Youtube Ke Bare Me 20 Interesting Facts Amazing Jankari Hindi Me

Youtube video share karne ki sabse jyada popupar website hai. Youtube par daily hazro videos upload kiye jate hai. Shayad hi ko ihoga jisne YouTube ko use na kiya ho or kabhi YouTube par video na dekhe ho. Aaj is post me mai aapko YouTube ke bare me kuch interesting facts or amazing jankari bta raha hu. Jinhe bare me aap shayad hi pahle jante ho.

Youtube interesting facts and amzing information in hindi

Youtube ek aysa place hai jaha par aap music video, movies, funny and other har tarah ki quality ke video dekh sakte hai. Aaj to YouTube par har tarah ki ivdoe bana kar aap apne online business ko promote kar sakte ho. Jaise aap blogger ho to aap apne blog ke liye video bana kar YouTube me upload kar sakte ho. Isse aapke blog ka promotion bhi hoga or aapki YouTube se earning bhi hogi. Maine YouTube ske bare me kuch post likhi hai. Aap chaho to apni pasand ki YouTube se related post padh sakte ho.

Youtube Ke Bare Me 20 Interesting Facts Amazing Jankari Hindi Me

To chaliye ab mai bat karta hu YouTube ke bare me interesting facts ki yani YouTube ke bare me kuch rochak information.

Facts 1: Youtube Founder:

Youtube ko Chad Hurley, Steve Chen, and Jawed Karim ne 2005 me banaya tha. Youtube ke ye teeno founder pahle Paypal ke liye kaam karte the. Hurley paypal ke liye logo design karne ka kaam karte the.

Chad Hurley, Steve Chen, and Jawed Karim

Facts 2: First video

Youtube par sabse pahla video Saturday April 23rd, 2005 ko YouTube ke co-founder Jawed Karim ne upload kiya tha. Jawed Karim ke dwara upload kiye gaye YouTube ke first video ka title “Me at zoo” hai.

Facts 3: Most Poplar video

Youtube par sabse jyada bar dekha gaya video Gangnam Style hai. Ye video ab tak 2,574,112,457 se bhi jyada baar dekha ja chuka hai.

Facts 4: Upoading Per Second Videos

Youtube par har ek second me 100000 se bhi jyada vidoes dekhe jate hai.

Facts 5: Uploading Per Minute Video

Youtube par har ek minute me 100 hours se jyada time ke video upload kiye jate hai.

Facts 6: Uploading High Quality Video

Youtube par sabse jyada HD quality ke video upload kiye jate hai.

Facts 7: Time Watch all Videos

Youtube par video dekhe gaye time ko agar joda jaye to 17,00 to 18,00 year time banta hai.

Facts 8: Available Countries and Languages

Youtube is time me world me 60+ country me available hai or YouTube par 75+ difference language ke video uplabad hai.

Facts 9: Youtube all Users

Youtube ke apne 1 billion se jyada user hai. Yani internet chalane wala har tisra user YouTube use karta hai.

Facts 10: Global Popularty

Youtube google ke bad duniya ka dusra sabse bada search engine hai. Yani ye bing, yahoo, ask and other sabhi search engine se aage hai.

Facts 11: Youtube headquarters

Youtube ka early headquarters pizzeria and Japanese restaurant San Mateo, California me the.

Facts 12: Most Unlike Video

Youtube par sabse jyada bar na-pasand kiya gaya video “Justin Bieber – Baby ft. Ludacris” hai. Jis par 6,164,908 bhi jyada unlikes hai.

Facts 13: Most Blocked Video

Youtube ke 60% most popular videos Germany me block kiye huye hai.

Facts 14: Top Earning Channel

Youtube ke sabse jyada popular channel US$2.5 million se le kar US$10 million kamate hai.  Yani lagbhag 668149500.00 indian rupees.

Facts 15: Most-Watched Non-Music Video

Youtube par bina music wala sabse jyada bar dekha gaya video “Charlie Bit My Finger” hai. Jis par is waqt 839,402,962 veiws hai.

Facts 16: Most superhero of YouTube

Youtube par sanse jyada popular superhero Batsman hai.

Facts 17: Monthly User

Youtube ko 1 mahine me 1 billion se jyada people use karte hai.

