Support Me India

  • ब्लॉग
  • ब्लॉग्गिंग
    • वर्डप्रेस
    • ब्लागस्पाट
    • वेब होस्टिंग
    • ऐडसेन्स
    • एफिलिएट मार्केटिंग
    • ईमेल मार्केटिंग
    • डोमेन रजिस्ट्रेशन
  • एसईओ
  • टेक्नोलॉजी
  • लाइफ सक्सेस
  • पैसा कैसे कमायें
  • अधिक
    • इन्टरनेट
    • बिज़नस स्टार्टअप
    • यूट्यूब
    • एजुकेशन
    • दिलचस्प तथ्य
    • सोशल मीडिया
    • सिक्यूरिटी टिप्स
  • सवाल पूछें
मुख्यपृष्ठ / ब्लॉग / मोबाइल मार्केटिंग / Smart Phone Automatically Kar Sakta Hai Ye 4 Kaam (New Tips 2019)

Smart Phone Automatically Kar Sakta Hai Ye 4 Kaam (New Tips 2019)

By: Jumedeen KhanLast Updated: 07 Jan, 2019

Kya aapko pata hai ki aapke mobile phone me kai aese feature hote hai jinhe activate karne ke bad phone automatically work karta hai aur aapke bahut se kaam apne aap ho jate hai. Ab android mobile bahut smart ho gaya hai ye aapki location aur aapki activity ko bhi track karte hai. Yaha main aapko android mobile ke 4 shortcuts bta raha hu jinse aap mobile ko hath lagaye bina kai sare kaam kar sakte hai.

Smart Phone Automatically Working Shortcuts

Mobile phone me bahut se aese features hote hai jinke bare me hume nahi pata hota ya fir hume lagta hai ki unki jarurat nahi hai aur hum unke bare me janne ki koshish nahi karte hai. Yaha par btaye gaye android features ke bare me jan kar aap hairan rah jaoge.

  • Free WiFi Network Use Karne Se Hone Wale 6 Bade Nuksan

Kai bar hume kisi place par phone suddenly silent ya off karna hota hai ya fir hum chahate hai ki hume call, SMS karne wale ko apne aap reply mil jaye to friends aap ye sabhi kaam real me apne smartphone se kar sakte ho. Chaliye jante hai kaise.

विषय-सूची

  • Mobile Phone Automatically Kar Sakta Hai Ye 4 Kaam - New Shortcuts 2018
    • Lock Unlock Kar Sakte Hai
    • 2. Aapka Phone Automatic Reply Karega
    • 3. Phone Apne Aap Silent Mode Me Chala Jayega
    • 4. Mobile Automatic Photo Ki Backup Banayega

Mobile Phone Automatically Kar Sakta Hai Ye 4 Kaam - New Shortcuts 2018

Lock Unlock Kar Sakte Hai

Agar aap apne android phone ko kisi important place par lock unlock rakhna chahate hai to aakp bas ek settings karni hogi.

  1. Go to your phone settings.
  2. Ab Security >> Location me ja kar Smart Lock enable kare.
  3. Yaha Trusted Places ki setting me aap un jagaho ki location add kare jaha aap chahate hai ki aapka phone automatic unlock ho jaye.

Is setting ko enable karne ke bad aapke dwara select kiye gaye places par aapka phone apne aap unlock ho jayega. Same process aap lock karne ke liye follow kar sakte hai.

2. Aapka Phone Automatic Reply Karega

Mobile me automatic reply ke kai option hote hai. Jaise, I'm busy, I'm sleeping, I'm driving etc. lekin kya aapko pata hai ki aapka mobile automatic aap jo kar rahe wo reply kar sakta hai.

Jaise ki aap car driving kar rahe hai to aapka phone I'm driving hi reply karega. Iske liye bhi aapko phone setting activate karni hogi.

Agar aap iPhone ka istemal karte hai to aap Do not Disturb setting me ja kar iska option enable kar sakte hai aur agar aap android user hai to aapko google play store se Android Auto app download karna hoga.

3. Phone Apne Aap Silent Mode Me Chala Jayega

Hum sabhi ke sath ek problem hoti hai ki bahut si jagah par humara phone hume hi distrub kar deta hai. Jaise ki aap meetup me ho ya koi aur important work ya deal kar rahe ho. Agar aap chahate hai ki aapka phone chunida jagaho par apne aap silent ho jaye to ye possible hai.

