10,000 Price Me Best Battery Backup Wale 10 SmartPhones

Is time me market me sabse jyada pasand ki jane wali cheez hai smartphone har koi smart phone kharidna chahata hai. ek samay android mobile ki keemat bahut jyada thi but aaj aap Rs 10,000 se bhi kam price me apni pasand ka mobile kharid sakte ho. but 80% smartphone me battery backup kam hone ki problem hoti hai. ayse mai mai aapko bta raha hu kuch ayse smart phone ke bare me bta raha hu jinka battery back up bahut acha hai.

Top 10 Best Battery Backup Smartphones

Market me 1000ro category ke android mobiles available hai. hume apni pasand ka phone aasani se mil jata hai. but ek problem sab ko hoti hai ki kahi is mobile ka battery backup kam na ho. isliye new mobile buy karne se pahle hume uske bare me pahle se pata kar le na chahiye.

Market me mobile kharidne jane se pahle hi apni pasand ka phone choice kar le ki mujhe ye phone lena hai. agar aap market me ja kar pasand karoge to waha aapko itne phones milengew ki aapka dimag hi chakra jayega.

So aap shoaping karne se pahle tay kar le ki aapko kounsa mobile lena hai. is post me bhi best quality ke mobiles hai. aap ek bar post pad kar inke bare me details se jan le.

 10 SmartPhones 2024 Best Battery Backup Wale 10,000 Se Bhi Kam Price Me

Is post me mai aapko jitne bhi smart phone ke bare me bta raha hu. wo sab 10,000 se kam keemat ke hai. or sab ka battery backup better hai. aap niche inke features ki bhi jankari pa sakte hai. baki ek mobile lenovo k80 10,000 se jyada price ka hai but features kamal ke hai.

1. Micromax Canvas Power A96

Micromax Canvas Power A96

1. Features:

  1. Display 5 inch
  2. Operating system 4.1 kitkat
  3. RAM 512 MB
  4. Resolution 480×850 pixel
  5. Internal memory 4 GB
  6. Memory Card Support 32 GB
  7. Camera 5 Mega pixel main and 0.3 mega pixel front camera
  8. Processor 1.3 GHz quad core processor
  9. Connectivity 3G, Wi-Fi, Bluetooth and GPS

2. Battery Bckup: 4,000 mAh

3. Battery Time:  13 hours

4 . Price: Rs. 9,900

2. Lava Ivory M4

 Lava Ivory M4

1. Features:

  1. Display 8 inch HD IPS display
  2. Resolution 800×1280 pixel
  3. Operating system 5.1 lollipop
  4. RAM 2 GB DDR3
  5. Internal memory 16 GB
  6. Memory Card Support 32 GB
  7. Camera 8 mega pixel with LED flash main camera and 3.2 megapixel front camera
  8. Processor 1.3 GHz quad core processor
  9. Connectivity 3G, USB, WCDMA, Micro-USB, Wi-Fi, Bluetooth and GPS

2. Battery Bckup: 4,000 mAh

3. Battery Time:  13 Hours

4 . Price: Rs. 9,300

3. Intex Cloud Power Plus

Intex Cloud Power Plus

1. Features:

  1. Display 5 inch
  2. Resolution 1280×720 pixel
  3. Operating system 5.0 lollipop
  4. RAM 2 GB
  5. Internal memory 16 GB
  6. Memory Card Support 32 GB
  7. Camera 13 mega pixel main camera and 5 megapixel front camera
  8. Processor 1.3 GHz quad core MT6582M processor
  9. Connectivity 3G, Wi-Fi, Bluetooth and GPS

2. Battery Bckup: 4,000 mAh

3. Battery Time:  17 Hours

4 . Price: Rs. 8,600

  • OMitra Train Social Apps Kya Hai, OMitra Train Social Apps Mobile Me Kaise Use Kare

