Support Me India

  • ब्लॉग
  • ब्लॉग्गिंग
    • वर्डप्रेस
    • ब्लागस्पाट
    • वेब होस्टिंग
    • ऐडसेन्स
    • एफिलिएट मार्केटिंग
    • ईमेल मार्केटिंग
    • डोमेन रजिस्ट्रेशन
  • एसईओ
  • टेक्नोलॉजी
  • लाइफ सक्सेस
  • पैसा कैसे कमायें
  • अधिक
    • इन्टरनेट
    • बिज़नस स्टार्टअप
    • यूट्यूब
    • एजुकेशन
    • दिलचस्प तथ्य
    • सोशल मीडिया
    • सिक्यूरिटी टिप्स
  • सवाल पूछें
मुख्यपृष्ठ / ब्लॉग / सोशल मीडिया / Facebook Par Apna Page Kaise Banaye Ki Puri Jankari Hindi Me

Facebook Par Apna Page Kaise Banaye Ki Puri Jankari Hindi Me

By: Jumedeen KhanLast Updated: 06 Jan, 2018

Dosto aapka facebook par jo account hai usme aap sirf 5000 friends hi add kar sakte hai par facebook par ek or tarika hai jis se hum lakho karodo logo se jud sakte hai. Wo hai facebook page aaj mai aapko btaunga ki facebook page kaise banaya jata hai. Aapne facebook page ka naam to suna hi hoga. Facebook page par aapko kitne bhi log like kar sakte hai. To chaliye jante hai ki facebook page kaise banate hai.

create facebook page

विषय-सूची

  • Facebook Page Kya Hai & Facebook Page Kyo Banana Chahiye

Facebook Page Kya Hai & Facebook Page Kyo Banana Chahiye

Step 1:

  1. Sabse pahle Facebook website par jakar log in kijiye.
  2. Uske bad yaha par click kijiye. Create a Facebook Page

Ab jo new popup window open hogi usme kuch categories hogi aap apne hisab se category choose kijiye.

facebook page category

  1. Local Business or Place: Agar aap apni dukan ya kisi dusre local business ke liye page banana chahate hai to is cotegory ko select kare.
  2. Company, Organization: or Institution: Agar aapki koi company ho to is cotegory ko select kare.
  3. Brand or Product: Agar aapko kisi cheez ke brand ka page banana ho to yaha select kare. jaise aapki website ka koi brand ho.
  4. Artist, Band or Public Figure: Agar aap koi artist hai yani kalakar hai ya fir aap koi badi hasti ka page banana chahate hai to is category ko select kare. aap apni pahchan banane ya fomous hone ke liye bhi is category ko select kar sakte ho.
  5. Entertainment: Isme aap kisi movie, book, story ka upyog kar sakte hai. jaise aapko agar kisi movie ka page banana ho to is category ko select kare.
  6. Couse or Community: Yeh category sabse alag hai . is category me aap ke sasth wo log bhi post kar sakenge jo is community me honge. aap apni website ke liye bhi ye category choon sakte hai.
  • Facebook Page Like Ke Liye All Friends Ko Ek Bar Me Invite Kaise Kare

Ab aap ko ye to pata chal hi gaya hoga ki aapko kis category me page banana chahiye. agar aap abhi bhi nahi samajhe ho to koi bat nahi aap bad me bhi apne page ki category change kar sakte hai. to koi si bhi category select kar lo.

Step 2:

Filhal aap 3 brand and product ko select kar lijiye kyuki hame apni website ke liye page banana hai.

select website

  1. Website select kar lijiye.
  2. Yaha par apne page ka name dal dijiye.
  3. AB Get Started par click kijiye.

Step 3:

page description

  1. Apne page ke bare me 140 shabdo ki choti c summary likhe taki log samajh sake ki aapke page me kya hai or like kare.
  2. Apne page ki website ka url dale.
  3. Apne page ke liye username choone.
  4. Ab Save info par click kare.

