New Website Blog Ko 2 Day Me Search Engine Me Kaise Laye

Website ya blog banane ke bad sabse bada sawal hota hai website ko sabhi search engine me index karana. Iske liye hume bahut sari SEO tips follow karni padti hai. But aaj mai aapko aysi master trick btane ja raha hu. Jisse aap 1-2 day ke andar apni new site or blog ko Google, Bing, Yahoo, Ask or other sabhi search engine me show kar sakte ho.

New Site Ko Jaldi Search Me Kaise Laye

Bahut se blogger or website owner search engine me apni pahchan banane ke liye apni site ko bahut jaldi search result me dekhna chahate hai. Ye post unke liye 101% kaam aayegi. Kyuki is post me btayi tricks se koi bhi site ko aap sirf 1-2 din me hi search engine me index kara sakte hai.

Jab hum new site banate hai to hum chahate hai ki google search engine humari site ko sabse pahle search kare. Lagbhag har blogger ki yahi soch hoti hai. Aapki bhi ho, So kuch aysi trick hai jinki help se aapki site bahut jald search result me show hone lag jati hai. Agar aap site ko google me manualy index nahi karoge to google aapki site ko index karne me 1,2,3 or 5 nahi 1-2 weeks bhi laga sakta hai. But hume sirf 2 day ke andar apni site ko search me lana hai.

Site ko 2 day se pahle search engine me index karne ke liye aapko Micro-Niche Site Kaise Banaye post padh leni chahiye. Uske bad hi aapki site itne kam time me search result me show ho sakegi. Maine Micro Niche Site bana kar unhe 1 day se bhi kam time me search result me index karaya hai.

Website Ko Sirf 2 Day Me Google Me Index Kaise Karaye

Internet par aapko aysi bahut sari website mil jayegi jo website blog ke bare me information share karti hai. Jaise website domain details checker, website SEO chcker, website value checker and other or bhi 100ro site hai. Bas aapko inhi ki jarurat padne wali hai.

Option 1:

Sabse pahle aap website ki information dene wali jitni site ka aap pata kar sako kare or un sabhi sites ke link copy kar ke notepad me add kare. Mai kuch site ke links aapko yaha bta raha hu. Jis me se aapko”yoursiteurl.com” ki jagah apni site ka link add karna hai.

tatlia.com/yoursiteurl.com
cash81.com/yoursiteurl.com
whoisx.co.uk/yoursiteurl.com
statout.com/yoursiteurl.com
worth.im/www.yourdomain.com
nakedweb.org/yoursiteurl.com
georanks.com/yoursiteurl.com
worthlook.com/yoursiteurl.com
peekstats.com/yoursiteurl.com
www.whoisya.com/yoursiteurl.com
webworth.info/yoursiteurl.com
webrapport.net/yoursiteurl.com
www.aboutus.org/yoursiteurl.com
www.cubestat.com/yoursiteurl.com
www.statbrain.com/yoursiteurl.com
statswebsites.com/yoursiteurl.com
www.quarkbase.com/yoursiteurl.com
www.esitestats.com/yoursiteurl.com
www.builtwith.com/?yoursiteurl.com
websiteshadow.com/yoursiteurl.com
websitevaluebot.com/yoursiteurl.com
whois.domaintools.com/yoursiteurl.com
www.who.is/whois-com/yoursiteurl.com
www.robtex.com/dns/yoursiteurl.com
www.quantcast.com/yoursiteurl.com
www.thegetpr.net/site/yoursiteurl.com
www.pageheat.com/heat/yoursiteurl.com
www.aboutthedomain.com/yoursiteurl.com
page2rss.com/page?url=yoursiteurl.com
www.surcentro.com/en/info/yoursiteurl.com
websitevaluebot.com/www.yoursiteurl.com
www.siteadvisor.cn/sites/yoursiteurl.com
whois.tools4noobs.com/info/yoursiteurl.com
whois.ws/whois-info/ip-address/yoursiteurl.com
www.aboutdomain.org/backlinks/yoursiteurl.com
domainsearch101.com/domainsearch/yoursiteurl.com
uptime.netcraft.com/up/graph?site=yoursiteurl.com

Aysi aapko jitni bhi site checker tools mile aap sabhi par apni site ki ranking check kare.

Option 2:

Hum sabhi site par apni site ki ranking check karenge to usme bahut time lag jayega. But iska solution hai URLOpener site ke pas. Ye site aapko aysi tool offer karti hai. Jisme aap ek sath bahut sare links open kar sakte hai.

URLOpener

  1.  URLOpener.com site par jaye or sabhi site ke url is site ke box me paste kare.
  2. submit button par click kare.
  3. Ab aap jaise chaho sabhi links ko open kar sakte hai. My means ek ek kar ke ya sabhi links ko ek sath open kar sakte ho.

Agar aap is tools ko use nahi kar sakte ho to aapse jitna ho sake utni site par apni site ki ranking check kare. I sure aapki site 1-2 day me search result me show hone lag jayegi.

