Website Copyright Content Check Karne Ki Top 10 Tools

Blogging me sabse badi problem hai copyrigting. aapki site ka content kisi or website se match ho raha hai to aapko search engine se traffic bahut kam milega or aapki site ki search engines me ranking bad (Bahut Kam) hogi. maine bahut se bloggers ko dekha hai. wo dusro ke blog se post copy kar ke apni site par publish karte hai or jab unhe search engine mostly google se high traffic nahi milta to dusro blogger se puchte hai. copyright content ka pata kaise lagaye ke bare me janne ke liye puri post padhe.

Website Copyright Content Checker Top 10 Free Tools

Hello Sir mere blog par 40-50 post hai or sari post maine khud likhi hai. magar meri site par traffic sirf 500-600 pageviews per day hi hai. Plz aap meri site ko check kar ke btayiye kya problem hai.” Ye sawal 3 february ko mere facebook page par Neha Sharma ne message kiya tha.

Ye jaruri nahi hai ki aap jab kisi or site se direct copy karoge to hi copyrighting hogi. ho sakta hai aapka talent kisi or se match ho raha ho. I mean aapka likhne ka tarika kisi or se milta julta ho to bhi copyrighting ho sakti hai.

Yani hum kisi ke talent ko bhi follow nahi kar sakte hume apna sabse alag likhne ka tarika banana hoga. tabhi humari site ko search engine se adhik traffic mil sakta hai or hum apni manzeel tak pahuch sakte hai success ho sakte hai.

Ab important sawal ye hai ki humara talent likhne ka tarika kisi or se match ho raha hai ya nahi. ye hum kaise pata kar sakte hai. don’t worry meri ye post isi ke bare me hai. aap is article me btayi gayi tools par apni site ki post, pages or homepage ko check kar sakte hai ki aapki site par kya kya copyright hai or kya kya originol hai.

Website Blog Copyright Content Checker Top 10 Free Tools – Check Content Theft

Content Theft ka matlab hota hai chori ki gayi jankari. ye tool aapko btayegi ki aapki post me kaha kaha or kis kis website ya blog se content chori kiya gaya hai. aapko apni site ka home page url ya aapki post ka url add karna hai.

1. Plagium

Copyright content check karne ke liye ye tool sabse best tool hai. aap plagium website par jaye or search box me apni post ka link add karo or quik search ya deep search par click karo. aapki post me jo bhi content copyright hoga or jis website se match ho raha hoga. sabki details aapko mil jayegi. but yad rahe ye site paid hai or aap is par per day 1-5 bar hi copyright content check kar sakte hai.

2. Grammarly

Grammarly website ek multi features website hai. is par aap copyright content check karne ke sath sath post content spellinkg, originol contet bhi check kar sakte ho. mai aapko is site ke liye personally suggest karna cahunga. ye sabse best website hai originol content check karne ki iske bare me aapko aane wale time me details se btaunga.

3. Plag Sotter

4. DMCA Scan

5. Dupli Checker

6. Webconfs – Similar Page Checker

Agar aapko kisi website par shaq hai ki wo aapko copy kar raha hai to aap is tools par ja kar apni site or uski site ka url add kar ke pata kar sakte hai ki uski site aapki site se kitne % match ho rahi hai. examply jaise meri site supportmeindia se meri dusri site hindi.supportmeindia.com 17% match ho rahi hai.

7. Copyscape

8. Duplicate Content Tool

9. Plagiarisma

10. Plagiarism Checker

Ye sab website ek se badh kar ek hai. jo aapko copyright content, originol content, theft content, plagiarism content or duplicate content ke bare me jankari deti hai. agar aap inhe bar bar use karna chahate ho to aapko in par sign up karna padega.

Blogging karne walo ke liye is post me btayi tools bahut important hai. inki madad se aap pata kar sakte ho ki aapka post likhne ka tarika kisi or se match to nahi ho raha hai or agar ho bhi raha hai to kisse is sabka aapko pata chal jayega.

Reader Interactions

Comments (85)

  1. सर एडिसन अकाउंट बनाने के लिये 400 से 500 टकाक view होना जरुरी है जब में अद्द्सिओन अकाउंट के लिये अप्लाये करता हु तो मुझे बैंक में कितना रुपया होना जरुरी है लोग मुझसे कहते है की जब आप एडिसन के अप्लाये करे गे तब आपके बैंक में जो भाई money होगा adsion आपके पसे चुरा लेगा भाई अभी मेरी पढ़ने के उम्र है में अभी १२ क्लास में हु blog website बना लिया हु स्कूल में पड़ता भी हु बके गो समाये बचाता है 4 से 6 घंटा आपके website में बिताता हु sir mera age 17 sal ka hu मुझी आपके website बहुत पसंद है मै आपके बांये एडिसन पैर क्लिक्ल्क करता हु सर आपके इनकम होते है या नही क्या आपकी money बैंक में आते है आपको कितना डोलर पर डे मिलाता है कितना view मिलाता है मैंने जब से blog website खोले है ताबा से कोइ view नही मिलाता है सर मेरी website को चक\ कर के बताये के मुझे क्या करना होगा मेरे website है उसे गूगल पर दल कर सर्च कर के बताये

