Support Me India

  • ब्लॉग
  • ब्लॉग्गिंग
    • वर्डप्रेस
    • ब्लागस्पाट
    • वेब होस्टिंग
    • ऐडसेन्स
    • एफिलिएट मार्केटिंग
    • ईमेल मार्केटिंग
    • डोमेन रजिस्ट्रेशन
  • एसईओ
  • टेक्नोलॉजी
  • लाइफ सक्सेस
  • पैसा कैसे कमायें
  • अधिक
    • इन्टरनेट
    • बिज़नस स्टार्टअप
    • यूट्यूब
    • एजुकेशन
    • दिलचस्प तथ्य
    • सोशल मीडिया
    • सिक्यूरिटी टिप्स
  • सवाल पूछें
मुख्यपृष्ठ / ब्लॉग / ब्लॉग्गिंग / Event Blogging Kya Hai - Event Blogging Se Paise Kaise Kamaye

Event Blogging Kya Hai - Event Blogging Se Paise Kaise Kamaye

By: Jumedeen KhanLast Updated: 07 Jun, 2018

Event Blogging time to time jyada popular hoti ja rahi hai. Event blogging karne wale bloggers ki earning dekh kar aap bhi event blogging karne ka plan bana lo. Kyuki aap blog se 2-3 month me jitni earning karte ho usse kahi jyada event blogging se 2 -3 day me kama sakte ho.

Event Blogging Ki Puri Jankari

Event blogging ek aesa tarika hai jisse apa kam samay me high quality income generate kar sakte ho. Agar aap isme success ho jate ho or aapka event blog google search engine me rank kar jata hai to aap two and three days me itna earn kar sakte ho jo normal blogging se 1 year me nahi kar sakte.

  • Google Search Engine Me Top Rank Pane Ki 3 SEO Tips

Agar aap sirf paise kamane ke liye blogging karna chahate ho to aapke liye Event Blogging sabse better way hai. Is post me main aapko event blogging ke bare me step by step btaunga. Hum yaha iske bare me 3 part me janenge taki aapko sabkuch clearly samajh aa sake.

To chaliye ab janna shuru karte hai us blogging ke bare me jisse aap mahino ki kamai only kuch dino me hi kar sakte ho.

विषय-सूची

  • Event Blogging Kaise Kare - Event Blogging Ki Jankari Hindi Me
    • Event Blogging Kya Hai
    • Event Blogging Kaise Kare - Event Blogging Karne Ke 8 Tarike
      • 1. Choose an Upcoming Event
      • 2. Find Keywords for Event Blogging
      • 3. Buy a Domain
      • 4. Start and Setup Event Blog
      • 5. Write Quality Content
      • 6. Create Quality Backlink
      • 7. Monetize Event Blog
      • 8. Promote Blog & Get Traffic
    • Event Blogging Se Paise Kaise Kamaye
    • Final Conclusion

Event Blogging Kaise Kare - Event Blogging Ki Jankari Hindi Me

Maine diwali 2017 par event blogging ko try kiya or mujhe kafi fayda hua. Isiliye aaj main iske bare me apako bta raha hu. Ye guideline un logo ke liye important sabit hogi jo kam time me jyada earning karna chahate hai.

Agar aap bhi unhi me se ek hai to niche btayi jankari ko dhyan se padhe or samajhe uske bad next upcoming event ke liye tayari kar paise kamana shuru kare.

Event Blogging Kya Hai

Event blogging ka matlab hota hai kisi specific topic par blogging karna. Jiska goal hota hai event time me jyada se jyada income karna.

Ek blog jise single day or week or month me lot of traffic pane ke liye upcoming event par focus karke specific topic par banaya jata hai use event blog kahte hai. Example, Happy New Year, Festive, Valentine Day and Special days etc.

Mostly, event blogging 30 to 40 days ke liye ki jati hai or is bich audience ko attract kar huge traffic receive karne ki koshish ki jati hai. Upcoming event se related product promotion ya sell kar earning ki jati hai.

Event blog se aap thousand dollar bhi kama sakte ho or agar aap online earning karne me believe nahi karte ho to ye aapke liye fake bhi ho sakta hai. I think, agar aap achha karte ho to aap $$$$$$ kama sakte ho.

Event Blogging Kaise Kare - Event Blogging Karne Ke 8 Tarike

Event blogging karne ke liye aapko koi special training ki jarurat nahi hai. Koi bhi blogger jo blogging and SEO me expert ho ya fir use blogging ki basic knowledge hai event blogging kar sakta hai.

But event blogging se achhi earning karne ke kuch secret way hai jinhe follow karke aap isse jyada money earn kar sakte ho.Mai yaha aapko event blogging karne ke bare me step by step bta raha hu.

