Blogging Me Readers Ko Motivate Karne Ki 20 Successful Tips

Blogging me success pana aasan ho sakta hai but readers ko attaractive banaye rakhna bahut mushkil hai. Ye ek challenging metter hai ki kaise hum apne visitors ko motivate karna jari rakhe or kaise unhe force kare. Motivation quotes likhna bahut aasan hai but apni life se logo ko motivate karna talented logo ki pahchan hai.

Blogging tactings to stay motivated your reader

Actually, maine bahut se bloggers ko dekha hai jo apne reader ko satisfied nahi kar pate or unhe saflta nahi mil pati natijan wo kuch time bad blogging chod dete hai. It’s very bad, mai har kisi ko success dekhna chahata hu or jab koi galat raste par jata hua milta hai to use dekh kar dukh hota hai.

Blogging me sabse important metter hota hai apne readers ko complete or clear guide karna taki reader fir se aapke blog par aana pasand kare. Suppose, agar koi visitor aapki site par first time visit karta hai or use aapki site par puri or clear jankari nahi milti to aane wale time me shayad hi wo aapke blog par visit karega.

Why, aysa kyu ho. kyo nahi aap aysa work karo ki koi bhi aapse connect hote hi aapka fan ban jaye. I mean aysa kaam karo ki jo bhi use dekhe aapki appreciation kiye bina nahi rah sake.

In this post, yaha mai aapko blogging ke bare me 30 most important tactics ke bare me bta raha hu jinhe follow karke aap apne blog ke reader ko na sirf motivate karoge balki unhe fir se blog par visit karne ko majboor kar  donge.

20 Blogging Tactics to Staying Motivate your Readers in Hindi

Most important thing, dusro ko motivate karne se pahle aap khud ko motivate rakhe ki aap sabkuch kar sakte ho. I mean aap me negative feelinkg nahi honi chahiye jaise ki “aapne bahut koshish ki par nahi kar paye.” Aysa koi kaam nahi hai jisme aap safalta na pa sako.

  1. Write clear and fresh content: All readers fresh and clear content sabse jyada pasand karte hai. Mai ye nahi kahta ki aap kisi topic par explain mat karo, Karo but kisi bhi metter ko boring mat banao. Jis tarah ek boring movie ko log dekhna pasand nahi karte hai same wese hi koi bhi aapka boring content nahi padega.
  2. Respond to comments: Apne blog par comments feature enable kare or customers ke questions ka answer de. Apne reader ke sath commenting se good relation banaye.
  3. Share your blog with your friends: Sirf content likhne se aap mahan nahi banoge. Apne blog ke bare me apne friends of friends ko btaye or unhe attract kar blog par visit karne ke liye kahe.
  4. Get blogging buddy: Aap sirf akele blogger nahi ho aapke siwa bhi bahut sare blogger hai. Unke sath connect ho or blogging ke bare me bat kare. I sure ek anpadh person se bat karke bhi gyan ki bate mil jati hai to ek blogger se aapko jaruri achi bate pata chalegi.
  5. Join blogging group: Blogging se related groups and community join kare or apne blog ki post se related sawalo ke jawab de kar visitors ki help kare.
  6. Publish content every day at same time: Qaulity content likhe or daily ek samay par articles share kare. Isse aapke reader daily aapke blog par visit karenge.
  7. Make special niche blog: Apne blog ke liye koi special niche select kare or usi par post likhe. Multiple niche ki jagah some niche par blogging karna jyada better hota hai. Like me mujhe reader blogging guider ki nazar se dekhte hai. Becoz mera main topic yahi hai.
  8. Share your thoughts publicly: Silent rahne ki jagah logo se jude rahna jyada better hota hai or blogging me to ye bahut jaruri hai.
  9. Active some time on social media: Social media par kuch time apne reader ke sath connect rahe or unse bat kare. Kuch reader aapse bat karke hi motivate ho jate hai.
  10. Take break in blogging: Daily article likhne ka matlab ye nahi hai ki aap ek hi time me bahut sari posts publish kare. Ek do (1-2)post share karne ke bad thoda time le jisse reader use padh sake. Ek sath 5-10 post share karne se reader only latest post par focus karte hai.
  11. Catch post ideas when your reader ask: Comments me reader aapse bahut sare sawal puchte hai unki problem ko samajhe or unke liye content write kare.
  12. Look out that you’re really inspired them: Apne reader ki activities ko check kare ki wo piche se aapke bare me kya bat karte hai. Agar aapse kuch galat ho raha hai to aap bina pata kiye unse ye sikh sakte hai. Jo log aapse jealous karte hai wo aapki kamiya bta kar aapki bahut badi help kar dete hai. Social media isme aapki sabse jyada help karega.
  13. Take and give interview: Other blogger ka jo aapse bade hai ka interview le kr apne blog par publish kare or dusre bloggers ko apna interview de.
  14. Make a blogging terms for your blog: Apne blog ke liye privacy policy, about us, disclaimer, conditions and terms jais jaruri pages banaye or blog ko ache se handle kare.
  15. Writing about newest: Humesha apne blog par new information share kare. Jo jankari pahle se other bahut se blog par hai use koi padhna nahi chahega. Agar aap new or sabse alag likhoge to aapka har ek reader post padhega.
  16. Join event and meeting: Apne friends ki meetings and events ko avoid na kare or unke sath connect rahe. Aap chaho to apni site ke liye meeting fix bhi kar sakte ho.
  17. Comment on other blogs: Apne blog se related other blog par comment kare. Isse aapko unse quality traffic milega.
  18. Share other people’s content: Apna content to har koi share karta hai kyo na aap dusro ki post bhi share kiya kare.
  19. Examine your analytics report: Google analytics par apne blog ki performance report check kare or blog ke liye new idea banaye.
  20. If you can handle make lots of blog: Agar aap sambhal sakte ho to ek se jyada blog banaye. Ye ek blog me bahut sare topics par likhne (Khichdi pakane) se jyada better hoga.