4. Philips W6610

Philips W6610

1. Features:

  1. Display 5 inch
  2. Resolution 540×960 pixel
  3. Operating system 4.2 jellybin
  4. RAM 1 GB
  5. Internal memory 4 GB
  6. Memory Card Support 32 GB
  7. Camera 8 mega pixel main camera and 1.2 megapixel front camera
  8. Processor 1.3 GHz quad core processor
  9. Connectivity 3G, Wi-Fi, Bluetooth and GPS, Micro-USB

2. Battery Bckup:  5,300 mAh

3. Battery Time:   32 Hours

4 . Price: Rs. 7,900

  • 2024 Me Sabse Jyada Pasand Kiye Gaye Top 5 Android Apps

5. Gionee Marathon M3

Gionee Marathon M3

1. Features:

  1. Display 5 inch
  2. Resolution 1280×720 pixel
  3. Operating system 4.4.2 KITKAT
  4. RAM 1 GB
  5. Internal memory 8 GB
  6. Memory Card Support 128 GB
  7. Camera 8 mega pixel main camera and 2 megapixel front camera
  8. Processor 1.3 GHz CORETEX A7 quad core processor
  9. Connectivity 3G, Wi-Fi, Bluetooth and GPS

2. Battery Bckup:  5,000 mAh

3. Battery Time:   50 Hours

4 . Price: Rs. 8,600

6. Lava Iris Fuel 60

Lava Iris Fuel 60

1. Features:

  1. Display 5 inch
  2. Resolution 1280×720 pixel
  3. Operating system 5.0 lollipop
  4. RAM 1 GB
  5. Internal memory 8 GB
  6. Memory Card Support 128 GB
  7. Camera 10 mega pixel main camera and 2 megapixel front camera
  8. Processor 1.3 GHz A7 quad core processor
  9. Connectivity 3G, Wi-Fi, Bluetooth and GPS

2. Battery Bckup:  4,000 mAh

3. Battery Time:   32 Hours

4 . Price: Rs. 7,000

7. Lenovo A500

Lenovo A500

1. Features:

  1. Display 5 inch
  2. Resolution 720×1280 pixel
  3. Operating system 4.4.2 kitkat
  4. RAM 1 GB
  5. Internal memory 8 GB
  6. Memory Card Support 32 GB
  7. Camera 8 mega pixel main camera and 2 megapixel front camera
  8. Processor 1.3 GHz A7 quad core processor
  9. Connectivity 3G, Wi-Fi, Bluetooth and GPS

2. Battery Bckup:  4,000 mAh

3. Battery Time:   35 Hours

4 . Price: Rs. 9,900

8. Moto E (Gen 2) 4G

Moto E (Gen 2) 4G

1. Features:

  1. Display 5 inch
  2. Resolution 540×920 pixel
  3. Operating system 4.42 kitkat
  4. RAM 1 GB
  5. Internal memory 8 GB
  6. Memory Card Support 32 GB
  7. Camera 8 mega pixel main camera and 2 megapixel front camera
  8. Processor 1.8 GHz quad core Qualcomm Snapdragon 410
  9. Connectivity 3G, Wi-Fi, Bluetooth and GPS

2. Battery Bckup:  2,390 mAh

3. Battery Time:   19 Hours

4 . Price: Rs. 6,500

9. ZTE Q519T

ZTE Q519T

1. Features:

  1. Display 5 inch
  2. Resolution 720×1280 pixel
  3. Operating system 5 android kitkat
  4. RAM 1 GB
  5. Internal memory 4 GB
  6. Memory Card Support 32 GB
  7. Camera 5 mega pixel main camera and 2 megapixel front camera
  8. Processor 1.2 GHz quad core Qualcomm Snapdragon 410
  9. Connectivity 3G, Wi-Fi, Bluetooth and GPS