1. Choose an Upcoming Event

Jab aap event blogging karne ke bare me decide kar lo or idea bana lo to aapke samne sabse pahla kaam hota hai aane wale event select karna. Aap internet par most popular ko choose kare taki aapko jyada traffic mile or jyada earning ho. Niche kuch popular topics ke bare me bta raha hu unme se kisi ek ko select kar le.

  1. Holidays: India ke sath all world me kuch holidays bahut jyada famous hai, like Diwali Wishes Quotes, Happy New Year, Happy Valentine Day, Independence Day, Christmas Event etc. Aap inme se kisi ek ka chyan kar sakte ho.
  2. Sports: Cricket World Cup, FIFA World Cup, IPL, Olympic, Bigboss League,  and other many sports days.
  3. New Launches: Freedom 251, Reliance Jio, Champ One C1, Freedom 251 and many other deals or days.
  4. Others: India me bahut se religions ke people ahte hai or per year yaha bahut se holiday aate hai.

Inme se kisi upcoming event ko select kar uske liye k domain buye kare or ek professional look wali website or blog ready kar le. Ye kaam aapko upcoming event se 30 se 40 din pahle karna hoga.

2. Find Keywords for Event Blogging

Keyword research karna event blogging ka important part hai. Iske bina event blog ka success hona bahut mushkil hai. Because jab aapko ye pata nahi hoga ki event time me user google me kya search karte hai to aap search engines se traffic kaise receive karoge.

Jaha aapko event blog par 40-50 articles likhne padenge wahi aap SEO guidelines follow karke 10-30 articles write kar good earning kar sakte ho.

Event blog ke liye event select karne ke bad second work hai uske liye top and most popular keywords find karna taki aapka blog google and other search engines me top rank me show ho or achhaa organic traffic mil sake.

Example, valentine time me aap ye keyword google me search karte ho.

  • Happy Valentine Day Wishes
  • Valentine Day Gift for GirlFriend

Sirf aap hi nahi balki world me millions people aese hi keywords ko google me search karte hai jinme "Valentine Day" keyword common rahta hai. Keyword researching me ye article aapki help kar sakte hai.

  • Google Adwords Keyword Planner Tool Kaise Use Kare
  • Blog Ke Liye Long Tail Keywords Search Karne Ki 5 Best Tools

Agar aese me aapki website in keyword se google me top par aa jaye to aapko 1-2 day me millions traffic milega. Ab aap soch sakte ho ki aap millions traffic se kitna kama sakte ho. Niche ke screenshot ko dekhiye or suppose kijiye itne traffic se aap kitna kama sakte ho.

Analytics live visitors

So, without keyword researching ke event blogging karne me time west na kare or keyword researching kar most searching keyword par content write kare.

3. Buy a Domain

Event blog ke liye event select karne or keyword search karne ke bad upcoming event se relevant domain buy karna hai. Dhyan rahe domain name me upcoming event keyword hona chahiye jisse click through rate increase hogi.

Halanki google algorithm update ke bad ye important nahi hai but event blog ke liye ye better hai. Iske alawa country level domain use kare. Example, agar aap Indian event choose karte ho to .in or other all countries choose karte ho to .com domain purchase kare.

  • Also read: Domain Registration Karne Se Pahle Ye 10 Bate Pata Honi Chahiye

4. Start and Setup Event Blog

Event blog ke liye topic, keyword and domain name choose karne ke bad aapko blog start kar uska sahi se setup katrna hai. Iske liye aap most popular blogging platfrom WordPress and BlogSpot me se kisi ek ko select kar sakte hai.

Event blog ke liye main aapko blogger platform choose karne ko kahunga kyuki ye bilkul free or secure hai. Sabse achi bat aap blogger par ek minute me blog create kar sakte ho, Free Website Blog Kaise Banaye.

Or agar aap pay karne me able hai to aap WordPress platform choose kar sakte ho jiske liye aapko hosting ke liye pay karna hoga.

Blog create karne ke bad us par aesi theme or template install kae jo event se relevant design wali ho. Sath hi theme user-friendly hone ke sath fast loading bhi honi chahiye.

5. Write Quality Content

Blog create and setup karne ke bad aapko us par event se related content wal achha achha high quality content write karna hai. Apne main keyword ko target kar long and unique content write kare. Ye kaam aapko event day se 30-40 day pahle start karna hai.

Yaha main top event se related keywords ke hint de raha hu. Aapko aesi hi topics par content likhna hai.

