Google AdWords Kya Hai Or Is Par Account Kaise Banaye?

Adwords google ki ek bahut hi badhiya services hai. Jo google search engine me humari website ke ads show karti hai. Agar koi apni website ko google par share karna chahe to mai kahunga ki wo google adwords ki services use kare. Website ko adwords se jodne ke bad jab bhi koi aapki site se related jankari search karta hai to google right side me aapki site ke ads dikhata hai ialiye aaiye adwords ke bare me adhik jante hai.

what is google adwords

Google Adwords Kya Hai?

Google ki yeh services humari website ke ads ko right logo tak pahuchane ka kam karti hai. Yani jab koi google par aapki site se related koi jankari search karta hai to adwords google ke right side me aapki site ke ads show karti hai.

Iska sidha sa benefit hai ki apni site ki traffic badhane me google adwors aapki help karta hai. To aap samajh gaye honge ki google adwords aapki site ke ads google searech engine ke right side me dikhane ka kaam karti hai.

Website Ke Liye Google Adwords Kyo Jaruri Hai?

Agar aap apni site par traffic badhana chahate hai or apni site ka promotion karna chahata ho to adwords iske liye bahut achha hai or main bhi aapko yahi kahunga ki aap google adwors service use kare.

Kyuki adwords site ki traffic badhane ke better tariko me se ek hai. Ye aapki site ke ads related site par show karega. Jisse aapko or adhik traffic milega. Aap samajh rahe honge ki me kya kahe raha hu.

Adwords Account Kaise Banaye?

Google adwords ka istemal karne ke liye aapko is par account banana hoga. Google adwords par account banane ke liye niche di gai steps ko follow kare.

Step 1:

Sabse pahale aapko sign in karna hoga, Apni email id se sign in kare. Aap direct is link par jakar bhi sign in kar sakte hai.

Step 2:

Ab aapke saamne Skip the guided setup ka option hoga, us par click kare.

Iske baad aapke saamne ek naya page open hoga, jisme aapko kuch details fill karni hai jaise,

Step 3:

  • Apni email enter kare.
  • Country select kare.
  • Time zone select kare.
  • Currency select kare.
  • Uske bad save and continue option par click kare.

Ab aapka google adwords account ban chuka hai. ab aap iska istemal kar sakte hai.

Google Adwords Kaam Kaise Karti Hai?

google adwords

Google adwors se site ko jodne ke bad jab koi visiters aapki site se related jankari google par search karta hai to google ke right side me adwors aapki site ke ads show karta hai. Upar photo me aap adwords ke ads dekh sakte hai.

Agar aap adsense use kar sakte hai to adwords aapke kisi kaam ka nahi hai kyuki kharide huye visitors adsense allow nahi karta. So aap adsense ki safty ke liye blog ki traafic badhane ke free way hi apnaye.

Supportmeindia par traffic badhane se related bahut post hai aap wo bhi padh sakte hai. Aapko details se jankari milegi.

Agar aapko apne website blog par traffic badhana hai to aap hamari ye post padhiye Website Ki Traffic Kaise Badhaye – Blog Ki Traffic Kaise Badhaye is post me aapko traffic increase karne ki badhiya or helpful jankari milegi.

Sath hi agar aapne abhi tak apni website nahi banai hai to aap ye post padhiye Free Website Blog Kaise Banaye is post me aapko free website blog banane ki puri jankari milegi.

I hope aapko google adwords kya post achhi lagi hogi agar lagi hai to ise social media par apne sabhi friends ke sath share jarur kare.

Avatar for Jumedeen Khan

by: Jumedeen Khan

मैं इस ब्लॉग का संस्थापक और एक पेशेवर ब्लॉगर हूं। यहाँ पर मैं नियमित रूप से अपने पाठकों के लिए उपयोगी और मददगार जानकारी शेयर करता हूं। ❤️

Comments ( 60 )

  1. Jumedin sir mujhe ek baat puchni hai ki adwords campaign use Karne Ke liye kitna pay karna padta hai

    Reply
    • heck adwords prices.

      Reply
  2. Sir apki post ko read kar hame AdWords ke bare me theek se samajh aa gya hai.

    Reply
  3. Aapki Post Padhkar Hame Khushi Milti hai Sir

    Reply
  4. Hi Jume Deen Bhai,

    Google adwords free service to deti hai aur kaise kam karti hai ye mujhe aapka blog padh ke samjh me aaya , thanks,

    Par mujhe aapse kuch doubts clear karni hai?

    1. google adword aur google adsense me kya difference hai?
    2. aur hum google adwords se apne website ya blog ki traffic kis tarah badha sakte hai?

    Reply
    • 1. Agar apako google search engine me ad dikhane hai to adwords or logo ki websites par like aap or main ki iste par ad dikhane hai to adsense use karo.
      2. Keyword researching se.

      Reply
  5. sir google adword free service bhi detti hai ?

    Reply
    • Yes deti hai.

      Reply
  6. Sir
    Maine blog banaya
    Kya aap bata sakte hai uske bad google adsense banana hai ya google adword
    Please batayiye

    Reply
    • Google adsense but pahle aap traffic badhao.

      Reply
  7. (google-adwords-kya-hai-or-ye-kyo-jaruri-hota-hai-website-ke-liye)….nice post
    i like to your post
    thanks brother

    Reply
  8. sir ye bataye ki google AdSense mere account approve nahi kar raha hai m.kya karu

    Reply
    • Aap mujhe google disapprove ka message dikhao.

      Reply

Leave a Comment