New Website Blog Ko 2 Day Me Search Engine Me Kaise Laye

Website ya blog banane ke bad sabse bada sawal hota hai website ko sabhi search engine me index karana. Iske liye hume bahut sari SEO tips follow karni padti hai. But aaj mai aapko aysi master trick btane ja raha hu. Jisse aap 1-2 day ke andar apni new site or blog ko Google, Bing, Yahoo, Ask or other sabhi search engine me show kar sakte ho.

New Site Ko Jaldi Search Me Kaise Laye

Bahut se blogger or website owner search engine me apni pahchan banane ke liye apni site ko bahut jaldi search result me dekhna chahate hai. Ye post unke liye 101% kaam aayegi. Kyuki is post me btayi tricks se koi bhi site ko aap sirf 1-2 din me hi search engine me index kara sakte hai.

Jab hum new site banate hai to hum chahate hai ki google search engine humari site ko sabse pahle search kare. Lagbhag har blogger ki yahi soch hoti hai. Aapki bhi ho, So kuch aysi trick hai jinki help se aapki site bahut jald search result me show hone lag jati hai. Agar aap site ko google me manualy index nahi karoge to google aapki site ko index karne me 1,2,3 or 5 nahi 1-2 weeks bhi laga sakta hai. But hume sirf 2 day ke andar apni site ko search me lana hai.

Site ko 2 day se pahle search engine me index karne ke liye aapko Micro-Niche Site Kaise Banaye post padh leni chahiye. Uske bad hi aapki site itne kam time me search result me show ho sakegi. Maine Micro Niche Site bana kar unhe 1 day se bhi kam time me search result me index karaya hai.

Website Ko Sirf 2 Day Me Google Me Index Kaise Karaye

Internet par aapko aysi bahut sari website mil jayegi jo website blog ke bare me information share karti hai. Jaise website domain details checker, website SEO chcker, website value checker and other or bhi 100ro site hai. Bas aapko inhi ki jarurat padne wali hai.

Option 1:

Sabse pahle aap website ki information dene wali jitni site ka aap pata kar sako kare or un sabhi sites ke link copy kar ke notepad me add kare. Mai kuch site ke links aapko yaha bta raha hu. Jis me se aapko”yoursiteurl.com” ki jagah apni site ka link add karna hai.

tatlia.com/yoursiteurl.com
cash81.com/yoursiteurl.com
whoisx.co.uk/yoursiteurl.com
statout.com/yoursiteurl.com
worth.im/www.yourdomain.com
nakedweb.org/yoursiteurl.com
georanks.com/yoursiteurl.com
worthlook.com/yoursiteurl.com
peekstats.com/yoursiteurl.com
www.whoisya.com/yoursiteurl.com
webworth.info/yoursiteurl.com
webrapport.net/yoursiteurl.com
www.aboutus.org/yoursiteurl.com
www.cubestat.com/yoursiteurl.com
www.statbrain.com/yoursiteurl.com
statswebsites.com/yoursiteurl.com
www.quarkbase.com/yoursiteurl.com
www.esitestats.com/yoursiteurl.com
www.builtwith.com/?yoursiteurl.com
websiteshadow.com/yoursiteurl.com
websitevaluebot.com/yoursiteurl.com
whois.domaintools.com/yoursiteurl.com
www.who.is/whois-com/yoursiteurl.com
www.robtex.com/dns/yoursiteurl.com
www.quantcast.com/yoursiteurl.com
www.thegetpr.net/site/yoursiteurl.com
www.pageheat.com/heat/yoursiteurl.com
www.aboutthedomain.com/yoursiteurl.com
page2rss.com/page?url=yoursiteurl.com
www.surcentro.com/en/info/yoursiteurl.com
websitevaluebot.com/www.yoursiteurl.com
www.siteadvisor.cn/sites/yoursiteurl.com
whois.tools4noobs.com/info/yoursiteurl.com
whois.ws/whois-info/ip-address/yoursiteurl.com
www.aboutdomain.org/backlinks/yoursiteurl.com
domainsearch101.com/domainsearch/yoursiteurl.com
uptime.netcraft.com/up/graph?site=yoursiteurl.com

Aysi aapko jitni bhi site checker tools mile aap sabhi par apni site ki ranking check kare.

Option 2:

Hum sabhi site par apni site ki ranking check karenge to usme bahut time lag jayega. But iska solution hai URLOpener site ke pas. Ye site aapko aysi tool offer karti hai. Jisme aap ek sath bahut sare links open kar sakte hai.

URLOpener

  1.  URLOpener.com site par jaye or sabhi site ke url is site ke box me paste kare.
  2. submit button par click kare.
  3. Ab aap jaise chaho sabhi links ko open kar sakte hai. My means ek ek kar ke ya sabhi links ko ek sath open kar sakte ho.

Agar aap is tools ko use nahi kar sakte ho to aapse jitna ho sake utni site par apni site ki ranking check kare. I sure aapki site 1-2 day me search result me show hone lag jayegi.