  1. Happy New Year Wises and Greetings
  2. Happy New Year Message, New Year SMS & Wishes
  3. Valentine Day Special Shayari for GF or BF
  4. Special Diwali Offer - 50% Discount Coupon Code

Har article me kam se am 1000 words use karo. Agar aap 1000 per post write karte ho to 10 to 20 posts or isse kam words write karte ho to 20 to 40 posts likhni hai. On Page SEO and Off Page SEO follow karke quality content like taki aapka content google me top par aaye.

  • On-Page SEO Kya Hai Content Ko Perfectly Optimize Karne Ki 10 Tips

6. Create Quality Backlink

Apne blog ko google me first page par rank karane ke liye link building jaruri hai. Iske liye aap related website or blogs par comments or guest post karke backlink generate kar sakte ho. Backlink dofollow ho to jyada better hai.

Same keyword par bar bar backlink banane ki jagah different keywords par backlinks banao. Blog ke liye backlink banane me ye article aapki help karenge. Agar aap aesa karte ho to google aapki site ko rank nahi dega.

  • Blog Par Quality Backlinks Kaise Banaye 20 Ways
  • Dusre Blog Par Comment Kar Ke Backlink Kaise Badhaye

Aap chahe to iske liye backlink tools ka istemal kar sakte ho but main iske liye recommend nahi karunga.

7. Monetize Event Blog

Blog ko monetize karne ke kai tarike se apa kai tariko se blog se earning kar sakte ho. Event blog se bhi aap same tarike se paise kama sakte ho.

Ek blogger ke liye ye koi naya topic nahi hai par agar aap new ho or blogging earning source ke bare me jyada jankari nahi hai to aap humari ye post read kare.

  • Website or blog Bana Kar Usse Paise Kaise Kamaye
  • Blog Se Paise Kaise Kamaye, Paise Kamane Ke 5 Popular Tarike

Event blogging me aap kitne tarike se paise kama sakte ho is bare me niche details se btaya gaya hai.

8. Promote Blog & Get Traffic

Last me aapko apne content ko promote traffic receive karna hai. Iske liye aap kai tarike istemal kar sakte hai. I think social media iske liye best way hai but aap jaise bhi kar sako or jitna kar sako utna promote kar traffic increase kare kyuki aapke pas only 30-40 days hi hai.

Yaha main aapko kuch posts ke link de raha hu jo traffic pane me aapki help karegi.

  • (101) Blog Ki Traffic Kaise Badhaye 101 Popular Tarike
  • Website Par Jyada Referral Traffic Pane Ki Top 10 Tips
  • Blog Par Without SEO Ke Traffic Kaise Badhaye 5 Badiya Tarike
  • Social Media Sites Se Adhik Traffic Pane Ke Top 5 Clever Ways
  • Hindi Blog Par Traffic Kaise Badhaye Top 10 Important SEO Tips

In articles ko read kare or inme btaye formulas follow kar jyada se jyada trafffic pane ki koshish kare. Yaad rakho aap jitna traffic receive karoge aapki utni hi jyada earning hogi.

Event Blogging Se Paise Kaise Kamaye

Iske bare me main already step 2 ke point 7 me bta chuka hu. Yaha main kuch explain karke bta deta hu. Actually, event blog ke liye hume event se relevant advertisement or product ki jarurat hogi.

Google ka adsense network top advertising program hai or iske pas har type ke ads available hai. Aap koi bhi event select kare google ke pas usse related advertisement mil hi jayenge.

Second aap affiliate marketing use kar event se related product ko promote kar sakte ho. Iska sabse achha fayda ye hai ki isme aapko per sell $10 to $100 ya isse bhi jyada mil sakta hai.

Main yaha aapko kuch top income source ke bare me bta raha hu aapko jo better lage wo choose kare.

  1. Google Adsense
  2. Affiliate Marketing
  3. Infolinks
  4. Chitika
  5. Media.net
  6. Promote your Own Product
  7. Other many advertising programs

Inme se Google Adsense and Affiliate Marketing mere favorite hai. FIrst aap ye try kare or agar aapko lagta hai ki aap dusre tarike se jyada kama sakte ho to wo choose kare.

Final Conclusion

So ye thi event blogging, event blogging karne, or event blogging se paise kamane ki jankari. I sure koi bhi event blog bana kar saalo ki income sirf kuch din me kar sakta hai. Kam time me adhik earning karne ka plan hai to ye tarika aapke liye beneficially sabit ho sakta hai.

I hope upar btayi jankari event blog shuru karne ke liye kafi hogi. Agar aapko event blogging ke bare me jankari hai to aap apne ideas niche comments me jarur share kare taki humare readers ki help ho sake.