Step 4:

Ab jo page khulega usme aapko apne page ke liye profile photo upload karni hai. aap chahe to ise skip bhi kar sakte hai. kyuki aap ise bad me bhi upload kar sakte hai.

choose a page profile image

  1. Yaha par click kar ke aap apne computer me se photo select kar ke upload kar sakte hai.
  2. Yaha par aap apne blog ya website ki photo ka link dal kar bhi photo upload kar sakte ho.
  3. last me Next par click kare.

Step 5:

add to favorite

  1. Agar aap is page ko apne favorite page me add karna chahate ho to Add Favorites par click kare.
  2. Ya fir aap Skip par click kare.

Step 6:

set page privacy

  1. Yaha par apne country, state, city ka name enter kare. taki aapke fans ko pata chale ke aapke page ki location kya hai.
  2. Yaha par aapko yeh select karna hai ki aapke page ko kis umar se kis umar tak ke log dekh sakte hai.
  3. Isme aapko genter select karna hai ki aapke page ko sirf aadmi dekhe ya sirf orat ya fir dono,
  4. Is box me aap apne interest ke hisab se page select kar sakte hai.
  5. Puri jankari bharne ke bad Save par click kare.

Agar aap ye sab abhi nahi bharna chahate to aap ise bad me bhi bhar sakte hai to aap ise skip bhi kar sakte ho.
Bas aapka facebook page tayar hai. Agar aapko koi problem ho to comment kar sdakte ho.

To friends is tarah se aap bhi apne liye facebook par apna ek page bana sakte ho jaha par hum jitna chahe friends bana sakte hai.

  • Facebook Par Post, Photos, Status Ko Viral Banana Ki 10 Tips

Agar aapko facebook page kaise banaye post achhi lagi ho to social media par apne friends ke sath share jarur kare taki wo bhi facebook par page bana sake.

शेयर
  • Share on Facebook
  • Tweet on Twitter

लेखक: Jumedeen Khan

मैं इस ब्लॉग का संस्थापक और एक पेशेवर ब्लॉगर हूं। यहाँ पर मैं नियमित रूप से अपने पाठकों के लिए उपयोगी और मददगार जानकारी शेयर करता हूं। ❤️

आपको ये भी पढना चाहिए

  • 7 Tips to promote your business on facebook

    Facebook Par Apna Online Business Promote Karne Ki 7 Tips

  • Facebook Par Profile Photo Kaise Upload Kare

    Facebook Par Profile Photo Upload Kaise Kare

  • Social Media Sites Se Paise Kaise Kamaye

    Social Media Sites से पैसे कैसे कमाए पूरी जानकारी

Reader Interactions

टिप्पणियाँ ( 78 )

एक टिप्पणी जोड़ें
  1. Mudit Rajput

    09 Jun, 2020 at 1:00 am

    मुझे आपका पोस्ट बहुत अच्छा लगा पोस्ट के लिए धन्यवाद

    जवाब दें
  2. hitesh parihar

    27 Feb, 2019 at 5:10 pm

    nice artical dost mai isi artical ko dhund rha tha thanx you

    जवाब दें
    • Mr. Bk

      25 Dec, 2019 at 11:04 pm

      Sir kya ham Facebook page me artical bhi dal skate hai kya.. aur kya ham apne facebook page ko monetize kar payenge ..

      जवाब दें
      • जुमेदीन खान

        27 Dec, 2019 at 10:34 am

        हां बिल्कुल

        जवाब दें
  3. Anand Rawat

    11 Aug, 2018 at 9:07 pm

    Thanks Bro.
    Facebook par ad campaign kaise chalate hai uska bhi ek post banao.
    Ya agar pahle se ho to link share karo

    जवाब दें
  4. बादल कुमार चौहान

    23 Jul, 2018 at 11:08 pm

    kya mein samaji page bana sakte hai kya taki apne samajik logo ko jod unko sangathit kar saku

    जवाब दें
    • Jumedeen khan

      24 Jul, 2018 at 7:19 am

      Yes bana sakte ho.