Finally, Agar aap chahate ho ki aapka blog bahut time tak rahe or user aapko humesha pasand kare aapka blog read akre to aap apne reader ke sath good relation bana kar blogging kare. I sure sabko sath le kar chalne wale kabhi asafal nahi hote unhe success jarur milti hai.

Agar aapko meri ye bate pasand aaye to is post ko social media par apne friends ke sath share jarur kare.

Avatar for Jumedeen Khan

by: Jumedeen Khan

मैं इस ब्लॉग का संस्थापक और एक पेशेवर ब्लॉगर हूं। यहाँ पर मैं नियमित रूप से अपने पाठकों के लिए उपयोगी और मददगार जानकारी शेयर करता हूं। ❤️

Comments ( 48 )

  1. hello jume deen sir mere blog par ads show hone lage hai. please aap ye bataye ki ek post me kitne ads laga sakte hai maine aapki ads banane wali post padhi hai lekin aap apni site me kon-kon se ads lagate hai vo aap bata sakte hai and maine AdSense ke ads se blog ki loding speed slow ho gayi hai aapne ek post me blog me ads se slow hui loding speed ko increase karne ke bare me bataya tha maine vo post bhi read ki lekin blog me js file kaise banate hai ye kya aap bata sakte hai an please aap ek baar mera blog check karke dekh sakte hai ki maine sahi ads lagaye hai ya nahi…..

    Reply
  2. bhai meri aaj ki ctr 4.50% hai normally 1.50-2.50% hote the, kya mujhe ghabrane ki jarurat hai ?

    Reply
    • Nahi aap ek bar AdSense CTR ke bare me ache se samajh lo.

      Reply
  3. hello sir kya hum ek hi post ko hindi aur english dono me likh kar alag -2 blog par publish kar sakte hai
    copy right to nahi hoga.

    Reply
    • Nahi nahi kar sakte aysa karna copyright hoga.

      Reply
  4. Hello sir mera AdSense account me pin verification dikha raha hai. Vo batata hai ki verification pin send kar diya hai. Per galtise mere AdSense account me pin code change ho gaya hai per address sahi hai. To koi problem hoga kya. Pls sir reply dena

    Reply
    • PIN code change nahi hota hai. Agar aapka account verify nahi hua hai to aapko fir se verify karna hoga.

      Reply
  5. bro maine bahut se hindi blog dekhe hai jaise ki mukesh kumar ka blog helptomaking.com inke site pe us, canada, australia se jyada traffic aate hai aisa kyu jabki yeh toh hindi blog hai

    Reply
    • Ye aapki galatfahmi hai unki site par bhi indian traffic hi hai.

      Reply
  6. Thanks Bro… 8 AUGUST ko mujhe Adsense ne 1,00,00,000 Ads Show karne ke liye Congrats kiya … Thanks….

    Reply
  7. jume deen sir maine 2 days pahle blogger se AdSense ke liye apply kiya tha and 3-4 hours me AdSense ka mail aaya ki reviewd your site and you can create your first ad unit and blank ads its appear….. maine apne blog par AdSense ke ad create karke paste kar diye hai and 2 din se blank ads show ho rahe hai, ads kab tak show honge kya aap bata sakte hai and mera AdSense account hosted hai. ads hone lage to normal me change ho jayga… please reply kare….

    Reply
    • Manish ji iska fix time nahi hai. ho jaye to 1 din me ho jaye warna kei din lag sakte ho.

      Reply
  8. Hey Bro, You Know your every article is very much more interesting than others . That’s why I read daily.
    Bhai mai aapki google AdSense wali post ko pata nahi kitni baar dekh chuka hu or aapki purani AdSense ki post se mai itna sikh gya hu ki Maine apni cpc ko 3$ tak kar liya hai. Thanks yaar.
    Umid karta hu aap bhi meri tarah hi mere article padhte honge.

    Reply
    • Why not bro. MAi aapke articles jarur padhta hu aap bhi bahut acha likhte ho.

      Reply
  9. Bro jab hum YouTube par offline video download karte hai to video kaha jata hai.

    Reply
    • Aapke phone me aapne downloading video storage setting kiya hai waha. I mean memory card ya phone storage me.

      Reply
  10. Hlo bhai,m phle ALL IN SEO plugin use krta tha,but aaj hi Youst SEO wale plugin ko active kiya h,aur phle wale seo plugin se data import bhi kr liya,but ab m jb kisi post ko edit krna chahta hu to edit nhi ho rhi…aur edit post k niche SEO k liye 3 obtion aa rhe h but click krne pe wo hi page dubara open ho rha h,..ya fir new plugin ko install krne pe aisa ho rha h kya,apne aap sahi ho jayega kya ye?

    Reply
    • Vikram aap first Yoast SEO ke bare me koi articles padho.

      Reply

Leave a Comment