Is post me maine jo trick btayi hai wo 100% work karti hai. Bas aapki new site ya blog par sabhi tarah ki setting ki huyi honi chahiye. Mera matlab aapke site micro niche site honi chahiye.

Reader Interactions

Comments (156)

  1. Ap ka artical bhute helpfull tha and thanks for this post mujko ek baat batao sir ji kase apni website ka traffic incress kare aur website ko jaldi se jaldi user badai ..

    thanks

  2. Blog Ko Google First Page Me Rank Kaise Kare apki a post bohot ascha hai aur bohot helpful post hai. thanks for sharing.

  3. Bahut helpful article. Thank you for sharing with us.

  4. sir mene abhi ek nya blog start kiya hai wo abhi tak google engine me index nahi ho pa rha hai. koi tricks btao sir

    • Wait ho jayega aap bas search console me blog submit kar sitemap submit kar do.

  5. Bhai maine ek new blog bnaya hai blogger.com se lekin Google search pe kab dikhegi ?aur mai adsence kaise lagau

    • Aap blog ko google search console me submit karo uske 1-2 day me index ho jayega.

  6. sir mujhe bhi apki tarah website bana ni hai mai kya karu

  7. Kaise ho aap? Blog to vana liya hai but Ye nahi malum ki aaage kya Karna hai Ye bataye plz

    • Hamary blogging se related post check karo sabki jankari mil jayegi.

  8. mere blog ko search engine se traffic bilkul bhi nahi milata lagbhag 4-5 month ho gaya blog banaye , kya blog new hone ki wajah se google me rank nahi mil rahi aur traffic nahi mil raha ya phir seo problem hai

    • Aese topic par likho jo log google me search karte ho.

  9. hello sir aapne jo upr sites di h usme “website” ka url daalna hai yaa fir blog ki post ke links add krne hai??

    • website or blog ke homepage ka.

  10. Bro mene ek blog bnaya hai politics related article dalta hun lakin google se traffic bilkul nhi ata hai 0 and kisi ka copy bhi nhi karta me apne se likhta hun jo b site par visitor aate hahi wo sirf fb g plus se me jo apni post shear karta hun ap pls meri site dekho kya problem hai design and other and google console bina me b submit kar di hai kab ka blog fetch b use karta hun ab mujhe kya karna chaiye

    • Humari SEO category wali post read karo.

  11. sir hmko photography ka blog start karna hai uske liye kon sa topic dalne acha rhega…

  12. hello sir
    Sir blog ke page Google me website link ke niche kaise show karwate hai. please jarur bataye.

    • Kuch karne ki jarurat nahi hai aapki site par traffic badhega to google apne aap aapki site ke lyie sitelinks show karne lag jayega.

  13. sir blog ke liye backlink kaise banaye / aapne kaise banayi thi

  14. Inmein se 2-3 website hi open ho rahe hain. Please is post ko workable website ka link dekar update kar dijiye.

    • Hi Anand,
      Thanks for alert, Main jaldi hi post ko update karunga.

      • Thanks bro for understand us…

  15. Sir mera blog name dalne se search engine me aa gya bt uske neeche ye bhi likha aaya ki report abuse iska kya matlab hua

  16. Sir plz contact me. I want to help about my blog

  17. maine WordPress par website banaya hai to isko Google search me kaise launga bataiye sir

  18. 1.Sir Maine 5 post likha h. new blog h Mera esliye 5 post hua h.Sir 5 me se 1 post hi Google pe show KR RHA h vo bhi jesa titel h vese hi likhne pr. Sir Mai aesa Kya kru ki ?
    Mera hr post search me aaye pura titel satik na likhne pr bhi

    2. Sir Kya hr post ko Google me lane KR liye Google console setting krna padta h Ky ak sath bhi KR skte bcz Maine to theme me jakr HMLT me setting kiya vo chhote chhote word ko copi past krke pr failed btaya fr bhi Mera ak post search me aa gya . Kaise aata sir

    • 1. Aa apne blog ka design saih karo or blog ko fast loading banao. Uske bad achha content likho jise aapke users pasand kare. Search me aa jayega.
      2. Nahi aap sirf ek bar site ko GWT me submit kar do uske bad aapki new post apne aap index ho jayegi.

      • 1.design method
        2.blog ko fast loading banana ka method or
        2.GWT se kaise krte h . Method ka link do na

        En तीनो ka link do na Sir

  19. Dear Jumideen Sir,
    aap mera Help Karenge To please Mere Blog pe Ek Baar Visit kare Aur dekhe Kya Kami hai mre website me plz Guide me AS soon AS Possible!

    • Sab theek hai bas thoda iamge size or site design par dhyan do.

  20. Sir Maine website coding ke saath bana li hai sir iske aaga ka process sir Hume bataiye Hume saga kya karna chayiye ki humari banayi hui new website google search mein as jaya sir plz tell me process I am waiting your response plz tell me

    • First aap is post me btaye tarike follow karo. Inse hi search me aa jayegi.