Avatar for Jumedeen Khan

मैं इस ब्लॉग का संस्थापक और एक पेशेवर ब्लॉगर हूं। यहाँ पर मैं नियमित रूप से अपने पाठकों के लिए उपयोगी और मददगार जानकारी शेयर करता हूं। ❤️

Comments ( 72 )

  1. ho gaya sir thank...you so much..for this wonder full artical

  2. Bhai aapne apni post me whatsapp share button kaise lagaya hai? Please help

  3. Hello Sir,
    Mai Apne Blog Ki Theme Ko Ek External Android Application Me Edit Karta Hu, Mere Paas Laptop Nahi Hai, Isliye Mai Use Directly Edit Nahi Kar Paya. Sabse pehle maine use external app me sdit kiya, phir us file ko xml me save kiya, but jab use Uploade kar raha hu to usme error shoe ho raha hai....!!!! Please help.

    • Theme ko blog par upload kake bad me jo edit karna hai kar sakte ho.

  4. Hi sir
    mujhe author box hide karna hai layout me jakar karta hu to ho jata hai lekin recent post widget hai usme post title ke niche show karta hai kya karna honga

    • blog theme se author box ki coding remove kar do nahi hoga.

  5. Sir me wordpress par hu par aur schema theme use kar rha hu jisme autor box bhi hai. Par me us author box me image add nhi kar pa raha hu sir kaise karu . Suggest kare.

    Aur aapne kaise author box me image add ki hai.

    • Aap apni wp mail id se gravatar par profile banao aur profile picture upload karo image show hone lag jayegi.

  6. A/W bhai mera v ek website hai par post search mai nahi a tee tho da help kardo meta ki kya karu mai.

    • First aap blog me kuch post likho aur blog ko search console me submit karo uske bad apni posts ko share karo index ho jayegi.

  7. A/s.. Mai apka baht bada fan hu, mujhe ap se kuch help chahiye tha,
    Mai Sora ka free template use kr rha hu, usme author details me mera google+ name aur pic to aata hai bt description me Sora ke bare me aarha h, use kaise edit karu?
    aur plz ek bar mera site dekhkar batayen k usme kya kya kami hai aur abhi kya mai adsense keliye apply kr sakta hu

    • W/a thanks and welcome bro.
      Aap blogger dashboard theme edit html option par jao or description ka koi word search kar us description ki jagah apne bare me likho. Aap logo big size ka use kar rahe ho use small karo.

  8. Thanks bro mera to ho gya but mera yaha se nhi maine sidebar me html widget add karke kiya h

  9. hello sir,
    thanks a lot sir, maine lastly successfully auther box laga hi liya, bar bar error aa raha tha, par lastly ho hi gya.
    sir, mera ye sawal hai ki ap auther box me fb ka ya tweeter ka link bhi lagae ho, use kaise kiya ja sakta hai?
    again thank u sir.

  10. thank you bhai apki post se maine apne blog par author profile add kar li
    apne bahut hi achhi tarah se samjhaya hai...

Comments are closed.

×