2. Battery Bckup:  4,000 mAh

3. Battery Time:   27 Hours

4 . Price: Rs. 6,000

10. Lenovo K80

Lenovo K80

1. Features:

  1. Display 5.5 inch
  2. Resolution 1080×1920 pixel
  3. Operating system 5.0 android kitkat
  4. RAM 4 GB
  5. Internal memory 64 GB
  6. Memory Card Support 128 GB
  7. Camera 13 mega pixel main camera and 5 megapixel front camera
  8. Processor 1.2 GHz quad core
  9. Connectivity 3G, Wi-Fi, Bluetooth and GPS

2. Battery Bckup:  4,000 mAh

3. Battery Time:   27 Hours

4 . Price: Rs. 17,000

Aaaj mai first time gadget se related post kar raha hu. agar aapko ye post pasand aaye to comment me jarur btaye. jisse mai aysi or bhi post share kar saku.

I hope aapko ye posand pasand aayegi. agar aap in mobile me se koi mobile kharidne ki soch rahe hai to mai aapko suggest karunga ki aap ek bar apni pasand ke phone ke bare me kisi mobile shoap par ja kar bat kar le.

Jisse aapko mobile ke feature ke bare me puri jankari mil sake or aap apne liye sahi smart phone select kar sake.

Avatar for Jumedeen Khan

About Jumedeen Khan

I'm the founder of this site and we regularly share useful and helpful information here for beginners. ❤️

Comments ( 33 )

  1. Nilesh Verma

    badhiya article hai sir ji,mai samsung j5 use karta hun uski bhi backup achha hai dinbhar chalta hai.

  2. Sageer khan

    Sir maine apki kafi post padi hai jo kafi qabile tarif hai aise hi aawam ki madad karte rahe aur me dua karta hoon allah apko khushiya deta rahe ameen. Lekin janab mujhe apse ek madad chahiye maine ek cpu liya hai jab me cpu ko moniter se connect karta hoo to moniter ki screen par chek signal cable likha ata hai cable bhi change karke dekh liya lekin pareshani gayi nahi. Aur jab koyi dusra moniter connect karta ho to wo conect ho jata .maherbani karke kuch hal bataye

    • Jumedeen Khan

      Thans bro,
      Aapke moniter me jaha cable lagta hai wo usb kharab ho sakta hai. Aap moniter ko repairing shop par check karao.

  3. Manish Sharma

    Sir Kmal Ka battery backup hai

  4. japani

    Thanks again for the blog article.Thanks Again. Really Cool.

  5. sahil

    Site map ko site me verify krna padega? Kauki abhi bhi error a raha h , hmne apka post padhkr kiya

    • Jumedeen Khan

      kamal hai sahil aapse sitemap create nahi ho raha hai. mai abhi aapka sitemap generate karta hu. aap search console me ja kar sitemap.xml link add karke submit karo or check karo ki abhi bhi error hai ya nahi. jaldi

      • sahil

        “General HTTP error ” likh kr aa raha h maine jo screenshot kl bheja tha wahi msg a raha h

        • Jumedeen Khan

          maine aapki site ka sitemap create kiya hai. aap search engine me se sare sitemap delete karke sirf stemap.xml link add karo. error nahi aayega.

          • sahil

            Ha maine delete kr k hi add kiya hu

          • Jumedeen Khan

            aap se ye bhi nahi hoga. ek kaam karo agar mujh par bharosha hai to facebook par mujhe apni email id or password btao. mai set karta hu.

  6. sanju dangar

    Thankq you so much sir but problem vo he

    Jo mera old AdSense account he vo dissappove he
    Or new AdSense approve abhi huaa he or address mech add kiya he
    Or jab approve AdSense se log in karata hu to old account hi oppen hota he new nahi sir aap kus bataiye koi solustion

    • Jumedeen Khan

      aapne jo new gmail id se account bananya hai. jis par old account se match hone ka message aayaa hai. usi par 10 din bad AdSense accountr banao ban jayega.

