Support Me India

  • ब्लॉग
  • ब्लॉग्गिंग
    • वर्डप्रेस
    • ब्लागस्पाट
    • वेब होस्टिंग
    • ऐडसेन्स
    • एफिलिएट मार्केटिंग
    • ईमेल मार्केटिंग
    • डोमेन रजिस्ट्रेशन
  • एसईओ
  • टेक्नोलॉजी
  • लाइफ सक्सेस
  • पैसा कैसे कमायें
  • अधिक
    • इन्टरनेट
    • बिज़नस स्टार्टअप
    • यूट्यूब
    • एजुकेशन
    • दिलचस्प तथ्य
    • सोशल मीडिया
    • सिक्यूरिटी टिप्स
  • सवाल पूछें
मुख्यपृष्ठ / ब्लॉग / ब्लागस्पाट / Blogger Se Subscribe to Post Comments (Atom) Ko Remove Kaise Kare

Blogger Se Subscribe to Post Comments (Atom) Ko Remove Kaise Kare

By: जुमेदीन खानLast Updated: 07 Jun, 2018

Bahut si blogger templates me "subscribe to: post comments (atom) ka link add hota hai. Isse blog ke visitor direct post se blog ke atom feeds ko subscribe kar sakte hai. But bahut se blogger RSS feeds istemal karte hai or unke liye atom feed useless ho sakta hai or unka ise istemal karne se koi fayda nahi hai.

remove subscribe to post comments (atom) link

RSS feeds use karne walo ko is atom feed service ki koi jarurat nahii hai or isse sirf aapke blog par space badhega or sath hi blog ke look yani design par bhi bad effect padega. So aap agar feedburner service use karte hai to blogspot blog post se subscribe to posts (atom) ko remove / hide kar sakte hai.

Agar hum blogspot blog ko design karne ki bat kare to main pahle bhi Powered By Blogger Ko Hide / Remove Kaise Kare or Blog Ko Acha Design Karne Ki 20 Important Tips jaisi bhaut si post likh chuka hu. Aap humari blogspot se related post padh kar apne blog ko professional look de sakte ho.

विषय-सूची

  • Remove Subscribe to: Posts Comments (Atom) Link Blogger in Hindi

Remove Subscribe to: Posts Comments (Atom) Link Blogger in Hindi

Blogger me se subscribe to posts atom link ko remove karne ke liye aapke pas 2 tarike hai ek se aap ise remove kar sakte ho or dusre se hide kar sakte ho. Main yaha aapko dono ke bare me bta raha hu aapko jo better lage follow kar sakte ho.

Option 1: Delete / Remove Subscribe to: posts (atom) feed:

  1. Sabse pahle aap apne blogger blog ke dashboard me jaye or drop down menu me Template >> Edit HTML option par click kare.
  2. Ab Ctrl+F key button daba kar html coding box me <b:include data='feedLinks' name='feedLinksBody'/> code search kare.
  3. Code ko search karne ke bad delete kar de.
  4. Code delete karne ke bad save template par click are.

Remove subscribe to post comments (atom) template

Option 2: Hide Subscribe to: post comments atom from blogger:

  1. Same first step ki hi tarah blogger dashbaord me jaye or drop down menu me Template >> Edit HTML par click kare.
  2. Ab Ctrl+F button prase kar html code box me ]]></b:skin> code search kare.
  3. Ab is code ko copy kare ]]></b:skin> code ke upar yani code se pahle paste kare.
    .feed-links {display:none !important;}

    Jis tarah niche screenshot me btaya hua hai.

  4. Code add karne ke bad Save template par click are.

Remove subscribe to post comments (atom) blogger  template

is tarah se aap blogger me se subscribe to: posts (atom) ko remove, hide or delete kar sakte ho. Agar aapke pas inke alawa koi or trick hai subscribe to post comments atom feeds ko hide remove karne ki to aap comment me uske bare me bta sakte hai.

Agar aapko ye jankari achhi lage to ise social media par dusre blogger ke sath share jarur kare taki wo bhi apne blog ka design better kar sake.

शेयर
  • Share on Facebook
  • Tweet on Twitter

लेखक: जुमेदीन खान

https://www.supportmeindia.com/

मैं इस ब्लॉग का संस्थापक और एक पेशेवर ब्लॉगर हूं। यहाँ पर मैं नियमित रूप से अपने पाठकों के लिए उपयोगी और मददगार जानकारी शेयर करता हूं। ❤️

आपको ये भी पढना चाहिए

  • Author Box Description Me Link Kaise Add Kare

    Author Box Description Me Link Kaise Add Karte Hai

  • blogger URL ko bina www ke kaise set kare

    Blogger Blog Ke Domain Ko Without www Ke Kaise Set Kare

  • Blogger Menu Bar Editing

    Blogger Menu Bar Ko Edit Kaise Kare Ki Jankari

Reader Interactions

टिप्पणियाँ ( 41 )

एक टिप्पणी जोड़ें
  1. Aaron

    06 Apr, 2019 at 12:43 pm

    Mai apke post padke successfuly apne blogger blog se atom link nikal ne mein saksham hua. Thanks Jumedeen ji for sharing this trick.

