Chitika adsense की तरह ही एक advertising website है जो हमे ads दिखाने के पैसे देती है। Adsense सबसे better website है पर अगर आपका adsense account approved नहीं हुआ है तो आप Chitika या BidVertiser के ads अपनी website या blog पर लगा कर income कर सकते हों। आज मैं आपको इस post में चितिका पर account बनाने चितिका से पैसे कमाने और blog पर चितिका के ads लगाने के बारे में विस्तार से बता रहा हूँ आप मुझे follow कर के चितिका से पैसे कमा सकते हों।
Chitika क्या है और Chitika काम कैसे करती हैं?
- ये भी पढ़े :- Facebook Profile को Blog पर कैसे Add करें
Chitika पर Account कैसे बनाए?
Step 1

- यहाँ पर अपनी email id डाल दीजिए।
- Go button पर click कर दीजिए।
- Go button पर आपकी email id पर एक massage आयेगा।
- Massage में Complete My Application का option होगा उस पर click कर दीजिए।
Step 3
आपके Complete My Application पर click करते ही एक new popup window open होगी आपको उसमे सही जानकारी fill करनी है screenshot के नीचें tips है उन्हें follow कर सकते हों।

- अपना first name type कर दीजिए।
- यहाँ पर अपना last name भर दीजिए।
- यहाँ पर अपना username डाल दीजिए जैसे मैंने डाला है।
- यहाँ आपको अपनी website blog का URL डालना होगा।
- यहाँ एक कोई भी 8 word का password लगा दीजिए जो आपको याद रह सके।
- password check करने के लिए password repeat कर लीजिए।
- आप जिस country के वो country select कीजिए।
- Forum complete fill करने के बाद submit पर click कर दीजिए।
अब आप थोडा wait कीजिए chitika account को appproved होने में 1 या 2 day लग सकते है जब आपका चितिका account approved हो जायेगा तो आपकी email id पर chitika account approved होने का massage आ जायेगा उसके बाद आपको चितिका से ads का code मिलेगा उस code को आप अपने blog पर widget पर कही भी add कर सकते है उसके बाद जब कोई आपके ads पर click करेगा तो आपकी income होगी।
- ये भी पढ़े :- Google Adsense से $100 Per Day कैसे कमाए
I hope आपको ये post अच्छी लगी होगी अगर हाँ तो इस post को social media पर अपने सभी friends के साथ share जरुर करना।
sir maine bhi chitika se ek add lagaya hai lekin who show nahi kar raha hai. bas uska title show ho raha hai pleae help me.mere a/c ek blogger a/c hai.
hello sir mera ek question hai appse
sir jaise maine apni website par add lagaya chitika ka, to kya ads lagane ke liye organic search jyada hona chahiye aisa koi rule hai kya iss ads mein. sir plzzzz jaldi hi reply karein.
thank you sir, plz help me…
Aesa koi rule nahi hai but aapki site par traffic to hona chahiye.
chitika ke liye kitna pageview par day hona chahiye sir
sir mere website ki koi b post google me show ne hore or ek bat btaiye ki kya ham chitika ki add ko ek se jyada website par use kar skte hai same chitika account se
Bhai mere blog me mene chitika ads laga rakha hai. 2 mahino se ad bhi aa rahe the lekin 31 January se ad show ho na band ho gaye hai. Mujhe chitika ki taraf se mail bhi aaya hai. Ads.txt ka. Bhai plz mujhe bataye me kya karu
Ask same question any chitika user and expert.
Bhai mera adsens approved nahi ho raha
100+post
No copyright
Privacy about. Us sab page add kiye maine har baar disapproved ho jata hai
Kya blogging band kar dena chahiye
300 daily page view hai
Adsense aapke blog me kya kami bta ra hai wo mujhe mail karo.
nice information
एडसेंस पर क्लिक के कितने पैसे देता है मिनिमम और मैक्सिमम
Read our adsense related articles.
Sir mujhe apki help ki jrrurt hai mujhe btaiye ki hm chitika ki ads kya apne sare post me add kar slte hai or kya hm chitika ke sath bidtviser b use kar slte hai kya plz help me sir… or hm kya ek chitika ke account ke ads kisi dusre blog me b add kr skte hai kya
Yes kar sakte ho.
sir chitika ki adds google chrome browser me or internet browser me he show hore hai ucbrowser me ne kya kru or kya hm ek sath bidtviser aur chitika use kar skte hai koi problem toni hogi
UC browser me ad blocker ko disable karo fir check karo.