Is post me maine jo trick btayi hai wo 100% work karti hai. Bas aapki new site ya blog par sabhi tarah ki setting ki huyi honi chahiye. Mera matlab aapke site micro niche site honi chahiye.

Reader Interactions

Comments (156)

  1. Maine godaddy SE Domen liya hai but Maine blog banaya to Google me aa hi nahi raha 3 day ho gya kya bina Google me aaye hi Domen laga sakta hu

    • Blog ko search console me add karo.

  2. maine apni site ko google search console me submit kar diya hai. aur fir meri sari post google me sow bhi hone lagi lekin bad me. sirf kuchh hee post google me aati hai. aur abhi bhi. 3 se 4 post hee sow hoti hai. jabki maine puri post ke url ko index kiya hai. puri post sow karne ke liye kya kare plzz. help

    • Aap SEO ke bare me thodi jankari kar lo please.

  3. Sir mene Bahot social media par mine link share kiya firbhi meri post show nahi ho rahi hai sir kaya kare sir

    • Jitna unique content hoa utnia hi jaldi google index karega.

  4. Bhai meri website Google mai 1st page pe nhi aa raha hai kya karu

    • Try SEO and optimize your content.

  5. meri post google search me nhi dikh rhi hai Kya karu

    • Blog ki SEO setting complete karo.

  6. Hello bro mari blog me ek problem ho gaya hai 4-5 day hoya post kiya hua lakin google me bing me search karne me nahi mil raha hai. Please aap ek bar dhak lo or bi kuch problem ho to batana q ki mai abi naye hu.. Ager aap help karogi to Bohit madat hoga

    • SEO friendly content likho next 2 hours se pahle google me show hone lag jayega.

  7. Sir mai search consol ko me apna website add kiya par ham Kahi BHI koi code past NAHI kiya tha email confirmation msg aaya bus ab muhje ye pata nhi mera website serch engine google me submit houa ya na aap cheak KAR ke bataye aur kiya Mai apna blog search consol SE remove KAR re add KAR sakta hhu

    • Jaisa aap ne bataya waise hi Maine website ko search console me add kiya tha
      Aur Jab Mai site: musicfun9.blogspot.com enter kar ke Google me serch karta hu to Waha PE Sirf mere hi website show hota to kiya sir mera site Google search console SE add hogaya

      • Abhi ek do day wait karo uske bad aapki site search me aane lagegi.

  8. hello my name is gulam sarwar ..maine blog banaya he sehatorshareer.blogspot.com aap check karke bata dijiye koi kami hoto plz…..

    • Bahut achha blog hai aap blog ka design or achha banao.

  9. thank you sir ab meri website searching me aa gayi hai
    sir mai ab ek baat or janna chah raha tha ki maine simple template use ki hai jisko mai change karna chahta hu to usko change karne se google srarch engine per to koi effect nahi hoga ,
    or mujhe kis type ki template use karni chahiye
    please tell me now sir

    • Nahi padega aap meta tag code ko new template me add kar dena.

  10. sir maine apni ek website banayi thi jisko maine google search consol me 3 din add kiye hue ho gaye par bo abhi searching aa nahi rahi hai to ab mere ko kya karna chahiye

  11. very very 10000 baar thanks jume deen gee aapki post ne kamal kar diya sirf 5 min me search engine me aa gya…thanks

    bas ek aur help kar do ki aapke website me jo comment box hai usko kaise add kia yahi post aur bata do plzzzz

    • Welcome sahu. ye WordPress ka comment box hai iska blogger par use nahi kar sakte iske liye aapka apna blog WordPress par transfer karna hoga.

  12. maine amazon par Affiliate programme join kiya hai to mai ye janna chahta hu ki isse income kaise hogi……

    • Check my affiliate category post.

  13. Sabhi Links pe site ki Ranking check karne se 2 days me Blog search me kaise aa sakta hai??

    • Jab aap apni site ko directory me submit karoge to wo aapke blog ki jankari sabhi search engines ko deti hai. isse aapka blog do din to kya 2 minute me search me aa sakta hai.

    • Sir google search console se new post ki saari link google se jodna hai yaa blog ki main link ko google mai add karma hai please hel kare

      • सिर्फ main link को जोड़ना है

  14. Hallo Brother ! maine apne blog me domain add karne ke bad jo bhi new post type karke, publish kiya hai. Vo search engine me Index nhi ho rha hai. and usse pahle ke sabhi articals index hai. aapke bataye sabhi seo tips ko maine fallow kiya fir bhi ye problem solave nhi ho rha hai.

    • blog posts ko search console me submit karo.

      • mai samjha nhi ! blog ke post ko aap search console me submit karne ke liye kah rhe ho. ye kaise hoga. maine to new domain par add blog and sitemap submit kiya tha. ab ye post kaise submit hoge ?

        • search console me crawl option me ja kar post ko fetch as google karo.

  15. Maine HTML Sitemap, Robot Txt, webmaster me submit kiya hai. My site shows on google search engine but keywords se search engine me nahi ata hai jaise post ka title dalne pe search engine pe nahi ata hai. I am using seo by yoast. Even I have html sitemap on the front page of my site. I have 22 post on my site. Apka trick jo apne iss post me bataya hai wo bhi maine kiya like checking my site ranking on each site. Jo bhi site open hue usme sabhi me check kiya. Mujhe kya karna chahiye ke mere blog title dalne par search engine me aye na ki mere site ke url se. Please Please help me.

