OpenLinkProfiler ek online free backlinks checker tool hai. Ye aapko kisi bhi domain ke backlinks btane ke sath great solution bhi btati hai. website par kaha kaha se backlinks mile hai. Sabhi backlinks ka details se pata chalta hai. Or sabse achi bat ki is tools me hum unlimited backlinks check kar sakte hai.
Kisi bhi domain ya website ke backlinks check karne ke liye OpenLinkProfiler tools best no.1 tools hai. Jo aapko kuch hi second me kisi bhi domain ke Backlinks ki jankari de deti hai.
OpenLinkProfiler tools par aap unlimited backlinks check kar sakte ho. Or kisi bhi website ki 1000 links ko .CSV format me download bhi kar sakte ho.
Unlimited Backlinks Check Karne Ki Best Free Tools - OpenLinkProfiler
Yeh tools aapko domain backlinks check karne ka sabse acha offer deti hai. Aap kisi bhi website ke unlimited backlinks check kar sakte ho. Jisse aapko apni site ke liye backlinks pane ka idea milega or aap bhi un site se backlinks recieve kar sakenge. Openlinkprofiler sirf trusted top level domain ka hi result show karta hai jinka LIS score hota hai. LIS ka matlab link influence score of any page. Ye tools 0% to 100% result show karti hai.
- Link Age: Is section domain age yani yearly backlinks details show hoti . Aapko kis sal kitne backlinks mile hai. Uske liye ye option bahut hi acha wayi.
- Country: Is section me coutry by country backlinks show hote hai.
- Link Alert: Agar aap chahate hai ki aapko new backlinks email notification mile to aap linkalert enable karkte hai.
- LIS distribution: Is section me aap high lis or low lis domain links dekh sakte hai.
- Pages: Jis site se backlinks mile hai usme kis kis page or post me aapki site ka link add hai. Is section me isi ke bare me jankari milti hai. Means site ke kis page me aapki site ke kis page ka link add hai.
Mujhe is tool ke bare me abhi abhi pata chala hai. So aap jyada jankari ke liye OpenLinkProfiler tools par visit kar sakte hai. But ek bat jaru hai, Backlinka pata karne ki ye ek bahut hi badhiya tool hai.
Sir ji aap Focus Keyword Par Kya Likhte Ho or SEO Green Kaise Karte ho
bhaiya jaise maine abc.blogspot.com se abc.com karunga, to abc.blogspot.com pe agar koi aate hai, to wo mere abc.com ka post to nahi na dekh sakte, agar wo home me jayenge,
mai samajh nahi raha hu, aage kya hoga
Uske liye aap abc.blogspot.com blog bana kar use apne main blog par redirect kar sakte hai.
sir moderation me email I'd mang RHA h to jis se blog h bo email I'd dalu ya dusasri bhi dal sakta hu
Koi bhi id use kar sakte ho.
Jumedeen Khan ji google AdSense ham contact kaise kar sakate hai
Aapki location ke aaspas koi google ki office ho to waha ja kar kar sakte ho.
sir
WordPress par aisa koi tool hai jise humare sabhi post ki langage language style change ho jaye WordPress ke sabhi post ki jaise jaise arial black ,algerian
Ha bahut hai. aap googlee font style plugin likh kar search karo.
Bhayi meri Alexa 5 lac par h me ads ke liye try karu ya abi or Alexa kam karu..
Bilkul kar sakte ho.
bhai yeh toh purani backlink show karta hai koi esi site bataye jisse ham daily ki backlinks recive kar sake
Aap mere continue reader ho. iske bare me bhi jald hi post mil jayegi.
i question ahe how to put floating menu bar in blog as you put in above live date and some menu and social networking etc pls tell me sir
You can read this post Blog Ki Left Side Me Floating Social Media Share Buttons Kaise Add Kare
bhai mene ek blog banaye he lekin uspar header image Laga raha hu to name or image ek saath aa rahe he aap samaj rahe he na plz muje ye bataye ki supportmeindia name ki jagah supportmeindia logo kaise add kiya? I'm waiting u r ans...
jab aap blog par header image upload karo to, niche diye 3 options me se "Instead of title and description" par select karo. description show nahi hogi.
Your alexa rank get improved very much keep it up bro ! Best of luck