Support Me India

  • ब्लॉग
  • ब्लॉग्गिंग
    • वर्डप्रेस
    • ब्लागस्पाट
    • वेब होस्टिंग
    • ऐडसेन्स
    • एफिलिएट मार्केटिंग
    • ईमेल मार्केटिंग
    • डोमेन रजिस्ट्रेशन
  • एसईओ
  • टेक्नोलॉजी
  • लाइफ सक्सेस
  • पैसा कैसे कमायें
  • अधिक
    • इन्टरनेट
    • बिज़नस स्टार्टअप
    • यूट्यूब
    • एजुकेशन
    • दिलचस्प तथ्य
    • सोशल मीडिया
    • सिक्यूरिटी टिप्स
  • सवाल पूछें
मुख्यपृष्ठ / ब्लॉग / ब्लागस्पाट / Apne Facebook Page Ko Blog Me Add Kaise Kare Ki Jankari

Apne Facebook Page Ko Blog Me Add Kaise Kare Ki Jankari

By: Jumedeen KhanLast Updated: 07 Jun, 2018

Main pichli post me facebook page banane ka tarika bata chuka hu or aaj is post me main apne facebook page ko apne blog me add karne ka tarika bata raha hu. Agar aapka facebook page aapke blog me add ho jaye to bahut achha rahega. Is post ko padhne ke bad aap aasani se apne blog me facebook page add kar sakte hai. Ise facebook like box bhi kahate hai. Kyuki aapke users direct aapke blog  se aapke facebook page ko like kar sakte hai. Chaliye jante hai ki apne blog me facebook page kaise add kare.

facebook page ko blog me kaise add kare

विषय-सूची

    • Blog Me Facebook Page Kyu Add Kare
  • Blog Me Facebook Page Like Box Kaise Add Kare

Blog Me Facebook Page Kyu Add Kare

Blog me facebook page add karne se aapko bahut fade hai. Jab koi users aapke blog par aayega or use aapka blog pasand aayega to aapke facebook page ko like jarura karega.

  • Also Read: Facebook Page Par Like Kaise Badhaye

Ab jab aap apne facebook page par koi nw post share karoge to use pata chalega. Isse aapke facebook fans ke sath blog par users bhi badhenge.

Blog Me Facebook Page Like Box Kaise Add Kare

Step 1:

Sabse pahale is code ko copy kar le.

<center><br /><br /><br /><br /><br /><br/>
<iframe style=”border: none; overflow: hidden; height: 150px;” src=”//www.facebook.com/plugins/likebox.php?href=https%3A%2F%2Fwww.facebook.com%2FJumedeenkhan&width&height=180&colorscheme=light&show_faces=true&header=false&stream=false&show_border=false&appId=299013060234545″ width=”300″ height=”150″ frameborder=”0″ scrolling=”no”></iframe></center>

Is code me aapko mere facebook page ke username jumedeenkhan ki jagah par aapke page ka username dalna hai.

Agar aapko apne page ka usrname pata nahi hai to facebook page open karo. Browser bar me aapko apne page ka username mil jayega.

Step 2:

Ab blogger.com website par jao.

  1. Click to Layout.
  2. Ab add a Gadget par click kare.
    add a widget

Step 3:

Ab ek new window open hogi usme HTML/Javascript par click kare.

HTML Javasript

Step 4:

Ab jo window open hogi usme aapko code paste karna hai.

  1. Aap chahe to is option me widget ka title add kare le ya fir empty eahane de.
  2. Yaha code paste kare de.
  3. Code me apne facebok page ka user name add kare or save par click kare.

add code to blog

Bas save par click karne ke bad aapka facebook page blog me add ho jayega. Ab aapke users aasani se facebook page ko like kar sakte hai.

Agar aapko is code ko apne blog me add karne me koi problem aa rahi to mujhe comment me bataye.

  • Also Read: Blogger Ki Har Post Me Author Box Enable Kaise Kare?

Agar aap is post ki help se apne blog me apne facebook page ko add kar pao to is post ko social media par share kare.

शेयर
  • Share on Facebook
  • Tweet on Twitter

लेखक: Jumedeen Khan

मैं इस ब्लॉग का संस्थापक और एक पेशेवर ब्लॉगर हूं। यहाँ पर मैं नियमित रूप से अपने पाठकों के लिए उपयोगी और मददगार जानकारी शेयर करता हूं। ❤️

आपको ये भी पढना चाहिए

  • वेबसाइट और ब्लॉग पर DMCA Protection कैसे लगाएं?

    वेबसाइट और ब्लॉग पर DMCA Protection कैसे लगाएं?

