Apne Facebook Page Ko Blog Me Add Kaise Kare Ki Jankari

Main pichli post me facebook page banane ka tarika bata chuka hu or aaj is post me main apne facebook page ko apne blog me add karne ka tarika bata raha hu. Agar aapka facebook page aapke blog me add ho jaye to bahut achha rahega. Is post ko padhne ke bad aap aasani se apne blog me facebook page add kar sakte hai. Ise facebook like box bhi kahate hai. Kyuki aapke users direct aapke blog  se aapke facebook page ko like kar sakte hai. Chaliye jante hai ki apne blog me facebook page kaise add kare.

facebook page ko blog me kaise add kare

Blog Me Facebook Page Kyu Add Kare

Blog me facebook page add karne se aapko bahut fade hai. Jab koi users aapke blog par aayega or use aapka blog pasand aayega to aapke facebook page ko like jarura karega.

Ab jab aap apne facebook page par koi nw post share karoge to use pata chalega. Isse aapke facebook fans ke sath blog par users bhi badhenge.

Blog Me Facebook Page Like Box Kaise Add Kare

Step 1:

Sabse pahale is code ko copy kar le.

Is code me aapko mere facebook page ke username jumedeenkhan ki jagah par aapke page ka username dalna hai.

Agar aapko apne page ka usrname pata nahi hai to facebook page open karo. Browser bar me aapko apne page ka username mil jayega.

Step 2:

Ab blogger.com website par jao.

1. Click to Layout.
2. Ab add a Gadget par click kare.
add a widget

Step 3:

Ab ek new window open hogi usme HTML/Javascript par click kare.

HTML Javasript

Step 4:

Ab jo window open hogi usme aapko code paste karna hai.

1. Aap chahe to is option me widget ka title add kare le ya fir empty eahane de.
2. Yaha code paste kare de.
3. Code me apne facebok page ka user name add kare or save par click kare.

add code to blog

Bas save par click karne ke bad aapka facebook page blog me add ho jayega. Ab aapke users aasani se facebook page ko like kar sakte hai.

Agar aapko is code ko apne blog me add karne me koi problem aa rahi to mujhe comment me bataye.

Agar aap is post ki help se apne blog me apne facebook page ko add kar pao to is post ko social media par share kare.

Avatar for Jumedeen Khan

About Jumedeen Khan

मैं इस ब्लॉग का संस्थापक और एक पेशेवर ब्लॉगर हूं। यहाँ पर मैं नियमित रूप से अपने पाठकों के लिए उपयोगी और मददगार जानकारी शेयर करता हूं। ❤️

Comments ( 48 )

1. जूही

धन्यवाद सर्। आपका ट्रिक अच्छा काम कर रहा है।

Reply
2. AVTAR SINGH

अपने वेबसाइट के पोस्ट को बार-बार शेयर करने से Facebook उस वेबसाइट को ही ब्लॉक कर देता है जिसकी वजह से हम साइट पोस्ट फेसबुक पर पोस्ट शेयर नहीं कर पाते हैं

ऐसी क्या क्या सावधानियां रखनी चाहिए जिससे वेबसाइट Facebook पर ब्लॉक मत हो

Reply
• Jumedeen khan

Bas spamming mat karo koi problem nahi hogi.

Reply
• Shiva kumar

Sir, facebook me blog ko add karte samay title me kounsa naam de.

Reply
3. Akshay

Hello,
Sir maine facebook page se ek post ko advertise kiya tha, pr kuch facebook polices ki vjh se vo post approve nhi hui, aur mere pese facebook advertisement account me fs gaye hein, any solution??

Payment – Paytm se ki hai

Reply
• Jumedeen khan

Contact facebook team.

Reply
4. Kamal

Like page ka ye code maine already kae blog posts me laga rakha h. Now, mai ese sidebar me bhi lagana chahta hu but waha code lagane par page show nahi ho rha h.

Reply
• Jumedeen khan

Code add karne ke bad page refresh karke check karo.

Reply
5. Harpreet Kumar

Pata keshe padegja ki Facebook page blogger me add how gya

Reply
• Jumedeen Khan

Aapne blog ko open karke dekho facebook page like box open hoga.

Reply

Leave a Comment

I need help with ...