StudioPress Affiliate Program Se Paise Kaise Kamaye in Hindi

Blog se money earn karne ke Adsense or Affiliate marketing program 2 most important tarike hai. Aap chahe to dono ko ek sath apne blog par use karke paise kama sakte hai. Is post me mai aapko StudioPress Affiliate Program se earning karne ki information bta raha hu. I hope ye jankari aapke liye helpful sabit hogi.

Earn Money With StudioPress Affiliate Program

Affiliate marketing program blog se paise kamane ka most popular income source hai. Bas aapko apne blog ke liye sahi or perfect affiliate product choose karne ki jarurat hai. Agar aapko ek month me 5-7 sell bhi mil jaye to aap 15000 to 20000 aasani se kama sakte ho.

Yaha mai bat kar raha hu StudioPress Affiliate Marketing Program ki jo lagbhag har category ke blog ke liye perfect hai.

StudioPress world ki number one WordPress theme provider hai. Ye Copy blogger ka hi hissa hai. Genesis sabse jyada 8.35% rating ki WordPress theme hai. Jisse WordPress user sabse jyada like karte hai.

StudioPress Affiliate Program Se Paise Kaise Kamaye – Become a Theme Seller

StudioPress affiliate program aapko world-class themes promoting provide karta hai. Or iski sabse achi bat ye hai ki ye aapko ek sell par lagbhag $20 benefet deta hai.

Ab important bat ye hai ki studiopress ki theme sabse jyada popular hai. So ayse me aapko jyada se jyada sell mil sakti hai. Agar aapa koi user ek theme bhi buy karta hai. Jiski price $59 hoti hai. Aapko is ek theme par hi $20 mil jayenge.

StudioPress Affiliate Marketing Program

StudioPress Affiliate Program Promote Kyu Kare?

StudiPress program affiliate marketing ka top level product hai. Jisse aapko baki other product se jyada sell hone ke chance mil sakte hai.

  1. Maine upar btaya hai ki studioPress WordPress themes proveder company hai. Isliye ise user sabse jyada pasand karte hai or theme buy karte hai.
  2. Agar aapke reader best blog theme ki icha rakhte hai to unke liye genesis theme number 1 choise ho sakti hai.
  3. Sabse important bat studiopress aapko bahut jyada comission deti hai. Sirf ek sell par $20 to $30 mil jate hai. Jo ki ek theme selling ka bada benefet hai.

Agar aapko ek mahine me 10 sell mil jati hai to aap $200 to $250 earn kar sakte ho. Agar aapke blog par acha traffic hai to aapko isse bhi jyada sell mil sakti hai.

StudioPress Affiliate ProgramJoin Kaise Kare?

Studio Press affiliate program ko join karna bahut aasan hai. Iske liye bas aapko ShareASale par account create karna padega.

Sabse pahle aap StudioPress Affiliate Link ShareAsale ko open kare. Iske bad is form me btaye step sahi se follow kare. Iske sabhi step easy hai koi bhi aasani se follow kar sakta hai. Aap bhi kar sakte ho.

Join StudioPress Affiliate Marketing Program

StudioPress Themes Ka Promotion Kaise Kare?

StudioPress affiliate program ko join karne ke bad aap sochoge ki ab mai ise promote kaise karu. So don’t worry mai iske bare me bhi aapko kuch tips bta raha hu.

  1. Aap apne blog par genesis framework review wali post likh sakte hai. Jisme aap apne reader ko studiopress themes ke bare me complete knowledze de kar unhe theme buy karne ke liye kah sakte ho. Isse genesis theme ke bare me jankar user aapki btayi theme buy kar sakte hai.
  2. Aap apne blog ke sidebar, header area, below post title, below post content etc me studiopress affiliate program ke Banner laga sakte ho.
  3. Aap apne blog par genesis theme ko install karne or design karne wali information ke article likh sakte ho.
  4. Aap blog par top 10, 15 WordPress best themes ke bare me post likh sakte ho or usme genesis framework ko promote kar sakte ho.
  5. Aap apne blog ki post, post content, sidebar, header and footer widget me studiopress afiiliate ka link add kar sakte ho.

