Google adsense se $100, $200, $300 dollar per day kamana namumkin kaam nahi hai. Har koi aysa kar sakta hai bas usme kuch karne ka hosala hona chahiye. Bahut se bloggers or website owner isse bhi jada paise kama bhi rah hai lekin aap kyo nahi kama sakte, kama sakte ho par mehanat kar ke, bina mehanat ke kamayi nahi hoti. Aaj is post me main aapko yahi batane wala hu ki google adsense se ek day me $100 kaise kamaye.
Aaj mai aapko google adsense ke bare me jo baate btane ja raha hu. blogging karne se pahle aapko unki knowlegze hona jaruri hai.
Agar aapne google adsense account or website nahi banaye ho to yaha par click kar ke pahle apna adsense account or website bana lijiye.
Google Adsense Kya Hai?
Google adsense google ki ek aysi service hai.jise online websites ka promotion karne ke liye banaya gaya hai. jo log apni websites ka promotion karana chahate hai. wo adsense ko apni site ke ads dikhane ke paise dete hai.
Bilkul tv wale ads ki tarah, google adsense blog, websites, video par apne ads dikhane ke liye bloggers, websites owners, video managers ko commision deta hai.
Google adsense ke bare me btane se pahle mai man leta hu ke aapne blog ya website bana li hai. or aapne apni site par ads bhi laga rakhe hai. to ab sawal ye hai ki paise kaise kamaye ja sakte hai.
Google Adsense Se 100 Dollar Per Day Kaise Kamaye
Main yaha aapko gogle adsense se paise kamane ki kuch tricks bta raha hu. agar aap unhe follow kar le to aap $100 to kya $500 dollar bhi per day kama sakte ho.
CTR yani Click throw Rate. aapko per click ke kitne paise milte hai. man lo aapko $0.03 per click milte hai to $0.03/100=$3.00 hote hai. cpc adsense ke ads ki company par nirbhar hai. kyuki jo company adsene ko jitne jada paise degi. adsense hume utna hi comossion dega. to cpc kam jada hoti rahti hai.
CPC yani ctr ki average, aapki monthly ctr average kitni hoi hai. ye humari sites ke ads par nirbhar hai. koi visitors humari site ke ads per click karke jitne time tak rukta hai. hume utna jada commission milega. CPC lagbhag $0.25 se$2.00 tak ho sakti hai.
- To aapko $100 per day kamane ke liye aapko karib 500 ads click ki jarurat hai. or 500 ads click hone ke liye aapki site par karib 40,000-50,000 views hone chahiye.
- 40,000-50,000 views per day hone ke liye aapke blog ya website par 500 awesome, top, fomous article hone chahiye. to ab aapko pata chal gaya hoga ki $100 per day kamane ke liye kitni mehanat karne ki jarurat hai. dariye mat or mai ye kar sakta hu ki bhavna le kar start kijiye.
- Agar aapki sites par 40,000 views per day hi jate hai to aap Buysellads.com site par apne ads space bech kar bhi $3,000-$6.000 per month kama sakte ho.
To ek acha or high quality ka blog ya website bana kar hum aasani se$100 per day kama sakte hai. to aaj se hi apna mission shuru kar do ye soch ke ki mujhe ek din success blogger ya website owner banna hai.
Fir dekhna paisa kaise aapke piche bhagta hai. agar aap paise kamane ke or tariko ke bare me janna chahate ho to yaha click karo. Online Paise Kaise Kamaye: Internet Se Paise Kamane Ke 20 Tarike Jane
Agar aap online paisa kamana chahate hai to aap apni website bana kar ya youtube se bhi paise kama sakte hai. Iski jankari ke liye ye post padhe Online Blogging Kar Ke Google Adsense Se Paise Kaise Kamaye.
