Google Analytics Me Own Pageviews Tracking Stop Kaise Kare

Bahut se log apne blog par “own pageviews counting” ko stop karna chahate hai but blog me ise band karne ka koi simple way nahi hai. WordPress par aap jetpack plugin me author views dekh sakte hai but kuch blogspot blog me “Manage tracking your own pageviews” feature work nahi karta. Ab sawal ye hai ki kasie own pageviews tracking ko off kiya jaye. Don’t worry mai yaha aapko aysi tips bta raha hu jisse aap google analytics ki help se own pageviews counting ko band kar sakte ho.

Stop Own Pageviews Counting

Mai jab apne blog ka stats check karta hu to usme mere pageviews bhi jud jate hai or mujhe ye pata nahi chal pata ki mere blog par total kitna traffic aa raha hai kitne views ho rahe hai. I sure aapko bhi yahi problem hogi or aap iska solution bhi janna chahate ho. Agar ha to is post se aapki problem solve ho jayegi.

Maine is bare me internet par bahut searches ki or aakhir me decide kiya ki google analytics se own visits ko track karne ka tarika sabse best hai. In this post, Ab yaha mai aapko analytics par se own pageviews counting ko band karne ki information bta raha hu. Aap is post me btaye step follow kar sakte ho.

Google Analytics Me Own Pageviews Counting Stop Kaise Kare

Aage bat karne se pahle mai aapse kahna chaunga ki aap agar blogger user ho to ek bar apne blog par ja kar dekh le ki “Manage tracking your own pageviews” service work kar rahi hai ya nahi kyuki mere blog me ye ache se work kar rahi hai.

Option 1:

Sabse pahle aapko apne computer laptop ke IP Address ki jarurat padegi. Jo kuch is tarah hota hai, 106.215.137.45. Aap whatsmyip.org website par aasani se apna IP address pata kar sakte ho.

Option 2:

  1. Sabse pahle aap Google Analytics par jaye or top menu bar me admin par click kare.
  2. Ab left side sidebar me wo property select kare jisme aapko setting karni hai.
  3. All filters par click kare.
  4. +Add filter par click kare

Add filter

Option 3:

  1. Filter name likhe.
  2. Exclude select kare.
  3. traffic form the IP addresses par click kare.
  4. that are equal to select kare.
  5. Apna IP address add kare.

Add filter to view

Finally, Save par click kare. Bas ab aapne jo IP address add filter kiya hai uske pageviews alag count honge. Ab aap google analytics par currect traffic performance report check kar sakte ho ki daily, weekly and monthly aapke blog par kitna traffic aata hai.

To friends kitna saral tha own pageviews ko filter karna. Jabki bahut se blogger iske liye bahut mehanat karte hai or ise mushkil kaam btate hai. But aap is post ko follow karke apne pageviews ko aasani se alag count kar sakte hai. Isse aap apni site ko khologe to uske views alag count honge or aapko clearly pata chal jayega ki aapke blog par daily kitne pageviews hote hai. Agar aapko is post se related koi sawal puchna hai to aap comment me puch sakte ho.

I hope aapko ye post pasand aayegi. Agar ha to is post ko social media par apne dosto ke sath share jarur kare.

Avatar for Jumedeen Khan

About Jumedeen Khan

मैं इस ब्लॉग का संस्थापक और एक पेशेवर ब्लॉगर हूं। यहाँ पर मैं नियमित रूप से अपने पाठकों के लिए उपयोगी और मददगार जानकारी शेयर करता हूं। ❤️

Comments ( 43 )

  1. मनरंजन रणा

    बहुत बढ़िया सर्

    Reply
  2. नवीन शर्मा

    आपका बहुत बहुत धन्यवाद सर, मैं खुद ओन पेजव्यूज से परेशान था, सर एक बात और मेरे आर्टिकल्स अभी तक

    गूगल पर इंडेक्स नही हुए और इन्हें लिखे 4 दिन से ज्यादा हो चुके है, मैं जब साईट:मेरीवेबसाइटकानाम डालता हू तो

    अबाउट मी, कांटेक्ट उस, डिस्क्लेमर और प्राइवेसी पालिसी के पेज दीखते हैं, लेकिन आर्टिकल्स नही

    Reply
    • Jumedeen khan

      Aap page ko search console me fetch as google karo.

      Reply
      • नवीन शर्मा

        धन्यवाद सर, ये करते ही मेरे आर्टिकल्स शो होने लग गये हैं, लेकिन आपसे कुछ और सवाल भी है?

        1. क्या ऐसा मुझे हर बार अपने आर्टिकल्स के साथ करना पड़ेगा, या अभी न्यू ब्लॉग है इसीलिए ऐसा हुआ हैं?

        2. सर, फेत्च एज गूगल करने के बाद स्टेटस partial लिखा आ रहा है, इसका क्या मतलब है?

        3. सर, वेबसाइट के आर्टिकल्स तो शो हो रहे है लेकिन उनका पर्मालिंक नही दिख रहा है बल्कि

        वेबसाइट के नाम के बाद जिस लेबल में मैंने उन आर्टिकल्स को रखा था वो दिख रहे है, ऐसा क्यों?

        Reply
        • Jumedeen khan

          1. Nahi, aap article likh kar use promote karo us par traffic lao google apne aap index kar lega.
          2. Iska matlab hota hai aapke page ki ranking humesha itni nahi rahegi bad me kam ho jayegi.
          3. Aap breadcrumbs use kar rahe ho, breadcrumbs disable kar do permalink show hoga.

          Reply
  3. Afreen

    Bahut achchi jankari di hai sir

    Reply
  4. manish

    bhai mai apne blog me .tk domin add kru to koi problem to nhi hogi

    Reply
    • Jumedeen Khan

      No problem but .com is best.

      Reply

Leave a Comment

I need help with ...