Aap jis jagah par phone ko silent karna chahate ho waha phone apne aap silent mode par chala jayega iske liye aapko bas ek chota sa kaam karna hai.

  1. Apne phone ki settings me jaye.
  2. Sound settings me jaye aur Do Not Disturb setting ko activate kare.

Ye feature google maps and google calendar ki help se work karta hai. Agar aap iPhone user hai to automatic silent mode ke liye Do Not Disturb setting me jaye aur Scheduled toggle ko switch on kar de.

4. Mobile Automatic Photo Ki Backup Banayega

Ji haa dosto, aapka phone apne aap aapki sari photos ka backup bana sakta hai. Iske liye aapko google photos ki setting me jana hoga. Google photos settings me ja kar backup ka option enable kar de.

Uske bad aapka phone aapke sare photos ko google cloud me store kar lega. Google cloud me aapko 15GB storage milta hai uske bad aapko pay karna hoga.

Is tarah aap apne smartphone se ye 4 kaam apne aap kara sakte ho. Agar aapko inke alawa koi aur shortcut ke bare me pata ho to aap uske bare me comment me bta sakte hai.

Ye bhi padhe,

  • Smart Phone Kar Sakta Hai Ye 10 Kaam Kya Aap Ne Try Kiya Hai
  • Smart Phone Ki Battery Life Badhane Ke 10 Battery Saver Android Apps

I hope aapko ye article pasand aayega, agar haa to ise social media par apne dosto ke sath sahre jarur kare.

शेयर
  • Share on Facebook
  • Tweet on Twitter

लेखक: Jumedeen Khan

मैं इस ब्लॉग का संस्थापक और एक पेशेवर ब्लॉगर हूं। यहाँ पर मैं नियमित रूप से अपने पाठकों के लिए उपयोगी और मददगार जानकारी शेयर करता हूं। ❤️

आपको ये भी पढना चाहिए

  • Mobile Par Kisi Phone Number Ko Block Kaise Kare

    मोबाइल फोन में किसी नंबर को ब्लॉक कैसे करें

  • Best Internet Browser for Android Phone

    एंड्राइड मोबाइल के लिए 10 बेस्ट इंटरनेट ब्राउजर

  • Best android apps to control PC

    Computer Ko Mobile Se Control Karne Ke 10 Best Android Apps

Reader Interactions

टिप्पणियाँ ( 11 )

एक टिप्पणी जोड़ें
  1. Ajay kumar

    27 Jun, 2018 at 6:59 pm

    wow beautiful information...
    aapne jo janakari share kiye vah vakai bahut hi best information hai.
    kyonki hame kabhi pata nahi tha is tricks ke baare me lekin, aaj aapki post ko padhkar pata chal gaya hai. so very good

    जवाब दें
  2. Virendra maurya

    27 Apr, 2018 at 10:04 pm

    amazing very interesting tips

    जवाब दें
  3. Nikhil Jain

    21 Mar, 2018 at 12:42 pm

    wow..... kafi bdhiya... smartphone to sach me smart nikla

    जवाब दें
  4. amjad

    17 Mar, 2018 at 9:02 pm

    wao bro bahut acha post hai. mujhe iski jankari nahi thi.

    जवाब दें
  5. Sanjay

    16 Mar, 2018 at 10:40 pm

    Sir aesa koi option Nahi hota kya jisme yadi ham cell ko pocket me rakhe to wo vibration mode pe Chala Jaye ar pocket k Bhar ring mode pe rhe

    जवाब दें
    • Jumedeen khan

      17 Mar, 2018 at 10:20 pm

      I think aesa koi feature nahi hai.

      जवाब दें
  6. Jan Bharat Times

    13 Mar, 2018 at 12:12 pm

    श्रीमान जी मैं आपका बहुत दिनों से नई-नई जानकारियों को देख रहा हूं आपकी वेबसाइट मुझे बेहद अच्छी लगी

    जवाब दें
  7. dharmesh rajput

    13 Mar, 2018 at 11:58 am

    sir nice and helpfull jankari dene ke liye dhanyawad

    जवाब दें
  8. neeraj sharma

    12 Mar, 2018 at 11:00 pm

    again good information

    जवाब दें
  9. Virendar Singh

    12 Mar, 2018 at 9:11 pm

    Bahut hi badhiya jankari share ki sir aapne, auto lock & unlock aur mobile apne aap silent ho jayega is ke baare me pehle pata nahi tha, dhanyavad aapka in tips ko share karne ke liye.

