How to Show Email Sender Icons Company Logo in Gmail Inbox: Generally gmail inbox ke default layout me email sender ki name, message and date ki details show hoti hai. Is normal layout me Spam Email ka pata lagana bahut mushkil hota hai. Mail real hai ya fake iska pata lagane ke liye message ko open karna hota hai. Isiliye aaj main aapko aesi tricks btane wala hu jise aap gmail inbox me email sender ke name ke sath uski company ka Logo, Favicon, Icons and uska domain URL link show kar sakte ho. Isse aapko spam mail ka pata lagane ke liye mail open karne ki jarurat nahi padegi.
Is trick se aapke gmail inbox me sabhi emails ke samne uski company ka logo, favicon icon or domain link show hoga or aap bina mail open kiye spam mail ka pata laga sakte. So bar bar mail open karne me aapka time wset nahi hoga aap apna time bacha kar koi or kaam kar sakte ho.
- Google Gmail Account Ke Password Secure Kaise Kare
- Google Gmail Account Me 2 Step Verification Kaise Enable Kare
Is problem ko solve karne ke liye aapko apne browser me Gmail Sender Icons name ka extension install karna hoga uske bad aapke gmail inbox me sabhi emails ke icons show honge or aap easily pata kar sakte ho ki kounsa mail kis company ke dwara send kiya gaya hai.
Gmail Inbox Me Email Sender Icons, Company Logo & URL Kaise Show Kare
Follow below steps to display email sender icons in gmail inbox: Iske liye aap apne computer me chrome browser open kare or Gmail Sender Icons google chrome extension install kare. Iski guide ke liye aap below steps follow kare.
Step 1:
- First aap chrome browser me Gmail Sender Icons par jaye.
- Ab right side me + ADD TO CHROME optinon par click kare.
Step 2:
- Ab ek pop up windows open hogi usme Add extension par click kare
- Ab gmail.com site par jaye or apna gmail inbox open kare.
- Yaha aap dekhenge ki sabhi email ke samne unki company ke logo, favicon icons and domain clear show rahe honge. For Example, aap ye screenshot dekh sakte ho.
Is trick se aap gmail inbox me hi email sender icons, email address ka domain name, company logo and or bhi details dekh sakte hasi. Is tarah se aap spam mail se bach sakte ho or bekar ke mail se hone wali problem ko khatm kar apna time west hone se bacha sakte ho. Isse aapka gmail data outside yani galat jagah par share hone se bachega.
Kei bar bahut jyada message aane par jaldi jaldi me galat mail ki wajah se sahi or important mail bhi delete ho jate hai. Ab jab bhi aapka inbox emails se full oh jaye or aap extra mail delete karna chahe to aapko sirf email address and uski logo image dekhni hogi or aap aasani se unwanted mail ko delete kar sakte hai.
- Google Gmail Account Ka Mobile Number Kaise Change Kare
- Gmail Account Me Galat Email Send Hone Par Wapas Kaise Kare
Sath hi aap jab trash folder open karoge to email sender’s icons highlight honge or baki option blank ho jayenge. Isse aapko sirf email address and icons hi show honge jisse aap jaruri mail ko recover or extra mails ko easily delete kar sate ho.
Mene matched contact add lga Diya post ke and me blogger me ab check kro Meri site ek problem he ab post ke last me show ho rhe mactecd contact ads home page par bhi dikh rha he ab kya kru
Ye aapki template problem hai.
hello sir,
sir maine bo download to kar liya hai par bo kis stetting me jakar upload karna hai wordpress me
Nahi wordpress dashbaord pa jao o plugin > add new option par click kar upload plugin par click karo fir upload karo.
Hello sir ,
sir maine wordpress per ek website banayi hai , or mai usme Seo Yoast Plugin install karna Chahta hu , par sir usme Jetpack plugin pahle se hi active hai , or sir jab mai plugin me yoast seo plugin search karta hu to bo search me Seo yoast plugin ko dikhata hi nahi hai or
plugin me add a new ka option bhi nahi hai .
To sir ab mai kya karoo sir help me please..
Aap yoast plugin ko download kar blog me upload karo.
hello sir,
meri website me 13 post hai , or jab mai siteliner website par apna content check karta hu to , bo 13 broken link batata hai ,
sir jabki maine aisa kuchh kiya hi nahi jis se broken link bante per phir bhi broken link show kar raha hai , sir kya problem hai check karna jara plsss.
Broken link ka matlab aapki site par aese link hai jo open nahi hote hai. Yani jin link par click karne se error aata hai wo broken link hote hai unhe remove karo.
Salaam jume deen bhai !
Bhai mery pass mobile nahi tha is leay apki site ko itny din tk visit nahi kar saka.
Bhai mera blog mujhse search engine se submit nahi ho raha maine bohat try kii hai plzzz i request u ap mujhe mera blog search engine se submit kardo plzzz agr ap nahi kar doge to meri himmat khatam ho jaye gi main apko apna bada bhai maanta hoon ap ny pehly bhi mery leay bohat kuch kiya hai
Ok aap mujhe mail send kare.
Wakai tricks, Spam mail janane ke liye.
Main to ek din tin se char roj spam pata hun, lekin ab is extension identify kar sakunga.
Thanks
Sir aap ek mahine me kitna paisa kamate Ho aur paisa kis parkar milta hain
Please cehck my earning reports.
Thanks Support Me India Our Uski Team Apki Wajha Sa Mari Samaj Bhut Kuch Aya Hain Seo Ka Bara Main Lakin Main Seo Friendly Post Bhe Likh Raha Ho Pher Bhe Mari Post Search Engine Pa Show Nahi Ho Rahi Mara Blog webtechnicalsupports.blogspot.in Plzzz Check Koi Problem To Nahi Ha
Aap short post likh rahe ho. English me competition bahut jyada hai so dusro se behtar karoge to hi google me top par aaoge.