      जवाब दें
    • Mo Rahil

      04 May, 2020 at 12:43 pm

      Sir मेरा Facebook Page Mr Raheel के नाम से है और मेरा real नाम Mo Rahil है तो किया मे future मे इस Page को verify करा पाऊँगा

      जवाब दें
      • जुमेदीन खान

        06 May, 2020 at 4:04 pm

        सकता कर सकते हो

        जवाब दें
  5. Nisha

    11 Jul, 2018 at 9:12 pm

    Sir fb par page bnana ka liya kuch pay karna hoota h Kya....

    जवाब दें
    • Jumedeen khan

      11 Jul, 2018 at 10:00 pm

      Nahi ye free hai. Aap bina pay kiye facebook page bana sakti ho.

      जवाब दें
  6. Shah

    12 Mar, 2018 at 9:42 am

    1 sir main apne youtube channel ke video facebook par kaise share kar sakta ho 2 kya facebook par youtube video share karne ke liye facebook page banana zaroori hai 3 ye free mein hoga ya charge lagega

    जवाब दें
    • Jumedeen Khan

      12 Mar, 2018 at 1:44 pm

      Very simple aap facebook post box me youtube video ka link add kar post publish karo. Nahi jaruri nahi hai lekin banana chaho to bana sakte ho, free me.

      जवाब दें
  7. Sneha Tiwari

    16 Feb, 2018 at 6:46 am

    Hello sir maine ek Facebook page bnaya hai par problem ye hai ki usme maine actor daala tha aur ab mujhe use change kar ke artist karna hai mai kaise karu..... Please help me

    जवाब दें
    • Jumedeen Khan

      22 Feb, 2018 at 1:06 pm

      Page settings me ja kar change kar sakte ho.

      जवाब दें
  8. Monu khan

    06 Jan, 2018 at 10:17 pm

    1.Sir jese hamne apne friends ko ek baar hi invite kar Liya.
    To jab hum dobara koi post apne Facebook page par daalege to Kya hame dobara unhe invite karna padega padega

    2. Sir Jin logo ne hamare fan page ko like Kar rakha he to jab ham koi post fan page par daalege to Kya unhe notification mil jayega

    जवाब दें
    • Jumedeen Khan

      07 Jan, 2018 at 9:26 am

      1. Nahi
      2. yes.

      जवाब दें
  9. aman singh tomar

    26 Dec, 2017 at 9:56 am

    thank u sir aapki post ko padkar mujhe bahut help mili hai mene aapki post ko padakr apne liye ek facebook page bna paya hai

    जवाब दें
  10. arti maurya

    23 Dec, 2017 at 12:51 pm

    Sir humne facebook pr page create kiya h lekin usko hum apne facebook ke home page pr kaise dikhaye

    जवाब दें
    • Jumedeen Khan

      24 Dec, 2017 at 11:49 am

      Aap profile setting me work at option par ja kar apna page choose kare.

      जवाब दें
  11. Padam Dangi

    05 Nov, 2017 at 5:12 pm

    Sir isme logo k samne publise kese karenge aur log mere page ko like kare iske liye mujhe kya karna hoga.... ........aur promote ki kya prosees h and ......isme privacy ki kya terms rahegi

    जवाब दें
  12. farukh malik

    11 Oct, 2017 at 9:51 pm

    Sir agar hamara facebook account nhi hai to hum apna page bna sakte hai
    Ya facebook page hona jaruri hai

    जवाब दें
    • Jumedeen Khan

      13 Oct, 2017 at 4:13 pm

      Without facebook account page nahi bana sakte.

