Google adsense se $100, $200, $300 dollar per day kamana namumkin kaam nahi hai. Har koi aysa kar sakta hai bas usme kuch karne ka hosala hona chahiye. Bahut se bloggers or website owner isse bhi jada paise kama bhi rah hai lekin aap kyo nahi kama sakte, kama sakte ho par mehanat kar ke, bina mehanat ke kamayi nahi hoti. Aaj is post me main aapko yahi batane wala hu ki google adsense se ek day me $100 kaise kamaye.
Aaj mai aapko google adsense ke bare me jo baate btane ja raha hu. blogging karne se pahle aapko unki knowlegze hona jaruri hai.
Agar aapne google adsense account or website nahi banaye ho to yaha par click kar ke pahle apna adsense account or website bana lijiye.
Google Adsense Kya Hai?
Google adsense google ki ek aysi service hai.jise online websites ka promotion karne ke liye banaya gaya hai. jo log apni websites ka promotion karana chahate hai. wo adsense ko apni site ke ads dikhane ke paise dete hai.
Bilkul tv wale ads ki tarah, google adsense blog, websites, video par apne ads dikhane ke liye bloggers, websites owners, video managers ko commision deta hai.
Google adsense ke bare me btane se pahle mai man leta hu ke aapne blog ya website bana li hai. or aapne apni site par ads bhi laga rakhe hai. to ab sawal ye hai ki paise kaise kamaye ja sakte hai.
Google Adsense Se 100 Dollar Per Day Kaise Kamaye
Main yaha aapko gogle adsense se paise kamane ki kuch tricks bta raha hu. agar aap unhe follow kar le to aap $100 to kya $500 dollar bhi per day kama sakte ho.
CTR yani Click throw Rate. aapko per click ke kitne paise milte hai. man lo aapko $0.03 per click milte hai to $0.03/100=$3.00 hote hai. cpc adsense ke ads ki company par nirbhar hai. kyuki jo company adsene ko jitne jada paise degi. adsense hume utna hi comossion dega. to cpc kam jada hoti rahti hai.
CPC yani ctr ki average, aapki monthly ctr average kitni hoi hai. ye humari sites ke ads par nirbhar hai. koi visitors humari site ke ads per click karke jitne time tak rukta hai. hume utna jada commission milega. CPC lagbhag $0.25 se$2.00 tak ho sakti hai.
- To aapko $100 per day kamane ke liye aapko karib 500 ads click ki jarurat hai. or 500 ads click hone ke liye aapki site par karib 40,000-50,000 views hone chahiye.
- 40,000-50,000 views per day hone ke liye aapke blog ya website par 500 awesome, top, fomous article hone chahiye. to ab aapko pata chal gaya hoga ki $100 per day kamane ke liye kitni mehanat karne ki jarurat hai. dariye mat or mai ye kar sakta hu ki bhavna le kar start kijiye.
- Agar aapki sites par 40,000 views per day hi jate hai to aap Buysellads.com site par apne ads space bech kar bhi $3,000-$6.000 per month kama sakte ho.
To ek acha or high quality ka blog ya website bana kar hum aasani se$100 per day kama sakte hai. to aaj se hi apna mission shuru kar do ye soch ke ki mujhe ek din success blogger ya website owner banna hai.
Fir dekhna paisa kaise aapke piche bhagta hai. agar aap paise kamane ke or tariko ke bare me janna chahate ho to yaha click karo. Online Paise Kaise Kamaye: Internet Se Paise Kamane Ke 20 Tarike Jane
Agar aap online paisa kamana chahate hai to aap apni website bana kar ya youtube se bhi paise kama sakte hai. Iski jankari ke liye ye post padhe Online Blogging Kar Ke Google Adsense Se Paise Kaise Kamaye.
- Also Read: Mobile Se Paisa Kamane Ke 5 Best Android Apps
- Adsense Account Ko Approved Karane Ke 20 Tarike Janiye
Agar aap google adsense ke bare me adhik janna chahate hai to aap hamari website par adsense se related post padhiye aapko details se jankari milegi.
