Hindi Ke Bare Me 10 Ajeeb Bate – Amazing Facts

Hindi bhasha duniya me sabse jyada boli jane wali languages me se ek hai. World me jitni bhi bhasha hai unme se bahut si bhasha Sanskrit bhasha se bani hai jise sabhi bhashao ka grand daddy kaha jata hai. Hindi bhi isi me se bani hai lekin ye sabse alag bhasha hai. Aayiye iske bare me aapko kuch amazing bate, facts bta raha hu. Jinke bare me shayad aap nahi jante honge.

Hindi Amazing facts

Wese to india me bhi bahut sari bhasha boli jati hai magar hindi india ki official language hai or yaha sabse jyada yahi bhasha istemal hoti hai. Hum sab apne desh ki bhasha se pyar karte hai to kyo nahi iske bare me kuch rochak तथ्य (facts) jan li jaye.

Hindi Ke Bare Me 10 Amazing Facts Aapko Pata Honi Chahiye

Fact 1: Hindi is also spoken in mauritius, fiji, suriname, guyana, trinidad & tobago and nepal.

Hindi: हिंदी मॉरीशस, फिजी, सूरीनाम, गुयाना, त्रिनिदाद एवं टोबैगो और नेपाल में भी बोली जाती है।

Fact 2: The constituent assembly adopted hindi as the official language of the union on 14 september 1949.The day is now celebrated as hindi day.

Hindi: हिन्दी को विधानसभा में 14 सितंबर 1949 के दिन पर संघ की राजभाषा के रूप में अपनाया और अब इसी दिन को हिंदी दिवस के रूप में मनाया जाता है।

Fact 3: In the year 1881, behar replaced urdu with hindi as its sole official state language and thus became the first state of india to adopt hindi.

Hindi: साल 1881 में, बिहार ने एकमात्र राजकीय भाषा के रूप में हिंदी के साथ उर्दू को जगह दी और इस प्रकार बिहार हिंदी को अपनाने वाला भारत का पहला राज्य बन गया।

Fact 4: Hindi became the official language of india 1965.

Hindi: हिंदी 1965 में भारत की आधिकारिक भाषा बन गई।

Fact 5: Hindi is one of the seven languages that can be used to make web addresses.

Hindi: हिन्दी वेब पतों को बनाने के लिए इस्तेमाल कि जाने वाली सात भाषाओं में से एक है।

Fact 6: Hindi got its name from the persian word “hind”, meaning “Land of the indus river”.

Hindi: हिंदी नाम फारसी शब्द “हिन्द” से लिया गया है, जिसका अर्थ है ‘सिंधु नदी की भूमि”।

Fact 7: Spoken by almost 500 million people worldwide, Hindi is one of the most spoken language.

Hindi: हिन्दी दुनिया भर में लगभग 500 मिलियन लोगों द्वारा सर्वाधिक बोली जाने वाली भाषाओ में से एक है।

Fact 8: Prem sagar meaning “ocean of love”, by lallu lal was published in 1805 & tells the deeds of lord krishna. It’s considered to be the first published book in hindi.

Hindi: प्रेम सागर , जिसका अर्थ है “प्यार का सागर “, लल्लू लाल द्वारा 1805 में प्रकाशित इस पुस्तक में भगवान कृष्ण के कामों में बताया गया था। यह हिन्दी में सबे पहली प्रकाशित पुस्तक माना जाती है।

Fact 9: Hindi typewriters came to markets in the 1930s.

Hindi: हिन्दी टाइपराइटर 1930 के दशक में बाजार में आया था।

Fact 10: Hindi script is phonetic meaning unlike english. It’s pronounced the way, it’s written.

Hindi: हिन्दी लिपि में अंग्रेजी के विपरीत ध्वन्यात्मक अर्थ होता है। यह जिस तरह से स्पष्ट है, लिखा होता है।

Finally, Dil se kahunga mai hindi bolta hu or mujhe is par garv hai. I love my india and my hindi language. Hindi humari ratra bhasha hai or hum iska samman karte hai. Kya aapko ye hindi facts pasand aaye comment me jarur btaye.

I  hope aapko is post me hindi ke bare me rochak, amazing facts तथ्य  pata chale honge so plz is post ko apne friends ke sath bhi jarur share kare.