      जवाब दें
  13. mustafa

    01 Oct, 2017 at 12:14 pm

    bhai mene fb par ek business page banaya h furniture ka baki sab detail bhr di h page ban gyah lekin muje sirf ek bat smjh nhi aa rhi k ye post boost kya h or isme balance kyu lagta h kya fb par page free me nahi banta ?

    जवाब दें
    • Jumedeen Khan

      02 Oct, 2017 at 3:43 pm

      Post boost karne se facebook aapki post ko dusre logo tak dikhayega inme wo log bhi shamil hong jo aapke friend nahi hai.

      जवाब दें
  14. Ajay

    28 Sep, 2017 at 5:21 pm

    Wow.. Very useful information thanks bro..

    जवाब दें
  15. Rajesh

    23 Sep, 2017 at 7:49 pm

    Bahut achhi post likhi h jumedeen bhai alone..

    जवाब दें
  16. Priya rana

    24 Aug, 2017 at 8:42 pm

    Sir mene fb pr page bnaya h or m chahti hu ki mere blog ka link fb page pr dikhe .pr mere page pr add button nhi dikh rha kya karu plz help

    जवाब दें
  17. ashvan

    25 Jul, 2017 at 4:39 pm

    hi sir mai blogger ki duniya me nya hu abhi mujhe bloggering ke bare me pata nhi hai to mai kya kru

    जवाब दें
    • Jumedeen Khan

      27 Jul, 2017 at 10:18 am

      No worry supportmeindia par aapk blogging ki puri jakari mil jayegi bas aap humare blogging wale article read kar le or kuch puchna ho to comment ke through puch le.

      जवाब दें
  18. Md Neyaz

    21 Jul, 2017 at 2:10 pm

    sir maine ek naya fb account bna kr ek page create kiya tha jiska nam Islah for Life Motive tha, maine apne page ko promote krne k lie unknown logon ko frnd rqst bheja or fir use msg kr page like krne ko kaha..mere page ka like 70 ho gya tha, magr Facebook ne wo account hi disabled kr dia jisse maine wo page banaaya tha..to sir mai us page ko kaise activate karu..? plz help me , guide me..

    जवाब दें
    • Jumedeen Khan

      21 Jul, 2017 at 9:23 pm

      Aap facebook ko us account ko activate karne ke liye request karo or next time facebook page me 2 admin add rakho taki ek ki ID block hone par dusre se page manage kar sako.

      जवाब दें
  19. anurag maurya

    06 Jul, 2017 at 10:52 am

    sir mai apne page pe koi cheej upload karenge to fb pe to nhi dikhai dega

    जवाब दें
    • Jumedeen Khan

      06 Jul, 2017 at 6:33 pm

      Nahi.

      जवाब दें
  20. Raja dudve

    04 Jun, 2017 at 4:10 pm

    Kya fb page banane se earn hota h

    जवाब दें
  21. MOHAMMAD

    26 May, 2017 at 9:10 pm

    sir maine facebook paige banaaya hai or usmai post kari hai to uske niche post boost kare ka option aata hai ismai kyaa karna hai help me

    जवाब दें
    • Jumedeen Khan

      27 May, 2017 at 9:35 am

      Ye paid feature hai isme aap facebook ko paise de kar apni post promote kar sakte ho.

      जवाब दें
  22. MOHAMMAD

    01 May, 2017 at 9:43 pm

    sir face book par ek se zyaada page bana SAKTE HAI

    जवाब दें
    • Jumedeen Khan

      01 May, 2017 at 10:26 pm

      Yes bana sakte ho.

      जवाब दें
  23. Sanjeev

    22 Apr, 2017 at 11:15 am

    Dear sir,
    sir "Getstarted pr click krne pr "About,profile picture" ,jese options nhi aare
    infect "Page,massage ,notification " jese options aare hai ab mai kya kru .
    sir plzzz help me
    thankyou

    जवाब दें
    • Jumedeen Khan

      22 Apr, 2017 at 1:28 pm

      Steps fir se follow karo.

