Email marketing har blog ke liye important hota hai kyuki iski help se hum apne old visitors ko return apne blog par bula sakte hai. But problem tab hoti hai jab email feeds me humari puri post ka content show hota hai. Isse reader puri post email me hi padh lenta hai or humari site par visit nahi karta hai. Jis se hume koi bhi fayda nahi hota hai. Is article me mai aapko feedburner feed me post ki only summary kaise dikhate hai ke bare me bta raha hu.
maine apni pichli post Feedburner Ka Email Delivery Time Kaise Change Kare me btaya tha ki hum kis tarah post delivery time change kar ke apne eamil market ko increase kar sakte hai. Aaj is post me aapko bta raha hu ki kaise hum apne blog ki new post ki delivery me full post ki jagah sirf post summary show kar sakte hai.
Email marketing ke bina blog adhura hota hai. Kyuki iske bina offline visitors ko aapki activity ka pata nahi chalta hai. Aagar aapke blog par 5000 email subscriber hai to aapko har new post par 1000 to 3000 pageviews email marketing se mil jayenge. So aapne ne abhi tak apne blog par email service active nahi ki hai to aap pahle Apne Blog Ke Liye Feedburner Par Account Kaise Banaye post padh kar agle 5 minute me apne blog ke liye feedburner account bana kar email marketing shuru kar sakte hai.
In this post, Is post me btayi only summary ki ki trick isliye important hai kyuki jab reader aapki puri post mail me hi padh lega to wo aapki site par visit kyu karega. Isse aapki site par pageviews, traffic, ranking and other kuch me bhi increasing nahi hogi. So feedburner feed me post ki only summary dikhana blog traffic ke liye very important hai.
Feedburner Feed me Post Ki Only Summary Kaise Dikhaye – Email Marketing
Ye tips sirf un blogger ke liye hai jo google ki free email marketing service feedburner ko use karte hai. Agar aap bhi unhi blogger me se ek hai to aap is post ko follow kar apni site par feedburner feed ki only post show hone ki setting kar sakte ho.
Option 1:
Sabse pahle aap feedburner.google.com site par jaye or apni gmail ID se log in kare.
- Ab aapko jis blog par setting karni hai us par click kare.
Option 2:
- Ab Optimize par click kare.
- Summary Burner par click kare.
Option 3:
- Aapko feedburner feed me post content ke kitne chracters dikhane hai wo select kare.
- Summary content ke bad visitors ko site par aane ke liye apni hisab se message likhe. Jaise “Humari puri post padhne ke liye site par ivsit kare“.
- Ab Activate par click kare or check kijiye ki summary activation enable hua hai ya nahi.
That’s all right, Bas ab aapki new post feedburner feeds me full show nahi hogi. Agar aapko is processing ko follow karne me koi problem hoti ha to don’t worry niche commnet box me apni problem commnet kare.
- Blog Me Email Subscribe Widget Kaise Add Kare
- Blog Par RSS Feed Subscribers Kaise Badhaye 4 Best Tarike
I sure is trick ki har ek new blogger ko jarurat padti hai. So agar aap bhi new blogger ho to ye post aapko jarur pasand aayegi. Agar ha to is post ko share jarur kare sath hi post ke bare me commnet bhi kare.
Thank you so much sir.
My biggest problem has been resolved. Very good article.
Es article se mujhe kafi help mele thanks. .
Mere “follow by email” blogger widget me email id bharkar click karne par sbse upar ye likha aa raha h
“Sorry, not a valid Captcha answer. Please try again.”
But eske baki content, sb pahle jaise he h & esse subscription bhi ho raha he
So mai ye upar likha Ko kaise fix karun (htau)
Plz help
No worry ye koi problem nahi hai.
Bahut achhi jankari share ki aapne brother
Sir hamne summery setting kar li he fir bhi pura post hi email me jaa raha he. Mera abhi tak 4 Subscriber ho gaye he. Sir Subscribe karte bakt captcha aa raha he usko kaise hataye
Please dono ka jawab dijiye
Aap feedburner settings sahi se karo problem nahi hogi. Jo steps btaye hai unhe ek bar fir se follow karo.
Mene comment policy pada he. Hello sir mere blog me Koyi bhi post Ko read Karne par ek author box he uske kaise hataye. Mera Bahut bada photo lag raha he. please check technicalsadhan.in
Blogger template >> edit html folder me jao or about us page ki coding search karke delete kar do problem solve ho jayegi.
Sir mere 2 question hai pls answer de dijiye
1. Blog template m heading kya hai aur iska kya benefit hai
2. Inappropriate content kya hota hai aur ye mere blog m kaha par hai aur ise delete kaise karun
1. Jaise mere blog ke top me subscrie box show hota hai or top me menu bar hai wo heading hota. Heading me aap blog ka logo set kar sakte ho. Blogger ke layout option me dekho iska option bhi hoga.
2. Iske bare me mai already aapko reply kar dunga hu.
But sir aapne ye nahi bataya ki mere Blog main ye kaha par h aur ise delete kaise karu
Agarwal maine adsense ke bare me post ki thi adsense in wajah se disable ho sakta hai. Use padh kar aap khud pata kar sakte ho ki aapki sit par kis type ka content nahi hona chahiye.
Thanku very much sir ,
Meri bahut badi problem solve ho gai is artical se
badiya article bhai jaan
very helpfull information for a new blogger