  • Blog Se Achi Earning Na Hone Ke 50 Reasons (Why I'm Not Earn)

I hope aapko ye jankari achhi lagi hogi agar haa to is article ko social media par share

शेयर
  • Share on Facebook
  • Tweet on Twitter

लेखक: Jumedeen Khan

मैं इस ब्लॉग का संस्थापक और एक पेशेवर ब्लॉगर हूं। यहाँ पर मैं नियमित रूप से अपने पाठकों के लिए उपयोगी और मददगार जानकारी शेयर करता हूं। ❤️

आपको ये भी पढना चाहिए

  • Internet Se Paise Kaise Kamaye

    Internet Se Paise Kaise Kamaye Online Paisa Kamane Ke 20 Tarike

  • How To Create Feedburner Accounr For Your Blog

    Apne Blog Ke Liye Feedburner Par Account Kaise Banaye

  • Track Phone Calls Using Google Analytics

    Google Analytics Se Site Me Phone Calls Track Kaise Kare

Reader Interactions

टिप्पणियाँ ( 75 )

एक टिप्पणी जोड़ें
  1. Bikash

    10 Nov, 2020 at 11:31 am

    मुझे वास्तव में इवेंट ब्लॉगिंग पर लेख पसंद आया। इस कीमती ब्लॉग के लिए धन्यवाद।

    जवाब दें
  2. Pushpa

    31 Oct, 2020 at 6:50 am

    bahut hi achchi post hai

    जवाब दें
  3. Arjun bind

    26 Dec, 2019 at 11:34 pm

    Sir mai blogging karne se pahle blog se related har topic ko jananaa chahata hu to AAP ke website se mil sakta hai na .

    Sir aapka post bahut achha hai

    जवाब दें
  4. Dileep Gupta

    30 Sep, 2019 at 3:42 pm

    mujhe jo bhi jankari Event blogging ke bare me chahiye tha wo aapake es artical se mil gaya thank you for sharing

    जवाब दें
  5. Roshan Kumar

    28 Apr, 2019 at 1:03 pm

    Sir Event Blogging Me Adsense Approval Milta Hai Kya

    जवाब दें
    • जुमेदीन खान

      06 May, 2019 at 6:01 am

      हां, बिल्कुल मिलता है

      जवाब दें
  6. SANDEEP TAK

    11 Feb, 2019 at 8:46 am

    Event Blogging ke bare me bhut achi jankari share ki hai apne thanks sir

    जवाब दें
  7. Sachin Patel

    15 Nov, 2018 at 11:40 am

    Bahut acchi jankari di aapne but sir mene you tube par video dekha vaha bataya gaya hain agar aap adsence add ko wishing website par use karte he then aapka adsence disapprov ho jata he.

    जवाब दें
    • Jumedeen khan

      15 Nov, 2018 at 1:20 pm

      Yea, disable ho jata hai.

      जवाब दें
  8. Bhupendra Singh Lodhi

    08 Oct, 2018 at 7:23 am

    Bhut achhi jankari sir,

    Main bhi event blogging pr.kaam kr rha hoon ab

    जवाब दें
  9. Ahmed nawaz

    03 Oct, 2018 at 11:03 am

    Bhai agar men ek Blog banata hun Blogger e us pe Hard work karta hun Backlinks banata hun to Aage chal ke Agar men dot com domain buy kar ke WordPress pe ajaon to un Backlinks ka Kia hoga jo Blogger ko use kar ke banaye the ?

    जवाब दें
    • Jumedeen khan

      12 Oct, 2018 at 12:37 pm

      Jab aap domain change karoge to aapki site ki ranking 0 se shuru hogi, backlinks transfer nahi honge so aap pahle se domain le kar blogger par blogging karo bad me jab chaho wordpress par move kar lena problem nahi hogi.

      जवाब दें
  10. Afreen

    30 Sep, 2018 at 10:05 pm

    Woooo... itne saare right now.. Its like a dream for me to see this 🙂 but i know team work makes the dream work.. and thank you so much for this lovely information

    जवाब दें
  11. kuldeep singh

    01 Sep, 2018 at 9:40 am

    Sir event blog ko hame jaldi top rank me lana padta hai,to isko jaldi rank karane ke liye kya karna padega

    जवाब दें
    • Jumedeen khan

      01 Sep, 2018 at 9:46 am

      Jaldi index karane ke liye google search console tool ka fetch as google feature use karo.

      जवाब दें
  12. vikas

    13 May, 2018 at 1:49 pm

    1. sir event blogging me jaise hum koi happy new year ki sayari ya koi quotes internet se copy karke likhte hai to copyright ka issue nahi hoga kya sir
    2. sir kya hum internet se sayari or quotes copy karke apni website me laga sakte hai kya?