      जवाब दें
  24. Aman

    12 Mar, 2017 at 2:09 am

    Sir kya f.b . Page bnane ke paise dene pdate hai aur page se earning ke liye kitne like jruri hote hai aur page bnane ke liye company se judna pdta hai kya aur kaise phota imaga add karna hoga page ke liye plz reply

    जवाब दें
    • Jumedeen Khan

      12 Mar, 2017 at 12:59 pm

      Aapke diye gaye question me se kuch bhi nahi karna padta.

      जवाब दें
  25. prince

    27 Jan, 2017 at 7:37 am

    hello sir Facebook page KO free mein parmote kiya jaa sakta hai

    agar ho sakta hai toh kaise

    ??

    जवाब दें
    • Jumedeen Khan

      27 Jan, 2017 at 9:39 am

      Free me promote karne ke liye aap facebook page ka link groups, with friends and other person ke sath share karo.

      जवाब दें
  26. wasim

    07 Nov, 2016 at 11:12 pm

    Bhai website kon sa dalenge website to bana na hoga.
    Or website kaise banate h .

    जवाब दें
    • Jumedeen Khan

      08 Nov, 2016 at 12:34 pm

      jaruri nahi hai.

      जवाब दें
  27. Hidayat Ansari

    03 Nov, 2016 at 12:10 pm

    Sir
    maine ek page all ready bana diya h wo mujhe delet kar ke dusra bana na kaise karenge please help me..

    जवाब दें
    • Jumedeen Khan

      03 Nov, 2016 at 1:12 pm

      simple hai paypal acocun ki setting me ja kar account deactivate kar do.

      जवाब दें
  28. namdev

    17 Jul, 2016 at 12:50 pm

    maine kal fb page bnaya lekin open nhi ho rha ye likha ata hai
    Sorry, something went wrong.
    We're working on it and we'll get it fixed as soon as we can.

    pc me to open hota hai lekin mobile pr nhi hota

    जवाब दें
    • Jumedeen Khan

      17 Jul, 2016 at 1:19 pm

      Ye temporary problem hai kuch time bad solve ho jayegi. fir open hone lag jayega.

      जवाब दें
  29. ravi

    10 May, 2016 at 9:52 pm

    hello brother,mera sawal y hai ki mujhe facebook page pe koi link share karni ho mobile se to wo link mere main profile me share hoti hai.to mujhe facebook page pe link share karni ho to kaise kare.

    जवाब दें
    • Jumedeen Khan

      10 May, 2016 at 10:23 pm

      Aap facebook page par ja kar role change karo. iuska option facebook page par sabse upar hota hai.

      जवाब दें
      • ravi

        11 May, 2016 at 8:21 am

        bhai, facebook page pe upar acting as change karke option ata hai,but wo bhi karke dekha fir bhi link main profile main hi share ho rahi hai. uska kaise setting karna hai detail me batao na bhai.

        जवाब दें
        • Jumedeen Khan

          11 May, 2016 at 12:35 pm

          Acting as par aap facebook page ka option choose karo. Uske bad aapki posr facebook par hi show hogi. ache se karo or post share karte time check karo ki post aapki profile se share ho rahi hai ya page se.

          जवाब दें
          • ravi

            11 May, 2016 at 2:40 pm

            nahin ho raha hai. maine bahut bar uc me aur opera m bhi kiya lekin koi result nahi mila.

  30. sunil bhargav

    27 Mar, 2016 at 5:59 pm

    maine blog ka url dalne par already taken dikha raha hai

    जवाब दें
    • Jumedeen Khan

      27 Mar, 2016 at 6:19 pm

      Aap koi or url select karo.

