Money is not everything, Paisa sabkuch nahi hota. Ye bat sach hai magar aaj ki jindagi me paisa ek major role play karta hai. Hum or aap bahut bar amir logo ke bare me sunte hai. Jaise Top 100 rich man in world, top 10 rich person in india. To kyu na apne bare me bhi pata kiya jaye ki aap duniya ki list me kis number par ho.
Is post me mai aapko ek aysi global rich list checker tool ke bare me bta raha hu. Jo aapki income ke aadhar par aapki global and country rich rank list ke bare me information deti hai.
Aap Duniya Me Kitne Ameer Hai Kaise Pata Kare Kaise Jane: Global Rich list
Ye tool aapko do type se result btati hai.
- Aapki salary & Income
- Aapki wealth possession
Aapko bas is site par ja kar apny yearly income add karni hai. Sabse pahle Global Rich list site par jaye or apni country select kare fir apni yearly income bhare Examply mai yaha par 500000 add kar deta hu.
Ab aapke samne aapki country rich list rank samne hogi.
Iske alawa bhi ye tools or bhi bahut si jankari deti hai. Iske liye is site par scroll down kijiye. Jaise:-
- Aap ek hours me kitna kamate ho.
- Aap jitna kamate ho usse kitne doctors ko monthly pay kar sakte hai.
Finally, Ye ek online tools hai so iske btaye result me difference bhi ho sakta hai. But is site se aap apne bare me pata kar sakte ho ki aap bhi kahi na kahi rich man’s ki list me shamil hai. Or agar aap nahi bhi hai to aap aane wale time me or better karenge or jaldi hi apne aapko is list me shamil karenge.
- Successful Banna Hai To Ye 10 Bate Humesha Dhyan Rakhe
- Apne Online Business Ko Improve Karne ke 5 Jabardast Tarike
Agar aapko ye website pasand aaye to comment me btaye ki aap kis possition par ho. Sath hi is funtastic tool ke bare me apne friends ko bhi jarur btaye
sir meri ek blogging site h jo blogger k template se design ki h is site ko mene Adsense se link bhi kr diya h pr advt show nhi ho rhi h kuch solution btao??
Pawan ad tabhi show honge jab google aapki site ka review complete karega. Humari site AdSense terms follow karti hai to 1-2 dai me hi review complete ho jata hai. Aesa na hone par time lagta hai.
Sir ji facebook se 15,792 income day raha hai….. Maine google pay dka hai.. Wo kase karte hai help me.
Facebook se income nahi hoti hai. aapko galat information mili hai.
Is post md aap knsi word ko focus keyword use kiye ho
duniya me kitne ameer ho.
Sir aap apke blog par sabse accha post karte hain and aap bohot jaldi sabke comment ke reply karte hain.iss liye many many thanks.
Sir,maine Ekbar ek site pe parha tha ki koi bhi pdf book kuch app se audio me convert ho sakta hain.lekin us site ke diye huye link me click karne se page error aata hain.agar aapko aisha koi app ke bare me pata hain yoh please mujhe bataiye.
Mujhe and iss site ke visitors ko yeh pata hain yeh site no.1site hain jo itna accha hain.
Rajesh bro mujhe ayse app ke bare me pata nahi hai aap google me search karo koi na koi apps mil jayega.
bhai mai clicksense se paise kamana chahta hu mager profile nahi ban pa rahi hai kya karu
Site par btaye step ache se follow karo
Jume ji maine apne blog par AdSense se ad create kar ke apne bloog par do jagah ad lagaya tha vah jagah abhi bhi blank hai aur jab mai fir se AdSense ke my ads par gaya to mene jo do ads create kiye the vah my ads me nahi the esha do baar hua kya problem hogi
Iska reason hai ki AdSense aapke ads ko padh nahi pa raha hai. Aap apne blog ke homepage sidebar or apne blog ki popular post me ads lagao fir se create karke. Sath hi site management me apni site ka link add hai ya nahi check kar lena.
Site management kaha se dekhenge aur konsi size ke ad create karu ya responsive ad lagadu.
ye post padho
1. Google Adsense Me Website URL Kaise Add Kare – Site Management
2. Adsense Par Ads Kaise Banate Hai in Hindi