    जवाब दें
  10. ankit

    12 Mar, 2018 at 5:26 pm

    bhut ache sir very helpful post

    जवाब दें

अपनी प्रतिक्रिया दें। Cancel reply

Primary Sidebar

शुरुआती गाइड

ब्लॉगिंग के माध्यम से पैसे कमाने के 3 तरीका।
#पहला एक ब्लॉग बनाएँ।
#दूसरा ट्रैफिक बढ़ाएँ।
#तीसरा कमाना शुरू करें।
-: पैसे कमाना शुरू करें :-
सिर्फ ₹99/mo में होस्टिंग खरीदें!

नयी पोस्ट

  • घर में बरकत क्यों नहीं होती? (गरीबी की वजह)
  • मिया बीवी का रिश्ता - Miya Biwi ka Rishta
  • सच्चे प्यार के 20 गुण (True Love Qualities in Hindi)
  • Fitness Trainer कैसे बने? इसके लिए योग्यता और सैलरी
  • सारी जिंदगी जवान और सेहतमंद रहने के 10 नियम

अपडेटेड पोस्ट

  • घर में बरकत क्यों नहीं होती? (गरीबी की वजह)
  • मिया बीवी का रिश्ता - Miya Biwi ka Rishta
  • सच्चे प्यार के 20 गुण (True Love Qualities in Hindi)
  • Fitness Trainer कैसे बने? इसके लिए योग्यता और सैलरी
  • सारी जिंदगी जवान और सेहतमंद रहने के 10 नियम

पोपुलर पोस्ट

  • Website Ko Search Engine Par Top Me Lane Ki 100 SEO Tips
  • Blog Banane Ke Bad Adsense Ke Liye Apply Kab Kare
  • Computer Ke Liye Antivirus Kyu Jaruri Hai - Why Need Anti-virus
  • Whatsapp Ko Hack Hone Se Kaise Bachaye - 12 Security Tips
  • Google AdSense Kya Hai or Ye Kaam Kaise Karta Hai?

टॉपिक चुनें

  • इन्टरनेट
  • ईमेल मार्केटिंग
  • एजुकेशन
  • एफिलिएट मार्केटिंग
  • एसईओ
  • ऐडसेन्स
  • टेक्नोलॉजी
  • डोमेन रजिस्ट्रेशन
  • दिलचस्प तथ्य
  • पैसा कैसे कमायें
  • फेस्टिवल
  • बिज़नस स्टार्टअप
  • ब्यूटी टिप्स
  • ब्लागस्पाट
  • ब्लॉग्गिंग
  • मोबाइल मार्केटिंग
  • यूट्यूब
  • रिश्ते-नाते
  • लाइफ सक्सेस
  • वर्डप्रेस
  • वेब होस्टिंग
  • सिक्यूरिटी टिप्स
  • सोशल मीडिया
  • स्वास्थ्य

Footer

थोडा ब्लॉग के बारे में

यह एक हिंदी ब्लॉग है, जिसका मकसद है लोगो को हिंदी भाषा में विभिन्न जानकारी उपलब्ध कराना।

इसके अलावा हमारा एक Ask SMI फोरम भी है, जहाँ हम नए ब्लॉगर्स की मदद करते है।

अन्य महत्वपूर्ण लिंक

  • ब्लॉग
  • फ्री ब्लॉग बनाये
  • डील्स
  • पैसे कैसे कमाए
  • विज्ञापन दें
  • होस्टिंग कहा से लें
  • अस्वीकरण
  • शब्दकोश

ब्लॉग न्यूज़लेटर सब्सक्राइब करें

हमारी नवीनतम पोस्ट की सुचना पाने के लिए अभी ब्लॉग को सब्सक्राइब करे!

Powered by: Mozedia.com

कॉपीराइट © 2015–2021हमारे बारे मेंसम्पर्कगोपनीयता नीतिसाइटमैपवापस जाएँ।