Sir mere chitika account me customize ka option nahi aa raha maine you tube par videos ddekhi to us sab me ye option dikha raha he
Features change hotwe rahte hai so aap thoda carefully check karo, I am not expert on chitikia so is bare me kuch nahi kah sakta.
bhai kisi ne bilkul sahi kaha hai chitika is a jokes itna ghatiya cpc or cpm deta hai ki bole hi kya is se achha to adnow deta hai kam se kakm ek clilck ka 1 cent to deta hai jabki bahar ki compney hai or chitik to 1 click ke kabhi kabhi 0.001 bhi deti hai or 1000 impression pr click 7 hai ye bhi bhala koi baat hui…..
sir adnow ke bare me thoda bata dijiye mai bhi try karna chahta hun. sir help me
Adnow achha hai but kai logo ko isne payment nahi kiya hai or iske ad bhi sahi nahi hote. I think use aapki site ko avoid kar sakte hai. Aap chahe to try ka sakte ho main suggest nahi karunga.
Mere website par chitika ke add show ho rahe hain. Par problem ye rahi hai ki add sirf website ke original view par hi show hote hain. yaani google se aane wale jyadatar visitors ko mere add najar nhi aate. Or hame add website ke header me lagana hai. Vo kaise lagaye ?
Sorry juhi main chitika advertisment use nahi karta. So is pare me aap kisi chitika expert se sawal puche.
Mere blog par chitika ka add laga diya hai. Par add show nahi kar rahe. Phone par hamne check kiya hai. Par PC me show hote hain ki nahi ? Ye nahi malum. Kya kare ?
Chittika ke aapki site ka review karne ke bad ad show honge. Ad blog par laga kar kuch time wait karo show ho jayenge.
hello sir.mere blog ki post to search engine me show kr rha he.but google+ dikha rha he.mere blog ki site nhi show kr rha he search engine me.
aur jab me google+ ki post pe click krta hu to “500 error” aa rha he..
sir aisa kyo karu jisse ye error nikal jae aur search engine me mere post pe google+ nikalke mere blog ka site dikhaye..plz sir help me
Blog ki seo setting complete karo.
maine WordPress se blog banaya h usme ek post bhi likhi h lekin.post k link pr click krne se bah post ni khulta h likhata h page not found to kya kre
sahi link open karo.
Sir ye bataiye ki chitika se earning kis tarah hogi.kitne click par kitne earning hogi.
Nahi bta sakta kyuki maine chitika istemal nahi kya AdSense ke bare me kuch bhi puch sakte ho.
hello bhai mera blog search engine se connect nahi ho raha kya karu
error kya aa raha hai puri problem btaya karo.
sir g
mera blog bilkul simple hy
aur main source facebook hy
kuch design k tips
aur konsy widget use karu
etc
bta dakty hain
phir bhi blog par ek nazar dal lain
g. lakin fb say 28 post say 1000 views milay hain ab tak
ek week say fb share start kiya
check this post Blog Ko Acha Design Karne Ki 20 Important Tips Janiye Hindi Me
sir ji
wapka par kaise google AdSense lagaye
Aap domain le kar wapka blog par add karo or us domain se AdSense account bana kar direct wapka par ads lagao.
Bro. mene Chitika ka ads wala code apne blog me add kr diya bt Ads PC and Mobile me show nahi ho rhe h only mobile me jb view web virson pr click krta hu tab hi show hote h aur sath hi sath vo code meri post me bhi dikhayi de raha h and bro mere widgets bhi mobile phone me show nahi hote hai iske liye kya kru…
Aap 2 kaam karo ek blog ki template change karo or dusra blog dashboard>> template par ja kar mobile version diable karo. Chitika ke ads aapke blog par show nahi ho rahe hai. Aap lease pahle blog par traffic badhao ads bad me lagana.
