India Mein Blogging Kis Topic Par Shuru Kare 5 Best Tarike

Kya aap bhi blogging shuru karne ja rahe hain ya fir aap shuru karna chahte hain? but aap confuse hain ki konse Topic / Subject / Niche par blogging shuru karein. Blogging start karne se pehle aapko ye janna zaruri hai ki aap ko kis field mein interest hai.

Agar aap india se hai or kisi particular field me blogging ki shuruaat kar rahe hain to achhi bat hai. Lekin agar aap ko us me interest nahi hai to kuch hi dino bad wo aap par bhoj ban jayegi. Is liye Blogging shuru karne se pehle aap apna subject chun le aur koshish karein ki aap us subject se related 20-30 topics tayyar kar sakte ho.

Jisse aapko ye pata chal jayega ki aapko usme interest hai ki nahi. Aur aap ki madad karne ke liye hamne ek Infographics banaya hai jisse aap ko kafi help milegi to niche wala infographics aap zarur dekhe.

India Mein Blogging Ki Shuruaat Kaise Kare

Ye hindi blogging me sabse bada swal hai. Jiske bare me har koi janna chahata hai. Bahut se logo ko is bare me jankari nahi hoti hai or wo sabhi un topics par blogging start kar dete hai jisme unhe bilkul bhi interest nahi hota hai. So aaj humare friend saban ji aapko bta rahe hai ki aapko kis topic par blogging karni chahiye.

=== INFOGRAPHICS 5 Bloging Niche / Topics ===

Top niche to start blogging in india

To Dosto hame ummid hai ki aapko isse bahut help aur jaankari mili hogi aur agar aapke pas bhi koi badhiya topic hai to use sab ke sath zarur share karein or india ke sabhi newbie blogger ki help kare. Agar aapko koi bhi problem hai to niche comment karein.

Ye ek guest post hai agar aap bhi humare blog par guest posting karna chahate ho to aap Submit a Guest Post page par ja kar is bare me information pata kar sakte hai.

Avatar for Md Saban

About Md Saban

Comments ( 61 )

  1. चिरंजीव

    सर मैं ब्लॉगिंग स्टार्ट करना चाहता हु कृपया कोई अच्छा सा टॉपिक बताए जिसमे जल्दी ट्रैफिक आ सके

    Reply
  2. Santosh kumar

    Mai hindi me health & fitness ke upar blogging krta hu lekin traffic jyada nhin aa pata hai avi lagbhag ek month huye. Hindi me blogging ka kitna dvip par please btaye.

    Reply
    • Jumedeen khan

      Wait 1 mahine me success nahi milti, or mehanat karo.

      Reply
  3. Rupesh

    hello sir nice artical,mai puchna chahta hu ki news site pe social traffic se earn kar sakte kya…

    Reply
    • Jumedeen khan

      Yes bilkul kar sakte hai.

      Reply
    • Sharukh

      Sir g maine blogging shuru kiye lgbhg 1 year hone waala hai mere blog career option aur motivational article k uper hai lekin ush pr per day views kabhi 100 kabhi 200 tk hi rhte hai aur increase ni ho pa rhe hai kuch bataiye

      Reply
      • जुमेदीन खान

        ब्लॉग पर ट्रैफिक बढ़ाने के तरीके अपनाओ

        Reply
  4. himanshu bijalwan

    wow nice article sir

    its very helpfull
    thnk you

    Reply
  5. nishant tiwari

    Sir, mera naam nishant h . Mai uttar pradesh se hoon. Maine aaj hi blogging ke baare me suna aur maine jaldbaazi me bina kisi vishesh jaankari ke blogger.com pe apni free bina domain aur hostig buy kiye apna web bana liya h. Mai education aur career ke baare me likhna chahata hoo. Ab mujhe aage kya krna chahiye?

    Reply
    • Jumedeen Khan

      First aap blogging ko thoda jan lo uske bad blogging shuru karo taki future me problem na ho.

      Reply
  6. Pradeep Suthor

    Thank You Sir.. I like your Blog. Sir I want to create a Blog about Physics. I don’t know anything about blogging. Can you help me???

    Reply
    • Jumedeen Khan

      Why not suthor you can ask me.

      Reply
  7. Nilesh Kanzariya

    hello sir but muje domain sell karne ki koi jankari nai hai
    mene bigrock se domain liya
    aap thoda search karke muje bataiye na ki sir bigrock me sell free me option hai ki nai
    sir please isme mene bahot search kiya but mila nahi.

    Reply
    • Jumedeen Khan

      Nilesh jo step btaye hai wo follow karo.

      Reply
    • Julikumari

      Hum vi bhut kosis kar Rahi hu ki kuch Sacha SA topic ke liye par kuch samajh nahi aa Raha hai kya Kru kis topic ke liye article likhu

      Reply
  8. Nilesh Kanzariya

    help sir
    meri website ka name hindimesoch.com muje ab sir ye domain sell karna hai muje dusra domain lena hai aap sir muje puri process bataiye muje sir iske bare me kuch pata nai hai .mene contact forum par bahot bar massage kiye but aapka replay aata hi nai hai.
    thank again

    Reply
    • Jumedeen Khan

      Aapne jis site se domain liya hai us par log in karke domain setting me joa or check karo ki sell ka option hai ya nahi. Agar hai to aap domain customer care me call karke iske bare me puri jankari pata kar sakte ho. Second aapka koi reader ya other blogger jo aapke blog ko buy karna chahe usse contact karo.

      Reply
  9. Shivam

    Sir mere pass 3 blog h par laptop ek hi h kya m tino ko AdSense k liye apply kr skta hu. teeno blog alag alag e-mail id se bne h.

    Reply
    • Jumedeen Khan

      Aap teeno blog par ek hi AdSense account se ad laga sakte ho.

      Reply

Leave a Comment

Ad

I need help with ...