    जवाब दें
    • Jumedeen khan

      13 May, 2018 at 6:32 pm

      Shayari joke copyright nahi hote hai. lekin copy paste karna buri bat hai.

      जवाब दें
  13. Raksha

    01 Apr, 2018 at 4:24 pm

    Sir Maine WordPress.Com pe account banaya hai free Mei Lekin mere pass Koi website nahi hai bus aise he Bana liya free service Mei Mujhe Jo bhi mila wo Sab or do blog bhi publish kiye hai.. Abb baat ye hai ki isse earning kaise kare ya alag se website banaye... Kya karna chahiye ye bataye

    जवाब दें
    • Jumedeen khan

      01 Apr, 2018 at 7:25 pm

      Free blog banana hai to aap blogger.com par banao wordpress.com par bahut si limit hai jo aapke kaam m adchna paida karengi.

      जवाब दें
  14. Barinder singh

    09 Jan, 2018 at 12:37 pm

    Nice post thanks for sharing

    जवाब दें
    • Rakesh kumar

      03 Mar, 2019 at 3:52 pm

      वाह अच्छी जानकारी

      जवाब दें
  15. Barinder singh

    08 Jan, 2018 at 1:26 am

    Sir very good post thanks for sharing

    जवाब दें
  16. Barinder singh

    07 Jan, 2018 at 10:46 am

    Hi very good post thanks for share

    जवाब दें
  17. Barinder singh

    13 Dec, 2017 at 11:27 pm

    Hi very good post thanks for sharing

    जवाब दें
  18. Umesh Ninawe

    28 Nov, 2017 at 8:35 am

    Boht badhiya bhai mere liye ye boht hi kaam ki post hai muze pta nhi tha ki event blogging kya hai ab aapne boht achhe se aur detail me samjhaya hai.. thanks for sharing

    जवाब दें
  19. Amit Rajput

    05 Nov, 2017 at 9:17 pm

    Sir agr main aaj se blogspot par event blogging start karta hoon to mera AdSense ka account kitne din main approved ho jayega

    जवाब दें
    • Jumedeen Khan

      05 Nov, 2017 at 9:57 pm

      No days limit jab aapke blog me 300 to 500 traffic ho jaye apply kar lena.

      जवाब दें
  20. nitin

    05 Nov, 2017 at 8:05 pm

    Bahut badhiya jankari di hai, event blogging jarur try karenge.

    जवाब दें
  21. Nazim Ansari

    04 Nov, 2017 at 11:32 am

    Bahut hi informative post share ki hai apne.
    Ye kaafi useful hai un bloggers k liye jo ek dams se achi earning karna chahte hain.
    Great work. Keep it up.
    Thanks for sharing...!

    जवाब दें
  22. neeraj singh

    03 Nov, 2017 at 4:40 pm

    मेरा ब्लॉग Adsense से Approved है एक पोस्ट पर कितने ऐड लगा सकते हैं. और होमपेज पर कितने ऐड लगाना सही रहता है.

    जवाब दें
    • Jumedeen Khan

      03 Nov, 2017 at 6:00 pm

      Look here Google Adsense Ad Limit Per Page Policy Removed in Hindi

      जवाब दें
  23. Anuj Singh

    03 Nov, 2017 at 3:54 pm

    Sir aapki ye post bahut achi hai. Mujhe kuch naya sikhne ko mila or bhi janne ko mila ki event blog se ache khase paise bhi kamaya ja sakta hai.

    जवाब दें
  24. Kumar Mritunjay

    01 Nov, 2017 at 7:29 pm

    @Jumedeen Ji, Aapki ye post bahut hi acchi hai, Aapne Event blogging par bahut badiya jankari di hai, Abhi tak main "Event blogging" ke jaise kisi topic me jyada dhayn nahi deta tha, Par aapki ye post bahut hi informative hai, Really Bhai you'r Awsm.

    Thank you for this Kickass post..! (:

    जवाब दें
  25. Shekhar Mishra

    31 Oct, 2017 at 2:07 pm

    Aapki mulakaat Kabhi Technical Guruji se hui?

    जवाब दें
    • Jumedeen Khan

      31 Oct, 2017 at 2:56 pm

      Nahi.