Hi sir
mera kuchh questions hi ise solve kijiye
1)mai chitika par apply kiya tha to mujhe turant uska code bhi mil gaya kiya chitika turant code de deta hi
2)code aa gaya to use kaise aur kaha pest karu
3)aap mera blog chek karke bataiye kiya sav kami hi
1. Aapko code mil gaya hai to isme puchne ki kya jarurat hai.
2. aap blog ki post or widget me code add karo.
3. achha blog hai but design sudharo.
Sir mera chitika account approve ho gaya hai or us code ko men’s post me paste kar diya hai par ads show nahi ho raha hai. Sir me kya karu plz help me
Ads tabhi show honge jab aapka chitika account approved hoga.
Sir maine Chitika ke liye apply kiya aur agle hi Page me Mera Blog Aprrove ho gya. Mujhe code bhi mila. but mai ye jaanana chahta hu ki Mere blog par to 10 pagviews per day muskil se ho rahe hai phir chitika ne approve kaise kar liya mere blog ko.
Is bare me main kuch nahi kah sakta. Chitika team ko aapki site achhi lagi to unhone aapka account approved kar diya.
google ya chitika ko kaise pate chalta hao ki wo mera bhai hai ya freinds or ya ki wo mera bhai bahi hai ya mera freind nahi hai . kyoki pure india me koi bhi click kar sakta hai .
Humari activities se google bahut smart hai or wo humare bare me sabkuch janta hai. Its final.
Sir ek bahut bada condusen hai aur mera bhi bhi mujhse khata rahata hai ki blog me add lagate hai adanse aur chitika kisi ke bhi dono pay per click se payment karti hai aise me to hum aone blog me add laga kar hum khud din bhar add per click karte rahe aur mera bhai bhi dinbhar add per click karta rahe aisa. aise to rupees ka mountain khada ho jayega to mera sawal yahi hai aisa to hota nahi hiha to iska funda kya hai
Himansh hum apne ad par click nahi kar sakte or nahi apne bhai oya kisi friends se aesa karwa sakte. Agar hum aesa karte hai to google AdSense account hume bann kar dega or hum fir kabhi AdSense use nahi payenge.
Sir mere blog ko search karne par 6 day ago side me likh ke aa raha hai jabki mai blig daily updatw kata hu apke blog me to aisa show nahi hota jabki apki itni purani post padi hai to ye 6 day ago kaise hataye
Himanshu aap content jab share karoge tabhi ki date search engine me show hogi.
Sir mera blog dekhker ek baar batayenge ki usme kaya kami hai aur kya sahi aur mai adds kab lago mare blog ka url bollycollections.blogspot.comhai
Sidebar me widget kam karo or post likhna sikho post me kuch words bhi use kaor sirf image se kuch nahi hoga.
Hi,
Mera Chitika Ac. Approved ho chuka. Ye kaise Pata chalega..
Aapko iska mail milega.
Hello sir mene chitka pr account bnaya jese he open kiya msg aya ki congratulate your account ki approved mtlb account approved ho gya hai ya 2 ya 3 din lgege plz btaiye sir help me
ha isme kuch time lagta hai aapko iska mail mil jayega.
bhai AdSense approval ni huwa mera muje 1 Month ho gya h blog bnaye aur 30-35 post b hai,pr mene you-tube pr kuch b upload ni kiya,aur mera blogger pr free blog hai koi domain ni krida ta so koi problem toh ni h na AdSense k liye??? plzz help me dearest
dsense approved na hone ka aapko jo message mila hai wo dikhao.
sir meri chitika ki ads show nhi ho rahi h kya karu post ke bich me bi HTML ka use karke post kar diya h
Jab aapka chitika account approved hoga to hi ad show honge.
Sr bhot hi accha jankari diya hai
Sr mera ek Sabaal hai ki chitika.me
ad lagake click ka paisa deta hai
Per click pe kitna milta hai aap
Bsta sakte hai or Adsense pe bhi
Kya ad pe click karne ka hi paisa
deti hai kaiyakaise.blogspost.in
ha AdSense or chitika dono ads par click karne ke paise dete hai. 1 click se $0.5 to $0.50 ya isse bhi jyada paise milte hai.
Sir mre blog me se chitika ke ads mujse remove nahi ho rahe he
Plz sir app unko remove kar dijiye plz help me
Aap mujhe contact form me message karo or aap kaha se ad nah ihata par rahe ho w obhi bta dena mai kar dunga.
