Maine apni pichli post Airtel Sim Me Free Internet Kaise Chalaye 3G Speed Se me btaya tha ki hum kaise airtel sim me free internet use kar sakte hai. Aaj is post me aapko bta raha hu ki Idea me free internet kaise chalate hai. Iske liye aapko ek android app Hammar VPN download karna hai. Jo aapko daily 1ooMB free use karne ko deta hai but sirf idea ki sim me.
Ye tricks sirf android mobile me hi kaam karegi. Iske liye aapki idea sim me o.oo balance hona chahiye. Mai aapko pahle hi bta deta hu ki free internet tricks se free net chalane se aapki sim band bhi ho sakti hai.
So usme supportmeindia or meri koi guaranty nahi hogi. Aap idea free internet apni khushi se chala rahe ho or aage hone wali problem ki jimmedari bhi aapki hi hogi.
- Smart Phone Kar Sakta Hai Ye 10 Kaam Kya Aap Ne Kabhi Try Kiya Hai
- Apne Android Phone Me 2 Whatsapp Account Kaise Use Kare Hindi Me Jane
Idea Sim Me Free Internet Kaise Use Kare 2G & 3G Speed Se
Idea me free internet chalane ke liye aapko google play store se hammar VPN apps download karna hai. Usme log in karne ke bad aapko bas kuch simple step follow karne hai.
- Sabse pahle aap Hammar VPN apps dwonload kare. [ link... ]
- Ab hammar vpn apps me log in kare.
- Ab aapko Lport or Rport ki setting karni hai.
- Lport - 53895 or 48412 or 55188
- Rport - 0
- Network protocol me UDP set kare.
- Ab internet chala ke dekhiye. Aapka idea ka free net mil gaya hai.
- Aap roj sirf 100MB hi use kar sakte ho.
- Is trick ko use karne ke liye sim me o balance hona chahiye.
I hope aapke stats me ye tricks kaak karegi. But ye tricks bahut se stats me kaam karti hai or bahut ser stats me nahi. So agar aapke mobile me free internet nahi chalta hai to aap is message ko ignore kar sakte ho.
- Twitter Ke Top 20 Useful Shortcuts Aapke Bahut Kaam Aa Sakte Hai
- Online Paise Kaise Kamaye: Internet Se Paise Kamane Ke 20 Tarike
By the way, Agar aapke mobile me free internet chalta hai to is post ko share jarur kare, Sath hi hume bhi social media par follow kare.
Share post also.
sir,
mujhe blog banane m problom aa rahi h pls blog creat karna shikha do.
Why noy ye post padho Blog Kaise Banaye – Complete Information in Hindi
sir.. kya 3g net pack 2g mobile me chal jayega ??
Nahi.
Sir, mere computer me jab koi mamory card lagate h to mamory card ke saare folders ke last me exe likha hua aata hai jab us maory card ko phone me daalte hai to folders par ? (Question mark) aaata hai sir ye kami theek kaise hogi jab koi memory card computer me lagaya jaye to uske folders exe file na bane.
Ye virus hai aap memory card ko format karo or anti virus ho to scan karo.
Reliance ki sim me free net kaise chalaye koi trick ho toh plz batana
Jio sim me sabkuch free hai. Aap bhi iska istemal kar sakte ho.
apki tricks kaam kar rahi hai, Bahut hi Achhi Post Hai
Sir muje Wi-Fi hek krni he BT mere phone rooted nhi he to me kis app ki madad se Wi-Fi hek kr skta hu plz help me
mukul me hacking ke bare me jankari nahi deta.
Sir mane mera phone root kiya tha kingo root app se mare phone data on karta hu to auto matik dawunlod shalu Thai jay se and mane un root kiya fir bhi dawunlod ho raha auto matik an me and Mara mobail speed dhimi shale se ane data on karu swish off Thai jay she ab me kaya karu
Aap ke mobile phone me software ki problem aa gai he
app apne phone me software dalawa lijiye
agar aap chahate he ki aapko bina kam kre income ho vo bhi km nhi unlimited to abhi ek apps download kijiye
Jiske liye aap play store pr champcash search kijiye or es apps ko download kariye iske bad apna phone namber,nam or kuch rikt sthan bharne hote h iske bad racer id likhne ko ayega usme aapko x*xx*x*x dalna h iske bad aap bhi unlimited kma sakte h
hello sir mujhe aap ke jaisa banna hai mein kya karun,matlab kya padai karun kya sheekhun pls help me
Iske liye aapko blogging ke bare me sikhna hoga. Aap hindi or other blog par blogging ki information wali post read kiya karo.
Sir aapne jo sidebar me CATEGORIES ke neche jo post lgaye hain.. jisme scrollup and down ka option h vo kese lagaye aapne jisme uper powerd by google likha hai.. pls detail me bataye...
Aap ek bar comment policy padh lo warna aapki next comment approved nahi hogi. Aap jis widgwet ki bat kar rahe hai wo AdSense matched content hota hai iske bare me maine post ki hai ye padh lo Adsense Matched Content Kya Hai
hallo sir g nice mene abhiabhi aapki post read ki hai agar sahi me aisa hota hai to very nice sir g