Avatar for Jumedeen Khan

About Jumedeen Khan

I'm the founder of this site and we regularly share useful and helpful information here for beginners. ❤️

Comments ( 16 )

  1. Rajkumar Chauhan

    Bahut Hi Achha Article Hai Sir, Mai Daily Apka Post Padhta Hu, Thanks For Amazing Article.

    Reply
  2. राज

    सबसे ज्यादा ट्रैफिक किस्मे आयेगा हिंदी में या हिंगलिश ?

    Reply
    • Jumedeen Khan

      Agar aapke andar kabiliyat hai to log aapko pahard ki choti par bhi khoj lenge or agar nahi hai to aapko log mahfeel se bhi nikal denge. Kisi bhi bhasha me blogging ko traffic us par aapko hi lana hai.

      Reply
  3. नवज्योत कुमार

    हिंदी कुछ भी कहो लोग बहुत पसंद करते हैं. लेकिन हिंगलिश भी बहुत आगे बढ़ रही हैं, लेकिन फिलहाल मैं ने अब हिंदी में लिखना शुरू कर कर दिया हैं. हिंगलिश में लिखना शुरू किया था, लेकिन अब मैं हिंदी में लिख रहा हूँ. आज कल सभी लोग हिंगलिश की ओर बढ़ रहे हैं और मैं हिंगलिश से हिंदी की ओर अग्रसर हो रहा हूँ. धन्यवाद जुमे दीन भाई …..

    Reply
  4. Murari Kumar

    bhai me two WordPress hostgater par install kar sakta hu.
    par mene dusre ke liye koi domain nahi liya hai.
    kya ye safe hai.

    Reply
    • Jumedeen Khan

      Bina domain ke aap dusra WordPress blog install nahi kar sakte.

      Reply
  5. Umesh Chavan

    hello, jumdeen bro maine heading me 728*90 Aur Side Bar 300*600 me ads lagayi hai ab mai ek post me kitani ads laga sakata hu ye 2 chodakar maine aapki post bhi read kar li hai 1 post me kitane ads lagaye but mujhe wo tik tarah se samaj nahi aaya hai.

    To aap ye bataye ki ye 2 ads chodkar mai blog post me kon-kon si ads use kar sakata hu aur unka size bhi bataye

    Thank’s.

    Reply
    • Jumedeen Khan

      Umesh ji post ko carefully padhoe to hi samajh aayega. Ab aap ache se samajh lo. Hum jab koi bhi site ko open karte hai to usme ek sath show hone wale pure page ko 1 page kahte hai. Isme sidebar, banner, menu, footer sabkuch aa jate hai. Yani ek sath screen patr jo kuch dikhta hai wo ek page hota hai. Or hum 1 page par 3 display/text ads, 3 links ads or 2 search ads laga sakte hai.
      Now, aap banner or sidebar me do ads laga chuke ho to ab aap post me sirf 1 hi display ads use kar sakte ho. Uske alawa 3 links ad use kar sakte ho.

      Reply
      • Umesh Chavan

        Thanks bro ab mai samaj gaya. But search box ads kaise lagate hai.

        Reply
        • Jumedeen Khan

          Iske bare me bhi post ki huyi hai wo search box me search karo.

          Reply
  6. sonal

    sir kya aap bta skty hey ki mey apny blog key home page mey popluar post kesy add kro. mey WordPress use krti ho .

    Reply
    • Jumedeen Khan

      Jetpack plugin use karo. usme popular post ki widget hoti hai ya fir aap koi or popular post wala plugin use kar sakte ho.

      Reply
    • sonal

      sir without plugin batao mey apny blog key home page mey popular post kesy add kro.

      Reply
      • Jumedeen Khan

        Without plugin aap tabhi kar sakte ho jab aapki theme me popular post widget ka feature hai nahi hai to aapko plugin use karna hoga.

        Reply
  7. ravi Kumar

    bahut pasand aai, I Love My India, Aaj Aapne Pahlei Bar Bahut Jayada sentence me Hindi ko aise Likha (हिन्दी ) Pure Article hindi.supportmeindia.com ki tarah,
    Q……Aap Guest Post Me Bole Hai jaise Hindi( Roman) me hi bheje, na ki iska original format हिन्दी Iske pichhe kya reasion hai, Kahi Google Adsense Aapke Blog Ko English Blog to Nahi samajh Rahi,

    Reply
    • Jumedeen Khan

      Ravi kumar hinglish me english words hote hai. Isliye AdSense ke liye ye better hai.

      Reply

Leave a Comment

I need help with ...