      जवाब दें
  26. Md Aqheel

    31 Oct, 2017 at 11:13 am

    after reading your article i definitely try event blogging

    जवाब दें
  27. Shekhar Mishra

    30 Oct, 2017 at 4:11 pm

    1. Meri age Abhi 16 hai Aur Maine Google Plush Account Me 27 Age Ya DOB Set Ki Hai AdSense Bhi Approved Ho Chuka Hai Mehnat Karne Hi Wala Tha Ki Pata Chala Mujhe Future Me Dikkat A Sakti So Mai Ab Kya Karu........ AdSense Approved Hai.... Agar Mai Payee Name Aur Information, DOB Apne Bade Bhaiya Ke NAAM kar To Koi Problem To Nahi Hai....????

    2. Maan Lijiye Payment Aane Lagi Lekin Jab Mai 18 Saal Ka Ho Jaaunga to Paayee Name Aur Information Apne Naam Set Karlu To Koi Dikkat To Nahi?

    Jaise Abhi Mai 16 ka Hu To Bhaiya Ke Naam Se Aur Jab Mai 18 Ka Ho Jau To Apne Nam Se.....Phir Info Change Ho Sakti Hai Na? aur DOB...

    Poora Explain Karke Btaay Plz...

    जवाब दें
    • Jumedeen Khan

      30 Oct, 2017 at 5:09 pm

      1. No worry aapko adsense mil chuka hai ab bas aap bank account or khulwa lo. Nahi brother ko payment nahi milega.
      2. Yes ka sakte ho abhi hi apne hi name se karo or bank acocunt khulwa kar add karo payment mil jayega.

      जवाब दें
      • Vivek singh

        22 Apr, 2019 at 8:58 am

        Sir mai ek lower middle class family se belong krta hu. WordPress ke liye domain or hosting k paise nhi hai utne,to kya mai blogger pe blog bana k kuch earn kar sakta hu. Taki jab earning ho jaye tab wordpress me transfer kr lunga

        जवाब दें
        • जुमेदीन खान

          23 Apr, 2019 at 12:58 pm

          बिल्कुल कर सकते हो, अब दूसरों से बेहतर कंटेंट लिखो और अपने ब्लॉग पर ट्रैफिक लाने की कोशिश करो

          जवाब दें
        • Nobita Nobi

          03 Aug, 2019 at 5:00 pm

          Bhaii aapne to description me keyword stuffing kr di hai...

          जवाब दें
  28. ankit

    30 Oct, 2017 at 5:48 am

    Sir mere blog ke dashboard me sare option jase layout theme show nhi ho rhe h plz sir kya kru me

    जवाब दें
    • Jumedeen Khan

      30 Oct, 2017 at 5:02 pm

      Mozilla browser me check karo.

      जवाब दें
  29. VISHAL

    29 Oct, 2017 at 8:29 pm

    Event Blogging par fully guide article likha hai aapne . Thanks

    जवाब दें
  30. Pravin Kharade

    28 Oct, 2017 at 9:31 pm

    Hello sir , Bahot hi achha article aapne likha hai.
    Aur mera yeh question hai ki Event blogging ke liye agar hum Paid Backlinks lete hai Fiverr se to koi nuksan hoga kya ??

    जवाब दें
    • Jumedeen khan

      29 Oct, 2017 at 3:26 pm

      Nahi but ab ye trick work karegi kah nahi sakte, google bahut smart ho gaya hai.

      जवाब दें
  31. shrawan

    28 Oct, 2017 at 2:47 pm

    Hello sir mere blog (www.gkguide.in) ki bounce rate 60-75 hai. kya aane wale time me isse traffic par kuch issue aa sakte hai. abhi blog ka traffic 2k per day h.? iske liye mene pehale bhi comment dala tha but tab aapne traffic increase karne ko kaha tha ab to bata do sir.
    Thanks in advance

    जवाब दें
    • Jumedeen khan

      28 Oct, 2017 at 7:44 pm

      Mostly sabka itna hi hota hai.

      जवाब दें
  32. Amit Rajput

    28 Oct, 2017 at 12:00 pm

    Sir meri help kijiye Maine kal godaddy se domain aur hostgator se hosting (baby plan) buy kiya tha Maine kal domain ko hosting se bhi point kar diya tha aur WordPress ko bhi install kar liya tha aaj subah main general setting kar RHA tha Maine change bhi nahin kar paya sir tab se ab main apne cpanel aur WordPress main log in bhi nahin ho paa RHA hoon ,file not found 403 likhkar aa RHA hai

    जवाब दें
    • Jumedeen khan

      28 Oct, 2017 at 12:21 pm

      Contact hosting support team.