Hello sir me chitika ke ads mere blog se kaise remove karu
Mene post se to remove kar diye he lekin side bar me show ho rahe hai plz help me me un sabhi ads ko romove karna chahta hu
Sidebar me aapne jis widget me chitika ke code add kiye hai use remove karo.
kya chitika aur AdSense ad network dono ek saath ek hi website par laga sakte hai yani use kar sakte hai
Nahi nahi kar sakte aap AdSense ke sath infolinks use kar sakte ho.
Sir mera blog pahle Google search me show krta that an nhi karta h plz help me plz
Aap apne blog ko ache se optimize karo, blog ki template change karo adhik jankari ke liye ye post padho Blog Banane Ke Bad Kya Kare Full Guide
Bro….mera blog ka traffic acha h kya Mai abhi chitika ka add lgana chahta hu fir bad me chitika ko remove kr k AdSense ka add lga skta hu
Agar aapko future me AdSense use karna hai to mere hisab se aap chitika ke ads use mat karo.
Hello sir good morning
Sir maine chitika ke ads blog me lagye he par sirf impressions aa rahe he or earnings zero he to plz please help me ab me earning ke liye kya karu.
Aapke blog par traffic nahi hai to earning kaha se hogi. Pahle apne blog par traffic badhao.
bro… bog par AdSense ka ads laga hai ya nhi kaise pata chalega aged nhi laga huaa hai to kaise lagaye
aap blog ko open karke dekho ads alge honge to show honge.
Blog ke niche Distibuted by gooyabitemplat ko kaise remove kare
And privecy policy ko menu bar me kaise add kare
Thanks
Blog ki template me ja kar aapko jo delete karna hai wo search karke delete kar do.
Hello chitika ke ads mobile par show nahi ho rahe hai mobile par ads kyu nahi show ho rahe hai
Pawan abhi apko blogging me 4 din nahi huye hai or aap earning karna chahate ho. pahle apne blog par 10-20 post likho or blog par traffic badhao fir ads lagao.
Mera blog ka layout sahi hai kya
Or kuch tips bhi do privacy policy ko blog ke niche footer mai kaise add karte hai thanks
Aapke blog par abhi kuch bhi sahi nahi hai. Aap ye post follow karo.
1. Blog Banane Ke Bad Adsense Ke Liye Apply Kab Kare – Approved Tips
2. Blog Ko Acha Design Karne Ki 20 Important Tips Janiye Hindi Me
sir website ke aage m=1 kaise remove kare
Mobile me site ko open karne se ye aata hai. Desktop me karoge to nahi aayega.
bro..mene citika par 10 day pahle account banaya tha but abhi tak emil par msg nhi aaya hai ab kya karu help me
Chitika me ye problem hoti hai. First aap apne blog par traffic badhao uske bad advertisment program join karo.
bro..ads or citika dono ko apne blog me ek sath laga sakte hai
Nahi kar sakte.
bhai bank details kaha dalu ?
Chitika main 1000 impression pe kitna milta hai and ads per per click ka kitna milta ..
Paise ads par click karne ke milte hai ads dekhne ke nahi. impression tab bhi badhte hai jab koi aapki site ke ads wale page ko open karta hai. impression se income nahi hoti. hai.
maine aapka post padha……..usme page impression ka matlab pageview hai leki mai apne search analytic me chek karta hu to koi visitor show nahi karta ….please help mai confuse hu..
Ho sakta hai aapka blog analytics se connect nahi hua ho.
to brother ise kaise reconnect kare ……please guide kare….
Ye guide follow karo Blog ko google analytics se kaise connect kare
bank acount se receive nhi kr skte h
Rajesh aap chitika ki faq policy check karo. Mujhe iske bare me jyada pata nahi hai.
Chitika india me payment kaise krti h kya hum apne paise chitika se bank acount me le skte h bina paypal acount
help me
Aap chitika se kamaye paise paypal ke throw receive kar sakte ho.
hello jumedeen bhai
maine kal chitika par account banakar uske ad ke code ko apne blog par lgaya tha par ad mere blog pe dikhai nahi de raha hai ?aysa kyun!!