I hope aapko google adsense se per day $100 kaise kamaye post achhi lagi hogi agar lagi hai to social media par share jarur kare.
Vakil Shaikh
Maine blog likha hai using blogme muje or likhna hai matlab edit karna hai click kaha karoo
Jumedeen Khan
http://www.blogger.com par jao or jis email id se blog banaya hai usse log in karo, ab jo verify window khule use band kar ke fir se http://www.blogger.com open kro. agar fir bhi error aati hai to aapko apna google account verify karna padega.
Vakil Shaikh
sir mai abi mere blog me gaya tha meri post likhne ke liye vo muje friend ka email mangara captcha kya karu ager muje mere blog me kaise jau
Jumedeen Khan
Youtube ke Dashboard me kuch nahi karna hai. aap AdSense par log in tabhi kar pate hai jab aapka AdSense account ban (approved) ho jata hai, AdSense ki right side me upar jaha aapki email id hoti hai uske samne hosted account likha hota hai. agar nahi likha hai to aapka AdSense account aaprove ho chuka hai.
Vakil Shaikh
youtub ka dashboard approved hone pe kuch karna ha kya mere AdSense mai this month 7 last day AdSense ke dashboard me dikhai deta hai example:$ to approve ho gaya kya
Jumedeen Khan
kis site ke dashboard ki baat kar rahe ho, sawal pura likha karo, nahi YouTube par aap widget nahi laga sakte hai.
Jumedeen Khan
isme sach jhuth ka sawal hi nahi , agar aapke AdSense account me hosted account nahi likha hai to jahir hai aapka AdSense account completly approved ho gaya hai.
Vakil Shaikh
mere dashboard me neeche likha hoova ata hai. inside add music uske andar Jake dekha usme ata hai about
press
advertiser
copyrights
isme kya karna hai youtub me widget kaise lagaye sir
Vakil Shaikh
AAP such kahe RAHE hai ya mai sawalpe sawal puch….
mere vidio per ads to nahi dikhai de rahi
Jumedeen Khan
agar aapke AdSense account me hosted account likha hua nahi hai to bahut achi bat hai, aapka AdSense account completly approve ho chuka hai.
Vakil Shaikh
sir mere dashboard me hosted acount aisa naam likha hoova nahi hai kya AdSense acount approved karneke BAAD ayega please help sir
Jumedeen Khan
Thoda wait karo aaj sham ko mai post likhunga. or label ke bare me kya jankari chahiye.
Vakil Shaikh
AAP jaldi chitika ke Bareme post likhiye mai ads nahi logaa abi or label matlab mai samja nahi details me batayege sir
Jumedeen Khan
Adsense sabse behtar hai, AdSense sabse jada paise deta hai, or aap ek comment kar ke thoda wait kiya karo, aaj tak maine aapki har commet ka jawab diya hai to aage bhi dunga, so wait again some time plz
Jumedeen Khan
Jab tak AdSense approved na ho chitika use kare,
Vakil Shaikh
Maine abitak ads nahi li to kya mai bina ads ke bi widget category kaha sakta hoo yaa koi problem ayagi.
Vakil Shaikh
acha tik hai sir thanks aapne bataya to kya mai 6 mahine ka intjaar karu ya fir chitika se 2 mahine me ho jate hai Paise kamana suru.kya mai wait karu ya AdSense se add daal doo ya AAP bataiye
Jumedeen Khan
Aap sirf ek site ke hi ads use kare warna aapka blog block ho jayega, or future me fir kabhi aap apni site par ads nhi laga payenge
Vakil Shaikh
kya khan Sahab khana vagira hoova ki nahi. ya internet me hi ghar hai.kya mai abhi advertising perse add le sakta hoo or baadme chitika ki add lags sakta hoo. kya ekbaar hi add li jaa sakti hai
Jumedeen Khan
kyo nahi aap bhi blog me widget add karke category add kar sakte ho. iski jakari ke liye ye post pade Blog Me Category Widget Kaise Use Karte Hai
maine photo editer or paint software se apni site ke photo banaye hai. aap bhi photo editer ya paint software download kar ke photo edit kar sakte hai.