Google adsense se $100, $200, $300 dollar per day kamana namumkin kaam nahi hai. Har koi aysa kar sakta hai bas usme kuch karne ka hosala hona chahiye. Bahut se bloggers or website owner isse bhi jada paise kama bhi rah hai lekin aap kyo nahi kama sakte, kama sakte ho par mehanat kar ke, bina mehanat ke kamayi nahi hoti. Aaj is post me main aapko yahi batane wala hu ki google adsense se ek day me $100 kaise kamaye.
Aaj mai aapko google adsense ke bare me jo baate btane ja raha hu. blogging karne se pahle aapko unki knowlegze hona jaruri hai.
Agar aapne google adsense account or website nahi banaye ho to yaha par click kar ke pahle apna adsense account or website bana lijiye.
Google Adsense Kya Hai?
Google adsense google ki ek aysi service hai.jise online websites ka promotion karne ke liye banaya gaya hai. jo log apni websites ka promotion karana chahate hai. wo adsense ko apni site ke ads dikhane ke paise dete hai.
Bilkul tv wale ads ki tarah, google adsense blog, websites, video par apne ads dikhane ke liye bloggers, websites owners, video managers ko commision deta hai.
Google adsense ke bare me btane se pahle mai man leta hu ke aapne blog ya website bana li hai. or aapne apni site par ads bhi laga rakhe hai. to ab sawal ye hai ki paise kaise kamaye ja sakte hai.
Google Adsense Se 100 Dollar Per Day Kaise Kamaye
Main yaha aapko gogle adsense se paise kamane ki kuch tricks bta raha hu. agar aap unhe follow kar le to aap $100 to kya $500 dollar bhi per day kama sakte ho.
CTR yani Click throw Rate. aapko per click ke kitne paise milte hai. man lo aapko $0.03 per click milte hai to $0.03/100=$3.00 hote hai. cpc adsense ke ads ki company par nirbhar hai. kyuki jo company adsene ko jitne jada paise degi. adsense hume utna hi comossion dega. to cpc kam jada hoti rahti hai.
CPC yani ctr ki average, aapki monthly ctr average kitni hoi hai. ye humari sites ke ads par nirbhar hai. koi visitors humari site ke ads per click karke jitne time tak rukta hai. hume utna jada commission milega. CPC lagbhag $0.25 se$2.00 tak ho sakti hai.
- To aapko $100 per day kamane ke liye aapko karib 500 ads click ki jarurat hai. or 500 ads click hone ke liye aapki site par karib 40,000-50,000 views hone chahiye.
- 40,000-50,000 views per day hone ke liye aapke blog ya website par 500 awesome, top, fomous article hone chahiye. to ab aapko pata chal gaya hoga ki $100 per day kamane ke liye kitni mehanat karne ki jarurat hai. dariye mat or mai ye kar sakta hu ki bhavna le kar start kijiye.
- Agar aapki sites par 40,000 views per day hi jate hai to aap Buysellads.com site par apne ads space bech kar bhi $3,000-$6.000 per month kama sakte ho.
To ek acha or high quality ka blog ya website bana kar hum aasani se$100 per day kama sakte hai. to aaj se hi apna mission shuru kar do ye soch ke ki mujhe ek din success blogger ya website owner banna hai.
Fir dekhna paisa kaise aapke piche bhagta hai. agar aap paise kamane ke or tariko ke bare me janna chahate ho to yaha click karo. Online Paise Kaise Kamaye: Internet Se Paise Kamane Ke 20 Tarike Jane
Agar aap online paisa kamana chahate hai to aap apni website bana kar ya youtube se bhi paise kama sakte hai. Iski jankari ke liye ye post padhe Online Blogging Kar Ke Google Adsense Se Paise Kaise Kamaye.
- Also Read: Mobile Se Paisa Kamane Ke 5 Best Android Apps
- Adsense Account Ko Approved Karane Ke 20 Tarike Janiye
Agar aap google adsense ke bare me adhik janna chahate hai to aap hamari website par adsense se related post padhiye aapko details se jankari milegi.
I hope aapko google adsense se per day $100 kaise kamaye post achhi lagi hogi agar lagi hai to social media par share jarur kare.
vakil shaikh
nahi sir cmputer se hi likh raha hoo. firbhi mix ho jata hai blog blog ke bichme gap Ana chaiye jaise apka blog step1.
fir
step2.
aise mokla hai apka blog or mera blog step1.step2 aisa najdeek aa raha hai
Jumedeen Khan
aap thoda details me btaye jisse mai aapki problem achi tarah samajh saku
vakil shaikh
or haa Jo foto ka url daalo matlab kya hai url yane foto ka tital hai kya Jo anko me hota hai
Jumedeen Khan
aap post edit bar me sari settings normal rakho, or kahi aap mobile se to post nahi likh rahe.
vakil shaikh
khan sir jab mai apna blog likhta hoona to space de kar door likhta hoo mager firbhi sab word mix ho jate hai please help sir
Jumedeen Khan
W/A Vakeel ji aapko or aapki family ko bhi meri taraf se eid mubarak.
vakil shaikh
AS SLAM VALEKUM ID MUBARAK JUMEDEEN KHAN SAHAB
vakil shaikh
Sir muje apse ek salah chaiye. ager hum computer me MS WORD me hamara blog tayaar karege or vo blog ko copy karke new post me past karege to vaisa kar sakte hai kya hum ya fir vo copy hoga ans please sir
vakil shaikh
sir ye Jo sawal hai vo aisa kyu bata rahe hai ki thodi Der baad apka sawal approve ho jayega
Jumedeen Khan
aapka comment mere approved karne ke bad hi show hoga.
Jumedeen Khan
aap kahi par bhi article likh kar copy kar ke blog post me dal sakte ho. magar likha hua aapka hi hona chahiye. aap Microsoft word me blog kaise banoge. mujhe bhi btao
Jumedeen Khan
Aap blog ki post me photo upload karo. Fir post ke HTML section par click karke code copy karo, ab blog ke layout me jao or jaha photo lagana hai waha 'add a widget' par click karo or code paste karo, code me ''width'' or ''height'' ke option par aap photo ka size change kar sakte ho.
suvas
header me bi or widget me bi lagana hai.
Jumedeen Khan
aap kaha par photo lagana chahate ho post, header ya widget
suvas
blog per image kaise lagate hai. ab nahi jalbaji karooga
Jumedeen Khan
its ok bro ab aap apni email id ke password change kare. or mai fir se kahna chahunga ki sabr se kaam kiya karo, taki kamyabi aapke kadam chume.
suvas
thanks very much! sir! Maine galat id nahi batai hai sir sorry mujse galti….
Jumedeen Khan
apna password change kar lo maine chek kar liya hai. maine post me btaya tha ki jab aapki ek video par 300-400 views ho jaye tabhi AdSense ke liye apply karna hai. par aapne thode se views hone par AdSense ke liye apply kiya hai isliye approved hone me time lag raha hai.
Jumedeen Khan
Cogratulation aapka AdSense account chuka hai bas puri tarah approved hona baki hai mai aapke account ki setting kar raha hu. thoda wait karo. aapko mere btaye tarike follow karne the magar aapne bahut jaldi kar di.
Jumedeen Khan
jab aap gmail id se log in karte ho to galat password dalo, fir "Forget Password" ka ek option show hota hai us par click kar ke aap apne password change kar sakte ho.