      जवाब दें
      • Amit Rajput

        28 Oct, 2017 at 1:24 pm

        Sir mujhe English samajh nahin aata hai vo English main baat karte hai aur aapne apne post main kaha tha ki hostgator baale Hindi main baat krte hai agar apke paas unka Hindi waala number hai to mujhe btaiye plz help me sir Maine to sir apka post read karke hostgator ka service liya tha agr mujhe pta hota ki ESA hota hai main kabhi bhi hostgator se service nahin leta kuch. Karo meri help plz

        जवाब दें
        • Jumedeen khan

          28 Oct, 2017 at 7:42 pm

          1800-209-8833aap hindi language choose karo hindi me bat karenge.

          जवाब दें
  33. viram singh

    28 Oct, 2017 at 10:59 am

    bhai mera blog motivational niche pr ha kya me is pr technical services related post bhi share krta Hu to blog seo or Google adsense pr kya effects hogan.

    जवाब दें
    • Jumedeen khan

      28 Oct, 2017 at 11:08 am

      Aapka blog hai apa kuch bhi kar sakte ho. But google single niche blog ko jyada like karta hai.

      जवाब दें
  34. kumar

    28 Oct, 2017 at 8:37 am

    such a amazing post jumedin sir, new idea make your site popular in india than shoutmeloud. have you written about how to setup W3 total cache plugin i have searched but not find can you write on this plugin setup

    जवाब दें
    • Jumedeen khan

      28 Oct, 2017 at 10:16 am

      Maine abhi tak is par post nahi likhi hai but ye post aapki help kar sakti hai. Blog Ko Fast Loading Banane Wale Plugins Aur Unki Settings

      जवाब दें
  35. Amit Rajput

    27 Oct, 2017 at 9:46 pm

    Sir event blog ke post Hindi main likhen ya English main konsi better language hai tell me

    जवाब दें
    • Jumedeen khan

      27 Oct, 2017 at 9:54 pm

      Jis language ke visitor aapko attract karne hai.

      जवाब दें
  36. Zaid Hussain

    27 Oct, 2017 at 9:27 pm

    Bht acchi jankari h ..mai event blogging start karne wala hu...aajkal auto blogging bhi bht jyada popular h uske bare me plzz ek article post kre..

    जवाब दें
    • Ashish

      27 Oct, 2017 at 11:52 pm

      bhai genesis theme ke aalawa koi accha paid theme aap suggest karenge ? pls let me know

      जवाब दें
      • Jumedeen khan

        28 Oct, 2017 at 7:26 am

        Divi theme

        जवाब दें
  37. piyush joshi

    27 Oct, 2017 at 8:36 pm

    Bahut hi help full jankari aapne share ki chain men bhi diwali ke 15 days pahle diwali SMS ki post ki this bahut traffic mila.

    जवाब दें
  38. Hussam Ansari

    27 Oct, 2017 at 8:31 pm

    Bahot Achi Jaankari share ki aapne ek hi post me event blogging ki puri jaankari bata di.

    जवाब दें
  39. Aryan

    27 Oct, 2017 at 8:21 pm

    Very nice article jumedeen you are great blogger i think aapke jaise to koi post ni likhta hai aap ek dam pata ni kaha se bilkul new cheez le aate ho aur bo bhi bhut kaam ki so Thanks jumedeen bro. For sharing this article

    Ab mai bhi kal se hi event blogging start kar dunga fir dekhta hu kitna fayda hota hai mujhe

    जवाब दें
    • Jumedeen khan

      27 Oct, 2017 at 8:24 pm

      Thanks ki aapko post pasand aayi.

      जवाब दें
  40. indrasinh

    27 Oct, 2017 at 8:20 pm

    bahut acchi post very help full maine abhi ek new blog banaya hai plz ek baar chack karke jarur bataye

    जवाब दें
    • Jumedeen khan

      27 Oct, 2017 at 8:24 pm

      Must blog hai.

      जवाब दें
  41. sachin pandey

    27 Oct, 2017 at 8:18 pm

    nice post for every blogger who focused his blog on event

    जवाब दें
  42. Gautam Koli

    27 Oct, 2017 at 8:18 pm

    Bhaut acha explain kiya sir ji. Event blogging ke baare me.
    Main es post se kuch nyi tips bhi skhi.
    Thank you

    जवाब दें
  43. Lalsingh

    27 Oct, 2017 at 7:53 pm

    Mai body building beginners ke liye ek website bana raha hu. Mere kuchh sawal hai Aapse..
    (1) kya body building websites par theek thaak traffics mIl jayega?
    (2) kya is topic ki website ko google Adsense approval mIl jayega.
    (3) 1 week me 1 post dalte rahne se kaam chal jayega?
    (4) kya Har post me kam se kam 1000 words Hona jaruri hai?
    Aur aakhiri sawal..
    Kya daily 3-4 Ghante kaam karke google Adsense se per month 20000 rs. Kama sakte hain?