- Also Read: Mobile Se Paisa Kamane Ke 5 Best Android Apps
- Adsense Account Ko Approved Karane Ke 20 Tarike Janiye
Agar aap google adsense ke bare me adhik janna chahate hai to aap hamari website par adsense se related post padhiye aapko details se jankari milegi.
I hope aapko google adsense se per day $100 kaise kamaye post achhi lagi hogi agar lagi hai to social media par share jarur kare.
Jumedeen Khan
dekho bro mai aapki help karta hu aapke sath mazak nahi, gmail id password galat bata kar mera time west mat karo, ab aap khud setting karo mai sirf aapko guide kar sakta hu.
Jumedeen Khan
jab aap adsense.com par log in kar pa rahe hai to 100% aapka AdSense account ban gaya hai, or itni jaldi income nahi hoti thoda sabr karo bro
suvas
sir AAP blog per hai ya nahi mai wait kar raha hoo.
suvas
password kaha se Change karna hai vo bi bataiye AdSense me to forget pass nahi bata raha
suvas
ads kaise dikti hai mager muje to email nahi aya Abtak or Paise bi to $00 bata raha hai
Jumedeen Khan
itna nirash nahi hona chahiye, aap aysa karo apni gmail id or password btao mai set karta hu. mere setting karne ke bad password jarur change kar lena.
suvas75
ads kaise hpti hai apka koi vidio hai ab mai sign in nahi kar pa raha hoo kya ho gaya mai pagal ho jauga
Jumedeen Khan
Aapka AdSense account approved ho gaya hai, ab aap ye btao aapke YouTube video par ads show ho rahe hai ya nahi
suvas
log in to ho raha hai masage aisa show hota hai
last day $00. this week$00 niche lika hoova ata hai go to my dashboard iske niche ata hai views full report
Jumedeen Khan
Apna password change karo, password kisi ko mat btaya karo, aap adsense.com par log in kar pa rahe ho ya nahi agar nahi kar pa rahe ho to log in karte waqt kya msg show hota hai wo mujhe btao.
suvas
sir APNE kaha tha ki ager hosted acount nahi hai to succeed ho gaya. isliye mai setting karte gaya to approve hone ka masage aya mere acount me AAP jaker dekh sakte hai. mera code hai. suvass75 or sign kijiye AAP baadme ye masage delete kar Dena AAP check karke bataai ye AAP
Jumedeen Khan
aap adsense.com par log in karo, log in karne par jo msg show ho wo mujhe btao mai check karta hu, or aapse kaha tha ki AdSense ke liye jab apply karni hai jab aapke har ek video par 300–400 view ho jaye fir aapne jalbazi kyu ki. iske bare me mai post kar chuka hu. ye post pado Apna Adsense Account Approved Kaise Kare
suvas
aj 3 din ho Gaye mera AdSense acount approved Nahi hoova kab hoga sir 200 view huye hai sirf or view hone per approve hoga kya
Jumedeen Khan
Adsense approved hone me thoda time lagta hai thoda wait kare. AdSense approved ki puri jankari ke liye aap ye post pade Apna Adsense Account Approved Kaise Kare 4-5 Din Me
suvas
sir Maine YouTube acount kal approved karaya hai to muje AdSense id Di gayi hai or status pending me bata raha hai states ko pura activete karane ke liye kya karu Paise earn kab hoge
Jumedeen Khan
aap jo browser use karte ho uski history, coockies delete karo uske bad YouTube ki site open karo open ho jayegi,
Jumedeen Khan
blog ke dashboard>>layout>>add widget>>label par click kare ab jo window khule usme title ki jagah Tags likhe or save par click kare.
suvas
sir jab mai YouTube per click kar Raja hoo to web page note available aisa bata raha hai subah se try kiya vaise hi bata RAHA hai kuch help de sakte hai kya AAP
Altaf Husen
website me Tag kese lagate he
Jumedeen Khan
Hello Altaf, Mai rajasthan me alwar se hu, bolo aapka kya puchna hai.