Support Me India

  • ब्लॉग
  • ब्लॉग्गिंग
    • वर्डप्रेस
    • ब्लागस्पाट
    • वेब होस्टिंग
    • ऐडसेन्स
    • एफिलिएट मार्केटिंग
    • ईमेल मार्केटिंग
    • डोमेन रजिस्ट्रेशन
  • एसईओ
  • टेक्नोलॉजी
  • लाइफ सक्सेस
  • पैसा कैसे कमायें
  • अधिक
    • इन्टरनेट
    • बिज़नस स्टार्टअप
    • यूट्यूब
    • एजुकेशन
    • दिलचस्प तथ्य
    • सोशल मीडिया
    • सिक्यूरिटी टिप्स
  • सवाल पूछें
मुख्यपृष्ठ / ब्लॉग / इन्टरनेट / Whatsapp India Me Kitna Popular / Famous Hai In 7 Bato Se Jane

Whatsapp India Me Kitna Popular / Famous Hai In 7 Bato Se Jane

By: Jumedeen KhanLast Updated: 07 Jun, 2018

Whatsapp aaj online internet se bina paise kharch kiye message send karne ki number one service ban gayi hai. Shayad hi koi aesa smartphone user hoga jiske mobile me whatsapp app install na ho. India me to ye most popular hai. Magar kya aap jante hai ki india me ye kitna famous hai, agar nahi to don't worry yaha main aapko isi ke bare me bta raha hu. Whatsapp ne khud "bharat me whatsapp" ke bare me secret bate btayi hai. Aayiye Jante hai whatsapp india me kitna popular hai.

Whatsapp India Me Kitna Jyada Famous Hai In 7 Bato Se Jane

Whatsapp ki shuruaat USA Brian Acton and Ukrainian Jan Koum ne ki thi. Ye dono yahoo ke former employee the. Bad me ise facebook ne kharid liya. Aaj world me billion people iska istemal kar rahe hai. Kisi ke mobile me koi or app ho na ho par ye apps jarur mil jayega.

  • 1 Mobile Me 2 Whatsapp Account Kaise Chalaye
  • WhatsApp Vs Whatsapp+ Me Kya Difference Hai

India me ye app itna popular hai ki aap soch bhi nahi sakte. Whatsapp ne khud iske bar me kuch bate btayi hai jinse sabit ho jata hai ki whatsapp india me kitna jyada famous hai.

विषय-सूची

  • Whatsapp India Me Kitna Popular Hai In 8 Bato Se Janiye

Whatsapp India Me Kitna Popular Hai In 8 Bato Se Janiye

Whataspp ab android, blackberry, iOS, iPad, windows, Apple, Desktop al ldevice ke liye avaialable hai. Aap whatsapp.com site se apni jarurat ka version download kar sakte ho. Whatsapp ne delhi ke ek event me india ke bare me kuch announcement kiye hai jo is parkar hai.

Whatsapp India ke bare me 7 faqs:

1. India Whatsapp Ka Sabse Bada Market Hai.

Company ne officially btaya hai ki all word me bharat uska sabse bada market hai. Company ne kaha ki "Humare pas india sabse bada country hai or yaha par puri duniya me humare sabse jyada users hai."

2. Video Calling Available for All Users:

Jab whatsapp ne video calling feature launch kiya to pahle india me iska beta version hi uplabad tha but ab pure bharat me iska full version available hai.

Ab aap easily is app se video call kar sakte ho.

3. 16 Crore Monthly Active users:

Whatsapp ke anusar bharat me uske per month 16 crore active users hai. Jo ki ek bahut bada traffic hai.

4. India Me Sabse Jyada Monthly Users:

Aapko ye jan kar or zyada hairani hogi ki india hi wo desh hai jisme whatsapp ke sabse jyada monthly users hai. India me is app ko baki sabhi apps se jyada bar install kiya gaya.

Ek bat or whatsapp already world me bhi sabse jyada bar download kiya jane wala app hai. Iske users ki sankhya puri duniya me sabse jyada hai. Company ke voice president arora ne iski jankari di hai.

5. India Me Facebook Se Bada Hai Whatsapp:

Sabhi jante or mante hai ki duniya or bharat me sabse jyada popular social networking site facebook hai. Agar aap bhi aesa sochte hai to ab apni soch badal dijiye.

Ab india me facebook se jyada users whatsapp istemal karte hai. Yani india me ye app apne parents se bhi jyada lokpriy hai. Facebook ne last month btaya tha ki india me uske 15 crore 50 lakh users hai.

6. 10 Indian Language Me Use Kar Sakte Hai.