    • Lekha ji aap SEO friendly post likhna sikho or bekar ke keywords ko post me highlight mat karo.

  16. Nice sharing.
    Jume deen bhai ap mery blog ko check kar k bta dain k muje s main kia Kuch karna chaye?
    Main apne blog main HTML k bary main jankari dy raha hun. Agay Ja kar s main blogging aur baki tricks k bary main likhon ga.
    Ap muje Kuch mashwara dy dain. K muje kia kia karna chaye.
    Main me abi new domain buy kia hai. Ye name theak rahy ga?

    • Achha work kar rahe ho. Main aapko yahi suggest karunga ki coding ka kaam bahut hard hota hai. Mistake mat karna.

  17. Shukriya bahut achchi janakaari di hai aapne very very thanks

  18. sir mere blog h.ek PR Google par search ni ho paa ra h but ye bta ra h ki apki post itne logo no padi..to sir kaise laye search me

    • Is post me kya btaya gaya hai.

  19. Mere AdSense account dusri id se approved hua hai..aur mera blog aur domain name dusri emai id par hai…to bhai jis email id se AdSense account approved hua hai….kya mai us email id ka AdSense account mere blog mai laga sakta hu..agar laga sakta hu to kaise lagau bhai.

    • Ha bilkul laga sakta ho. Simple hai apni site ka lin k AdSense me add karo or ads bana kar blog me add karo.

  20. Bhai mujhe ek information chahiye thi aapse..jaise mai direct url mai meri website type karta hu to wo show karti hai….lekin mai google search mai meri website type karta hu to wo show nhi karti….maine sitemap,add property sab kar liye hai..aur kiye hue bhi 1 mahine se upar hogaya hai.to bhai mujhe ye puchna hai ki ye search engine mai submit hui hai ya nhi..plz mujhe ek bar aap bata doge to meri help ho jaayegi.thank u

    • Aapki site google me index nahi hai. Aap site ko search console me achhe se submit karo or verify code blog me add karo.

      • Verify code bhai meta tag ko hi bolte hai kya bhai…wo lagau kya template ke head section mai bhai.

        • Yes.

          • Bhai maine pahele submit kiya tha aur wo verify bhi hogaya tha lekin maine bhai meta tag blog mai nhi lagaya tha…to mai ab phir se karu to mujhe pahele unverify karke karna hoga kya bhai aur meta tag code pahele blog mai lagakar verify karna hoga ya bad mai bhi laga sakte hai bhai……ek aur bat phir se sitemap banana hoga ya pahele wala hi chalega bhai…..last mai ye bolna chahta hu bhai aap great ho kyuki aap reply karte ho isliye…thank u bhai.

          • Aman aapko fir se sitemap banaye ki jarurat nahi hai or na hi property ko unverify karne ki aap bas webmaster tool se direct verify code copy kar blog template me add kar do.

          • Bhai maine meta tag code kal hi blog mai add kar diya tha lrkin bhai abhi tak meri website search mai nhi aarhi bhai…abhi kya karu samjh nhi aaraha bhai

          • Aman site ko index hone me time lagta hai kuch day wait karo or blgo par acha content likh kar traffic badhao.

          • Bhai bahot din hogaye hai…verify code blog mai lagaye lekin bhai abhi tak search mai nhi aaraha blog…..bhai plz help me…….aap meri website check karke bata sakte ho kya…ki knsi zetting sahi nhi hui…plz bhai

          • Tumhare blog ki koi bhi post google me index nahi hai. Blog ki template change karo or blog ko fir se gwt me submit karo.

          • Bhai delete property karna padega kya aur sitemap bhi delete karke resubmit karna padega kya bhai…..ya aur koi option hai bhai……matlab jo blog maine pahele search console mai saved kiya tha uski property delete karni padegi kya bhai…

          • Haa delete karke fir se submit karo.

          • Bhai maine phir se blog submit kardiya hai aur maine sitemap bhi submit kar diya hai bhai.bhai ek bar aap phir se check karke mujhe bata do na bhai ki sahi hai kuch galat hai abhi bhi…..bhai kab tak ye search mai show hone lag jaayegi…..aur bhai maine template bhi change kardi hai…bhai is template mai readmore kaise hatana padega…..

          • Just wait abhi aap ye step follow karo.
            1. blog homepage par 5-7 post show karo.
            2. blogger setting me ja kar basic par click karke privacy ke samne Add your blog to our listings and Let search engines find your blog dono ke samne yes select karo.

            iske bad thorda weait karo blog google me index ho jayega.

          • Plz bhai help me yaar….agar search mai hi nhi show hoga to phir blogging karneka koi matlab hi nhi hai bhai….bhai mai plz real bahot pareshan hu….plz bhai help me

          • Aman aapko jo step btaye hai wo follow karo apne blog ko publish karo.