  • Motivate Yourself for Blogging

    Blogging Ke Liye Khud Ko Motivate Kaise Kare 12 Best Tips

  • New Site Ko Jaldi Search Me Kaise Laye

    New Website Blog Ko 2 Day Me Search Engine Me Kaise Laye

Reader Interactions

टिप्पणियाँ ( 47 )

एक टिप्पणी जोड़ें
  1. जूही

    06 Apr, 2020 at 7:36 pm

    धन्यवाद सर्। आपका ट्रिक अच्छा काम कर रहा है।

    जवाब दें
  2. AVTAR SINGH

    16 Sep, 2018 at 11:17 am

    अपने वेबसाइट के पोस्ट को बार-बार शेयर करने से Facebook उस वेबसाइट को ही ब्लॉक कर देता है जिसकी वजह से हम साइट पोस्ट फेसबुक पर पोस्ट शेयर नहीं कर पाते हैं

    ऐसी क्या क्या सावधानियां रखनी चाहिए जिससे वेबसाइट Facebook पर ब्लॉक मत हो

    जवाब दें
    • Jumedeen khan

      17 Sep, 2018 at 1:41 pm

      Bas spamming mat karo koi problem nahi hogi.

      जवाब दें
  3. Akshay

    02 Jul, 2018 at 8:08 am

    Hello,
    Sir maine facebook page se ek post ko advertise kiya tha, pr kuch facebook polices ki vjh se vo post approve nhi hui, aur mere pese facebook advertisement account me fs gaye hein, any solution??

    Payment - Paytm se ki hai

    जवाब दें
    • Jumedeen khan

      03 Jul, 2018 at 12:09 pm

      Contact facebook team.

      जवाब दें
  4. Kamal

    15 Apr, 2018 at 12:27 pm

    Like page ka ye code maine already kae blog posts me laga rakha h. Now, mai ese sidebar me bhi lagana chahta hu but waha code lagane par page show nahi ho rha h.

    जवाब दें
    • Jumedeen khan

      18 Apr, 2018 at 12:09 pm

      Code add karne ke bad page refresh karke check karo.

      जवाब दें
  5. Harpreet Kumar

    03 Aug, 2017 at 10:09 pm

    Pata keshe padegja ki Facebook page blogger me add how gya

    जवाब दें
    • Jumedeen Khan

      03 Aug, 2017 at 10:29 pm

      Aapne blog ko open karke dekho facebook page like box open hoga.

      जवाब दें
  6. parmanand

    28 Jul, 2017 at 10:20 pm

    hello bro Facebook ke page ham blog me set karna chahta hu but jab ham koi v post send kare blog par to Facebook ke page me automatic hi send ho

    जवाब दें
    • Jumedeen Khan

      30 Jul, 2017 at 10:17 pm

      Iske liye aap buffer use karo.

      जवाब दें
  7. Aarif

    22 May, 2017 at 12:46 pm

    Sir ji ni ho raha hai Facebook page add

    Error 404 bata raha hai

    My facebook page

    https://m.facebook.com/MyAmazingInformation/?ref=bookmarks

    Ise bana ke send kariye please

    जवाब दें
    • Anurag Yadav

      23 Jun, 2017 at 2:47 pm

      Ye jo link hai wo aapke Like ka link hai aap apna home Page par jaye
      Aur to aapko aapke page ka link mil jayega.
      Yaad rahe aapko link ke last number add karna hai

      जवाब दें
  8. H.HUSAIN

    07 May, 2017 at 9:55 am

    jume deen khan sir app meri ek help karo app mera addsens account bana sakto to bana do mujhse create nahi ho raha plz help me

    जवाब दें
    • Jumedeen Khan

      07 May, 2017 at 12:20 pm

      Husain main sirf help karta hu.

      जवाब दें
  9. mahesh joshi

    14 Mar, 2017 at 1:09 pm

    sir me bogger me hindi typing kaise karu sir mujhe hindi me typing aati hai par .jab me blag me hindi par click karta hu to engish words ko hindi me chnge karta hai .....ap mujhe bataye ki me hindi ( krutidev) se blog par kaise type karu

    जवाब दें
  10. Shahid afridee

    17 Feb, 2017 at 10:01 pm

    Bhai Facebook page ka Gadget add Karne Ke Baad kitna time lagta hai blog par page show Hone me

    जवाब दें
    • Jumedeen Khan

      18 Feb, 2017 at 9:21 am

      Lagane ke bad hi show hone lagta hai.

      जवाब दें
  11. Sachin

    10 Feb, 2017 at 6:16 pm

    Sir, Blog par http lagane se backlinks delete ho jati hai kya??