    जवाब दें
  2. Abhay dixit

    20 Nov, 2017 at 10:57 am

    sir maine dono method try kar liye par main post(atom) ko hata nahin paa raha hun

    1st- jab maine aapka diya code HTML par search kia to vo mila hi nahin.

    2nd- jab maine add css kia to wahan pehle se ek code tha jo ki maine subscribe to email ke lie side bar gadget main add kia tha ...maine uske niche apka diya code dalkar save kia to bhi post atom nahin hata .

    batayiye main ise kaise hataun.

    जवाब दें
    • Jumedeen Khan

      20 Nov, 2017 at 12:12 pm

      Try again carefully.

      जवाब दें
  3. Abhi

    02 Jan, 2017 at 7:53 pm

    Bhai please mughe blog ko design karne me help kro....

    Mai apne blog me menu bar kaise add kr sakta hu

    जवाब दें
    • Jumedeen Khan

      02 Jan, 2017 at 10:18 pm

      Iske bare me ye post padho Blogger Menu Bar Ko Edit Kaise Kare Ki Jankari

      जवाब दें
  4. abrar

    16 Dec, 2016 at 12:17 pm

    Sir kiya bina domain name kharide ((Blogspot.com Se .com nahi kar sakte plz help

    जवाब दें
    • Jumedeen Khan

      16 Dec, 2016 at 3:40 pm

      Bilkul kar sakte ho bahut se log kar rahe hai.

      जवाब दें
      • Abrar

        19 Dec, 2016 at 8:39 am

        Sir humko kiya karna Hai plz Bataye aapki badi meherbani hogi

        Blogspot.com Se .com

        जवाब दें
        • Jumedeen Khan

          19 Dec, 2016 at 9:26 am

          Aapki problem ka solution is post me hai. Blog Me Blogspot.com Ko Hata Kar Apni Pasand Ka Domain kaise Use Karte Hai

          जवाब दें
  5. Gaurav Sharma

    08 Dec, 2016 at 2:51 pm

    kya ager mai blog ke jagah me website banaya uspe ads account nahi ban sakta hai aur ham website se paisa nahi kama sakte hai please give me full details

    जवाब दें
    • Jumedeen Khan

      08 Dec, 2016 at 7:10 pm

      Ban sakta hai bilkul kama sakte ho.

      जवाब दें
  6. ajay gupta

    08 Dec, 2016 at 12:14 pm

    Helo sir aapke post me sabse pahle jo ads show ho rahe hai kya vah text ads hai.
    1. Text ads ko ham apni blog me kitna jagah use kar sakte hain.?

    2.Aur image ads ko kitna jagah use kar sakte hain?

    जवाब दें
    • Jumedeen Khan

      08 Dec, 2016 at 12:16 pm

      Ye 3 jagah par use kar sakte hai usse jyada karogeto show nahi honge.
      image ad ko kini bar bhi use kar sakte hai but 3-4 bar se jyada nahi karna hai CPC low ho jayegi.

      जवाब दें
      • ajay gupta

        12 Dec, 2016 at 8:57 am

        1. ham 3 text ads aur 3 image ads ko apne blog me use kar sakte hain ?

        2. Sir text ads ko ham blog me post me 3 jagah lagana chahte hain. . kese lagaye ?

        जवाब दें
        • Jumedeen Khan

          12 Dec, 2016 at 1:10 pm

          Yes kar sakte ho.
          direct post me ad code paste karo kya koi tips follow karke ad lagao. iske bare me maine kuch post ki ha iwo check karo. search box me search karo.

          जवाब दें
  7. nura

    14 Nov, 2016 at 12:58 pm

    Good post thanks for the share

    जवाब दें
  8. seetharam

    11 Nov, 2016 at 11:40 am

    Very well done sir.. Such a great info for all

    जवाब दें
  9. Gagan

    10 Nov, 2016 at 11:25 am

    Sir, Blogger main Post ko usse related Page main kaise Post kre?

    जवाब दें
    • Jumedeen Khan

      11 Nov, 2016 at 10:17 am

      aap sirf related post feature add karo post apne aap show hogi.

      जवाब दें
  10. Dev Rathore

    06 Nov, 2016 at 8:59 am

    Sir aap please ek baar check kar le ki meine sabhi ads sahi lagaye hai kya me nahi chahta ki mera account ban ho jaye

    जवाब दें
    • Jumedeen Khan

      06 Nov, 2016 at 9:31 am

      Ads placement sahi hai bas aap ads or content ke between 10px to 20px ka space do.