Satyendra abhi chitika aapke blog ka reivew karegi. Uske bad aapka account approved ho jayega to ads show honge.
hello jumedeen bhai
waise chitika one clik par kitne paise deti hai normaly……
Mai chitika use nahi karta. Isliye chitika ke bare me jyada nahi bta sakta.
hello jumedeen bhai mere chitika account me impression 240 dikha raha hai ye kya hota hai?
ye post padho Adsense RPM Kya Hai or Adsense RPM increase kaise Kar
Meme chitica par account bana diya hai lekin mobile view me add nahi bata raha hai toh add dikhne k liye Kiya karna chaiye
Apni site ka link btao. Mai aapki site check karne ke bad hi aapko guide kar sakta hu.
Ap ye btaye ke screenshot ko edit kese krte hoo
Photo editer software se.
Kis softwear se kia name hai android ka btana jo usefulll hooo wese to play store mein kaaafi hein
Theek hai afzal bahut jald iske bare me post likhunga.
chitika ke ads per click karne per $ milte he ya hamare post view karne per
Sirf ads par click hone par paise milte hai. Pageveiws se income nahi hoti hai.
bhai ye jo comment form hai yeh kaise lagaya aapne please help me
ye WordPress ka comment box hai. blogger me aysa comment box nahi laga sakte.
maine kal chitika par accounts banaya tha lakin ab wo khul nahi raha hai or maine reset posword bhi kar diya tha fir bhi nahi khul raha hai aap hamko bataye ki mujhko email id me URL wali id dalni hai ya gmail wali id dalni hai pla tell
Aap ne jis id se sign up kiya tha wo ID dalni hai.
Hello,
Best blog hai aap ka or hame kam ki info milti hai yaha se, dhanyabad aap ka and me ye janna chah raha hu ki Kya me Chitika or infolinks k add ak sath website pe use kar sakta hu ? ku ki mera infolinks ka a/c abhi approve ho gaya h, to chah raha hu ki or jayada ad laga saku. or ab m kon kon se ad laga sakta hu?
Thank you
Nahi kar sakte, aap ek hi advertising site ke ads use kar sakte ho.
sir ji maine chitika ka ad apne blog par lagaya hai but link par click karne ke baad proper open nahi hota hai aur privacy policy ka message aata hai please help me
aap chitika par fir se ads create karo or blog me add karo.
sir chitika pr login krte time merit I’d nhi uda rha . or m android mobile we chitika pr account bna rha hu kya ye account mobile pr bn jayega
aap sahi email id use karo. ha ban jayega.
sir jab chitika account ho to use hum AdSense se connect nahi Kar sakte.
Thank you
Nahi kar sakte.
Citika se Kaise paise kamate hai jaanke atcha loga . aur koi website se pasie kaise kamate hai agr jante hai to post jarur likhiyega ……….Thanks For Sharing Post .
sabse jyada AdSense se kama sakte ho. ye post pade Google Adsense Se $100 Per Day Kaise Kamaye
Bhai chitika kam $ deta hai
ye aapki cpc or rpm ke upar hota hai ki aapki per click rate kitni hai. chitika ki lagbhag $0.05 per click hai
Bhai AdSense aprove kese kare, bohot strict hai na….???
Aur YouTube se bhi karna bohot prblm hai
Adsense ko approved karana bahut aasan hai. iski jankari ke liye ye post pado Apna Adsense Account Approve Kaise Karaye 4-5 Din Me
Bhai ads kese lagaye blog me
aap chitika ki jagah AdSense ads lagaye. AdSense me benefit jada milta hai.
Mai jo jankari aapko deta hu use pahle mai khud try karta hu. so abhi mera chitika account approved nahi hua hai. 1-2 din me ho jayega tab aage ki jankari likhunga,
bhai aapne yeh toh bataya nahi ki chitika ke ads kaise lagaye blog par?
Mujhe Blogger ki coding bhasha 90% aati hai, so maine apni template khud design ki hai. agar aapko meri site ke jaisi template chahiye to aap google me "simple template for blogger" search kare aapko meri site ki template se related bahut sari templates mil jayegi.
Aap ki website ka template kha se dawnlod kiya app ki website ka template ka name kya he