    जवाब दें
    • Jumedeen Khan

      10 Feb, 2017 at 7:42 pm

      Nahi.

      जवाब दें
  12. sawai singh

    12 Jan, 2017 at 2:31 pm

    sir mera fb page add nahi hua hai me apko mere fb page Ka url bhej raha hu is me aap set kr ke dedijiye me add kar dunga/rajpurohityuvapage

    जवाब दें
    • Jumedeen Khan

      12 Jan, 2017 at 3:53 pm

      Aap mujhe mail send karo main kar dunga.

      जवाब दें
  13. Rajen

    26 Dec, 2016 at 8:57 am

    Bhai facebook page add nahi hua balki mere site ka name wala logo add ho gaya ab is logo ko mai kaise hatau

    जवाब दें
    • Jumedeen Khan

      26 Dec, 2016 at 10:35 am

      Aap facebook page ka sahi link add karo.

      जवाब दें
  14. sumit rana

    03 Nov, 2016 at 11:02 am

    facebook page add ho gaya ye kese pata chalega kha show karega

    जवाब दें
    • Jumedeen Khan

      03 Nov, 2016 at 1:04 pm

      imple hai blog par facebook page show hoga.

      जवाब दें
  15. junaid siddiqui

    14 Sep, 2016 at 8:31 pm

    bro mene code past karke apne page ka url I'd bhi past kiya or full urls bhi past kiya but work nahi karraha ulta meri wapsite ki usme add hogai hai actually mere Facebook page or wapsite ka URL same hai

    ap mujhe ye btae me Facebook page ka URL kse change karu

    जवाब दें
    • Jumedeen Khan

      14 Sep, 2016 at 9:24 pm

      Facebook page ki setting me ja kar address url change karo.

      जवाब दें
  16. Anup Sahu

    09 Sep, 2016 at 10:03 pm

    bhut acha post hai but koi aisa trika bto jisse blog ka post Outomode trike se automatically facebook page me post ho

    जवाब दें
    • Jumedeen Khan

      09 Sep, 2016 at 11:17 pm

      Aese bahut tarike hai but id block hone ka dar hota hai.

      जवाब दें
  17. shital kumar

    25 Apr, 2016 at 8:48 am

    sir next aur previous page wala templet kaha milega

    जवाब दें
    • Jumedeen Khan

      25 Apr, 2016 at 9:02 am

      e post padho Blog Ke Liye Template Download Karne Ki Top 10 Websites

      जवाब दें
  18. shital kumar

    25 Apr, 2016 at 8:32 am

    sir jab ham clixsense account sing up karte hai to usme invalid username entered,or left empty kyon aa jata hai

    जवाब दें
    • Jumedeen Khan

      25 Apr, 2016 at 9:01 am

      ap galat id se log in karoge tab invalid username aata hai. Aap apne password reset kar lo.

      जवाब दें
  19. shital kumar

    25 Apr, 2016 at 12:05 am

    sir blog me next aur previous page kaise lagate hai

    जवाब दें
    • Jumedeen Khan

      25 Apr, 2016 at 7:23 am

      Aap wo template use karo jisme pahle se next aur previous page ka option ho.

      जवाब दें
  20. shital kumar

    24 Apr, 2016 at 10:45 pm

    sir post dalte samay ham labels ka use kaise karenge

    जवाब दें
    • Jumedeen Khan

      24 Apr, 2016 at 11:04 pm

      ye post padho Blogger Me Label Kaise Use Kare Post Categories Ke Liye

      जवाब दें
  21. sunil bhargav

    24 Mar, 2016 at 7:54 am

    facebook page add karne ke baad mujhe not vaild url dikha raha hai

    जवाब दें
    • Jumedeen Khan

      24 Mar, 2016 at 10:32 am

      Aap apne facebook page ka sahi url add karo.

      जवाब दें
  22. shanu

    06 Mar, 2016 at 11:10 pm

    sir mere blog me layout me add a gadget ka option nahi aa raha h
    plz help me sir..............

    जवाब दें
    • Jumedeen Khan

      09 Mar, 2016 at 2:08 pm

      Aap template change karo. option show ho jayenge.

      जवाब दें
  23. Harshad Bataviya

    29 Jan, 2016 at 2:31 pm

    Mere Blog Me Mane facebook paga like box ka widgets lagaya hai lekin vo loading me time lagata hai ... jiski vajah se mera blog load hone me time leta hai.. to iske kuch solution ho to batayega pls....

    जवाब दें
    • Jumedeen Khan

      29 Jan, 2016 at 6:11 pm

      koi solution nahi hai. facebook like box me loading jyada hi lagta hai. ha aap facebook page ki jagah sirf like button laga sakte ho.