      जवाब दें
  11. Alok

    05 Nov, 2016 at 10:09 pm

    bro ek baat batao current news apne post mai dalna copy right hota hai kya .. jaise aaj tak ki news se koi post mai apne blog mai laga raha hu to

    जवाब दें
    • Jumedeen Khan

      05 Nov, 2016 at 10:43 pm

      Yes bilkul hota hai.

      जवाब दें
      • Alok

        05 Nov, 2016 at 10:50 pm

        to bro AdSense isse aproval nahi dega kya ... fir bro aisi komsi chize hai jo copy right na ho aur mai post mai upload kar saku

        जवाब दें
        • Jumedeen Khan

          06 Nov, 2016 at 9:22 am

          alok aap thoda blogging ke bare me or janne ki koshish karo post padha kar comment me sirf points bta sakte ho sikha nahi sakte.

          जवाब दें
  12. Shibam Kar

    04 Nov, 2016 at 4:11 pm

    Mai apke post padke successfuly apne blogger blog se atom link nikal ne mein saksham hua. Thanks Jumedeen ji for sharing this trick.

    जवाब दें
  13. Ashok

    04 Nov, 2016 at 12:26 pm

    Bhai mere AdSense account me 100$ she adhik ho gye h is month ke 2 tarikh ko, Air payments details nhi bhar diye hai, lekin payments nahi mila hai, or notification aaya hai your payment are currently hold....plz khub btaye kya kru

    जवाब दें
    • Jumedeen Khan

      04 Nov, 2016 at 12:28 pm

      Aapko is month ki 21 tarikh ke bad payment milega.

      जवाब दें
  14. Abrar

    04 Nov, 2016 at 11:50 am

    Sir kiya blogger me earning karne ke liye kiya domain Name kharidna zaroori Hota hai

    जवाब दें
    • Jumedeen Khan

      04 Nov, 2016 at 12:28 pm

      Nahi but kharid lo to achha hoga.

      जवाब दें
  15. Pawan Gautam

    04 Nov, 2016 at 11:34 am

    sir mera ek question hai paid temple ek bar kharidne ke bad usko kitne time tak use kr sakte hai..

    जवाब दें
    • Jumedeen Khan

      04 Nov, 2016 at 11:38 am

      jitna tiem wo provede karti hai. aap jis template ko buy kar rahe ho waha check karo yearly ya lifetime likha hoga.

      जवाब दें
  16. raj

    04 Nov, 2016 at 8:10 am

    JM bhai aap recomds post for you Kaiser set kiya hair jara btaye to

    Mere adasans ko approve ho gya hai lakin add show nhi ho rhe

    जवाब दें
    • Jumedeen Khan

      04 Nov, 2016 at 9:09 am

      raj aapko jara si bhi coding aati hai to aap blog ko chahe jaise design kar sakte ho. abhi AdSense ka fully activate hone ka wait karo.

      जवाब दें
  17. manish

    04 Nov, 2016 at 3:16 am

    aap ka yah prayog nutan hai , jo bhartiy blog jagat me bhut prasansaniy aur smarniy hoga aap ko dher sari suhkamanye.

    जवाब दें
    • Jumedeen Khan

      04 Nov, 2016 at 9:08 am

      thanks you manish

      जवाब दें
  18. manish

    04 Nov, 2016 at 3:13 am

    bhai sahab namaskar mai 2012 se blogging kar raha hu , is dauran 2014 me 1 bar mera AdSense account band ho fir bahut prayas ke bad dusara AdSense badi muskil se bana paya, lekin aaj tak itana earn nahi huaa jo withdraw ho sake. ab mai bahut niras ho chuka hun mai computer application me post graduate hun , vur ise part time carrier banana chahat tha. lekin lagata hai vo sambhav nahi ho payega. mai jis yojana me kam karata hun usi ke liye 1 blog banaya hu, aap 1 bar use bhi dekh lijiye, www.aimewa.blogspot.com, mera saukh homeopathy me bhi hai uske liye bhi mane 1 blog banaya tha lekin, usame jyada kuch llikh nahi paya.http://homeodiary.blogspot.in kuch margdarsan kariye bhai sahab , 1 bat aur aap kaha se hain mai aap se milana chahata hun.

    जवाब दें
    • Jumedeen Khan

      04 Nov, 2016 at 9:07 am

      Aapko blogging me 4 year ho gaye but abhi bhi aapke blog ko open karne par lagta hai ki aapka blog kal hi bana hai or abhi aap ise bana hi rahe ho. why, 4 year me bhi aap blog ka complete set up nahi kar sake to failed to hona hi tha. -pelase do some good action and make your blog awesome.
      1. blog me custom domain add karo.
      2. blog me achhi template use karo or use achhe se design karo.
      3. blog par jaruri pages banao or badhiya content write karo.