    जवाब दें
    • Jumedeen khan

      27 Oct, 2017 at 8:23 pm

      Sabka jawab "yes" me hai. Yes kama sakte ho but weekly nahi daily post karke.

      जवाब दें
      • Lalsingh

        28 Oct, 2017 at 7:12 am

        Bhai daily post kaha se laaye? Kuchh 70-80 post hain jinme body building beginners ke liye Sab kuchh Aa jata hai. Uske baad post kaha se kaise karenge? Kuchh idea batao.

        जवाब दें
        • Jumedeen khan

          28 Oct, 2017 at 7:22 am

          Plus me aap health topic par bhi writing kar sakte ho.

          जवाब दें
          • Lalsingh

            28 Oct, 2017 at 8:09 am

            Thanks u bro.. 30 post likhne ke baad Adsense ke liye apply kar sakta hu?

          • Jumedeen khan

            28 Oct, 2017 at 8:20 am

            Yes kar sakte ho.

अपनी प्रतिक्रिया दें। Cancel reply

Primary Sidebar

शुरुआती गाइड

ब्लॉगिंग के माध्यम से पैसे कमाने के 3 तरीका।
#पहला एक ब्लॉग बनाएँ।
#दूसरा ट्रैफिक बढ़ाएँ।
#तीसरा कमाना शुरू करें।
-: पैसे कमाना शुरू करें :-
सिर्फ ₹99/mo में होस्टिंग खरीदें!

नयी पोस्ट

  • घर में बरकत क्यों नहीं होती? (गरीबी की वजह)
  • मिया बीवी का रिश्ता - Miya Biwi ka Rishta
  • सच्चे प्यार के 20 गुण (True Love Qualities in Hindi)
  • Fitness Trainer कैसे बने? इसके लिए योग्यता और सैलरी
  • सारी जिंदगी जवान और सेहतमंद रहने के 10 नियम

अपडेटेड पोस्ट

  • घर में बरकत क्यों नहीं होती? (गरीबी की वजह)
  • मिया बीवी का रिश्ता - Miya Biwi ka Rishta
  • सच्चे प्यार के 20 गुण (True Love Qualities in Hindi)
  • Fitness Trainer कैसे बने? इसके लिए योग्यता और सैलरी
  • सारी जिंदगी जवान और सेहतमंद रहने के 10 नियम

पोपुलर पोस्ट

  • यूट्यूब पर सभी "Liked Videos" को एक बार में डिलीट कैसे करें?
  • समाज में मान-सम्मान (Respect) कैसे पाएं? 7 तरीके
  • Google Apps For Work Par Account Kaise Banaye - Referral Program
  • अमीर कैसे बने, अमीर बनने के 5 आसान तरीके 2019
  • खुश रहने के 50 आसान उपाय

टॉपिक चुनें

  • इन्टरनेट
  • ईमेल मार्केटिंग
  • एजुकेशन
  • एफिलिएट मार्केटिंग
  • एसईओ
  • ऐडसेन्स
  • टेक्नोलॉजी
  • डोमेन रजिस्ट्रेशन
  • दिलचस्प तथ्य
  • पैसा कैसे कमायें
  • फेस्टिवल
  • बिज़नस स्टार्टअप
  • ब्यूटी टिप्स
  • ब्लागस्पाट
  • ब्लॉग्गिंग
  • मोबाइल मार्केटिंग
  • यूट्यूब
  • रिश्ते-नाते
  • लाइफ सक्सेस
  • वर्डप्रेस
  • वेब होस्टिंग
  • सिक्यूरिटी टिप्स
  • सोशल मीडिया
  • स्वास्थ्य

Footer

थोडा ब्लॉग के बारे में

यह एक हिंदी ब्लॉग है, जिसका मकसद है लोगो को हिंदी भाषा में विभिन्न जानकारी उपलब्ध कराना।

इसके अलावा हमारा एक Ask SMI फोरम भी है, जहाँ हम नए ब्लॉगर्स की मदद करते है।

अन्य महत्वपूर्ण लिंक

  • ब्लॉग
  • फ्री ब्लॉग बनाये
  • डील्स
  • पैसे कैसे कमाए
  • विज्ञापन दें
  • होस्टिंग कहा से लें
  • अस्वीकरण
  • शब्दकोश

ब्लॉग न्यूज़लेटर सब्सक्राइब करें

हमारी नवीनतम पोस्ट की सुचना पाने के लिए अभी ब्लॉग को सब्सक्राइब करे!

Powered by: Mozedia.com

कॉपीराइट © 2015–2021हमारे बारे मेंसम्पर्कगोपनीयता नीतिसाइटमैपवापस जाएँ।