    • aapki site bahut achi hai. Nahi bro adsense account banane ke liye aapki bank me paisa hona jaruri nahi hai. Bank account ko adsense me tab ad karna hai jab aap $100 kama lo adsnese account banane ka koi charge nahi lagta ye sab free hai. Second aap study par dhyan do meri site ko 6 hours nahi 1-2 hours hi use karo or aap first adsense wali hi post padho. Kuch bhi problem ho to puch lena.

  2. Hello sir esa koi solution hai ke duplicate content ko fix kiya jata hai , kai baar url comman ho jata hai jise duplicate content ho jata hai , me jab ek hi label par 3 thi jayda post likhu toh bhi label duplicate content aa jata hai

    • Label ko search engine se hide karo or ek jaise URL mat banao.

  3. Hello sir mene blog me khud hi sabhi article likha hai ,copyscape se scan kiya toh 9% copy contant bata raha hai lekin duplicate contant 70% bata raha hai toh esa problem solve kese kare

    • Humara content kisi or se bhi match ho sakta hai. Jaise hum likhte hai wese koi or bhi likh sakta hai agar aapne content copy nahi kiya hai to no problem.

  4. sir mere blog ke contents google search engine pr show ni ho rahe hai.isse pehle show hote the.kya kru me ki ye frse show hone lage

    • Apni site ko google search console me ache se submit karo.

  5. mere blog ko chek karake bataye ki copyright content ko kaise hataye aur ek sahi blog kaise banaye sath me ye bhi bataye agar jo blog mai likh raha hoon wo copyright to nahi agar hain to kya karu full step by step guide

    • Is sabke bare me mai already post kar chuka hu aap search box me apna sawal search kiya karo.

  6. maine apne blog ko check kiya to isme duplicat 65% aa raha hai . maine Check Content Theft par kiya hai iska kya matlab hai mujhe kya karna chahiye

    • Iska matlab tumne kisi ki post copy ki hai.

      • maine post ko copy nhi kiya hai ho sakta hai ki heading milti julati ho sakti yaa fir point liye ho lekin kya fir bhi copy manaai jayegi . is prakar to aapki post bhi bahit se milte julti ho sakti hai kyoki jab title ek hi poin par ho to vichar to mil jayenge
        agar copy hai to mujhe kya karna chahiye jarur bataye

        • Satyam mai kabhi kisi ke title se milti post nahi likhta. Dusre hi aysa karte hai. Aap jo kuch bhi likho khud likho kahi se bhi sikh kar likho par kisi ki copy mat karo.

          • koun si post copy right me aa rahi hai uska pataa kaise lagau.
            dusari baat jo post me copy dekhaye unka kya karu .
            tisari baat yah hai ki agar mujh ko LIFE ME HAPPY KAISE RAHE JANE BSET 10 TARIKA ” is topic par likhan ho jabki is topic par bahute ne likha hai to isko copy right se kaise bachaa sakta hun , mere kahane ka matlab hai ki milte julte topic ko kaise copyright se dur karu

          • mere blog par jo copy content show ho rahi hai un post ko hat du ya unme change karna chahiye

          • Delete mat karo post ko update kar lo or uska content change kar do.

          • HELLO JUME DEEN, SALAM KABOOL KARO

            Mere ek sawal hai ki maine abhi abhi ek blog banaya hai. aur us par likhna bhi shuru kar diya hai.. magar mein yeh janna chahta hoon ki agar mein kisi website ke content ko copy nahi karta aur usme likhe kisi content ko apne hisaab se nayee traah se present karoon to yeh copyright to nahi hoga.

            1. misaal ke tour par : agar alloo ki sabji kaise banatein hai.. yeh kisi post par likha hai aur mein allo ki sabji par hi koi doosri post likh raha hoon jabki ban wahi cheech rahi hai jo kisi dusre ne likhi aur maine likhi.

            2. ya fir koi news abhi abhi maine kisi news site par dekhi…. aur mein use apne news blog mein dusre tarike se present karoon to kya yeh copyright hoga

            GOOGLE KAISE PATA LAGATA HAI KI YEH COPYRIGHT CONTENT HAI AGAR ISKI JANKARI BHI HINDI MEIN KAHI MILE TO BATANA

          • W/a bro,
            har koi kahi na kahi se sikhta hai, but ye aap par depend karta hai ki aap kis tarah se likh sakte ho. aap net se sikho but kisi ki copy mat karo. aap jis topic par likhna chahate ho pahle uske bare me 5-10 post padho or fir uske bare me khud soch kar behtar likho.