India me aap whatsapp ko 1o bhashao me chala sakte hai. Important bat ye hai ki is app ko itni language ke layak banane me customers ne hi help ki hai.

User app par apni bhasha me bat karte thebas company experts ne logo ki basha ko translate karke itni tools bada dali.

7. Optimize Video Calling for India:

Company ka kahna hai ki unhone bharat jaise desh ke users ke liye alag se video calling ko optimize kiya hai. Jaha par telecom network connectivity ka main source hai.

Arora ne btaya ki Wi-Fi par video ki quality high HD hogi or loose network par video resolution kam hogi or app automatically network quality ke hisab se video quality adjust kar leta hai.

8. Diwali Par 8 Billion Messages Send Kiye Gaye.

Whatsapp ke product development head manpreet singh ne kaha hai ki is diwaliwale din whatsapp par 8 arab messages or 1 crore 50 lakh photos bheje gaye the.

Ye ek din ka bahut bada record hai. 2013 m3 whatsapp join karne wale manpreet singh voice calling feature par kaam karne wale pahle indian engineer hai.

  • Facebook Whatsapp Par Chat Karne Wale Ki Location Kaise Pata Kare

Finally, humara desh kabhi bhi piche nahi hai. Har new product par kabza kar leta hai fir chahe wo kisi bhi desh ka ho. Kash other important working field me bhi aesa hi hota.

शेयर
  • Share on Facebook
  • Tweet on Twitter

लेखक: Jumedeen Khan

मैं इस ब्लॉग का संस्थापक और एक पेशेवर ब्लॉगर हूं। यहाँ पर मैं नियमित रूप से अपने पाठकों के लिए उपयोगी और मददगार जानकारी शेयर करता हूं। ❤️

आपको ये भी पढना चाहिए

  • get traffic to google plus

    Blogger Ki Post Me Google+ Plus Comments Enable Kaise Kare

  • Google se contact kaise kare

    Google Se Contact Kaise Kare - Google Se Contact Karne Ke 10 Tarike

  • Cricket के बारे में Interesting Facts

    क्रिकेट के बारे में 10 रोचक और दिलचस्प तथ्य

Reader Interactions

टिप्पणियाँ ( 13 )

एक टिप्पणी जोड़ें
  1. Pawan Gautam

    18 Nov, 2016 at 10:13 pm

    Yes sir hum india bale hai hi yses ki jo chiz pasnad aa jaye kabza zama lete hai. nice post sir i think sir after some time Whatsapp world Number 1 social network..

    जवाब दें
  2. suraj

    18 Nov, 2016 at 7:12 pm

    Brother kuch multi site ke baare me bTaye ki kaise ham Dusri website. bana sakte hain

    जवाब दें
    • Jumedeen Khan

      18 Nov, 2016 at 7:39 pm

      already bta chuka hu check my old posts.

      जवाब दें
  3. Ankit Jha

    18 Nov, 2016 at 6:37 pm

    bhai maine yoast seo mein category, tags aur subpages of archives ko noindex kar rakha hai lekin fir bhi woh google mein show ho rahe hai, Now what ?

    जवाब दें
    • Jumedeen Khan

      18 Nov, 2016 at 6:49 pm

      Ankit ye mat bhoolo ki aap yoast SEO ka free version use kar rahe ho. Shayad aage btane ki jarurat nahi hogi you are already smart.

      जवाब दें
  4. Dhaval

    18 Nov, 2016 at 4:39 pm

    Thank you for bringing more information to this topic for me. I’m truly grateful and really impressed. Really appreciate for your amazing article. Thank you for this valuable information.

    जवाब दें
  5. नवज्योत

    18 Nov, 2016 at 4:36 pm

    Bro jab main Google Analytics ko open karta hoon to sirf Blank Page hi show ho raha hain.. ise kaise fix kare...

    जवाब दें
    • Jumedeen Khan

      18 Nov, 2016 at 5:38 pm

      Aapka blog google analytics se connect nahi hua hai sahi se verify code add karo.

      जवाब दें
  6. Altaf hussain

    18 Nov, 2016 at 3:40 pm

    hello.. mai aapse .. 1 jaruri help mangrhahu plz help mi mai apni blogg par apni freind ki them youse karna chahta hu. obadiya template hai.. usne mujhe apni backup bhi dedi lekin. uski blogg pe to lagi hai mai apni blogger pe jaake upload kiya upload bhi hogya .lekin Blogg open karte haito.. blank aajata hai aisa kyu horha hai mai bohut preshaan hu kya karu plz helpmi

    जवाब दें
    • Jumedeen Khan

      18 Nov, 2016 at 4:47 pm

      template me error ho sakta hai aa pfir se template ka back up le kar upload karo.