      जवाब दें
      • sunil bhargav

        27 Mar, 2016 at 6:39 pm

        agar dusra url daalunga to mere dosto ko ya others ko meri blog website ke baare me pata kaise chalega

        जवाब दें
        • Jumedeen Khan

          27 Mar, 2016 at 7:00 pm

          Aapko dusra url choose karna hi padega. aap jis url ko set karna chahate ho wo already kisi or ka url hai.

          जवाब दें
      • sunil bhargav

        27 Mar, 2016 at 6:48 pm

        kya mai blogspot.com ki jagah blogspot.in use kar sakta hu

        जवाब दें
        • Jumedeen Khan

          27 Mar, 2016 at 7:01 pm

          ha kar sakte ho.

          जवाब दें
          • sunil bhargav

            27 Mar, 2016 at 7:43 pm

            mere facebook ke page par blog ki post share ki hai lekin bina boost ke wo facebook par show nahi ho rahi hai

          • Jumedeen Khan

            28 Mar, 2016 at 11:02 am

            Aap publicly post share karo. boost karne ki koi jarurat nahi hai.

  31. Harshad Bataviya

    08 Mar, 2016 at 11:39 am

    sir me apne blog ke liye facebook page banana chahta hu to uske liye konsi category select karni padegi... mera blog education aur job related hai....

    जवाब दें
    • Jumedeen Khan

      10 Mar, 2016 at 9:30 am

      education se related koi bhi category select kar lo. mere hisab se online community

      जवाब दें
  32. Harshad Bataviya

    06 Mar, 2016 at 11:27 am

    Sir mere personal facebook id hai usme mane mere ek blog ka facebook page banaya huva hai.... to kya me apne dusre blog ka page bhi isi ID me bana sakta hu.... ya naya gmail id banakar naye ID pe page banana bahetar rahega ..... pls suggest me....

    जवाब दें
    • Jumedeen Khan

      06 Mar, 2016 at 8:04 pm

      Isi id se aap kitne bhi page bana sakte ho.

      जवाब दें
  33. Harshad Bataviya

    05 Mar, 2016 at 7:02 pm

    sir facebook me mera personal nam se jo page hai usi me mane apne blog ka page banaya hai to vo sahi hai ya nahi aur me kitne page bana sakta hu.....

    जवाब दें
    • Jumedeen Khan

      06 Mar, 2016 at 8:44 pm

      Sahi hai. isme koi problem nahi hai.

      जवाब दें
  34. suren

    23 Jan, 2016 at 1:51 am

    Hiii dear

    Mein aap se bahut much slikhna chahata hu to pls aap se contact kaise karu koi no. Email. Ya meet to other place pls help and answer.

    Thanx

    जवाब दें
    • Jumedeen Khan

      23 Jan, 2016 at 6:06 am

      aap yaha comment me or facebook par mujhe contact kar sakte ho. email bhejna hai to isi site ke contact form me ja kar bhej sakte ho.

      जवाब दें
  35. DAVIS

    14 Nov, 2015 at 5:06 pm

    Helpful info. Fortunate me I found your web site unintentionally,
    and I am shocked why this accident didn't happened earlier!

    I bookmarked it.

    जवाब दें
    • Sneha Tiwari

      16 Feb, 2018 at 6:48 am

      Aap jab website url daalo uske baad space nhi dena hai mera bhi aisa hi ho rha tha

      जवाब दें
  36. Jumedeen Khan

    11 Sep, 2015 at 7:33 am

    aap crdit card se facebook page promote kar sakti ho, bahut aasan hai.

    जवाब दें
  37. Jumedeen Khan

    11 Sep, 2015 at 7:32 am

    aap uc browser me page settings nahi kar sakte so chrome use karo uski jankari maine sawal jawab forum me aapki post par di huyi hai.