            Ggoogle par bahut sare engineer har time work akrte rahte hai or ab to computer hi sab kuch bta deta hai.

          • Sir apke blog se mujhe bahut sikhane ko mila.

            Kisi blog se Sikh kar post likhe to dikkat nahi hogi na ?
            Kyuki me blogging apke aur kai aur blogger ke blog se information padta hu lekin agar mujhe us blog se jo samaj aata hai wo likhu to copyright hogi kya plz answer sir…
            Aur agar mujhe apki post apse puch kar copy karke share karni ho to uske liye kya kare ya aisa hota nahi ?

          • Nahi hogi aap kisi ka ocntent copy mat karna apne dimag se likhna.

  7. Sir maine jitne post apne blog me kiye h sb news se copy h to isse koi dikkt nhi hogi n AdSense me register krane pe

    • ai iske bare me kuch nahi kah sakta. Agar koi aapki google ko report nahi karta hai to koi problem nahi hogi.

  8. Sir maine check kiya mere post content match kar rhe hai ab mai kya kru mere blog bekar ho jayega

    • Aap pani site ke sath dusro ki site bhi check karo sabhi ki site kisi na kisi se match ho jati hai. Agar aapne kisi ki post copy nahi ki hai to aapko kuch bhi karne ki jarurat nahi hai.

  9. bhai templates bhi copyright hota hai kya agar hamne koi templates nikala or modify kiya to copyright hoga

    • Template copyright nahi hoti bas aap kisi ko personal design copy mat karo.

  10. bhai kya hum apne ek blog ki post apne hi dusre blog me kerte hai to usse koi problme to nahi matlab google hamare blog ko to kuchh nahi karega

    • ahi aysa karne se aap Black hat seo ko folow karoge jo ki galat hai.

  11. Nice post
    sr maine play store se photo editting app install ki hai kya mai apne mobile screen shoot ki image ko is app me eddit kr k post me lga skta hu koi problam to nahi

    • Dusro ki image use karoge to usme copyrighting ka dar to rahega hi.

      • Sr jaise apne apne blog ko achhi tarah bnaya hai muje bhi aise bnana hai mai abhi blogspot blogger par hu or maine domain name bhi le liya hai plzz support me template layout email subscribe jaise setting nahi kar pa raha muje bhi aone blog ko ek achha look dena hai jaise for eg. Support me india ka look hai plzzz help me

        • Namdev blogger par aap blog ko fully customize nahi kar sakte. WordPress par kar sakte ho.

  12. Sir mere blog par abhi 13 posts hai. Par Maine jab google me site:www.janiyehindimain.blogspot.In aisa search kiya toh usame sirf ek post show ho rahi hai. Baaki ki 12 posts nahi dikhai de rahi. Please help me sir… Me bahoot pareshaan hu…

    • Baki ki post ke liye post ka title ya post ka link search karo.

  13. Best information really…
    Thanks.

  14. It’s awesome designed for me to have a web site, which is helpful for my experience.
    thanks admin

  15. Nice post, mujhe ab take pata nhi that ki him apne content ko check kar sakte hai ki vo copyright hai ya nhi. Thanks for share this…

  16. Me Apne Blog me right click on copy past disable karna chahta hu to pls iska code jo aapke pas ho to batayega…..

    • aysa karne ke liye aapko website security leni padegi.

  17. Sahi kaha Jume seen je apne each me ek se badkar ek tool hai ye .. Check karne ke baad pata chala Mara tarika hi nahi meri Pori original post copy kar li gai hai . Muje ummed hai aap iska solution jaroor share karenge

    • @Ravindra thoda wait karo iske bare me bhi post karunga.

  18. (1) sirji ytunb pe perfects keywords kese daalte hai vdo ka title kese daale jisce keywords ke according hamara vdo search ho.

    (2) tags kaha pe daalte hai kitne tags daalne chahiye vdo upld ke baad aur tags vdo upld kiya ho osi se related hona chahiye yaa phir kisi dusree vdo ka tags copy krke daal skte hai .

  19. sir mene apna ytub channel mobile no.se verify kar liya par muje ab tak ytub verify ka mail nhi aaya verify show ho gya tha jb mene verify kiya tha mje apne ytub channel ke two name h ose delete karna hai kese kare .

    2 muje tech vdos upld nhi karna kaun sa vdo upld karne pe earning hogi.

    • YouTube channel verify karne par message nahi aata hai. aap YouTube channel par ja kar check karo verify hua hai ya nhi. google plus par apna name chane karo. channel ka name bhi change ho jayega.
      technicaly aap koi bhi video upload karo sabse earning hogi.

  20. bhaiya ek aur hai siteliner mai isi pe check karta hu, but aapne aur bhi site ke bare me bata diya thanks,