      जवाब दें
  7. Saddam Malik

    18 Nov, 2016 at 2:30 pm

    SIR Mere YouTube channel per hard Roj 2k se 3k view aarhe hai. but mere AdSense ki cpc 0.01 Hai jisse mai kuch hi dollars earn karpaya hu. AdSense ki cpc kaise badhaye plz help

    जवाब दें
    • Jumedeen Khan

      18 Nov, 2016 at 4:45 pm

      video create karne or unhe option karne ka sahi tarika follow karo. maine iske bare me post ki hai wo check karo.

      जवाब दें
  8. prabhjit singh

    18 Nov, 2016 at 2:09 pm

    Ha Bai WhatsApp Bloggers ke liye bhi bahut jarruri hai. Blog ke promotion ke liye

    जवाब दें

अपनी प्रतिक्रिया दें। Cancel reply

Primary Sidebar

शुरुआती गाइड

ब्लॉगिंग के माध्यम से पैसे कमाने के 3 तरीका।
#पहला एक ब्लॉग बनाएँ।
#दूसरा ट्रैफिक बढ़ाएँ।
#तीसरा कमाना शुरू करें।
-: पैसे कमाना शुरू करें :-
सिर्फ ₹99/mo में होस्टिंग खरीदें!

नयी पोस्ट

  • घर में बरकत क्यों नहीं होती? (गरीबी की वजह)
  • मिया बीवी का रिश्ता - Miya Biwi ka Rishta
  • सच्चे प्यार के 20 गुण (True Love Qualities in Hindi)
  • Fitness Trainer कैसे बने? इसके लिए योग्यता और सैलरी
  • सारी जिंदगी जवान और सेहतमंद रहने के 10 नियम

अपडेटेड पोस्ट

  • घर में बरकत क्यों नहीं होती? (गरीबी की वजह)
  • मिया बीवी का रिश्ता - Miya Biwi ka Rishta
  • सच्चे प्यार के 20 गुण (True Love Qualities in Hindi)
  • Fitness Trainer कैसे बने? इसके लिए योग्यता और सैलरी
  • सारी जिंदगी जवान और सेहतमंद रहने के 10 नियम

पोपुलर पोस्ट

  • Kya Adsense Me Kisi Or Ka Bank Account Add Kar Payment Le Sakte Hai
  • Google AdSense Publisher Ki 5 Badi Problems (Concerns 2020)
  • Google Adsense Ko Multiple Gmail Account Par Kaise Use Kare
  • Whatsapp India Me Kitna Popular / Famous Hai In 7 Bato Se Jane
  • आचार्य चाणक्य के 10 अनमोल वचन

टॉपिक चुनें

  • इन्टरनेट
  • ईमेल मार्केटिंग
  • एजुकेशन
  • एफिलिएट मार्केटिंग
  • एसईओ
  • ऐडसेन्स
  • टेक्नोलॉजी
  • डोमेन रजिस्ट्रेशन
  • दिलचस्प तथ्य
  • पैसा कैसे कमायें
  • फेस्टिवल
  • बिज़नस स्टार्टअप
  • ब्यूटी टिप्स
  • ब्लागस्पाट
  • ब्लॉग्गिंग
  • मोबाइल मार्केटिंग
  • यूट्यूब
  • रिश्ते-नाते
  • लाइफ सक्सेस
  • वर्डप्रेस
  • वेब होस्टिंग
  • सिक्यूरिटी टिप्स
  • सोशल मीडिया
  • स्वास्थ्य

Footer

थोडा ब्लॉग के बारे में

यह एक हिंदी ब्लॉग है, जिसका मकसद है लोगो को हिंदी भाषा में विभिन्न जानकारी उपलब्ध कराना।

इसके अलावा हमारा एक Ask SMI फोरम भी है, जहाँ हम नए ब्लॉगर्स की मदद करते है।

अन्य महत्वपूर्ण लिंक

  • ब्लॉग
  • फ्री ब्लॉग बनाये
  • डील्स
  • पैसे कैसे कमाए
  • विज्ञापन दें
  • होस्टिंग कहा से लें
  • अस्वीकरण
  • शब्दकोश

ब्लॉग न्यूज़लेटर सब्सक्राइब करें

हमारी नवीनतम पोस्ट की सुचना पाने के लिए अभी ब्लॉग को सब्सक्राइब करे!

Powered by: Mozedia.com

कॉपीराइट © 2015–2021हमारे बारे मेंसम्पर्कगोपनीयता नीतिसाइटमैपवापस जाएँ।