      जवाब दें
  19. Anjali anaf

    03 Nov, 2016 at 10:58 pm

    useful post thank it helped me

    जवाब दें
  20. Amit Kundan

    03 Nov, 2016 at 6:57 pm

    sir kya me AdSense ka adcode ka PX manually chhota ya bada kar sakta hu ?? bat yeh hai ki meri post me banner post se bahar ja raha hai to kya me us banner k pixel size thoda sa gahta sakta hu ???

    जवाब दें
    • Jumedeen Khan

      04 Nov, 2016 at 9:15 am

      Aap code ko edit mat karo. aap responsive size ka ads use karo wo screen ke hisab se show hota hai.

      जवाब दें

अपनी प्रतिक्रिया दें। Cancel reply

Primary Sidebar

शुरुआती गाइड

ब्लॉगिंग के माध्यम से पैसे कमाने के 3 तरीका।
#पहला एक ब्लॉग बनाएँ।
#दूसरा ट्रैफिक बढ़ाएँ।
#तीसरा कमाना शुरू करें।
-: पैसे कमाना शुरू करें :-
सिर्फ ₹99/mo में होस्टिंग खरीदें!

नयी पोस्ट

  • कोचिंग सेंटर कैसे शुरू करें? Coaching Center Business
  • Railway Station Master कैसे बने? इसकी योग्यता, सैलरी कितनी होती है?
  • Airport Ground Staff कैसे बने? इसकी योग्यता, सैलरी कितनी होती है?
  • भारतीय तटरक्षक, इंडियन कोस्ट गार्ड कैसे बने?
  • फैशन ब्लॉग कैसे शुरू करें - चरण-दर-चरण फुल गाइड हिन्दी में

अपडेटेड पोस्ट

  • फैशन ब्लॉग कैसे शुरू करें - चरण-दर-चरण फुल गाइड हिन्दी में
  • कोचिंग सेंटर कैसे शुरू करें? Coaching Center Business
  • Railway Station Master कैसे बने? इसकी योग्यता, सैलरी कितनी होती है?
  • Airport Ground Staff कैसे बने? इसकी योग्यता, सैलरी कितनी होती है?
  • भारतीय तटरक्षक, इंडियन कोस्ट गार्ड कैसे बने?

पोपुलर पोस्ट

  • Twitter Par Account Kaise Banaye - Step By Step Jankari
  • Blog Ke Liye Long Tail Keywords Search Karne Ki 5 Best Tools
  • High Quality Content and Low Quality Content Me Kya Difference Hai
  • Supportmeindia Mentioned By Patrika News Paper at 24 December 2016
  • Blogger Ki Har Post Me Author Box Enable Kaise Kare?

टॉपिक चुनें

  • इन्टरनेट
  • ईमेल मार्केटिंग
  • एजुकेशन
  • एफिलिएट मार्केटिंग
  • एसईओ
  • ऐडसेन्स
  • टेक्नोलॉजी
  • डोमेन रजिस्ट्रेशन
  • दिलचस्प तथ्य
  • पैसा कैसे कमायें
  • फेस्टिवल
  • बिज़नस स्टार्टअप
  • ब्यूटी टिप्स
  • ब्लागस्पाट
  • ब्लॉग्गिंग
  • मोबाइल मार्केटिंग
  • यूट्यूब
  • रिश्ते-नाते
  • लाइफ सक्सेस
  • वर्डप्रेस
  • वेब होस्टिंग
  • सिक्यूरिटी टिप्स
  • सोशल मीडिया
  • स्वास्थ्य

Footer

थोडा ब्लॉग के बारे में

यह एक हिंदी ब्लॉग है, जिसका मकसद है लोगो को हिंदी भाषा में विभिन्न जानकारी उपलब्ध कराना।

इसके अलावा हमारा एक Ask SMI फोरम भी है, जहाँ हम नए ब्लॉगर्स की मदद करते है।

अन्य महत्वपूर्ण लिंक

  • ब्लॉग
  • फ्री ब्लॉग बनाये
  • डील्स
  • पैसे कैसे कमाए
  • विज्ञापन दें
  • होस्टिंग कहा से लें
  • अस्वीकरण
  • शब्दकोश

ब्लॉग न्यूज़लेटर सब्सक्राइब करें

हमारी नवीनतम पोस्ट की सुचना पाने के लिए अभी ब्लॉग को सब्सक्राइब करे!

Powered by: Mozedia.com

कॉपीराइट © 2015–2021हमारे बारे मेंसम्पर्कगोपनीयता नीतिसाइटमैपवापस जाएँ।