  7. vijay singh panwar

    mene aapke saare post pade un post ki shuruaati line gehrai se pade to sachi koi bhi inspire ho jayega…:-) me aapka fan hu… aap bas aise hii kuch na kuch latee raho hum aapko aise hii support karte rahege…ALL THE BEST

  8. vijay singh panwar

    Adsense website ka review kitne din me leta he?
    PLz bataye

    • Jumedeen Khan

      Iska koi fix time nahi hai. but maximum 5 din me ho jata hai.

  9. Ravi Kumar

    bhaiya thoda time mere bhi nikaliye please, mai template aapko mail kar di hai,jaldi kijiye please

    • Jumedeen Khan

      aap allready meri problem samajhte hai tahnks, aapne mujhe jo template send ki hai wo crapt hai. aap fir se template send karo.

  10. sanju dangar

    Thankqs sir aapne comment me time add kiya

    Sir aapse ak help chahiye thi
    adsense ka mail mila he vo is tarah he

    Thank you for your interest in Google adsense. While reviewing your application, we noticed that your account information matches a currently approved AdSense account associated with HindiLoveShayari143 @gmail.com.
     
    Since our AdSense Program Policies do not permit multiple accounts, we’re unable to accept your new application at this time.
     
    If you can’t access your approved account with HindiLoveShayari143 @gmail.com, please follow the steps in our login troubleshooter. In case you aren’t able to regain access to your account in the process, you’ll find an option to contact us. We’ll then work with you to access your account with your desired login.
     
    If you need more than one AdSense account please see this help article for more guidance on trying to submit multiple applications.

    If you’d like to add dangarsanjay870 @gmail.com as a login to your approved account, you can do so by following these steps.

    Sir ab me kya karu plese help jarur karana

    • Jumedeen Khan

      aap jo AdSense account bana rahe ho o pahle se aapke old AdSense account ke address se match ho raha hai or AdSense 1 account se jyada account banana allow nahi karta hai. agar aapke pas pahle approved AdSense account hai t odusra mat banao or agar dusra banana hi hai t oaddress dusra dalna padega.

  11. vijay singh panwar

    MERe pass 2 AdSense (approval) account he kya me 2no ke ads ek site par laga sakta hu?

    • Jumedeen Khan

      nahi nahi kar sakte. or aap sirf e kAdSense account use karo. warna AdSense team ko pata chal gaya to jisme aapke jyada paise hongw wo AdSense account ban ho jayega.

  12. Sandeep kumar

    meri website open ho rahi hai. lekin post open nahi ho rahi hai .
    404 not found aa raha hai.

    • Jumedeen Khan

      post bhi open ho rahi hai.

  13. sahil

    maine site map banaya par kai dino se pending a raha h
    maine isi wajah se kai bar fir se sitemap banaya ni ho raha pending a raha h

    • Jumedeen Khan

      pending aa raha hai to koi problem nahi hai. bas error nahi aana chahiye.

      • sahil

        site map maine submit kiya h proced pending aur issue me 1 error aa raha h, maine kai bar site map banaya fir bhi aisa ho raha h ,
        plz help

        • Jumedeen Khan

          Aap apne blog ka url btao or jis site se aapne sitemap banaya hai. dono btao.

          • sahil

            mere site hai mai google pe banaya hu.

          • Jumedeen Khan

            maine aapse ye bhi pucha tha ki sitemap kis site se banaya hai.

          • sahil

            xml-siteaps.com pe banaya hu
            “genral http error 404 not foundfound” error ke andr show kr raha h plz help.

          • Jumedeen Khan

            Sahil aapne sitemap sahi sites se banaya hai but aapse kahi step me galti huyi hai. ye post pado or sahi se step follow kar ke sitemap banao fir use search console me add karo. agar fir bhi error aaye to erro ka mujhe facebook par screenshot send karo.

Comments are closed.

Ad

I need help with ...