Hostgator India Hostgator.com (U.S) ka ek extension hai jo ki Indian websites owner aur blogger ke liye banaya gaya hai. Jab maine apna pahla wordpress blog start kiya to to isi ki hosting use ki thi aur mujhe iski service aur support team response bahut achha laga. Isiliye main aapko ye hosting suggest kar raha hu.
Chaliye main aapko btata hu ki aapko iski hosting kyu use karni chahiye?
Hostgator.in ki hosting use karne ke ek nahi kai fayde hai aur ye ek beginner ke liye bahut hi achhi web hosting company hai. Iske nimn benefits hai.
Indian Blogger Ke Liye Kyu Hai Best?
- Billing: Aap hosting bill local currency me pay kar sakte ho.
- Payment Method: Aap kisi bhi Indian Bank ke credit card, debit card, Internet banking, paypal, cash method se pay kar sakte ho.
- Server location: Sabse achhi bat aapki website Indian server par host hogi, matlab agar aapki site India me fast load hogi.
- No need credit card: Hostgator.com se hosting lene ke liye aapko credit card ya paypal ke through payment karna padta tha lekin ab aap HG India par debit card se bhi pay kar sakte ho.
Isiliye agar aapki site par Indian traffic hai (mostly hindi site par India se hi traffic hota hai) to main aapko hostgator india ki hosting recommend karunga.
HostGator India Hosting Discount Coupon (50% Off)
Is coupon code ka istemal kar aap 50% ka discount pa kar hostgator india se hosting buy kar sakte ho. Ye coupon code shared, vps, dedicated hosting ke liye valid hai.
Abhi hostgator birthday hai aur is avasar par 50% discount mil raha hai aur ye limited offer hai, aapko hosting leni hai to niche diye link par click kar discount prapt kare.
- Is button par click karke hostgator website par jaye aur ye coupon code use kare SUNSHINE
Hostgator 45 days ki money back guarantee bhi deta hai agar aapko is bich service pasand na aaye to aap apna paisa wapis bhi le sakte ho.