle aap apni site ke liye logo banao ouske bad blogger layout par ke header ke samne edit par click karke apni photo upload kar lo.

      जवाब दें
  37. Ravi Kumar

    10 Feb, 2016 at 3:23 pm

    bhaiya avi jo upar amit Kumar ne comment kiya, but uske name pe click karne ke bad mai aapke page pe chala jata hu, aisa kaise

    जवाब दें
    • Jumedeen Khan

      10 Feb, 2016 at 5:40 pm

      Usne jo url website box me add kiya hoga. wohi open hoga.

      जवाब दें
  38. Ravi Kumar

    10 Feb, 2016 at 3:19 pm

    jarura bhaiya mai supportmeindia ko puri support karne ki kosis karta hu, aur karta rahunga, bus aap hamlogo ko esi tarah madad karte rahe, but mai itna dawe ke sath ke keh satka hu, avi aapki rank jo bhi ho, but future me bahut jald paribartan aayega,

    जवाब दें
  39. ammi singh

    10 Feb, 2016 at 3:16 pm

    very nice post sir mai ek Hindi blogger hun kya mai idar se keyboard generate karke unhe apni post ki photos me ALT tags me or post ke beech beech me set kar skta hun kya aisa karna thik rahega seo ke liye

    जवाब दें
    • Jumedeen Khan

      10 Feb, 2016 at 5:38 pm

      Ha kar sakte ho. but aapki un post me keywords se related janakri honi chahiye.

      जवाब दें
  40. Ravi Kumar

    10 Feb, 2016 at 3:03 pm

    bhaiya aap 3 blog ko kaise handle karte ho, kitna time aap blogging ke pichhe dete ho,

    जवाब दें
    • Jumedeen Khan

      10 Feb, 2016 at 3:15 pm

      @Ravi,
      Monthly blogging se 50k kamana hasi majak nahi hai or wo bhi ek hindi blog se. Mai jo bhi kaam karta hu puri lagan se karta hu fir chahe usme kitni bhi mehanat karni pade. abhi mujhe blogging me 6 month huye hai. mai 1 year tak blogging full success banna chahata hu. Jisme mujhe aap jaise friends ki help chahiye.

      जवाब दें
  41. Amit Kumar

    10 Feb, 2016 at 2:43 pm

    Bhai mera blog open kar ke btao please kya problem huaa hai

    जवाब दें
    • Jumedeen Khan

      10 Feb, 2016 at 3:16 pm

      Koi problem nahi hai. Aap sirf self permotion ke liye commnet nahi kar sakte.

      जवाब दें

अपनी प्रतिक्रिया दें। Cancel reply

Primary Sidebar

शुरुआती गाइड

ब्लॉगिंग के माध्यम से पैसे कमाने के 3 तरीका।
#पहला एक ब्लॉग बनाएँ।
#दूसरा ट्रैफिक बढ़ाएँ।
#तीसरा कमाना शुरू करें।
-: पैसे कमाना शुरू करें :-
सिर्फ ₹99/mo में होस्टिंग खरीदें!

नयी पोस्ट

  • घर में बरकत क्यों नहीं होती? (गरीबी की वजह)
  • मिया बीवी का रिश्ता - Miya Biwi ka Rishta
  • सच्चे प्यार के 20 गुण (True Love Qualities in Hindi)
  • Fitness Trainer कैसे बने? इसके लिए योग्यता और सैलरी
  • सारी जिंदगी जवान और सेहतमंद रहने के 10 नियम

अपडेटेड पोस्ट

  • घर में बरकत क्यों नहीं होती? (गरीबी की वजह)
  • मिया बीवी का रिश्ता - Miya Biwi ka Rishta
  • सच्चे प्यार के 20 गुण (True Love Qualities in Hindi)
  • Fitness Trainer कैसे बने? इसके लिए योग्यता और सैलरी
  • सारी जिंदगी जवान और सेहतमंद रहने के 10 नियम

पोपुलर पोस्ट

  • अच्छा और बेहतर इंसान कैसे बने 10 तरीके
  • ऑनलाइन पैसे कैसे कमाए, ऑनलाइन पैसे कमाने के आसान तरीके
  • चक्कर आने की बीमारी का इलाज कैसे करें
  • फेसबुक अकाउंट से अपना अंतिम नाम कैसे हटाएं
  • Blogging या YouTube पैसे कमाने के लिए क्या अच्छा है

टॉपिक चुनें

  • इन्टरनेट
  • ईमेल मार्केटिंग
  • एजुकेशन
  • एफिलिएट मार्केटिंग
  • एसईओ
  • ऐडसेन्स
  • टेक्नोलॉजी
  • डोमेन रजिस्ट्रेशन
  • दिलचस्प तथ्य
  • पैसा कैसे कमायें
  • फेस्टिवल
  • बिज़नस स्टार्टअप
  • ब्यूटी टिप्स
  • ब्लागस्पाट
  • ब्लॉग्गिंग
  • मोबाइल मार्केटिंग
  • यूट्यूब
  • रिश्ते-नाते
  • लाइफ सक्सेस
  • वर्डप्रेस
  • वेब होस्टिंग
  • सिक्यूरिटी टिप्स
  • सोशल मीडिया
  • स्वास्थ्य

Footer

थोडा ब्लॉग के बारे में

यह एक हिंदी ब्लॉग है, जिसका मकसद है लोगो को हिंदी भाषा में विभिन्न जानकारी उपलब्ध कराना।

इसके अलावा हमारा एक Ask SMI फोरम भी है, जहाँ हम नए ब्लॉगर्स की मदद करते है।

अन्य महत्वपूर्ण लिंक

  • ब्लॉग
  • फ्री ब्लॉग बनाये
  • डील्स
  • पैसे कैसे कमाए
  • विज्ञापन दें
  • होस्टिंग कहा से लें
  • अस्वीकरण
  • शब्दकोश

ब्लॉग न्यूज़लेटर सब्सक्राइब करें

हमारी नवीनतम पोस्ट की सुचना पाने के लिए अभी ब्लॉग को सब्सक्राइब करे!

Powered by: Mozedia.com

कॉपीराइट © 2015–2021हमारे बारे मेंसम्पर्कगोपनीयता नीतिसाइटमैपवापस जाएँ।