Maine apni pichli post Airtel Sim Me Free Internet Kaise Chalaye 3G Speed Se me btaya tha ki hum kaise airtel sim me free internet use kar sakte hai. Aaj is post me aapko bta raha hu ki Idea me free internet kaise chalate hai. Iske liye aapko ek android app Hammar VPN download karna hai. Jo aapko daily 1ooMB free use karne ko deta hai but sirf idea ki sim me.
Ye tricks sirf android mobile me hi kaam karegi. Iske liye aapki idea sim me o.oo balance hona chahiye. Mai aapko pahle hi bta deta hu ki free internet tricks se free net chalane se aapki sim band bhi ho sakti hai.
So usme supportmeindia or meri koi guaranty nahi hogi. Aap idea free internet apni khushi se chala rahe ho or aage hone wali problem ki jimmedari bhi aapki hi hogi.
- Smart Phone Kar Sakta Hai Ye 10 Kaam Kya Aap Ne Kabhi Try Kiya Hai
- Apne Android Phone Me 2 Whatsapp Account Kaise Use Kare Hindi Me Jane
Idea Sim Me Free Internet Kaise Use Kare 2G & 3G Speed Se
Idea me free internet chalane ke liye aapko google play store se hammar VPN apps download karna hai. Usme log in karne ke bad aapko bas kuch simple step follow karne hai.
- Sabse pahle aap Hammar VPN apps dwonload kare. [ link… ]
- Ab hammar vpn apps me log in kare.
- Ab aapko Lport or Rport ki setting karni hai.
- Lport – 53895 or 48412 or 55188
- Rport – 0
- Network protocol me UDP set kare.
- Ab internet chala ke dekhiye. Aapka idea ka free net mil gaya hai.
- Aap roj sirf 100MB hi use kar sakte ho.
- Is trick ko use karne ke liye sim me o balance hona chahiye.
I hope aapke stats me ye tricks kaak karegi. But ye tricks bahut se stats me kaam karti hai or bahut ser stats me nahi. So agar aapke mobile me free internet nahi chalta hai to aap is message ko ignore kar sakte ho.
- Twitter Ke Top 20 Useful Shortcuts Aapke Bahut Kaam Aa Sakte Hai
- Online Paise Kaise Kamaye: Internet Se Paise Kamane Ke 20 Tarike
By the way, Agar aapke mobile me free internet chalta hai to is post ko share jarur kare, Sath hi hume bhi social media par follow kare.
Share post also.
sir mera phone 2g hai to ye trik mere phone par work karegi kya
Sir mere pas airtel ki sim h isme 4g recharge h lakin 3g chalte chalte apne aap 2g me convert ho jata h jiske karan m net nhi use kr pata or 2g to bilkul bhi nhi chalta
Plz help me
Hello sir mera mobile hai aque a1 to mene jab mobile ko root kiya to usme problem suru ho gayi mene kingroot se kiya tha to problem ye he ki after rooting mera mobile apne aap screen lock ho jata hai jab bhi screen lock kholta hu tab 1 second me screen lock ho jata hai mene kitni bar try kiya par aesa hi rha phir recovery mode me jake clear emc kar liya sir mene lagbhag 4 bar root kiya par aesa he hua
to sir plzz plz plz tell me is problem ko thik kese karu how can i easy and safe root
Hitesh phone ko root karne ke bad uske theek hone ki koi guarantee nahi hoti. Aapko root nahi karna tha. Ab aapke pas 2 option hai aap phone ko unroot karo ya fir se root karo.
Sir wordpress app se site bnane pr site success ho jaegi
Yes bilkul hogi agar aap mehanat karoge to.
Bhai muja Ek Problem Aa Rahi Hain Blog Main App muja Apna Gmail I’d do Main uspa Batata Hu plzzz
Blog ke footer me contact id link add hai us par click karo.
sir fb ke massage meri email id par kyo ate hai
Aap facebook settings me jao or email notification ko off karo.
Blog se paise kaise kamate hai sir plz reply me
Check this post Blog Se Paise Kaise Kamaye, Paise Kamane Ke 5 Popular Tarike