Blogger Post Editor and Creator Top 10 Keyboard Shortcuts

Ye post specialy blogger users ke liye hai. Isme mai aapko blogger poar post likhne ya edit karte time me hone wale kuch keyboard shortcuts ke bare me bta raha hu. Jisse aapko blogspot blog par post likhne me aasani hogi. Or aapka bahut kaam easily ho jayega. To chaliye jante hai to 10 best keyboard shortcuts ke bare me jo blogger post editing me aapke kaam aayenge.

Top 10 Keyboard Shortcuts For Blogger Post Editer

Blogger blog par new post likhne ke bahut se shortcuts hai but new latest browsers chrome, firefox, opera browser me ye shortcuts kaam nahi karte hai. So mai yaha aapko unhi keyboard shortcuts ke bare me bta raha hu to properly work karte hai or aapke work ko or bhi aasan bana sakte hai.

Keyboard shortcuts se hume fayda ye hota hai ki humara kaam or bhi aasan ho jata hai. Jisse hume kam mehanat karni padti hai or work bhi jaldi complete ho jata hai. Jisse time west nahi hota hai.

Agar aap computer keyboards ke other shortcuts ke bare me janna chahate hai to aap Computer Keyboard Ke Top 15 Shortcuts Jo Bana De Aapka Kaam Aasan or Computer Ko Bina Mouse Ke Kaise Chalaye Keyboard Shortcut Se post padhiye. Inme aapko computer keyboard ke better shortcuts ki jankari milegi.

Top 10 Blogger Post Editor Keyboard Shortcuts Key Button – Post Editing, Creater Tips

Blogger par post likhte time hum keyboard shortcuts se easily work kar sakte hai. Or apna tme bacha sakte hai. Agar aap ek perfect keboard ke jankar hai or aapko achi typing aati hai to aapke liye inke bare me janna jaruri hai.

  1. CTRL+C = Copy
  2. CTRL+V = Paste
  3. CTRL+Z = Undo
  4. CTRL+Y = Redo
  5. CTRL+X = Cut
  6. CTRL+B = Bold
  7. CTRL+F = Open Search Box (Post me koi bhi word search karne ke liye)
  8. CTRL+PLUS = Add link… (Post me link add karne ke liye)
  9. CTRL+U = Underline
  10. CTRL+I = Italic

Yaha mai aapko image screenshot ke hisab se blogger post editor or creater keyboard shortcuts ke bare me bta raha hu. Aap ye image dekh sakte hai.

Blogger Keyboard Shortcut Codes

Agar aapke pas inke alawa koi or blogger post edit karne or post likhne ke liye keyboard shortcuts key button ki jankari ho to aap comment section me bta kar humare readers ki help kar sakte ho.

Aapko ye post kaisi lagi agar pasand aaye to ise social media par other blogger use karne wale friends ke sath share jarur kare.

Avatar for Jumedeen Khan

About Jumedeen Khan

I'm the founder of this site and we regularly share useful and helpful information here for beginners. ❤️

Comments ( 29 )

  1. Iqbal Nafees

    1). Blogspot me TOC kaise add karte hai? Manually ya Automatic
    2). Agar manually karte hain to kaise
    3). Blogspot kf SMI jaisi theme mil sakti hai kya

    Reply
    • जुमेदीन खान

      1. Manually
      2. अब Normally CSS, HTML coding से कर सकते हैं
      3. नहीं, इस तरह की theme आपको खुद से डिजाइन करनी होगी

      Reply
  2. arti maurya

    Thank you sir important shortcut share karne ke liye

    Reply
  3. vikram

    layout select karke>>blog posts widget par Edit par click kare>>jab kuchh edit karke save batn par click karta hu to click nhi ho rha hai sir or na hi kuchh save hota hai….please help me sir it’s a big probelm for me

    Reply
    • Jumedeen Khan

      Vikram iske do reason hai. pahla aapki template me problem ho ya fir blogger me error aa raha ho. aap ek bar template change kar dekh sakte ho.

      Reply
  4. vikram

    sir mujhe apne blog me privacy police page banana hai kaise bnau please help…

    Reply
    • Jumedeen Khan

      Nerw page ctreate karne ke option par jao or apne blog ke bare me niyam or sharte likho. Isme aapke blog ko user kaise use kar sakte hai ke bare me likhna hai. example aap mera privacy page dekh sakte ho.

      Reply
  5. Arif

    sir android mobile ke liye key board bataiye
    blogger app ke liye
    kyu ki app me zyada featurs ni hain.

    Reply
    • Jumedeen Khan

      Ok, Uske bare me bhi kabhi post karunga.

      Reply
  6. Rohit

    aap keyword find karne ke liye konse tool ka use karte ho ? Aur ek post me kitne keywords hone chahiye

    Reply

Leave a Comment

I need help with ...