      जवाब दें
  24. michal

    14 Nov, 2015 at 3:27 pm

    Hi! Someone in my Facebook group shared this website
    with us so I came to take a look. I'm definitely enjoying the
    information. I'm book-marking and will be tweeting this to my followers!
    Superb blog and great design.

    जवाब दें
  25. devraj

    25 Oct, 2015 at 5:14 pm

    sir meri fb par user name pata nhi pad rha he page par click kiya to upar url me fb.com/grabcharge is trah se dala hua he user name me number to he hi nhi

    जवाब दें
    • Jumedeen Khan

      25 Oct, 2015 at 5:31 pm

      facebook.com/ ke bad jo name aa raha hai wihi aapka username hai.

      जवाब दें

अपनी प्रतिक्रिया दें। Cancel reply

Primary Sidebar

शुरुआती गाइड

ब्लॉगिंग के माध्यम से पैसे कमाने के 3 तरीका।
#पहला एक ब्लॉग बनाएँ।
#दूसरा ट्रैफिक बढ़ाएँ।
#तीसरा कमाना शुरू करें।
-: पैसे कमाना शुरू करें :-
सिर्फ ₹99/mo में होस्टिंग खरीदें!

नयी पोस्ट

  • घर में बरकत क्यों नहीं होती? (गरीबी की वजह)
  • मिया बीवी का रिश्ता - Miya Biwi ka Rishta
  • सच्चे प्यार के 20 गुण (True Love Qualities in Hindi)
  • Fitness Trainer कैसे बने? इसके लिए योग्यता और सैलरी
  • सारी जिंदगी जवान और सेहतमंद रहने के 10 नियम

अपडेटेड पोस्ट

  • घर में बरकत क्यों नहीं होती? (गरीबी की वजह)
  • मिया बीवी का रिश्ता - Miya Biwi ka Rishta
  • सच्चे प्यार के 20 गुण (True Love Qualities in Hindi)
  • Fitness Trainer कैसे बने? इसके लिए योग्यता और सैलरी
  • सारी जिंदगी जवान और सेहतमंद रहने के 10 नियम

पोपुलर पोस्ट

  • एसपी ऑफिसर (SP Officer) कैसे बने? योग्यता, भर्ती प्रक्रिया, वेतन
  • Google Search Work Kaise Karta Hai? Search Engine Working Process
  • USB चार्जिंग पोर्ट से हैकिंग कैसे होती है और इससे कैसे बचें?
  • जिंदगी के 10 कड़वे सच - Truth of Life In Hindi
  • Computer Me Ye 10 Software Jarur Install Kare, Humesha Kaam Aayenge

टॉपिक चुनें

  • इन्टरनेट
  • ईमेल मार्केटिंग
  • एजुकेशन
  • एफिलिएट मार्केटिंग
  • एसईओ
  • ऐडसेन्स
  • टेक्नोलॉजी
  • डोमेन रजिस्ट्रेशन
  • दिलचस्प तथ्य
  • पैसा कैसे कमायें
  • फेस्टिवल
  • बिज़नस स्टार्टअप
  • ब्यूटी टिप्स
  • ब्लागस्पाट
  • ब्लॉग्गिंग
  • मोबाइल मार्केटिंग
  • यूट्यूब
  • रिश्ते-नाते
  • लाइफ सक्सेस
  • वर्डप्रेस
  • वेब होस्टिंग
  • सिक्यूरिटी टिप्स
  • सोशल मीडिया
  • स्वास्थ्य

Footer

थोडा ब्लॉग के बारे में

यह एक हिंदी ब्लॉग है, जिसका मकसद है लोगो को हिंदी भाषा में विभिन्न जानकारी उपलब्ध कराना।

इसके अलावा हमारा एक Ask SMI फोरम भी है, जहाँ हम नए ब्लॉगर्स की मदद करते है।

अन्य महत्वपूर्ण लिंक

  • ब्लॉग
  • फ्री ब्लॉग बनाये
  • डील्स
  • पैसे कैसे कमाए
  • विज्ञापन दें
  • होस्टिंग कहा से लें
  • अस्वीकरण
  • शब्दकोश

ब्लॉग न्यूज़लेटर सब्सक्राइब करें

हमारी नवीनतम पोस्ट की सुचना पाने के लिए अभी ब्लॉग को सब्सक्राइब करे!

Powered by: Mozedia.com

कॉपीराइट © 2015–2021हमारे बारे मेंसम्पर्कगोपनीयता नीतिसाइटमैपवापस जाएँ।