Is tarah se aap studioPress affiliate marketing ko join kar apne blog par achi income kar sakte ho. Sath hi aap aysi hi other WordPress themes affiliate program ko bhi join kar sakte ho.

Mai ek bar fir se kahta hu ki agar aapko month me 10 sells bhi mil jati hai to aap affiliate marketing se achi earning kar sakte ho.

Agar aapko ye article pasand aaye to ise socail media par apne firends ke sath share jarur kare.

Avatar for Jumedeen Khan

by: Jumedeen Khan

मैं इस ब्लॉग का संस्थापक और एक पेशेवर ब्लॉगर हूं। यहाँ पर मैं नियमित रूप से अपने पाठकों के लिए उपयोगी और मददगार जानकारी शेयर करता हूं। ❤️

Comments ( 116 )

  1. sir ,
    1. main abhi naya join kiya hu blue host affiliate marketing join kiya hu . suppose mere refferal se 1 month k liye hosting purchase hua . kya uka paisa milta hai 4000rs?

    2 . yadi mere account pe id 4000rs aya . phir next month purchase nehi hua . kya account delet hoga…

    3 . kya sign up aur purchase k turant hi id pe paisa show hota hai …..

    sir , please help kariye ..main naya hu ishliye kuch knownledge lena chahta hu

    Reply
    • नहीं आपका अकाउंट डिलीट नहीं होगा, नहीं कमीशन सुहाने में थोड़ा टाइम लग सकता है

      Reply
  2. Bhai yadi ek hi blog ke kuch pages me AdSense ke ad lagau aur kuch pages pr kisi doosre adnetwrok ke ad lagau yani ad mix nahi kru to AdSense ko problem ho sakti hai kya

    Reply
    • Nahi, but main iske liye suggest nahi karunga.

      Reply
  3. जुमेदीन भाई जब अप्रैल 2016 में मैंने अपना ब्लॉग वर्डप्रैस पर सिफ्ट किया था तब से मैं अपने ब्लॉग पर रिबन थीम का उपयोग कर रहा हुँ।

    हाल ही में मैंने Genesis ख्रीदा था लेकिन मुझे उसकी Child Theme पसंद नहीं आई और ना ही मैं उसे बनाने में समय बर्बाद करना चाहता हुँ।

    अगर मैं अपने ब्लॉग पर Ribbon Theme ही Use करता रहुँ तो इसका कोई Bad effect तो नहीं पड़ेगा?

    Reply
    • Nahi koi bad effect nahi hai. Aap first ek extra blog bana kar usme genesis use kar child theme design kar lo jab complete ho jaye to main blog par use kar lena.

      Reply
  4. jume deen bhai studiopress ke in option me kya karna hai
    DO YOU UTILIZE SPONSORED LISTINGS IN PAY PER CLICK SEARCH ENGINES AS PART OF YOUR PROMOTIONAL STRATEGY?YES NO
    DO YOU UTILIZE COUPONS AS PART OF YOUR PROMOTIONAL STRATEGY?YES NO
    DO YOU UTILIZE A BROWSER “ADD ON”, TOOLBAR, OR OTHER DOWNLOADABLE APPLICATION AS PART OF YOUR PROMOTIONAL STRATEGY?YES NO
    ARE YOU AN ADVERTISING NETWORK OR AFFILIATE NETWORK?YES NO
    DO YOU HAVE A NETWORK OF PUBLISHERS TO WHICH YOU DELIVER ADS?YES NO
    DO YOU DISPLAY ADVERTISEMENTS ON SITES THAT YOU DON’T OWN?

    Reply
    • In sabko avoid karo. Inki jarurat nahi hai.

      Reply
  5. Bhi mara website ma ak problem h ki mara comments show nhi ho rha issa kaisa fix kara please help ma

    Reply
    • Ye aapki template problem hai aap template ko fir se upload karo ya fir se koi dusri template use karo.

      Reply

Leave a Comment