    जवाब दें
  38. Ambar Saxena

    11 Sep, 2015 at 6:52 am

    Sir maine fb par page bana rakkha hai but uski categery galat set ho gayi hai. categery kaise change karon? mai uc browser mini mobile user hon. plz help me

    जवाब दें
  39. Mallika Kureshi

    07 Aug, 2015 at 6:45 pm

    Facebook page ko promote kaise kare

    जवाब दें

अपनी प्रतिक्रिया दें। Cancel reply

Primary Sidebar

शुरुआती गाइड

ब्लॉगिंग के माध्यम से पैसे कमाने के 3 तरीका।
#पहला एक ब्लॉग बनाएँ।
#दूसरा ट्रैफिक बढ़ाएँ।
#तीसरा कमाना शुरू करें।
-: पैसे कमाना शुरू करें :-
सिर्फ ₹99/mo में होस्टिंग खरीदें!

नयी पोस्ट

  • बर्ड फ्लू (Bird Flu) क्या है और इससे कैसे बचें?
  • घर में बरकत क्यों नहीं होती? (गरीबी की वजह)
  • मिया बीवी का रिश्ता - Miya Biwi ka Rishta
  • सच्चे प्यार के 20 गुण (True Love Qualities in Hindi)
  • Fitness Trainer कैसे बने? इसके लिए योग्यता और सैलरी

अपडेटेड पोस्ट

  • बर्ड फ्लू (Bird Flu) क्या है और इससे कैसे बचें?
  • घर में बरकत क्यों नहीं होती? (गरीबी की वजह)
  • मिया बीवी का रिश्ता - Miya Biwi ka Rishta
  • सच्चे प्यार के 20 गुण (True Love Qualities in Hindi)
  • Fitness Trainer कैसे बने? इसके लिए योग्यता और सैलरी

पोपुलर पोस्ट

  • PDF File को Edit करने के लिए 10 Best Free Software 2020
  • SEM Kya Hai? Search Engine Marketing Kaam Kaise Karta Hai
  • Computer Me Ye 10 Software Jarur Install Kare, Humesha Kaam Aayenge
  • Website Ranking Increase Karne Ki 5 Important Tips
  • Micro Niche Site Kaise Banaye $1000 Monthly Kamane Ke Liye

टॉपिक चुनें

  • इन्टरनेट
  • ईमेल मार्केटिंग
  • एजुकेशन
  • एफिलिएट मार्केटिंग
  • एसईओ
  • ऐडसेन्स
  • टेक्नोलॉजी
  • डोमेन रजिस्ट्रेशन
  • दिलचस्प तथ्य
  • पैसा कैसे कमायें
  • फेस्टिवल
  • बिज़नस स्टार्टअप
  • ब्यूटी टिप्स
  • ब्लागस्पाट
  • ब्लॉग्गिंग
  • मोबाइल मार्केटिंग
  • यूट्यूब
  • रिश्ते-नाते
  • लाइफ सक्सेस
  • वर्डप्रेस
  • वेब होस्टिंग
  • सिक्यूरिटी टिप्स
  • सोशल मीडिया
  • स्वास्थ्य

Footer

थोडा ब्लॉग के बारे में

यह एक हिंदी ब्लॉग है, जिसका मकसद है लोगो को हिंदी भाषा में विभिन्न जानकारी उपलब्ध कराना।

इसके अलावा हमारा एक Ask SMI फोरम भी है, जहाँ हम नए ब्लॉगर्स की मदद करते है।

अन्य महत्वपूर्ण लिंक

  • ब्लॉग
  • फ्री ब्लॉग बनाये
  • डील्स
  • पैसे कैसे कमाए
  • विज्ञापन दें
  • होस्टिंग कहा से लें
  • अस्वीकरण
  • शब्दकोश

ब्लॉग न्यूज़लेटर सब्सक्राइब करें

हमारी नवीनतम पोस्ट की सुचना पाने के लिए अभी ब्लॉग को सब्सक्राइब करे!

Powered by: Mozedia.com

कॉपीराइट © 2015–2021हमारे बारे मेंसम्पर्कगोपनीयता नीतिसाइटमैपवापस जाएँ।