Facts 18: Length of Video

Youtube par sabse jyada 7,000 hours tak ke full=length movie and shows video upload hai.

Facts 19: Most Popular Channel

T-series YouTube ka sabse jyada popular channel me se ek hai. is par total 10,462,653 subscribers or 8,449,312,961 veiws hai.

Facts 20: Domain name

Youtube.com domain ko Valentine’s Day in 2005 ke din register kiya gaya tha or starting me iska name “Universal Tube & Rollform Equipment” tha. Bad me ise change karke “UTubeonline” or fanally YouTube kar diya gaya.

Now, I hope aapko is post me YouTube ke bare me real me interesting facts pata chale honge. By the way, Agar aapke pas YouTube ke bare me koi or amazing information hai to aap comment me humare reader ke sath apni jankari share kar sakte hai.

Agar aapko YouTube ke bare me ye post achi lage to ise social sites par apne friends ke sath share jarur kare.

Avatar for Jumedeen Khan

by: Jumedeen Khan

मैं इस ब्लॉग का संस्थापक और एक पेशेवर ब्लॉगर हूं। यहाँ पर मैं नियमित रूप से अपने पाठकों के लिए उपयोगी और मददगार जानकारी शेयर करता हूं। ❤️

Comments ( 87 )

  1. Sir mere YouTube earning 2 Din se bahut Low Ho gai he mujhe 10000 views par 1$ MIL raha he Wapas earning ko increase kese karu

    Reply
    • use high paying keywords.

      Reply
      • Sir me adsense account par high cpc keyword add nahi ho pa rahe he please help me

        Reply
        • High cps ad adsense me nahi content me karne hai.

          Reply
  2. Bhai yadi hm youtube video bnate time apne music system me song play krte hai vo song video me record hota hai to kya song copyright hoga vaise mene youtube pr bhut si video dekhi hao jinme aisa hota hai un pr copyright hota hoga kya
    Sir apko mene contact form pr message kiya tha apne reply nahi diya please reply de

    Reply
    • Yes copyrighting hogi.

      Reply
  3. hi sir kya YouTube pe koi movie ka video daal ke paise kama sakte hai
    main movie upload karta hoon to kya paise kama sakte hai

    plz plz reply

    Reply
  4. My youtube chanal close ho gaya
    Kya new chanal bana kar
    Purane adsense me jod sakte h
    Kyo ki mera adsense chalu h youtube band ho gaya h
    Riply jarur dena bhai
    Thanks

    Reply
    • Yes jod sakte ho.

      Reply
      • sir mene ek screen recorder download kia he jisska nam icecream recorder he jab bhi me koi video banaoun to wo mute kardeta he or awaz nahi ati , kia ap isska hal bata sakty he

        Reply
        • Voice uske pro version me aayegi aap free version use kar rahe ho. Koi or screen recorder use karo ya uska pro plan buy karo.

          Reply
    • Dear rohit Bro, youtube spammers ka sfaya kar rahi hai, matlab unka account ban kar rahi hai jo ki dusri video ko edit krke upload karte hai, or jo spamming kar rahe hai tags dal dal ke. or jo log clickbait jaisi video dal rahe hai. mostly logo ka account band kar diya ja chuka hai, isliye agar aapko genuine kam nahi krna toh dobara bnane ka koi fayda nahi

      Reply
  5. sir aapki theam ka kya naam hai

    Reply
    • mozedia.

      Reply
  6. सर मुझे अच्छा डोमेन और ब्लॉग को लांच करने के तरीके को समझाए।

    Reply
    • Iske liye aap mujhe mail par contact kare.

      Reply
  7. Sir,plz vodafone free net ke post kijiye.vodafone play ya my vodafone app use karke free net milta hain par wo net main use kar choka hu.kuch naya tricks dijiye.

    Reply
  8. sir Kay 3g phone me jio sim ko use kiya ja sakta mai uska koi tarika hai to bataye

    Reply
    • Nahi chala sakte.

      Reply
  9. Sir kya bounce rate se google search me effect padta hai ??? meri website ka bounce rate 60% hain

    Reply
    • yes bounce rate jyada hogi to site ki search ranking down hogi.

      Reply

Leave a Comment