Feedburner Par Email Subscriptions Service Kaise Activate Kare

Feedburner par account banane ke bad jab hum feedburner feed url ko blog me add kar dete hai or blog par subscribe widget lagate hai. But hum feedburner par email subscriptions ko activate (enable) karna bhool jate hai. Is post me mai aapko isnke easy solution bta raha hu.

Activate Email Subsription on Feedburner

“sir mera feed burner account ban gaya hai or blog me bhi uska address set kar diya but fir bhi jab koi mera blog subscribe karta hai to subscribe nahi hota ye message aata hai  ‘The does not have subscription by email embaded‘ plz help kare” Ye question mujhse Zishan Ali ne pucha tha. Mai zishan ke sath or bhi new blogger ko is problem ko solution bta raha hu.

Jab bhi koi visitor humare blog ko subscribe karta hai to “The publisher has deactivated subscriptions by email” or “The feed does not have subscriptions by email enabled” ka message show hote hai. Iski wajah hai ki humne abhi tak feedburner par email subscriptions ki service enable nahi ki hai.

Feedburner Par Email Subscriptions Service Kaise Activate Kare – Enable Email Feeds

Mostly, Ye problem new blogger ke sath jyada hoti hai. Kyuki wo email subscription ki service ko activate karna bhool jate hai. Is wajah se unhe ek bhi subscriber nahi mil pata hai. Is post me btaye tips se aapki ye problem solve ho jayegi.

Feedburner site par jaye or My feeds par click kare apni site ke name par click kare. Jis par aapko setting karni hai.

  1.  Publicize par click kare.
  2. Email Subscriptions par click kare.
  3. Activate par click kare.

Activate Email Subscriptions

Bas ab aapki feedburner email subscription service activate ho gayi hai. Ab aapke blog ko koi bhi subscribe kar sakta hai. Eaxample, aap ek bar check karke dekh sakte hai. Agar ye setting enable karne ke bad bhi blog ko subscribe karne me koi problem aati hai to comment me apni problem bta sakte ho.

Agar aapko is post me btayi jankari achi lage to is post ko apne friends or dusre blogger ke sath share jarur kare.

Avatar for Jumedeen Khan

by: Jumedeen Khan

मैं इस ब्लॉग का संस्थापक और एक पेशेवर ब्लॉगर हूं। यहाँ पर मैं नियमित रूप से अपने पाठकों के लिए उपयोगी और मददगार जानकारी शेयर करता हूं। ❤️

Comments ( 33 )

  1. Sir mene feedburner pe bhut pahle feed banaya tha lekin blog se subscription box kisi karan se hata diya tha ab dubara kaise lagu.
    Feddburner pe feed active hai usme views bhi show ho rahe hai lekin code nhi aa raha.
    Please guide me

    Reply
  2. Sir email subscribe button ko design kaise kare.

    Reply
  3. Meme jese hi activate par click kiya ek naya page khula jisme box ke andar codes diye gye the…to kya un codes ko khi add karna hai kya…

    Reply
  4. Sir apki website me after post email subscribe box ha sha box apne website me kase lagaau

    Reply
    • Ad insetner plugin use karke laga sakte ho.

      Reply
  5. sir mera feedburner active hai fir bhi subscribe nahi ho rha hai kya kare aap mere website ke homepage par subscription box ko ek bar check kar le

    Reply
  6. hi bro. galti se mene apne blog ka feedburner account delete kr diya aur ab vo wapas recover ni ho pa raha hai so use recover krne ke liye kya krna hoga ??

    Reply
    • Aap fir se feedburner account banao or URL me old blog ka url hi add karna uske bad feedburner us URL wale account ko deleted btayega. Aap url thoda change karke next par click kare or aapko old feedburner ka data mil jayega. Steps kie liye ye article padh lena “http://daxisdesign.com/how-to-restore-a-deleted-feedburner-feed-url/

      Reply
  7. Me pahle blogger par tha to to new post ki summary mere subscribers ko email se milti thi par ab me WordPress par aa gaya hu ab new posts publish karne par summary subscribers ko nahi milti hai jabki Google feed burner ka plugin blog par lagaya hai.
    Ab kya settings karni padegi ki new post ki delivery google feed burner dwara ho .

    Reply
    • Aap feedburner plugin use karne ki jarurat nahi hai aap WordPress settings>> Writing me ja kar update service ke samne apna feedburner url add karo. Isi tarah reading setting me ja kar For each article in a feed, show ke samne summary select karo.
      Iske bad feedburner account me mail setting karo iske bare me mai articles likh chuka hu wo follow kar lena.

      Reply
      • article ka naam ya link to do.

        Reply
        • Pavan email marketing category se related post read karo.

          Reply

Leave a Comment