Facebook group apni pasand ke firend ke sath discussion karne ka sabse better place hai. Facebook group permission ke bina koi bhi koi bhi aapke group ko join nahi kar sakta. Isi wajah se ye facebook page se bilkul alag hai. Kyuki pages ko koi bhi like kar sakta hai. Group ko aap secret, closed and public kar sakte ho. But facebook group me ek problem hoti hai ki hume all friends ko one by one group me add karna padta hai.
Agar aapko koi aysa tarika mil jaye ki aap apne sabhi dosto ke ek sath kuch hi seconds me facebook group me add kar sako to kitna acha ho. Agar aap aysa soch rahe hai to you are lucky. Really, Is post me mai aapko btane wala hu ki apne all friends ko ek hi bar me one click se facebook group me kaise add kare.
- Facebook Photo Par Sirf 10 Second Me 100000 Likes Kaise Paye
- Facebook Par Apna Profile Name Hide Kaise Kare Invisible Name
Isse aapko ek ek friend ko invite karne ki jarurat nahi rahegi or aapka time bhi west nahi hoga. Add all member in Facebook group in few seconds. Is trick se aap apne 5000 ya usse kam sabhi friends ko apne facebook group me add kar sakte ho or dusro ko iske bare me bta sakta ho. Is tarah kuch hi samay me aapke group par bahut sare members honge.
Apne Sare Friends Ko Ek Sath Facebook Group Me Kaise Add Kare
Sabhi friends ko one by one karke facebook group me add karna easy work nahi hai. So aapka ghanto ka kaam minuto me ho jaye to kitni achi bat hogi. Aap is post ko yaha tak padh rahe hai iska matlab aap apne group me sabhi dosto ko ek sath add karna chahate ho. Ok follow below steps.
- Sabse pahle aap computer laptop jo bhi ho facebook ka desktop version open kijiye.
- Ab apne us facebook group ko open kijiye jisme aapko sare friends ko ek sath add karna hai.
- Ab aap F12 key button dabaye ya fir mouse se kahi bhi right click karke Inspect par click kare.
- Ab aap facebook group.txt file ke niche diye blue button par click kar ke code ko copy kar le.
- Ab console par click karke niche code paste kar de.
- Finally enter par click kare or thoda wait kare.
Jaise hi aap enter par click karoge all friends ki group me add hone ki processing shuru ho jayegi. Is me kuch seconds ka time lagega. Kitna time lagega ye aapke internet connection par depend karta hai.
Note:- Don’t worry yeh script tips bikul safe hai. Mai already ise use kar chuka hu but fir bhi mai aapko suggest karunga ki ise carefully or own risk par try karke kyuki aapki friend list badi hone par aapki ID block ya aap faceboo group se bloack ho sakte ho.
- Facebook Account Block Kyu Hota Hai Most 11 Karan (Reasons)
- Facebook Par Fake ID Ka Kaise Pata Lagaye Puri Jankari
I hope aapko ye facebook trick pasand aayegi or aapka kaam isse kafi had tak aasan ho jayega, So is post ko social media par apne friends ke sath share jarur kare.
My account and I will be there to pick you up and we can go from there to the store and get some rest
Mere sabhi sawalo ke jawab hamesha aap ke post me mil jatein hai uske liye thank you
Mere facebook list mein sirf 136 friends hain pr main apne group 1 lakh members add krna chahte hain kaise add karun vo bhi full safety ke saath …
hello sir aap jaldi hi ek ecommerce business website ban jane ke bad kaise kisi vyapari ke sath deal karke unke product ko ecommerce website me list kare for ex. ebay,flipkart,snapdeal me jo online ham shopping karte hai vo product kaha se vo late hai and kaise koi order confirm karta hai to product ko customers tak kaise pahuchana ispar ek post kare. apki bahot maherbani hogi. kyoki me future me me ye business karne ka man bana chuka hu.
Ok main aane wale time me iske bare me post jarur karunga.
Nice Tricks I Added my All Firends In one click.
Jumedeen bhai apko Eid Mubarak ho , kya koi esa tarika ni jisse hum mobile se bhi all members ko ek sath grup me add kar sake ye to desktop ke liye hai
Thanks aryan, nahi mobile ke liye aysi tips nahi hai.
hello bhaiya Sabse pahle meri taraf se aapko eid Mubarak ho,
bhaiya mere blog ke headre me aur post me text&dusplay add charom broswer me show hote hai. but Opera Me nahi hote cheq karke bataye aisa kyu ho raha hai.
Thanks ravi mujhe aapke blog par chrome me bhi header me koi ads dikhayi nahi de raha.
Phle to aik aapkay blog ki taarif karna chahun ga. Bara hi badhiya blog hai urdu aur hindi readers k liye. Meri aik problem he, meri website he infotechurl.com, problem ye hai k bohat saray unique articles likhnay k bawajood koi traffic website pe nahi arahi. Ap mujhay bata saktay hein k mujhay kya karna chahye???
Umair aapko lagta hai ki aap quality articles likh rahe ho jabki aysa nahi hai aap SEO ko ache se samajho aapko khud pata chal jayega ki aap kya galti kar rahe ho.
mere laptop se esa ni ho pa raha he kyu
Ye trick me kal post karne wala tha but aap kar diye chalo koi baat nahi.
wese aapne bohot accha likhe ho.
Ye bahut important post hai. Pehele me ek – ek karke sabhi friends ko invite karta tha lakin is funtion ke baare me pata chalne par ab bahut hi kam time me all friends ko invite request send kar sakte hai.