Avatar for Jumedeen Khan

मैं इस ब्लॉग का संस्थापक और एक पेशेवर ब्लॉगर हूं। यहाँ पर मैं नियमित रूप से अपने पाठकों के लिए उपयोगी और मददगार जानकारी शेयर करता हूं। ❤️

Comments ( 67 )

  1. comedy channel banane ka

  2. Sir, I am a big fan of you, I see your post daily and get very good information.

  3. This a good article sir thank you very much.

  4. Youtube 1 channel me 2 alag category ke video dal sakte hai kya 1 comedy 2short film kya fark padega ya sahi rahega please tell me

    • Dal sakte ho lekin channel par ek topic par kaam karna better hai.

  5. Sir Please Help Me, Aaj mere adsence account me youtube ke views,earnings kuch bhi nahi show ho raha ,sir please help me
    adsence me blog ki earning show ho rahi he youtube ke nhi show ho rahe he,maine performance report me >Products>Hosted AdSense for Content me bhi check kiya isme last month ki youtube ki detail show ho rahi he par iss mahine ki kuch bhi show raha,please help me sir.

    • Kuch time ke bad check karo. adsense issue hai apne aap theek ho jayega.

  6. Bhai aap se gujaris he ki hamare sawaalo ka jawab diya kare kyu ki hum aap ko follow karte he or apne jawab ka intazar kar te he

    Bhai mene 2 gmail se 6 youtube channel he but bhai me 2 chennal ka verify karte waqt jo number diya tha vo bhol gya ki kon sa tha bhai please batao ki hum kese full details check kar please reply jaroor dijiye ga

    • Yes bilkul dunga but aap please post se related question pucha kare or apn question se related psot par hi comment kiya kare.
      Aap gmail.com par jao or password forgot wael option par click karo aapke samne apaki email ID ya mobile number ke first and last ke 2-2 letter honge usse aap yaad kar sakte ho ki konse number hai.

  7. Bro channel to ek se Jada bnane ko bta diye prantu new channel ko ek hi Adsense account se kaise jodenge jisme ka niyam btaye
    2 bro mobile se low CPC ads block Kar high CPC ads apne videos par kaise lgaye mobile par to copy or paste Karne nhi aata hai puri tarah process btaye
    3 Kya low CPC block Kar dene par har bar videos par ads show hoga ya nhi
    4 Kya hum play store se game ke app ko load Kar khel Kar recorde Kar upload Kare ya nhi kaise Samajhenge ki ko automatically play hota hai or kaise kaise explain Kare please bro bistar se sare ko btaye sorry

    • Dear reshu aapki bat ose lagta hai ki aap apne work ko success banane ki jagah paise kamane ke bare me jayada sochti ho. Agar aesa karogi to aap fail ho jaogi. Main aapko already kah chuka hu ki aap earning par nahi apne channel ko brand banane par focus karo. Jab aapke pas support badhega to earning apne aap badh jayegi.
      Chanel ki pahchan video category se hoti hai alag lag category banane se log aapke channel ko unsubscribe karna shuru kar denge. So ek topi par video banao taki aapka channel success ho sake. Paise ke piche mat bhago uske kabil bano wo khud tumhare piche aayega. Please understand and do good work.

      • Bhai mera channel terminated ho gaya hai
        Form pe appeal kardi hai lakin reply aaya hai ki woh channel active nahi kr sakte jabki maine koi galti nahi ki hai na koi copyright

        • Google ne aapko message me iska reason bhi btaya hoga. bina galti ke google channel delete nahi kar sakta.

      • U r great sir,
        Muje is post me apne bohot se jwab mil gye.

        1 bat or clear kr do sir
        Mera 1 chennel ki adsense parmanent disable ho chuki h. Ab mane dusra chennel suru kiya h to m us chennel ki sabhi video and subscriber ko new chennel me m
        Transfer krunga to add milegi ya nhi.
        Agar nhi milegi jaisa apne ek post me btaya h to kya m pahle chennel ki videos waha se delet krke new chennel me daal lu fir to mil jayegi na ya usme b problem rhegi .

        Plz bataye sir.

        Thank u very much

        • 1. Nahi.
          2. Yes dal sakte ho.

  8. Brother mene 2 din pehale ek channel bana ya tha jis me 2 3 video dala tha us me se ke video viral ho gya he or trading me he but mene adsense me apply kiya tha pr abhi tak hua nahi to abhi me kya karun or kya kuch fayada ho ga please reply.

    • Check karo ki aapne sahi se apply kiya hai or wait karo kuch day me adsesne approve ho jayega.

  9. Brother mene you tube channel me
    3 hafte se kaam kar raha hun or har social site me apna video shree karta hun pr mujhe youtube search se ek bhi traffic nahi milta bhai me aap ko apna id do aap dekha lo na kya garbar he please

    • Thoda sabr karo site ko search me top par aane me time lagta hai.

Comments are closed.

×